jaiza: forex factory per hameen news ko kesy read kar sakty hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza: forex factory per hameen news ko kesy read kar sakty hein?

    forex market main aapko yah observe karna chahie Ke Aaj kaun se currency pair yah kaun si commodity ke Hawale se market mein news a rahi hai Kyunki agar aap news per focus karte hain to aapko bahut advantage Hasil ho sakta hai Forex factory per news ko study karna chahte hain to ismein aapke pass economic calendar available hota hai jismein aapke pass job in use any Ho uska schedule show ho raha hota hai market mein kaun se time per news aaegi aur usse is market mein kya effect padega kuchh news aisi hoti hai jinka impact itna jyada nahin hota aur is market Mein kuchh news aisi hoti hai jo bhai impact wali hoti hai Jin ki vajah se market Mein volatility jyada ho jaati hai agar aap aise hi news perfect karna chahte hain to aapko UN news ke bare mein tamam deta Diya jata hai Media ke sath connected Honge aur uske sath sath use specific currency pairs aur use specific commodities ke bare mein aapke pass complete information aur knowledge Hogi.

    Jin members ke fundamental analysis bahut acche hote hain vah limited time mein unlimited profit Hasil kar sakte hain Kyunki Jaise hi market mein news aati hai to uski thodi der bad hi unko bahut Achcha profit mil chuka Hota Hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza: forex factory per hameen news ko kesy read kar sakty hein?

      Forex factory aik bahut bare site hae forex ke hawale se jahan par hamen news milte hain ese news jo ke forex market ko effct karte hain jab bhe yeh in ka data release hota hae to market bahut fast ho jate hae to hamen basically isko samajhna ho ga ke yeh hota kiya hae agar hum news ke data ko samajh gy to hum is par trading bhe kar sakte hain lakin yeh itna bhe asan nhe hae to is wja se hamen is main yeh cahiye hota hae ke hum is main tamam ke tamam news ko samajhte howe he kam kiya karen is main basically three types ke news hote hain aik hote hae high impact news or dosre hote hae medium impact news or third one hae low impact news to jo high impact news hote hae isko indicate kiya jata hae red coour se jo ke bahut he volatile hote hae jab is ka data release hota hae to market bahut fast ho jata hae to is main yeh hota hae kje agar actual forecast se zayada a jae to currency strong hote hae or agar kam a jae to currency weak hote hae to is tarah se tamam news ese he work karte hain lakin is ke liye hamen is ke sath stah globally bhe news se update rehna parta hae ab hum bat karte hain medium impact news yeh second number pe ata hae to yeh itna volatile nhe hote hain market itna move bhe nhe karte hae bas is liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se isko samajhte howe he kam kiya karen tab he to hum kuch hasil kar sakte hain is ke bad hum agar bat karte hain low impact news e to isko samajhna to bilkul bhe asan nhe hota hae is ke liye yeh bilkul na hone ke barabar he movement dete hain to bas is waja se hamen bhe sahe tarah se is main samajh kar trade lene cahiye

      اب آن لائن

      Working...
      X