Re: Analysis ko behtar kesay bnain?
Agar aap Forex trading ke andar Apne analysis ko Behtar banana Chahte Hain To aapko market ko Jyada Se Jyada time Dena Hoga Kyunki agar aap Forex trading ke andar aur Damo account ke andar Jyada time practice Karte Hain To aap acchi Tarah Se market ko samajh lete hain market ke movement ko Jaan lete hain Jis se aap aasani ke sath technically aur fundamental analysis kar sakte hain .
Agar aap beginner trader Hain To aapko chahie ki aap demo account ke upar technical analysis Karen aur uske upar many time trade Karen Agar aap ko analysis positive result Deti Hai To Uske bad hi aapko real account mein work karna chahie technically analysis ke sath sath aapko fundamental analysis bhi demo account ke upar test karna chahie Kyunki bahut jyada trader Hain Jo sirf fundamental analysis se is market mein bahut jyada Paisa Kama rahe hain aur jab aap Koi trade Lagate Hain To aapko chahie ki aap fundamental analysis lazmi Mein Karen Kyunki agar aap technical analysis Karke is market ke andar trade ko open Karte Hain To Jis currency pair ke upar aap trade Lagate Hain To usmein Koi fundamental news a Jaati Hai To fir us news ka market ki movement ke upar bahut jyada effect padta hai aur currency bahut jyada up yah down Chale Jaate Hain isliye Ab Ke Liye behtar hai ki aap Jab Bhi is market Mein analysis Karen technical analysis aur fundamental analysis donon ko ek sath Karen aur uske bad is market Mein Koi trade open Karen aur aap ko is mein money management ke sath work karna chahie . Agar aap demo account ke upar regular practice karte hain aur yah analysis test Karte Hain To aap apni analyses skill ko Behtar banaa sakte hain jisse aap is market Mein Achcha perform kar sakte hain .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим