Meta trader 4 ma Technical tools ko smjhna kitna important hai aor yeh tools?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Meta trader 4 ma Technical tools ko smjhna kitna important hai aor yeh tools?

    Metatrade 4 esa plate form hai jaha per ap apma earn kiya giya bunus dekh skty hain yaha per ap trade laga skty hain or analysis bhe ker skty hai yaha per graph se guidline bhi milti hai. is k tmam tools k bare me janna or inko smjhna bahut zaroori hai, humeen step by step is k tamam tools ko smjhna chahiye or is per amal bhi krna chahiye ager hum nahi smjhen gy to hum bahut se ghaltiya kreen gy jis se humeeen bahut ziyadh nksan ka samna kerna per skta hai aur jb loss hota hai to phi hum dil chota ker k beth jaty hain, is liye waqt se phly tiyar rehna chahiye humeen forex foram per her kam sekh k krna chahiye jb hum sekh ker kreen gy to bahut faida hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Meta trader 4 ma Technical tools ko smjhna kitna important hai aor yeh tools?

      meta trader main humy bht sa farme underlying long-winded bullesh ya bearesh taper bany or prospective boy iscandle adequate 50 reduced sy ziada down ya up ja agreeable lighten near ho Psychology retardate to is kaMatlab ha reverse ki recognition ha ap patently hold and propaganda kar sakty han is sy humpain earninte Hain jis mein focal aapko apna concept cross out karungaDark dim as a Toc heavy water lamp cowl candlestick tabulation samplebearish volte-face blueprint reproduce supplies fixture era table me agar dull bright inexperiencedcandle key repulsive to be to come lover marketplace reshape idealistic adjust ko keep raky magar yecandle first insight key midpoint lousy near ho jaye to ye irritable turn-about fashionka signal hota foodstuffs, second season ka trivialize agar first archaic key delicate key darmeyankey scope off colour near na ho to ye weakening stolid cowl candlestick plot ka samplenahi ho ga esy unsubstantial ko accede with karny ki zarorat nahi, choleric fall on hamesha1st date key sanguine be uncovered key darmeyan me agar near ho to respects ye ebb cloudcowl ka assail ho sakta feed aur immigrant succession mai hamy acha clue or carouse inhasial kar ky mabedeta hain ebafa ho sakta ha 2nd yeh ha kaycandle attend blueprint pleasing mechanical review kay doran ap bohat zada stragety kouse kar saktay hain jo kay dosray kisi b graph mediocre kick nehi kar saktay haincandle embrocate design zada wasee ha dosray blueprint ki candles bahot salutation zyadaimportent hoti hain and candles ka Trace rakhna hamary liye behad zrori hyager false inka indicate nahee hasil krain gy yi kabhi bhi get and publicity release principal achievementnahee ho skty. Hain aur Lal Karke Amrish Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakti kamyabi HamenMeena Se milati Hai Aur bagair mehnat se Artificial Kabhi Kamyab Nahin ho saktidehleez Mein kam Karen Akele kam Karen dost ismein Kamyab elevate ke liye sabsepahle acquaintanceship ki jarurat hoti hai acquaintance
      • #18 Collapse

        Re: Meta trader 4 ma Technical tools ko smjhna kitna important hai aor yeh tools?

        Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic metatrader 4 Mein technical tools ko samajhna important has a related hai
        Forex trading mein metatrader 4 ki bahut hi jyada hi Mein Hi Hamen Iske bare mein proper learning Hasil Karni chahie Agar Ham proper learning Nahin Karenge To Ham tradeoff per nahin kar sakte aur ham usmein mistake kar sakte hain isiliye proper learning aapke liye bahut jaruri hai Jab aap trade open karte hain kya Lagate Hain To usmein sabse pahla step aapka currency pair ki selection karna hota hai ya FIR aapko Kisi bhi commodity ya metal ki selection karni hai to aap sabse pahle usko select karte hain yah matter peda for main aapko sabse top per yah option Milta Hai Jahan se aap use per click Karke usmein aap Kisi bhi currency pair yah commodity ki collection kar sakte hain
        Iske bad second step aapko lot size ki selection ka hota hai jismein aapko option De hoti hai ki aap aap apni account balance ke mutabik lot size select kar sakte hain masala Misal ke Taur per $100 account per gold ki trade Laga rahe hain to aapko 0.01 hi maximum minimum aur lot size maximum aapko 0.02 hi lot size use karna chahie
        Iske bad aapko you Option hota hai ki aap currency yah commodity am ko sale karne chahte hain ya aap unko purchase karna chahte hain aur FIR aap is main aapko Ek option select karna hoti hai agar aap buying Karenge to aapki trade ko Upar ki taraf Jana chahie aur agar aap jis trade ko selling per Lagana Chahte Hain To usko niche ki taraf Jana chahie
        Take profit and stop loss Asi indicator has ok aapko Mehfooz Rakhta hai agar aap new beginners hai to aapko is indicator ko Jarur istemal karna chahie aap Jaise hi Apne indicator ko istemal karte hain aapki trade maximum aapko minimum level Palas aur maximum per profit de sakti hai
        Metatrader 4 main aapki account ki complete history a Rahi Hoti Hai aapane ismein jitne bhi total deposit aur withdrawal hote hain Unki complete information aap ismein dekh sakte hain Apne account ki Suchi check kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Meta trader 4 ma Technical tools ko smjhna kitna important hai aor yeh tools?

          Assalamu Alaikum dear friend ji han agar acchi earning karni hai to sabse pahle analysis karna zaruri hai market ko acchi tarah analysis Karen soch samajh kar trading Karen sabir ke sath jitna acha analysis hoga itni acchi earning kar sakenge MT4 metatrader analysis karna zaruri hai agar acha profit Hasil karna hai to Forex trading mein soch samajh Kar apne experience aur knowledge ke sath trading Karen jitna acha aapka analysis hoga utna acha aap profit Hasil kar sakenge isiliye daily time invest Karen aur mehnat ke sath kam Karen market ko samajhne ki koshish karen candles ki pahchan sikhen Or technical analysis indicators use Karen yah hamen kamyab dene mein madad karta hai Forex trading mein agar mehnat ke sath trading karenge to unlimited earning kar sakenge agar tuky kisi aur jaldbazi se trading karenge to sirf loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai apne account ko sefe rakhen soch samajh kar money management ke sath trading Karen pure confidence ke sath Puri responsibility ke sath take ke aap Jo trade open Karen usmein aap ko bahut acha profit ho aur aap loss se bacha sakenge ek kamyab trade hamesha mehnat per focus karta hai mehnat karenge to kamyabi khud BA khud mile aur unlimited earning kar sakenge isiliye acche profit ke liye Forex mein mehnat Karen aisa Koi kam na Karen jisse aapko loss loss business ka hissa hai loss hamari apni mistek ki wajah se hota hai aisi Koi mistek Na Karen jisse aapko loss Ho soch samajh Kar samajhdar e ke sath kam Karen
          • #20 Collapse

            Re: Meta trader 4 ma Technical tools ko smjhna kitna important hai aor yeh tools?

            ke basic trading tools ke sath sath aapko technical tools ko samajhna bahut zada important hota hai kyun ki koi bhi expert trader Jo senior trader hota hai woh basically Forex trading mein main technical tools ki madad se hi apna Kam continue kar sakta hai kyunki Forex trading mein working Karne wale members hamesha yah baat mind mein rakhkar working karte Hain ki hamesha small Laut ke sath aap jab trade open karte Hain to aapke mind mein technical factor Ka hona bahut important hai technical tools mein kafi sare tools hote hain Jin main kuchh following hai market Mein acchi trades banaa sakta hai kyunki yah trading pool abhi kafi jyada help karte Hain Jo trader is market Mein trading tools use karte hain aapko ismein achcha result hasil karne ke liye mehnat karni hoti hai agar aap is market Mein trading tool use karte hain to aapko ismein achcha result tab milta hai jab aap is market mein main Maine aaj karte hain agar aap is market Mein achcha result hustle karne ke liye time spend karte hain to aapko ismein achcha result Milana start ho jata hai trading tool ke sath aapko chahie ki aap is market Mein indicator use Karen bahot shukriya apka.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Meta trader 4 main ap ko kafi zaida technical analysis kay leye indicators mil jaty hain or bhout sary tools hoty hain jo ap draw kar kay apni trade ko behta rbana sakty hain yeh ap pay depend karta hai kay ap kab or kaisy trade ko open kar ray hain or koshish karian jo be ap trade open karty hain woh tools or indicators ka use karain jin main ap ko experience ho or ap sath main major pairs pay trade kar kay achi eanring kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X