dear agar ham forex markeet ki history ko care k sath reads kartay hain to hamko is baat ka sahi andaza hota hay k jitnay bhi aaj tak seniors experts traders guzar chukky hain unko kabhi bhi is makreet main shortcut say kamyaabi nai mil ski hay is main is makreet ko samjhnay k liye unko har aik kadam main bahut sari learning ki zarurat parri hay jiski unhone learn kartay huway kamyaabi ko hasil kia hay jin main forex markeet k chart ko care k sath selct karna aur uska use bhi hay agar ham amrkeet main kaam karnay say pehlay usk har aik timeframe ko check kartay huway markeet main enter hotay hain to ham markeet k trend ko bhi sahi tarekay say daikhs aktay hain pehchaan saktay hain aur agar ham aik scalping tareekay say kaam kartay hain to ham tab bhi is makreet main achay tareekay say kaam kar saktay hain is liye hamain is baat ko kabhi bhi ignore nai karna chaye k ham nay har aik timeframe ko sab say pehlay watch karnay say ham sahi andaza laga saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим