Re: Jaiza : ache trading karnay kay ley humain acha experience our knowledge zrue hai
G han acha knowledge aur acha trading experience ki waja se hi achi trading ho sakti hay na to knowledge key baghir kesi trader me ability majood hoti hay key wo achi trading kar saky aur na hi experience na hony ki waja se traders se achi trading ki umeed lagai ja sakti hay, agar Forex market me achi trading ho sakti hay to us key ley zarori ye be hay key discipline key sath trading ki jaye aur knowledge aur experience ka hona be traders key ley zarori hay, Forex market ko risky aur hard esi waja se samja jata hay key es me knowledge aur experience key sath discipline key baghir trading ki koi value hi nahi hoti hay agar esi trading ka koi faida hota hay per traders ko profit hota to koi be traders experience aur knowledge hasil karny key ley etni zeyada mehnat karny ki koshish bilkul be na karta magar kamyabi key ley jaha traders key ley zarori hay key knowledge hasil kary wahi par zarori hay key trading ka experience be gain kia jaye aur sath me discipline ki trading be apni kamyabi key ley zaror ki jaye, professional traders me bahot se other qualities key sath ye be quality hoti hay key esy traders pehly acha knowledge aur acha experience gain karny key bad hi Forex market me trading ka risk leny ki koshish karty hey, achi trading karny key ley luck ki zarorat bilkul be nahi hoti hay agar esa mumken hota to bahot se traders successful hi hamy nazar aty magar ham agar worldwide me traders ki performance ko deken to bahot se traders hamy knowledge aur experience key baghir trading karny ki waja se fail hi nazar aye gey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим