what do you means by LOT ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: what do you means by LOT ?

    Dear main sb sa phly apko lot ki definition batanachahta hun phr usk bd iski importance apk samny share krun ga umeed hai apko post pasand aye ge.

    What is lot:
    Forex trading ma lot sa murad aik esi Quantity / miqdar hai no ap apni trading kay liye select krty han js sa ap ka profit or loss depends kr rha hota hai.

    How to select lot size:
    Lot size kis selection Jab krty Hain To usme Ham Apne account balance ko focus karna chahie ki Hamara account balance kitna hai aur is per Ham Kitni lot size ki selection kar sakte hain Agar hamare pass account balance 100 US dollar ka hai aur Agar Ham crudeoil aur Gold per trading karna chah rahe hain to Hamari yah responsibility banti hai ki Ham Hamesha 0.01 ki lot size select Karen aur Agar Hamari trade Hamari favourite Mein a Jaati Hai To Uske bad ham log size increase bhi kar sakte hain.

    Importance of lot:
    Lot size ki selection bahut hi important hoti hai agar aap lot size acche tarike se select karne ki position Mein a Jaate Hain To iska aapko bahut benefit mil sakta hai aur aap ki trading bilkul saaf ho sakti hai aur aapka account kabhi bhi wash Nahin ho sakta Hamesha traders lot size ki selection ki vajah Se Hi successful Ban sakte hain.

    Profit and loss:
    Aapka profit aur nuksan aap ki lot size ki selection kay upar depend kar raha hota hai agar aapki lot size ki selection jyada hai to usmein aap ko Jyada profit aur jyada nuksan ho raha hota hai isliye aapko achi selection karna chahie Tha ke aapka profit aur nuksan aapke account ke mutabik ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: what do you means by LOT ?

      G dear lot ka matlab hota hai kay ap nay trade kis bha say lagna hai matlab kay ap nay koi bhi cheez sell karni hai ya buy karni hai tu wo kis tarha ap nay karni hai kiyu kay aksar aisa hoyta hai kay ap es mai lot size jis hisab say lagtye hain ap ka profit aur lose bhi usi hisab say hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai usi hisab say he risk liya karain jis hisab say ap nay es mai kam karna hai aur ap ka faida ho jata hai tu lot size ka kafi faida hota hai market mai aur es ka istamal bhi usi hisab say hota hai jub kay es ka faida bhi usi hisab say hota hai aur ap ka kam acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam acha hai tu ap es mai kamyab ho he jatye hain jub kay ye sara kam lot size pay hota hai ager tu ap kay pass lot size kam ho gaye tu ap ka es mai nuqsna kam hota hai aur ager ap ki lot size zayda hai tu ap kaliye nuqsan bhi zayda hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur apna kam ap mahnet aur lagan kay sath acha kartye hain tu ap kamyab he kamyab ho jatye hain tu ap acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai ap ka kafi kam hota hai kay ap lot size pay he ghaor kar kay acha kam kartye hain kiyu kay lot size kay hisab say kam jarna hai tu ap ka kam hai kay aik tu ap kam lot size kay sath kam karain aur dusra es mai ye hai kay ap ka kam hai kay ap market mai achye anlysis kay sath kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu lot size kam say kam rakha karain
       
      $$$ Never Give Up $$$
      • #18 Collapse

        Re: what do you means by LOT ?

        Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Trading karne ke liye ek makhsoos mikdar ki zroorat Hoti Hai Jise Lot Kahate Hain Lot ka use Karke Ham Apne account balance k mutabiq trading kar sakte hain. Agar aapka account balance kam hai to aapko minimum lot size lgana chahie aur Agar aapka account balance jyada hai to maximum lot size ka use karna chahie . Agar small risk Lena Chahte Hain To minimum lot size ka use bahut hi important rahata hai isase aap usko samajh lete hain . Aur agar aap isko acche se samajh lete hain to maximum risk Mein next time aapko fayda Hoga . Jitna hmara account balance kam Hoga Utna hi Hamara lot size bhi kam Hoga jitna lot Hamara kam Hoga utna hi Hamen is mein jyada profit hone ke chance hote hain aur loss ke chances kam hote hain lekin Agar lot badh Jaaye To Hamen profit ki chances kam hote hain aur loss ke chances jyada ho Jaate Hain.THANKX
        • #19 Collapse

          Re: what do you means by LOT ?

          Jeete reading karte hue ismein Hamara Ek lot size aata hai Jisko Hamen do samajh ke kam karna chahie Agar Ham is bar Soch Samajh Kar kam Karenge O Socha market trading Karenge Tu Hi Hamari trading Kamyab Hogi aur Agar Ham lot size Ko Nahin Soch samajh ka use Karenge To isase Hamara bahut bada nuksan ho jaega so Ham Jab Bhi apni trading start karen to trading karne se pahle Hamen Apna lot size large Mein check kar lena chahie Agar lot size Jata Ho To Hamen use kam kar lena chahie aur Agar Ham kam Ho To Hamen uchit thoda sa Jyada kar lena chahie aur lot size ko rakhne ke liye Hamen Apne spread ko dekhna chahie Agar aapke speed jata hai to aapko apna lot size kam karna chahie because Jitendra da Pride Honge aapki trading Jyada nuksan Mein start Hogi aapke use trade ke spread bahut hi kam hai to aapko FIR apni Jyada Qadri aapke aapko trend aapke Agar 30 Hai To fir aapko lot size 0.0 3 0.025 trading Karni chahie aur Agar aapke spread Agar yah Panch Hai To fir aapko 0.0.15 per apni trading start kar deni chahie isase aapko kamyabi sakti hai aur accha profit bhi
          • #20 Collapse

            Re: what do you means by LOT ?

            Lot in trading ::

            Assalam o Alaikum dear friends
            forex me aik makhsoos mikdar ko trading Kay leay use Kia jata Hy jisy lot kehty hen ya phr buniyadi tor per Forex mein jitni amount of Forex trade mein kisi bhi currency ko sell ya buy karte hain us ko Forex trading mein lot size Kaha jata hai forex trading main aap ka lot size different ways mein calculate Kiya ja sakta hai jaisa ke Forex mein aap aik baat mind mein rakhen kay standard lot har pair ki different currencies ke mutabik hoti hai usually to Forex mein standard lot 0.01 ko kaha jata hai lekin mere khyal mein Forex trading mein lot size har currency ka different hota hai iscliye aap ko is mein kam karne ke liye mehnat se kam karna hota hai aur risk free trading karne ke liye aapko hamesha lot size different nahin balke standard rakhna hota hai Forex mein lot size aur aur balance ka bahut role hota hai.


            Capital balance lot rules ::

            Forex trading mein working karne ke liye aap ko lot size hamesha apne capital ya balance ke mutabik rakhna hota hai kyun ky Forex trading main aap standard lot size use karte hain aap ka balance small hai to aap ko chahye ky Forex mein hamesha minimum lot size use Karen kyun ky ye basically investing volume of your account balance hota hai Forex trading main aap ka jitna balance hota hai aap trade ke liye jitna invest karte hain us ko Forex trading mein simple words mein lot kehty Hain is liye koshish kren ke small leverage Forex trading main aap ko small Lot size trading Kay leay restrict kar deti hai jis ke liye aap ke Forex account ki secure rehna bht important hota hai Forex trading main aap ka kaun se secure tab hi rehta hai risk free trading tab bhi possible ho skti hai jab aap is mein lot size bilkul standard rakhty hain aur working karne ke liye mehnat aur lagan ke sath apni working ko to the point mehnat ke sath lagan ke sath aur interest mein Forex trading mein acha kam karte hain lot size basically Forex trading main aapko small rakhne ka ek faida hota hai ki aap ka account rahata hai aap ko loss kam hota hai lekin aapko profit bhi kam hota hai lekin aapka account secure rehta hai


             
            Ayisha Cutey's Trading Journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
            • #21 Collapse

              Re: what do you means by LOT ?

              Forex trading ek risky business hai jismein profit hasil karne ke liye hamen risk lena padta hai aur forex trading mein hamari ek mistake ki wajah se hamari puri mehnat waste ho sakti hai jisse forex main hamara bonus account bhi wash ho sakta hai isliye forex trading mein hamen soch samajh kar our ahtiyat k sath work our trading karni chahie aur forex trading mein hamen koshish karna chahie k forex trading mein ham normal lot size use karen jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakta hai aur forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai lekin forex trading mein hamen koshish karna chahie k forex trading mein hum big lot size use na karen jismein trading risk bahut zyada hota hai aur forex mein ham achi trading nahin kar sakte aur forex main hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai forex trading mein hamen koshish karni chahie k forex main achi trading ke liye ache experience our knowledge ko increase karen forex main jitna acha hamara experience aur knowledge hoga forex main hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain our utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main ham trading fresh aur active mind ke sath karen aur forex main trading sabar ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie aur forex mein hamen apni trading mein stop loss our take profit ko bhi use karna chahie kyunki forex main achi trading ke liye aur apne bonus account ko mehfooz rakhne ke liye hamen stop loss aur take profit ko zarur use karna chahie jis ki madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai.
              • #22 Collapse

                Re: lot kiya hoti hai?

                Assalamu Alaikum dear Forex member ji han Jab Ham Forex trading mam Kisi bhi pair per trade open Karte Hain To usmein amount of trade Hoti Hai yani trade ki lot To Hamen trade Kila Kis Tarah use karna chahie Hamen Apne trade per lot Hamesha Apne account ke mutabik use Karni chahie Laut Hamesha Hamare account ke mutabik Hi Lagti Hai Jani Jitna Bada Kaun Hoga Itni standard Lagegi to aap jitni Laad Sambhal Karenge utna hi aapko Jyada loss ke jaanch Honge Kyon Gila Jyada istemal Karne Se account Khatre Mein Chala Jata Hai Aap Hamesha Laut Sambhal use Kya Karen Taki aapko loss Na Ho
                • #23 Collapse

                  Re: what do you means by LOT ?

                  forex trading me jub hum trade karte hai tu hum koi na koi lot select karte hai yani hume kis ratio se profit hona chahiye ya hume loss hona chahiye ya hum hud select karte ha

                  Trade karte howe hume apni trade ko management karna hota hai hum 0.01ki trade b laga sakte hai jo sub se choti lot hoti hai or hum isi tara 0.02 , 0.03 , 0.10 or hum 1.00 yani standard lot bhe laga sakte hai.

                  jaise jaise hume acha profit chahiye tu hum lot size ko b increase karte hai lakin lot size agr hum big rakhte hai or plan humre pass nahi hai trading ka tu hume is market me loss hi ho ga.
                  • #24 Collapse

                    Re: what do you means by LOT ?

                    lot size ham sb trader ka lia bht he important hota h9i hamsb khuch los our our profit es sb khuch pa he depend he karti hi to soo ham ko yahan pa ho sakey kh ham sb na yahan pa bht eh acha sa kaamkanry ka liahamko bht eh achas a kaamkarain ku ka yaahn pa bht eh achas ager lot size lag laity hain to os ka bht he acha sa faida he ho skata hi to soo hamnaes par bht eh acha sa faida jo hota he rehta hi to soo gham na es main jitan ho skaey ham yahan pa bht he acha sa kahan bhe jitna bhe jitna bhe ho sakey hamna yaahn pa bht he had work karain our jaisa he hamhad work karty to ya kaamjo hi bht he acha sa lot lagain ga to theek hi ni to asa mainhamlot sze sa ager lagani hi to asey lagain kh ham na es main bht he acha sa faida jo hi ham ko mil he jata hi to soo hamto har hal m,ain lot size normel lagain ga to bht he acha sa faida jo hota he rehta hi to hamna kamybi ka sath he sath aik he faida hota hi vho ya hota hi kh ham na ht he acha sa kamybi ka sath he ham kaamkarain our jasia he ham kamybi ka stath ham ko bht he acha sa lot tb hoti hi jb ham lot size bht he kam sa kam rakhty hain
                    • #25 Collapse

                      Re: what do you means by LOT ?

                      Dear Forex member aapke Ek Achcha third post Kiya Hai Ji han aap ko Apne account ke mutabik heel trading ke andar large size ko use karna chahie Forex trading main aap standard lot size ko use karte hain aapka balance Mal hota hai aapko chahie ke Forex Mein Hamesha minimum lot size ko use Karen Kyunki yah basically aapka investing volume hota hai jo aap trading main use karte hain aap Jitna invest karte hain usko Forex trading Mein simple word main Laut Kahate Hain isliye koshish Karenge Sambhal leverage Forex training main aapko Sambhal large size trading ke liye district Kiya Jata Hai Forex trading main aapka kaun sa secured tab hi rahata hai yah Baap risk free trading Karte Hain I hain aur aapka lot size bilkul / standard size Ka Hota Hai hi hai aur aap apni working ko bahut hi Aham banate hain Forex trading Mein Achcha kam karte hain aur lot size basically Forex trading main aapko Sambhal hi use Karni chahie iska aapko Bada Paida Hota hai aur aapka Jyada nuksan Nahin Hota Agar aapke account ke mutabik hi large size ko use Kiya jata hai to Aapka account kabhi bhi e Vas Nahin hoga Jab aap Kamalnath science ko use Karenge to aap risk factor ko bhi mind Mein rakhte Hue Apne account ko secure kar lenge aur aapka maximum nuksan Nahin hoga Forex trading Mein kam karne ka nuksan bhi hota hai Forex trading main aapko Hamesha Samman Laut rakhni chahie aur standard lot 0.01 hoti hai jo pahle discribe kar di Jaati Hai aur jab bhi aap Koi trade open karte hain vah pahle fix Hoti Hai isase mazeed Chhoti Lat aap Nahin Laga Sakte
                      • #26 Collapse

                        Re: what do you means by LOT ?

                        Assalamu Alaikum Forex member ummid hai aap khairiyat se Honge friends job Bihar mein trade Kopan Karte Hain To Hamen main load ka side Lagana padta hai agar ham lot ka size Itna Chhota ya Bada Rakhenge Usi hisab se Hamen profit ya loss hoga lekin Agar Ham market ko analyse karke hi trade ko open Karenge tab Mumkin hai ki Ham Achcha profit Hasil kar Saken aur Hamen lot ka size bhi use hisab se Rakhna chahie lekin Agar aapka account bada hai hai to aap ko Laut ka size Bhi Bada Rakhna chahie lekin sabse pahle market ka experience Hasil karna lazmi hai
                        • #27 Collapse

                          Re: what do you means by LOT ?

                          Dear Bewafai ke Kaisi market hai jismein aap different things per trade Karke Achcha profit Kama sakte hain Aksar yah Hota Hai ke market Mein aoun Logon Ko nuksan Ho Jata Hai Jo analyses Nahin karte. Aur gilas unko which steaks ko repeat karne ki vajah se hota hai aisa bhi hota hai Aksar log Apna gown bilkul hi Bhaskar Baithe Hain market Mein Itihaas Se Kam Nahin karte. Forex Mein wastage ki gujarish bahut kam hoti hai. Agar aapane mistake kar di hai to iska nuksan aapko account bilkul was ho jaega? Aapko Apne account ke mundan ki large size ko use karna chahie agar aap bangle Art Science ko use Karke Koi Laut Laga Dete Hain To iska ab kaun nuksan Hota Hai agar Hamare account mein balance Kam Hai To Hamen chahie ke kam large-size ko use Karen aur Agar Hamare account mein balance Jyada Hai To Ham Jyada lot size use kar sakte hain not find Jitna Hi Kam Hoga utna. Hi Hamare nuksan ke chances bahut kam Honge jismein aapko money management Karni Hoti Hai Jab aap money management ke hisab se apni trading Karte Hain To aap. Kaun nuksan Nahin hota. Agar Hamen nuksan. Ho bhi Jata Hai To Hamara account bilkul was Nahin Hota Bal ke account mein balance available rahata hai jismein Ham apni next train to continue kar sakte hain. Aur pichla jo nuksan hota hai usko recover kar sakte hain to is Surat mein. Hamara account safe rahata hai aapko proper lot size ko use karna chahie.
                          • #28 Collapse

                            Re: what do you means by LOT ?

                            trading mein working karne ke liye aap ko lot size hamesha apne capital ya balance ke mutabik rakhna hota hai kyun ky Forex trading main aap standard lot size use karte hain aap ka balance small hai to aap ko chahye ky Forex mein hamesha minimum lot size use Karen kyun ky ye basically investing volume of your account balance hota hai Forex trading main aap ka jitna balance hota hai aap trade ke liye jitna invest karte hain us ko Forex trading mein simple words mein lot kehty Hain is liye koshish kren ke small leverage Forex trading main aap ko small Lot size trading Kay leay restrict kar deti hai jis ke liye aap ke Forex account ki secure rehna bht important hota hai Forex trading main aap ka kaun se secure tab hi rehta hai risk free trading tab bhi possible ho skti hai jab aap is mein lot size bilkul standard rakhty hain aur working karne ke liye mehnat aur lagan ke sath apni working ko to the point mehnat ke sath lagan ke sath aur interest mein Forex trading mein acha kam karte hain
                            trading main otni let set karni chahye jis main hmain loss bhi ho jay tu wo bhi kam se kam ho or hum os main achi trading karen or kamyab ho kar acha profit hasil karen forex main aghr hum avhi trading krna chahty hain tu apny account ko bhi save rakhty hoty trading karni hogi jis main loss hony k bad hum asani se apni trade kar k acha profit lay skty hain or achi earning kar skty hain
                            • #29 Collapse

                              Re: what do you means by LOT ?

                              Salam to all their Forex members real friends Pakistan Forex trading ek best online business hai jisme good knowledge of good experience ke sath Ham unlimited earning kar sakte hain aur apni income ko increase kar sakte hain
                              dear members Pakistan Forex trading ki market mein different type ke lot size use Kiya jaate Hain German standard lot size and mini lot size micro lot size nano lot size
                              dear friends ya tamam lot size Ham trading market mein apne account balance ya apne capital ke mutabik set karte Hain dear friends agar hamare pass good knowledge aur good experience hai aur ham market ko acchi tarah se analysis karne ki ability rakhte Hain to Ham big lot size use karke achcha profit hasil kar sakte hain agar hamare pass good analysis skills nahin hai aur ham big lot size use karte hain to hamara account wash ho sakta hai isliye hamesha apne account balance aur capital ke mutabik apni lot size set Karen aur koshish karen ki hamesha small lot size per trading Karen aur good profit hasil Karen kyunki without good analysis big lot size hamare liye loss ka bice Ban sakti hai isliye friends hamesha apni trading co save method ke zariye profitable banaen.
                              big capital per big lot size hamen good profit de sakta hai lekin without analysis hamen profit ke sath sath itna loss hone ke chances bhi hote hain isliye hamesha soch samajh Kar apne lot size select Karen aur acchi tarah se market ko analysis karne ke bad apni trading start karen big lot size pr 1 pip hamen good profit deti hai aur isi tansuub k mutabik loss bhi deti hai isliye hamesha lot size set karte waqt good analysis bahut zaruri hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: lot kiya hoti hai?

                                international market mein trading krny k leye hamein lot size k mutabiq trade krni hoti hay aur lot size hamesha apni equity k mutabiq choose kiya jata hay international market mein three types k lpt size hotay hain.

                                1.standard lot size = 100000 units

                                hamara lot size mostly USD k sath chalta hay for example agar hum forex mein account banatay hain to wahan option maujood hoti hay lpt size ki aur agar hum standard lot sixe ka intekhaab kr k acciunt banatay hain aur hum 1 lot size ko sell ya buy krtay hain to iska matlab hai k hum ne a lac usd ko buy ya sell kiya hai.
                                1 lac usd units ko buy ya sell krny k leye hamary pas account mein to 1 lac nahi hota magar jb hm account banatay huway leverage choose krty hain to yahan leverage ka important role hai agar hamari leverage 100 ho to phir hum 1 lac usd units ko buy ya sell krna chahtay hain to hamary pas 1000 usd ka balanve account mein hona zaroori hoga.
                                jb hum trading krtay hain to os vaqt hum lot ko lac mein choose nahi krtay balkay 1 standard lot ko hum 1.0 se count krtqy hain aur isi tarah trading mein agar hum standard lot pe 0.5 lot select krtay hain to iska matlab hay hum 50000 usd units ki trade kr rahay hain.

                                2.mini lot =10000 units
                                3.micro lot =1000 units.
                                agr hamara account mini lot size pe banaya gaya ho to phir hamari lot ka s1.0 size jo hoga woh 10000 usd units k equal hoga matlab k hum mini lot se 10000 usd tak ki trading kr sktay hain.
                                micro lot sb se choti lot hay is mein 1.0 ka matlab hay k hum 1000 usd units tak ki trading kr saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X