Re: forex market mi investment kitne ke jy ?
brother Forex trading may haumay investment apni capability Kay hisaab say karni chahiye Agar app ko easa lagta hay Kay app Forex trading may achi planning Kay sath trading kartay hoye appni learning ko zayada Kar saktay hay tou haumay zayada investment karney Kay baray may sochna chahiye.appko investment karney Kay liye bohat sari batono ka khyal rakhna hota hay.agar appko yeah lagta hay Kay Forex trading may app zayada say zayada investment kartay hay to app kamyab trading bhi Kar saktay hay tou appko pehlay apna concept clear karna chahiye Kay achi trading achi investment ki zamanat ho hi nai sakti hay.app agar initial stage may hi trading may zayada investment kar daytay hay aur agar appko starting may Hi loss hota hay to iss situations may appko zayada nuksaan uthana par sakta hay aur appki sari investment waste ho sakti hay lehaza forex trading may pehlay app normal amount say ya trading may kam Kar Kay bonus hasal karay phir trading kartay hoye experience hasal karay phir app apni khud ki amount say trading may investment kar sakaty hay.
Forex trading may Kam karnay Kaye kuch rules and regulations hotay hay jiss Kay mutabiq tamaam members nay forex may Kam karna hota hay.sab say pehlay appko apna trading account create karna hota hay phir usko instaforex Kay saath attech karna hota hay phir iss kay verification Kay sary levels complete karnay hotay hay phir app Forex may Kam start Kartay hay.forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay.haumay forex trading may profitable trading karney Kay liye learning ki aur practice ki zarorat hoti hay.app ko forex trading may practice kay liye demo account pay practice karni chahiye jab appko achi aur effective practice ho jati hay tabhi haum real account pay trading kertay hay.jab haum real account pay trading kertay hay to haumay bonus bhi milta hay uss bonus ko withdraw nai kerwaya saktay hay balkay uss bonus say haum trading kartay hay aur trading kartay hoye haumay Jo Profit milta hay uss ko haum withdraw kara saktay hay magar uss profit ko withdraw ussi soorat may Kara saktay hay jab haum nay skirll ka account verify Kia ho tou.forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath Kam karna hota hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим