forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari hain
    Aaslam o Alaikum Dosto! forex trading ma money management ko reer ki hadi ki c hasiat hasal ha lakin bohat kam traders yah jantay haink money management(MM) kia ha, our is ka kasay istamal kia jata ha our is k liay kia kia muhertay, skills chahian hoti hain. or money management ki bunadi rules kai hain. isi liay mara yah khayal ha k is topic pay ap sub experts ki ray dana bohat zurari ha k ap money management ko kis had tak eham samjtay hian our kon kon si skill ka hona zurari ha ak achi money management k liay. Thanks :1f610:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

    Aoa dear members forex ek asi market hai jis me ham different cheezo p trade KR k acha profit Kama salty Hain but aksar logo ko dekha gya hai k market me unko loss ka samna krna parta hai. Ye loss inko apni hi mistakes ki waja sy hota hai. Aur asa b hota hai aksar log apna acount bilkul hi wash KR bethty Hain so hamain is me ehtiat krni cheye. Because forex me mistakes ki gunjaesh bht Kam hoti hai. Because Ye ek practical market hai. Hamain apny acount ko dekhty hoey lot size ko choose krna cheye agr hamary acount me Kam balance hai tab hamain lot size jitni ho saky Kam rakhni cheye and agr hamary acount me balance Iada hai tab bhe hamain cheye k lot size bht zoda na barhaen jab Tak hamain full confidence na ho . Lot size jitna Kam ho ga utna hi hamain loss hony k chances bhe Kam hon gy. Yaha ek technique bht Kam ati Hain jis money management kehty Hain. Is me ham trade eapny acount me balance k hisaab sy krty Hain so dear hamain nuqsan ka margin rakh k trade krni cheye. Hamaesha hi is technique ko mind me rakhna cheye aur hamesha trade krty hoey isi apply b krna cheye . Because agr hamain nuqsan ho bhe jata hai to hamara acount bilkul wash na ho balky acount me balance mojood ho jis sy ham apny trade to continue rakh sakain aur apna loss bhe recover KR sakain but ham loss ka margin nai rakhain gy aur lot size bary sy Bata rakhain gy to loss honey ki soorat me hamara acount bilkul wash bhe ho sakta hai . To is soorat me ya to hamara acount block ho jaey ha ya phir hamain dobara say Investment krni part hi........
    • #3 Collapse

      Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

      Forex trading Mein Kamyab hone ke liye aur acchi earning Hasil karne ke liye aapko Forex Mein trading karte hue money management ka bahut khayal rakhna Hoga money management ke sath trading karne se aap Hamesha profit Hasil Karenge aur apne acchi earning Hasil Karenge money management ke sath trading karne se aap ki trading Mein loss hone ke chances kam se kam hote hain aur aap Achcha profit Hasil kar sakte hain Apne trading mein money management ke sath training Karne Ka Yahi maksad hota hai ki Ham forex market Mein Achcha profit Hasil kar Saken aur iske sath sath Apne account ko bhi save Rakh sake money management basic ke liye account ko sev rakhne ke liye ki Jaati Hai Taki Hamen Hamara account waash na ho aur na hi Hamen zayada loss na ho
      Agar aap apni trading Mein money management kam Rakhna Chahte Hain To aapko in points per Amal karna hoga Jin per aap acchi trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
      1: Forex trading mein agar aap money management Chahte Hain To sabse pahle aapko market ko acchi Tarah Se analyses karna hoga aur Market mein jo weekly trend chal raha hai usi ko follow karte hue market Ko samajhna Hoga jisse aap market Ke Jo Maine friend Honge UN per apni trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
      2: Forex trading mein aap koi bhi trading strategy ka use kar rahe hain to aapko apni trading Mein stop-loss ka istemal karna karna hoga isase aapko loss Bhi zayada Nahin Hota aur aapka account bhi save rahata hai stop loss set karne ka maksad Yahi hota hai ki aap apna loss afford kar sakte hain zayda loss na ho
      3: money management ke liye ek sabse important Baat hoti hai ki aap Agar money management Ka Khyal rakh ka trading karna chahte hain to aapko chahie ke apni trade ko small Loot Ke Sath Karen isase aapko loss hone ke chances bahut kam ho Jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

        dear ap nay achay topic pay sawal uthaya hay k agar ham forex markeet main kaam ko start karnay say pehlay iski basic requirmnt ko sahi tareekay say samjh laitay hain to ahmko baaz main is main koi bhi pareshani ka smana nai akrna parrega aisa nai hay k jub agar ham is markeet k baray main kuch jaan laitay hain to ahmko usk baad phir kisi bhi cheez ya knowledge ki koi zarurat nai party hay balk jub hamko is markeet main kaam ko start karna hota hay to ahmko sab kuch aik sath ikatha kartay huway kaam karna hota hay jin mains ab say pehlay ahamray pass money managmnt ka role ada karna sab say ziada must hota hay qk is makreet main jub ham trades ko start kartay hain to ahmko aisay kabhi kaam nai karna chaye k ab hamaray pass sahi informations hain jin say hamko is makreet main koi bhi khatra nai hay ham jitna chayn is makreet main risk lay saktay hain balk hmaray pass jis hisaab say bhi achi skills hain hamko tab bhi is markeet main risk aur rewad k ratio ko sath sath kaam main lanay say he ham succes ho saktay hain usk liye sba sya pehlay aur sab say best yahi hay k ham apnay account ki equety ko test karain k ahamaray pass hay aur ham nay jis hisaab say is markeet main risk lain ahay agar hamko lsoe hota hay to ahmko aisi koi pareshani ka samna na karna parr jaye k ham is markeet say he out ho jaye aur agar ham is makreet main is soch say kaam nai akrtay hain to ahmko is markeet main kaam karnay k koi bhi faida nai hay.
        • #5 Collapse

          Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

          Walekum assalam dear Apne money management ke Hawale se bahut hi acchi information puchi Hai Kyunki money management ke rules and regulations ko follow karke usko apni trading per apply karne se Hamara account bilkul Mehfooz rehta sakta hai aur ham isase bahut advantages Hasil kar sakte hain.

          Money management ke bata bich aapko yah learn karna hota hai ki Jab aap Koi trade open karne Ja Rahe hote hain to usmein aap ko apni lot size ki selection kin basis per karni hai dear isme ap ki lot size ki selection totally different kar rahi hoti hai aapke account balance ke upar Agar aapka account balance jyada hai to usmein aap lot size ki selection Jyada kar sakte hain lekin Agar aapka account balance kam hai to usmein aap kabhi bhi lot size ki selection Jyada na Karen.

          Jab aap aap lot size kis election ki baat kar rahe hote hain to Uske bare mein soch rahe hote hain to ismein aapki decision making skill involve hoti hai aur aap ki ki observation scale involve hoti hai agar aapki observation skill aur decision making skill strong nahin hai to aap kabhi bhi money management ke rules and regulations ko properly Halla nahin kar sakte isliye agar aap Chahte Hain ki aap money management ke rules and regulations ko properly follow karti hui apni lot size ki selection ko Achcha banaen To aapko observation skill aur decision making skills ko improve karne ke liye koshish Karni Hogi.

          Agar aap money management ke rules and regulations ke mutabik apni lot size minimum rakhte Hain To Aise aapka account kabhi bhi wash Nahin ho sakta aur aapka account bilkul safe Rahega no doubt ismein aapko profit bahut kam hota hai lekin kam profit ke sath sath aapka nuksan bhi bahut kam hone ke chances hote hain isliye Hamesha safe trading karne ke liye money management ke rules and regulations ko focus Kiya Karen
          • #6 Collapse

            Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

            Money Management skills in forex trading
            Forex trading market ma money management bahot ahm hai.is ki mindarjazail skills hain.
            1. Apko trade open krny sy pehly plan kr ky lot size select krni hoti hai. Ki wajah yeh hai ky hamun trading ke liye capital ko dekhna hota hai agar hamara capital zeada hai to ham lot size ko zeyada rakh sakte hain.
            2. Aapko technical and fundamental analysis ke sath support and resistance ke according stop loss and take profit use karna hai.
            3. Forex trading market mein money management skills and strategies sentimental analysis calculated data values ko understand karna bhi ahm hai.
            4. Trading ky leay apko trailing stop use krny ka tareeka sekhna chye jub apki trade profit ma ajay to apko trailing stop means apko apna stoploss apni trade ki entry point py move kr lena chye qisy he is ko variable bnana chye tq ky aoka profit secure rahy.
            5. Money management krny sy apka capital safe rehta hai aor apko trading ky doran koi preshani nhi hoti apky required target tk app apni trade ba asani wait kr skty ho.
            6. Money management krny say apko confidence milta hai aor apki skills improve hoti hain earning increase ho jati hai.
            .
            • #7 Collapse

              Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

              my dear friend forex trading main money management k sath trading karny ki boht ahmiyat hai jub hum money maangement k sath trading karty hain tu hmain hmari trading main acha prpfit milta hai or um loss hony k chances ko boht kam se akm kar skty hain oney management main trading karny ka mqsad yah hota hai k um ap ni trading main loss ko manae kar skty ain or achi trading kar skty hain money management main sub se pahly ap ny apni trading ko bahter karny k liye market ko achi trha se smjhna hoga jub ap market ko achi trha se smjhty hain tu he hum market main achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main market k main trend ko follow kar k ap jub trading karengy tu apko loss kam se kam hog or es k bad ap apni trading main jub trade karty hain tu apko apni har tarde main stop loss ka use krna hoga jis se ap achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain stop loss se bhi ap apni trading main loss k lock kar skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain forex main aghr ap kamyab hona chahty hain tu apko apni trading ko ase krna hoga k apko loss na hony pay es k sath sath aghr ap apni trade main small lot k sath trade karengy tu ap forex main achi earning kar skty hain yah bhi apki trading main money management ak kam deti hai
              • #8 Collapse

                Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

                Dear forex member Forex trading may kamyaabi hasal kartay hoye trading karna sab members ki khawahis hoti hay aur sab kamyaabi hasal karney ki koshish bhi Kartay hay kamyaabi thabhi milti hay jab haum forex trading may proper procedures and experience Kay saath trading kartay hay aur mangement Kay sath trading ko prefer kartay hay Forex trading may haum sabko knowledge ki base pay kamyaabi hasal hoti hay. Jab traders trading kartay hoye money management ko follow kartay hoye trading kartay hay to unko hamesha faida hi hoga lehaza zayada zarorat iss bat ki hay Kay haum money management kartay hoye trading karay.
                Money management Kay bagair Kam karna bohat risky hota hay har trader zayada risk afford nai karta hay haumay apni abilities aur apni skills ko increase kartay hoye money management Kay liye market ki movement aur trends ka mukamal knowledge hona chahiye phir jab haum in sab batoo ka khyal rakhtay hoye trading kartay hay to haumay zayada profit hasal hota hay aur iss ki waja say hamara trading account bhi secure rehta hay.

                Forex trading may haum sabko sara business market ki movement aur trends ko samjhnay aur analaysis kartay hoye karna parta hay jo traders hamesha fundamental analysis aur technical analysis ko money management Kay sath istamaal kartay hoye trading kartay hay to unko nuksaan nai hota hay balkay wo apnay account ko stable aur secure rakhtay hoye trading may kamyabi hasal kartay hay.forex trading may appko strategy Kay mutabiq money management karni parti hay app ki achi strategy aur achi planning appko money management karney may madad karti hay.

                Appko Forex trading may trading karnay Kay liye money management ki importance ko nazar andaz nai karna chahiye jab app money management Kay sath trading may apni trade ka lot size select kartay hay to appko asani rehti hay aur trading kartay hoye app hsmesha Indicaters ka knowledge aur information ko gain kartay hoye trading karni chahiye takay app trading may kamyaabi hasal Kar sakay.
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

                  Forex trading business kay liye money management bohat zaruri aur laazmi hai. Sirf Forex trading he nahi kisi bhi dusray business kay liye chahay woh online ho ya conventional business ho money management bohat zaruri hai. Forex trading mai iss liye money management ko ziada ehmiat di jaati hai kay iss business mai apnay kisi bhi action ka result forum mill Jata hai aur koi chance he nahi hota hai kay banda kisi kisam ka faisla tabdeel ker sakey. Conventional business mai phir bhi time mill jata hai aur jaisay he samajh aati hai kay koi decision ghalat ho gaya hai ya iss say loss ho jaey ga tou usay change ker Lia jata hai laikin Forex mai decision lay kay jab execute ker Lia jata hai tou phir tou ko chance he nahi hota hai aur wrong decision pay loss confirm ho jata hai.

                  Money management kay liye traders ko kuch cheezoo ka acha knowledge hona bohat zaruri hai takay apnay account ko manage ker kay business ko establish kia jaa sakey aur acha source of income bhi generate kia jaa sakey. Forex trading mai traders ko bohat mohtaat rehna parta hai takay apany account balance ki hifaazat ki jaa sakey. Traders ko money management kay liye apnay account ki equity, margin, free margin, leverage aur lot size ki terminologies ka bohat achi tarah pata hona chaiye. Iss kay saath money management tab he mumkin hoti hai jab traders ko iss baat ka achi Tarah pata ho kay kiss pair ya commodity ki kitni lot ki trading say kitna margin consume ho sakta hai aur kitnay loss mai janay pay margin available reh sakta hai aur kaha pay margin khatam ho kay free margin ka usage start ho jaey ga.

                  Money management kay liye traders ko chaiye kay apnay MT4 trading terminal pay mojud tools ka mukammal knowledge gain karain khaas tore pay stop loss, lot size aur take profits ka mukammal knowledge aur skills ho. Skills ko develop kernay kay liye demo mai practice bohat faida mand saabit hoti hai. Money management pay ziada say ziada time dainay waley traders future trading mai kabhi bhi nuqsaan nahi uthatay aur Agar unhain kisi sudden market switch ki wajah say loss ho bhi jaey tou usay recover bohat easily ker saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

                    G dear jhan tak daikha jaye tu forex mai kam jarna he aik skill hai aur ap es mai apnye achye skills ka use kar kay kafi acha kam kar saktye hain kiyu kay skills tu ap ko kafi had tak kamyabi daita hai tu ap acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain aur achy skills kay sath ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu kosesh kiya karain kay apnye skill impeove kiya kartye rhian ta kay ap ka faida sath sath hota rhata hai kiyu kay achye skills he hotye hain jo ap ko forex mai profit daitye hain tu ap ka kam acha jo ga tu ap ka faida ho ga na tu ap ka kam hai kay ap hamesha right time pay right faisla tabhi laye patye hain jub ap kay skills ap ka sath daita hai tu kosesh karain kay ap es mai acha kam karain aur ap ka kam hi kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai tu acha kam ap kartye hain tu es mai ap ka he faida hai jub kay ap nay apna kam waisye he kartye hain tu ap kaliye nuqsan hai tu apnye skills achye rakh kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kartye hain tu ap kamyab ho jatye hai tu ap ka kam acha tabhi ho ga jub ap kay skills achye ho jatye hain tu ap hamesha kosesh kiya jarain kay ap acha kam kartye rhain aur ap acha kam tabhi kartye hain ju ap es mai apnye skills ka shi tarha use kartye hain tu ap ka faida ho jata hai tu ap kosesh kiya karain kay es mai acha kam kartye rhain aur mahnet kay sath kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

                      My dear friend Forex trading me aapke trading kis kal strong Hona zaroori hai jisse aap Fox Mein trading kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Forex mein agar aap money management ke sath trading Karenge to aap Forex Mein Kamyab Ho Sakenge aur acchi earning bhi Hasil kar Sakenge isliye jaruri hai ki money management ka Khayal rakhte Hue apni trading Karen aur Achcha profit Hasil karne jisse aapko loss hone ke chance De kam se kam hote hain Forex Mein money management ke liye aapko apni trading Meri risk ki ratio kam se kam Umra Kitni Hogi aur apni trading Mein stop loss ka use bhi large Mein karna hoga aap jis trading strategy ka use karte hain aap ko Apne Har order Mein stop loss ka use karna hoga jisse aapke trading be secured Rahegi aur aapka account bhi save Rahega money management ka basic point ki hi hota hai ki Ham apni trading Ke Saath Saath Apne account ko bhi save Rakh saken Kyunki jab tak Hamara account hai tab tak hi Ham apni trading kar sakte hain Agar Hamara account Nahin Hai To Ham Apne trading bhi Jari Nahin Rakh Sakte isliye Hamen ine Baton ko mind Mein rakhte Hue apni trading karna Hogi aur kabhi bhi apni trading Mein lalach Na Karen lalach Buri Bala hai jisse aap kabhi bhi Kamyab trade Nahin Ban Sakte na hi aap acchi earning Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: SMITHSHAHZAD پيغام ديکھيے
                        Aaslam o Alaikum Dosto! forex trading ma money management ko reer ki hadi ki c hasiat hasal ha lakin bohat kam traders yah jantay haink money management(MM) kia ha, our is ka kasay istamal kia jata ha our is k liay kia kia muhertay, skills chahian hoti hain. or money management ki bunadi rules kai hain. isi liay mara yah khayal ha k is topic pay ap sub experts ki ray dana bohat zurari ha k ap money management ko kis had tak eham samjtay hian our kon kon si skill ka hona zurari ha ak achi money management k liay. Thanks :1f610:
                        Forex trading ke andar money management bahut jyada important hai lekin badKismati se bahut jyada trader iska istemal Nahin Karte Jiski vajah se Unka Sara investment Wast ho jata hai money management ko Ham Mukhtsar Taur per MM Likhenge MM mein 2 chijen bahut jyada important hai jismein stop loss aur take profit a jata hai stop loss Agar price aapki trade ke against Chalne Lage to Aapka balance kam Hona start ho jata hai aapko trade nuksan Mein Hoti Hai is nuksan ki had Rakhna chahie isko trade risk ratio Kahate Hain trade risk Kitna Ho Iske mukhtalif tarike Hain stop-loss Na To Itna kam Hona chahie ki price thora sa aapke against move Karen aur aapke stop-loss ko hit kar de aur na hi aapka stop-loss Itna Bada Ho ki market ka trend change ho jaaye aur aapka stop-loss fir bhi hit na ho agar aap stop-loss Bada rakhte Hain To is Surat mein aapko bahut jyada loss ka Samna karna padta hai . Agar aap Forex trading ke andar koi bhi trade open Karte Hain To agar aap stop-loss ka istemal Nahin Karte to aap ismein Kabhi Bhi success Nahin ho sakte hain agar aap success hunna Chahte Hain Ek professional trader Banna Chahte Hain life time tak aap Forex trading mein kam karna chahte hain to aapko chahie ki aap Jab Bhi Forex trading ke andar Koi trade open Karte Hain To usmein money management ko follow karte hue aap kam Karen aur trade ke dauran aapko lalach bilkul bhi nahin Karni chahie baz trader Aise Hote Hain Jo ki ek big profit Hasil karne ke liye lalach karte hain aur ek Big Lot size ka istemal karte hain Jiski vajah Se Jab market thoda so un ke against Jaati Hai To Unka account wash kar Deti Hai Jiski vajah se vah Mazid Forex trading Mein work nahin kar sakte Aur un Ki Sari investment waste Ho Jaati Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: SMITHSHAHZAD پيغام ديکھيے
                          Aaslam o Alaikum Dosto! forex trading ma money management ko reer ki hadi ki c hasiat hasal ha lakin bohat kam traders yah jantay haink money management(MM) kia ha, our is ka kasay istamal kia jata ha our is k liay kia kia muhertay, skills chahian hoti hain. or money management ki bunadi rules kai hain. isi liay mara yah khayal ha k is topic pay ap sub experts ki ray dana bohat zurari ha k ap money management ko kis had tak eham samjtay hian our kon kon si skill ka hona zurari ha ak achi money management k liay. Thanks :1f610:
                          walekum assalam forex market Mein kam karne ke liye aapke trading skills Mein kafi sari chijen aisi hai Jin ki vajah se aap is market Mein money money made ko follow karte hain is market Mein kam karne ke liye aapko discipline ke sath kam karna hota hai jo tradus market Mein demo account per practice karti hui hai mistakes nahin karta vah is market Mein real account per money management ke sath aasani se kam kar leta hai agar aap is market mein main profit aur loss ko apne mind mein rakh kar kam karte hain to aapko is market Mein kamyabi mil jaati hai kyunki is market Mein kam karne ke liye ye aap ko khud decision Lena hota hai ki market ne kaisi moment karni hai is market mein agar aap soch samajhkar decision lete hain to aapko ismein kamyabi aasani se Mil jaati hai agar is market mein aap money money mere ko follow nahin karenge to aapko ismein kafi jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap kis market Mein apne analysis Karen aur uske bad is market Mein trade open Karen Jo trader is market Mein soch samajhkar trade open nahin karta usko kabhi bhi kamyabi nahin milati agar aap is market mein main nuksan karte Hain to usse aapka account wash ho sakta hai aapko hamesha chhoti Laut ke sath kam karna hoga tab aapka account safe rahega aur aapko is market Mein kamyabi milegi Jo trader is market Mein mistakes karta hai usko kabhi bhi kamyabi nahin milati aapko is market Mein soch samajh Kar kam karna hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

                            expensive ap nay achay topic pay sawal uthaya hay okay agar ham foreign exchange markeet most important kaam ko begin karnay say pehlay iski simple requirmnt ko sahi tareekay say samjh laitay hain to ahmko baaz major is predominant koi bhi pareshani ka smana nai akrna parrega aisa nai hay ok jub agar ham is markeet k baray foremost kuch jaan laitay hain to ahmko usk baad phir kisi bhi cheez ya know-how ki koi zarurat nai birthday celebration hay flinch jub hamko is markeet fundamental kaam ko start karna hota hay to ahmko sab kuch aik sath ikatha kartay huway kaam karna hota hay jin mains ab say pehlay ahamray pass cash managmnt ka function ada karna sab say ziada must hota hay qk is makreet essential jub ham trades ko begin kartay hain to ahmko aisay kabhi kaam nai karna chaye okay ab hamaray pass sahi informations hain jin say hamko is makreet foremost koi bhi khatra nai hay ham jitna chayn is makreet main hazard lay saktay hain flinch hmaray pass jis hisaab say bhi achi abilties hain hamko tab bhi is markeet major hazard aur rewad okay ratio ko sath sath kaam fundamental lanay say he ham succes ho saktay hain usk liye sba sya pehlay aur sab say pleasant yahi hay k ham apnay account ki equety ko take a look at karain ok ahamaray skip hay aur ham nay jis hisaab say is markeet essential risk lain ahay agar hamko lsoe hota hay to ahmko aisi koi pareshani ka samna na karna parr jaye k ham is markeet say he out ho jaye aur agar ham is makreet fundamental is soch say kaam nai akrtay hain to ahmko is markeet fundamental kaam karnay k koi bhi faida nai hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading ki wo kon si skills hain jo money management k liay bohat zurari ha

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: SMITHSHAHZAD پيغام ديکھيے
                              Aaslam o Alaikum Dosto! forex trading ma money management ko reer ki hadi ki c hasiat hasal ha lakin bohat kam traders yah jantay haink money management(MM) kia ha, our is ka kasay istamal kia jata ha our is k liay kia kia muhertay, skills chahian hoti hain. or money management ki bunadi rules kai hain. isi liay mara yah khayal ha k is topic pay ap sub experts ki ray dana bohat zurari ha k ap money management ko kis had tak eham samjtay hian our kon kon si skill ka hona zurari ha ak achi money management k liay. Thanks :1f610:
                              Walaikum Salam trading ke liye money management bahut jaruri hai aur money management se Hi Koi trader kamyab Ho pata hai aur trading ke liye ek bahut badi saikal hai isliye main samajhta hun ke hamen money management jarur karni chahie Jo trader money management ke sath trading karta hai vah hamesha Hi Kam Jab hota hai aur jor trater money management ke sath trading nahin karta hua kabhi bhi kam jawab nahin Ho pata hai isliye money management kahoon bahut jaruri hai money management bagair trading nahin kamyabi nahin hai money management jarur karni chahie tab kam shaadi hogi aur tab hi Ham behtar kam kar sakte hain Varna market mein Ham kabhi bhi Bata Kam nahin kar sakte hain isliye money management kahoon are bahut hi jaruri hai.
                              trading se pahle hamen apne account balance ko dekh lena chahie aur hamen apne balance ko dekhkar Hi Kam karna chahie jitna hamara balance hota hai hamen usi ke mutabik trading karni chahie to tab hamari trading behtar hoti hai agar Ham apne balance ko nahin dekhte hain aur overtrading karte Hain to fir hamara nuksan ho jata hai isliye kabhi bhi overtrading nahin karni chahie aur hamesha hi apne account balance ko dekhte hue trading karni chahie hamari trading mein jitni money management acchi hogi to hamen apna hi Saya milega aur agar trading mein hamari money management acchi na hogi to hamen fayda nahin milega isliye trading mein money management jarur karni chahie tab hi fayda hoga aur agar money management acchi nahin hogi to fir hamen kabhi fayda nahin Mil sakta hai aur hamesha hi hamara nuksan hota hai money management share market mein bahut accha munafa Kama sakte hain.
                              💖اللهم صل على سيدنا محمد💖

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X