jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?
    dear friend kiya ap guide kar sakty hein kay kis jga per take profit or stop loss ka istamal karna ha or is ko lgana zarori ha apni har tred mein ya nahi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

    Dear frends take profit or stop loss bhot he zaruri hai kun k aksar aisa hota hai k jab hm ttead lgaty hai to market hmary against chali jati hai or jab hmary pass stop loss ho ga to hmari thread aik khas point tak ja kar khud he closs ho jaye gi agar aisi surat mai agar hmary pass stop loss lga hova na hota to hmara account washed b ho sakta hai es tarha take profit b apna kam bhot achi tarha karta hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

      Forex trading main management planning zaroori hai jub tk ap log stoploss aor take profit
      use nhi krty ho apko tradtrading ma professional members ma shumar nhi kia ja skta hai kamyabi ky leay hamhamary oas behtreen zareya planning aor management ky sath market ka analysis krna hai
      Take profit aor stoploss ko smjhny aor lgany ka tartareeka

      forex trading members management krny ky leay hamen technical analysis ki zaroorat hoti hai agr humen technical analysis smjh aa gia hai to hamen market ma independent trading krny ma koi preshani nhi ho gi
      ham bebejtr tareeky sy earning ko brha saken gay aor markemarket ma kaam kr ky achy tradtrader bn jain gay lkn agr haham ny casual behaviour rakha aor market ko amjhny ki koshish he na ki jesy ccandle chart ma hamen support
      Aor resistance ko smjhna hota hai tb he ham market ma stoploss aor market ma tale profit lga saken gay. Trading ma hamen psychological evaluation ky sqth kaam krna chye ta ky ham bhi best time.ma achi earning kr len
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

        dear forex markeeet main kaam kartay huway hmaray pass jis tarha kuch tools ka hona lazmi hota hay same he agar ham kuch markeet k aisay hisaay main dakhil hotay hain jahan pay hamko markeet main risk aur reward ka ratio say kaam karna hota hay to wahin pay hamko kuch aisay he haallat ka samna bhi karna parta hay jis main yeh lazmi hota hay k agar hamko markeet main lose bhi hota hay to hamko aik limits main ho jisk liye agar ham markeet main kaam kartay huway propper take profit aur stoplose ka use nai kartay hain to hamko markeet main jub lose hoga to ham markeet say totaly tour pay he out ho jayengay is liye hamko aisi koi bhi mistakes nai karni chayen jin say hamko markeet main kaam karnay say door hon aparr jaye,is liye mairay khayal main agar ham markeet main hamesha k liye kaam karna cahhtay hain aur agar ham is main lose aur earning k sath sath markeet ka kaam jari rakhna cahhtay hain to yeh ham sab k liye sba sya ziada must baat hay k ham har aik trrades say pehlay yeh baat soch lain k ham nay is main propper take profit aur sl k bagahir koi orders nai lain ahay to hamko is markeet main koi bhi lose nai day sakta hay is liye yeh must hay aur har haal main must hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

          dear friend forex trading mn safe aur achhi trading k liay forex trading k tools ko trade mn use krna lazmi ha to meray khial mn take profit aur stop loss forex trading k sisay tools hn jinko use kr k ap achhi aur safe trading kr sktay hn agr ap koe aur job ya koe aur kam krtay hn aur hr waqt apni trade ko read naen kr sktay to take profit ko lazmi use kren keun k ap jo profit ka target set krtay hn to take profit hit honay sa apki trade close ho jay aur apka profit safe ho jay aur stop loss forex trading ka aik sisa tool ha jis ko use kr k ap apnay account ballance ko safe rakh sktay hn agr ap stop loss ko trade mn use naen kren gay to jb apki trade ziada loss mn chali jay to jald he apka account bhi wash ho skta ha isliay apko chayay k jb bhi trade lgayn sath stop loss aur take profit ko lazmi use kren
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

            G han dear ye ru ap pay he depnd karta hai jay ap es mai kis tarha ka kam kartye hain per aik bat hai kay ap ny ager acha kam karna tu us mai ye cheez zaroori hai kay ap es mai acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai hamesha achi soch kay sath aur daikh kay kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain kiyu kay ap ko forex mai hesha btaya jata hai kay ap es mai acha kam karain aur zayda say zayda ap learning kay sath kam karain aur ye es mai learning ka jo kha gaya hai wo hai he ye kay ap es mai imdicator ko daikh kay kam kartye hain tu ap kamyab ho patye hain ya ap es mai tools kay hisab say kam kartye hain tu ap kamyab ho patye hain tu ap ka k hai kay ap es mai stop lose aur take profit ka istmal lazmi kiya karain ager ap es tarha es mai kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye haim tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet kay sath kam karain per ap har aik trade kay start mai he ap ka k hai kay ap es mai stop lose aur take profit ka istmal kartye hain tu ap kabhi nakam nhi hotye hain matlab kay ap es mai kamyab ho jatye hain tu ager ap stop lose aur take profit lagtye hain tu theak hai ager ap es ka istamal nhi kartye hain tu bhi theak hai kiyu kay ye tu ap pay he depnd karta hai kay ap es mai kos tarha ka kam karna pasand kartye haim air ap es mai kis tarha kamyab ho patye hain acha kam kamyabi ki zamnat hai na
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

              forex trading main boht se trading tools hain jin ko use krny se hmari trading kamyab ho jati hai or hum apni trading main achi earning kar skty hain or aghr risk hai tu hum risk or loss ko bhi asani se manage kar skty hain forex trading main ake profit or stop loss donu he boht achy tools hain jin k bgaair hum apni trading nahi kar skty na he hum achi earning kar skty hain forex main aghr hum take profit nahi lgaty hain tu hmain profit hmari marzi ak nahi mil apta hai or aghr hum stop loss ka use nahi karty tu hmain loss zayda ho jata hai or hmra account bhi wash ho jata hai tu aghr hum forex main kamyab hona chahty hain or achi earning krna chahty hain tu hmain apni trading main stop loss or or take rofit ka use lazmi kar lena chahye es se yah faida hota hai k hum aghr apna profit kam set karen tu hmain jaldi market se profit mil jata hai or aghr aghr hum forex main stop loss set karen tu jitna hum ny loss set kiya hota hai tu hmain os main loss bhi otan e hota hai zayda nahi hota hai or account bhi save rahta ha es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain apni trading mains ub he tools ko achi trha se sue krna hoga jis se hum kamyab hos kty hain or achi earning kar skty hain forex aik best online trading ka business hai jis main hum aghr kamyab hona chahty hain tu learning or knowledge ki traf focus krna hoga jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain tu hum aghr kisi bhi strategy main apni trading kar rahy hain tu hmain apni trading main stop loss ka use lazmi karna hoga es se hmari tarde secure rahy gi or hum achi rading kar sakengy
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

                Dear forex members Forex trading ake aysa online business hay jiss may haumay kamyab trading karney Kay liye trading Kay tamam tools ko istamaal karney ka pata hona chahiye phir app behtareen trading karney Kay sath sath achi earning bhi hasal kar saktey hany aur forex trading may jab app trading ko siekhnay kay baad start Kartay hay to haumay zayada profit hasal hota hay
                Forex trading may kamyab traders hamesha trading Kay liye sab trading tools ko different times may apney hisab say istamaal kartay hay traders zayada tar apni learning skills Kay mutabiq trading kartay hoye trading tools ko istamaal kartay hay.forex trading may traders STOP LOSS aur TAKE PROFIT ko better aur positive trading may istamaal kartay hay aur kamyab traders bantay hay.stop loss aur take profit sab say zayada asan tools hotay hay jinko traders appni abilities Kay mutabiq trading kartay hay.stop loss ko uss waqt zayada istamaal Kia jata hay jab haum koi trade open kartay hay to haumay proper uss ko watch karna hota hay magar bazz dafa haum proper watch nai Kar saktay hay tou iss situations may traders ake khas time pay thoray say loss pay stop loss ko apply kartay hay iss ki waja say haum trading kartay hoye zayada loss say bach saktay hay.
                Take profit may bhi traders ko trade ko open karney Kay bad watch karna hota hay magar jab haum proper watch nai Kar saktay hay tou iss situations may traders take profit tool ka istamaal kartay hay jiss ki waja say traders ake limit pay profit hasal kar sakty hay aur trade uss profit tak ja Kar khud hi stop ho jati hay haum take profit may currency pair pay Kam ka margin rakhtay hoye trading kartay hay aur commudities pay thora zayada ka margin rakhtay hoye take profit ko istamaal kartay hay.in tools ko haum trading kartay hoye istamaal kartay hay jiss ki waja say haum zayada nuksaan say bach saktay hay issko istamaal karney Kay liye haumay hamesha trading ka mukamal knowledge hona chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

                  g han dear forex main jub hum trading karty hain chahye k hum apni trade main secure ho kar apni trade karen osk liye hmain ani trading main wo tools ka use karen jis se apki trading secure ho or ap ko loss bhi kam se kam ho forex main forex trading main stop loss tarb gya jata hai k hum apni trade main loss kam se am face karen stop loss ka use es liye he kiya jata hai k hum apni trade main jitna los chahty hain otna he hum apni trade karen or apni trading kar k kamayb ho skae es k ilwa forex main jub ap apni trade main take profit ka use karty hain tu es se bhi ap forex main kamyab ho skty hain q k yah trading tool bhi forex main must hai q k jub tak hum apni rade main take profit set nahi karengy tu hum profit nahi lay skty hain es liye hmain apni trading main sub he tools ka use aci trha se krna oga jis se ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmain apni trading kar skty hain or acha profit lay skty hain es liye hmaisha soch sjh kar or apny take profit or stop loss ka target otna rakhna chahye jis se hmain acha profit mil saky or loss bhi otna ho k hum asani se osko recover kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

                    Ji han dear aap ne bilkul sahi Baat kahi hai main aapki baat se agree karta hun Forex Mein stop loss aur take profit Lagana jaruri hai Kyunki aapke trading Mein money management ka kaam Karti Hai Kyunki Jab aap apne trading may take profit aur stop loss ka use karte hain to aapko aapki trading Mein loss hone ke chances kam ho Jaate Hain aur aap ko Achcha profit Mil Jata Hai
                    Agar aap apne trade Mein take profit set karte hain to aapko chahyie ki aap apne profit ka target kam se kam Rakhe Kyunki Jab aapka target Jyada hoga to aapke market vahan Tak der se Jayegi Jiski vajah se aisa bhi ho sakta hai ki market aapke Target Point per jaane se pahle hi apni movement change kar le Tu Is pareshani Se bachne Ke Liye aapko chahyie ki aap apne profit ka target kam se kam rakhen lalach na Karen Jyada profit Ke Chakkar Mein Apni trade loss Mein Jaane Na Den isliye kam profit targets set Karen Taki aapko aapka profit target aasani Se Mil sake
                    Iske bad Ham baat karenge stop loss ke Forex trading main stop loss Ek Aisa trading toll hai jis mein Ham Apne account ko secure kar sakte hain aur apne account ko Barish hone se bacha sakte hain to aapko chahie ki aap apne Har trade Mein stop loss ka use lazmi Karen jisse aap kya account bhi secure Rahega aur aapko loss bhi kam se kam hoga isliye Hamen apni Har trade Mein take profit ke sath sath stop loss ka bhi use last Mein karna chahie yah Hamari trading ke liye profitable method hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: TauseefChaudary پيغام ديکھيے
                      dear friend kiya ap guide kar sakty hein kay kis jga per take profit or stop loss ka istamal karna ha or is ko lgana zarori ha apni har tred mein ya nahi
                      Dear aapane take profit or Stop-loss ke Hawale se question Kiya Hai To Uske Jawab Main aapko sabse pahle take profit aur stop-loss ki definition batana chahta hun Taki junior members is post se fayda Hasil kar sake aur apni information Mein ijafa kar sake.

                      Take-profit:
                      Jab aap apni trade per Ek limit set kar dete Hain ki agar yah is limit Tak profit Mein Jaaye aur uske bad automatically close ho jaaye to is limit to apply karne ko take profit Kaha jata hai.

                      Importance of Take Profit:
                      Aapane yah question kiya hai ki take profit jaruri hai ya nahin kiya Jab aap Koi ped Laga Dete Hain To Uske bad sometime aap market so regularly visit nahin kar sakte aur is position Mein Nahin Hote ki aap Bar Bar market ki position ko check kar sake to aap is condition may take profit limit apply kar dete Hain ki agar aapka required profit aapko mil raha vah to aapki trade automatically load Ho Jaaye to ismein aapko yah fayda hota hai ki agar market position per Jaati Hai Hai To aapki trade automatically close ho jayegi aur Agar uski Baat Agar market wapis ah jaati hai to usmein aap ko koi nuksan nahin Hota Kyunki aap ki friend automatically close ho chuki hoti hai aur aapko profit mil chuka Hota Hai.

                      Stop-loss:
                      Jab aap apne account per Ek limit set kar dete Hain Ki Ham Ko isase Jyada nuksan na ho to use limit apply karne ko stop loss Kaha jata hai.

                      Importance of Stop-loss:
                      Iski bhi bahut jyada importance hoti hai agar aap yah limit properly utilised kar rahe hain to isase Aapka account bilkul secure aur safe rahata hai isase aapka account kabhi bhi wash Nahin ho sakta aur aap apne account ke mutabik 5% ya FIR 10% Tak risk Lekar is limit ko set kar sakte hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

                        dear foreign exchange markeeet important kaam kartay huway hmaray pass jis tarha kuch gear ka hona lazmi hota hay same he agar ham kuch markeet okay aisay hisaay major dakhil hotay hain jahan pay hamko markeet fundamental chance aur praise ka ratio say kaam karna hota hay to wahin pay hamko kuch aisay he haallat ka samna bhi karna parta hay jis predominant yeh lazmi hota hay okay agar hamko markeet primary lose bhi hota hay to hamko aik limits fundamental ho jisk liye agar ham markeet important kaam kartay huway propper take earnings aur stoplose ka use nai kartay hain to hamko markeet primary jub lose hoga to ham markeet say totaly tour pay he out ho jayengay is liye hamko aisi koi bhi mistakes nai karni chayen jin say hamko markeet important kaam karnay say door hon aparr jaye,is liye mairay khayal principal agar ham markeet foremost hamesha k liye kaam karna cahhtay hain aur agar ham is principal lose aur earning ok sath sath markeet ka kaam jari rakhna cahhtay hain to yeh ham sab okay liye sba sya ziada need to baat hay k ham har aik trrades say pehlay yeh baat soch lain k ham nay is essential propper take earnings aur sl okay bagahir koi orders nai lain ahay to hamko is markeet important koi bhi lose nai day sakta hay is liye yeh should hay aur har haal main ought to hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

                          Aoa dear members. Forex me bht sari techniques asi Hain jinko use krty honey ham bary loss sy bach sakty Hain aur acha profit b Kama sakty Hain. But agr ham unhe use nai krty to acount wash honey Tak k chances ho sakty Hain forex me kch sy tools Hain Jo k bht useful Hain aur traders ko unhe lazmi pata bhe hona cheye aur unki use b krna cheye. Because ek kamayab trader hamesha Sab techniques ko samny rakhty hoey munasib techniques ko use lazmi krta hai. . Forex me stop loss aur take profit isi tarha ki techniques Hain jinko use krty hoey ham bary loss sy bach sakty Hain balky apna acount wash honey sy b bacha sakta Hain.
                          Stop loss ek asa till hai jis me ham loss honey ki limit set KR dety Hain . Jab hamara loss us limit Tak phnchta hai to hamari trade khud ba khud ho jati hai. Hamain ek makhsoos had Tak loss hota hai us sy ziada nai hota. So ye ek bht hi important aur usefully techniques hai. Jis sy ham apna acount wash honey sy bacha sakty Hain. Aur hamain itna loss hota hai jiski ham easily recover b KR sakty Hain. Ham Jo loss honey ka target set krty Hain wo apny acount ko dekhty hoey set krty Hain... So stop loss ek achi techniques hai jisy ham lazmi use krna cheye.........
                          Isi tarha take profit b ek technique hai jis me ham profit ki ek limit set kr dety Hain jab wo limit Tak hamara profit phnchta hai to trade automatically execute ho ja hai. Jis sy ham acha profit Kama salty Hain aksar asa hota hai phly to market oper jati hai but kch time baad dobara neechy Ana shuru ho jati Hai. To hamain lalach me nai Parna cheye jab hamain acha profit mil Raha ho to trade KR leni cheye so take profit asi technique hai Jo hamain maximum profit b dilwa sakti hai...
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

                            Forex trading business mai traders ko bohat si aisi facilities brokers ki taraf say provide ki jaati hain kay traders ka account safe aur secure tareekay say chalta rahey aur traders trading kertay rahain. Kiyu kay traders jab trading kertay rahen gay tou brokers ko bhi spreads miltay rahen gay aur saath saath jab traders withdraws karengay tou bhi brokers ko fees ki soorat mai earnings hoti rahen gi. Agar daikha jaey tou Forex trading mai traders say ziada brokers security ka khayaal rakhtay hain aur traders ko apnay accounts safe aur achay tareekay say handle kernay mai madad daitay hain. Issi tarah trading kay doraan stop loss aur take profits 2 aisay tools hain jo traders ko woh safety provide kertay hain jiss say unn ki trading bohat safe rehti hai. Stop loss aur take profits ka use traders mukhtalif tareekay aur mukhtalif time pay kertay hain.

                            MT4 trading terminal pay jab koi trade open kernay kay liye order box open kia jaata hai tou stop loss aur take profit ki limit ka option bhi wahi pay show hota hai. Stop loss aur take profit ki madad say traders apnay account balance ko kisi bhi trade mai use kertay waqt hamesha apni marzi say set kertay hain jiss say apnay kisi bhi matawaqoo loss ya matawaqoo profit kay liye perfect condition set ker laitay hain. Jab unn ki lagai hui trade uss limit ko touch kerti hai tou woh loss ho ya profit ho wahi pay trade close ho jaati hai. Iss phenomenon ko stop loss ya take profit hit hojana bhi kehtay hain. Stop loss aur take profit kay liye currency pairs aur commodities ki prices, account balance aur trade ka volume ya lot size hamesha madde nazar rakha Jata hai.

                            Stop loss aur take profit ko traders aisay waqt mai bhi use ker saktay hain jab unhoo nay kisi movement ko daikh kay trade tou open kerni ho laikin unn kay paas usay watch kernay aur monitor kernay aur phir kisi munasib waqt pay close kernay ka time na ho tou aisa waqt mai stop loss aur take profit ka option unn ki help kay liye mojud hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: stop loss or take profit zarori ha kiya?

                              G han dear take profit aur stop loss ko me es ley zarori samjta hon key traders ko apny account balance ki limit ko jaha increase karny ki planing karna hoti hay aur strategy banana zarori hoti hay yahi par traders account balance ki protection aur risk ka be khayal rakna hota hay, Forex market ki big movement traders agar face kar sakty hey aur account balance ko loss se bacha be sakty to es condition me hi ye possible hay key jab trade me take profit aur stop loss be laga ho, agar baghir take profit aur stop loss trades open key jaye to traders key ley apny account balance ki limit ko increase karny key bajaye es me loss hi ho sakta hay, Take profit aur stop loss technical aur trade ko safe rakny waly tools hoty hey es ka be agar use nahi kia jata to traders achi opportunity to miss kar hi lety hey esy traders loss be bahot zeyada kar sakty hey, planing aur strategy key bunyad par agar take profit aur stop loss ka perfect points par use kia jaye to ye dono tools hi bahot zeyada faida de sakty hey, hamari trading be expert traders ki tarha hi hona zarori hay aur es key ley sab se zeyada zarori ye hay key apni trading me take profit ko be use kia jaye aur stop loss ko be use kia jaye, jes traders ko market me trading ko kam se kam experience be ho wo kabi be baghir take profit aur stop loss key trading nahi kar sakta hay esy traders ki koshish hi ye hoti hay key order lagany se pehly entry aur exit points key sath take profit aur stop loss level ko be determine kary.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X