JAIZA : Quality of Post / Thread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    JAIZA : Quality of Post / Thread
    Dear Junior and senior members Assalam Walekum main aapse Aaj Kuchh thread or post ke bare mein important information share karna chahta hun Ke Jab Ham Pakistan forexforum per kam karty hui Ek thread create Karte Hain To usmein Kuchh qualities honi chahie Jiski basis per aapke thread or post ki quality bahut acchi ho jayegi.

    What is quality:

    Kisi kam ko krny kay liye uski kuch specific requirements ko pora krny ko quality kaha jata ha. Apki post ki quality manderzajail chezun per depend kr rhi hoti ha.

    Informative:

    Dear jab aap Koi information share kar rahe hote hain to usmein aapko chahie ke informative information Sab members ke sath share Karen Taki jo bhi member aapki post ko study Karen Uske knowledge mein bahut jyada vah kaise ho jaaye.

    Corrective:

    Aapko Koshish Karna chahie ki jo information aap apni post Mein share kar rahe hain vah 100% correct Hona chahie aapko koi bhi information share karne se pahle Uske bare main searching kar leni chahie aur uske sources dekh Lene chahie Ke Jo information of share karne Ja Rahe Hain vah correct hain ya nahin.

    Understandable:

    Aapko koshish Karni chahie ke aapki post ki language Aasan honi chahie Ke Jo Bhi member aapki post ko study Karen vah aasani ke sath samajh Jaaye ki aap kya Kehna cha rhy hain.

    Rules and Regulations:

    Dear jab aap Pakistan correct form Sar Koi post kar rahe hote hain to uske liye yah bhi Jaruri hota hai ki aap rules and regulations ko follow karke Apna target complete kar rahe ho tum ke agar aap rules and regulations to follow nahin kar rahe to iska matlab hai ki aap ko Achcha bonus Nahin Milega.

    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg_new.jpg
Views:	16
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12465716
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

    Pak Forex forum pay iss month kay start say he kaafi sakhti kay saath instaforex ki taraf say operation clean up hua hai jiss ki wajah say taqreebun 100 kay qareeb previous month kay threads delete huay hain aur unn pay ki Janey waali 100 kay qareeb posts bhi saath he delete hui hain. Jiss say bohat loss hua hai kiyu kay jinn members nay last month contest mai achi aur ziada posting ki hain unn ki kaafi ziada posts Unn threads kay delete honay ki wajah say Kamm hogai hain.

    Pak forex forum pay members ko apni threads kay mayaar aur quality ka khayaal rakhna chaiye kiyu kay kisi aik member ki ghalti ki wajah say 15 say 20 members ka loss hojata hai. Threads ki quality usi soorat mai achi ho sakti hai jab members ziada bonus aur ziada posting kay laalach mai parey baghair kaam karain aur iss baat ka ehsaas karain kay unn ki kisi ghalat thread ki wajah say dusray members ki he mehnat zaya na ho jaey.

    Thread kertay waqt uss mai di janay waali information say bhi ziada zaruri uss ka topic hota hai kay woh topic he repeated na ho aur na he kisi dusray member ka duplicated topic ho. Thread ki quality mai forum kay rules ka bhi bohat hissa hota hai kiyu kay agar thread forum rule kay mutabiq nahi hoga tou bhi woh delete ho jaey ga. Forum members ko posts kertay waqt bhi thread ko parhna chaiye aur her thread kay jawaab mai chahay woh bonus kay barey mai ho, contests kay barey mai ho, live trading kay barey mai ho ya withdrawal methods kay barey mai ho sirf yehi nahi likhtay rehna chaiye kay forex bohat acha hai, yeh bohat zabardast hai, yeh online business hai yeh 24 ghantay chalta hai ye ghar baithay baithay hota hai iss mai koi boss nahi hota hai. Iss qisam kay fiqray likhnay say achay say achay thread ka maqsad he khatam ho jata hai aur thread bananay waley ki mehnat aur koshish sub zaya ho jaati hai.

    Thread simple, waazih aur asaan alfaaz mai hona chaiye aur koi technical thread ho tou uss mai puri detail honi chaiye takay her parhnay waley ko samajh bhi aa sakey aur usay faida bhi ho sakey
    • #3 Collapse

      Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

      Dear Bhai app nay bohat informative jaiza peash kia hay jiss Kay through members ko effective knowledge hasal ho sakta hay.jab bhi haum kisi bhi contest may participate kartay hoye Kam kartay hay to haumay iss bat ka khyal rakhna hota hay Kay haum jo Kam Kar rahay hay wo uss contest Kay rules and regulations say relate karta hay ya nai.
      Forex forum pay haum behtareen jawabaat Kay contest may apni posting ki quality ki base pay Kam kartay hay.aur contest may kam Kartay hoye haumay spni posts ki quality ko better karna hoga aur apni postings ko forum rules aur regulations Kay mutabiq karna hoga Agar haum posting Kartay hoye forum pay rules ko follow kartay hay to haumari posts contest may Shamal hogi otherwise hamari posts ya threads Jo rules Kay mutabiq nai hota hay to uss ko contest say delete kar diya Jaye ga.lehaza haumay rules ko follow kartay hoye posting karni hay Agar haum contest may Shamal rehna chahtey hay to.
      Jab haum contest may Koi thread bana kar post kartay hay to haumay apni spelling mistakes ko seriously cover karna hoga Kyu Kay jab haum spelling mistakes ko cover nai kartay to haum apni post may ya threads may Jo knowledge share karna chahtey hay wo theak say samjh nai aye ga lehaza haumay apni posting ki quality ko better kartay hoye mistakes ko correct karna chahiye aur ake dafa apni post ya thread ko khud bhi parh liya karay.
      Contest may haumay quality pay zayada focus karna hoga aur learning aur knowledge Kay saath apni postings pay Kam karna hoga.aur haumay hamesha apni learning skills ko increase kartay hoye posting karni parti hay aur zayada koshish Kia karay Kay forex forum say related knowledge aur information ko gain karney Kay liye search kartay raha karay takay app ka way of knowing aur learning zayada say zayada improve ho aur jiss ki waja say appki posts ki quality aur information level zayada behter ho.
      • #4 Collapse

        Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

        G han dear ye bat tu ap ki theak hai kay forum mai aik he kam ki value hai aur wo hai kay ap ka acha kam ager ap forum mai mahnet aur lagan kay sath achi posts kartye hain tu ap ko es mai kafi had tak kamybi mil jatye hai jub kay ager ap nay es mai apna kam mahnet say hat kay kiya hota hai tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam hamesha mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai post ki quality ko zayda say zayda barh kay karain kiyu kay post ki quality jitni better ho gaye ap ka kam atna better ho ga tu acha kam karain ap aur mahnet karna kabhi na chorain but ap ka kam hai kay ap post aisye karain kay read karnye walo ko pta chal jaye kay kisi nay post ki hi kiyu kay es mai acha kam kartye hain matlab kay ap achi posts kartye hain tu ap kafi had tak es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai achi say achi post liya karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye haim per qaultiy es mai mani rakhtye hain kiyu kay ager ap ki posts ki quality achi hai tu ap kay kam ki value hai ager tu ap es mai acha kam karna chatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai posts ki quality ko acha rakhain karain ta kay better work ho paye tu acha kam ki value hamesha hoti hai ager kam acha ho ga tu ap har aik time pay acha kam kar saktye hai mean kay dusro kay sath mil kay ap es mai profit laitye hain aur ap kmayab ho jatye hain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

          Quality post .
          Pakistan Forex forum ke andar quality post kya hoti hai To Agar Ham Pakistan Forex forums ke kisi bhi section Mein post ko start karne se pahle use section ki agar Ham term and condition , rules ko acchi Tarah Se read kar lete hain to Fir Ham use section ke andar Ek quality wale post banaa sakte hain otherwise Agar Ham UN rules ko follow Nahin Karte Hain To Ham kabhi bhi quality wale post create nahin kar sakte hain Jiski vajah se Ham Pakistan Forex forum ke andar Kisi bhi section mein agar kam Karen mehnat karen to Ek Achcha bonus Hasil nahin kar sakte Ek Achcha bonus Hasil karne ke liye Hamare liye jaruri hai ki Ham rules ko follow karte hue post Karen . Aur jab Ham replay post kar rahe ho To Hamen main ose thread ko bhi check kar lena chahie Kijiye thread repeated to nahin hai aur rules ko follow karta hai ya nahin Uske bad Hamen use thread ke andar replay post karne chahie Agar Ham repeated thread post ke upar replay post Karte Hain To Jab wo repeated thread post delete hota hai to hamare reply post bhi automatically delete ho jata Hai Jiski wajah se Hamari mehnat waste Ho Jaati Hai To isliye unhen thread post ke upar hi replay Karen Jo rules ke mutabik . Faizul topic thread post ke upar Hamen reply nahin karna chahie Agar Ham acche topic wali thread post ke upar rozana 50 replay Karte Hain To Ham weekly Ek bahut hi Achcha bonus hasil kar sakte hain .
          thread post .
          Pakistan Forex forum ke andar Ham Kisi bhi section ke andar thread post bhi create kar sakte hain thread post Jab aap Pakistan Forex form open Karte Hain To ismein Jo sawalat Hote Hain Jinke diger members jawab Dete Hain to use Sawal ko Ham thread post Kahate Hain Ek Din Mein Ham 4 thread post create kar sakte hain . Hamen thread post informative aur rules ke mutabik karna chahie .
          • #6 Collapse

            Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

            hamy is mai posts or threads ke quality ko best karna ho pher he hum is mai acha bonus hasil kar sakty hai hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily base par kam ko pora karna chahey hum is mai aaik pair or currency mai kam karty hai hamy aony experience ky hesba sy pair chose karna chahey or is mai kam karna chahey hamy kam karny ky har aik rules ko follow karna chahey hamy is mai aik time tabla bana kar kam karna chahey yai koi fake karobar nahe hai yai aik real business hai jis mai hum jitna be kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is mai short or long tram trading kar sakty hai agar hum new member hai to hamy is mai short tram trading karne chahey agar hum expert trader hain to hamy is mai long tram trading karne chahey ham kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey yai aik wase or kabe be katam na hony wala unique karobar hai hum is mai paisa invest kar ky profit hasil karty hai hum is mai trade laga ke be profit hasil karty ha hamy trade lagany sy pahky is mai pending order or stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account or balance ka safe grad hai hamy kabe be is mai bagar experience ky kam karny ka risk nahe lyna chahey yai east or west mai bohat taze sy pahl cuka hain
            • #7 Collapse

              Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

              aoa dear members. jais k ap janty hai forex p threads and posts k zarieye sy bhe achi earning kr sakty hian dear ye un logo k liye bht acha mauqa hai jin k pas investement ni hai and wo hardworking hain, so friends forex k new rules k mutabiq quality no quantiy k mutabiq hamai threads ki quality p focus krna hota hia , matlab hamain apni posts ko choty sy chota rakhna hota hai jis me sari ki sari information cover ho jaey asa ni hona cheye k ap ki post bht lambi to ho magr us me information kch bhe na ho ya phir koi information ho bhe to wo irrelevent ho.quality k standerd neechy describe kiye gaye hain.
              -- informative.
              2- short and consize.
              3- relevant
              4- asani sy sab ko smjh a jaey..
              5- rules and regulation k mutabiq ho
              • #8 Collapse

                Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

                hmy forum mi myre km krna ho ga phr he hum agy br sky gy hum is mi rat mi be km kr skty hain hum is mi din mi be kam kr skty hain hamy is mi myre posting karne ho ge then hum km kar ky acha bonus km sky gy forex mi hum ik din mi aik limit ky mutabk 50 posts or 4 thread bn skty han hmy is mi soch samj kar km karna ho ga then hum earn k rsaky gy forex forum mi hum km kar ky bonus kma sakty hin bonus py hum trading kar ky munf hsil kr skty hin hu is m myre km karty hin to hmy acha bons hsl ho jy ge hum gar mi bth kr si mi km kr skty hin is mai km krny ky lye hmy kise be ofice mi jany ke need nhi hote hum is m gar tuak system sy km karty hin to hmy los ho jy ga forex mi hmy kam ky myr ko kbe be ignore nhi karn chaeye hamy is mi ahteyt sy km karan ho g hum is mai mhnet krty hain to hamy is mi soch smj kr km krn ho ga hum is mi 24 gnty mi sy kese be wkt k tme tbe b kr km kr skty hin hum is mi live trdng kr skty hin hamy mrket ke movement ko smj kar is mi trading karne ho ge then hum km kr ky earn kr sky gy forex mrket mai hmy support or resistance m km krna ho g then hum earn kar sky gy forex mi hmy analysis ko or indicator ko use kr ky km krn ho ga pher he hum agy br sky gy hum si mi pny boss kud p he hoty hn hum is mi live chat kr skty hin hum is mi prt time ya fill tiem km kr ky psia kama sakty hin hmy is mi soch samj kr km krn ho g then hum km kar ky earn kr saky gy asne ky st
                • #9 Collapse

                  Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

                  My dear forex forum member aapane bahut achcha thread Sher Kiya hai jo tamam members ke liye bahut thi informative hai ise mein bahut acchi information share ho rahi hai dusre yah hai ki hamen pata chalega ki 3rd ki quality kaisi honi chahie aur post ki quality kaise honi chahie kyon ki jab ham 3rd share karte hain aur usmein trading ke related information share karte Hain to sharing ka tamam member to fayda hona chahie aur vah formation itni acchi Ho ki usse hamare profit mein kafi fayda Ho isliye hamen thread ko share karne se pahle a trading ke related jitni bhi information hun vah humne apne mind mein kathi karke FIR unko tamam memberstack panchanan hai ISI tarah agar Ham post share karte Hain to hamari post ka answer bhi bahut hi acchi quality ka hona chahie aur ismein spelling mistake nahin honi chahie dusra vah post hai vah bhi trading ke related honi chahie aur forex forum ke related honi chahie kyon kijiye online business hai aur ismein kam karna bahut mushkil hai aur ismein jitne bhi chijen hain agar unko Ham regular study nahin karenge to Ham apne kam ko bharpur tarike se saranjam nahin de sakte isliye hamen chahie ki Ham is kam ko karne se pahle iski jitne bhi buniyadi aur basic chij Hain unko aur Karen unki study Karen aur FIR uske use Kar acha profit saranjam the pahle Ham post ko define karenge.
                  1 .Post .
                  My dear forex forum member post ko share karne se pahle post ka jo heading hoti hai usko Jo question hota hai usko vah se padhna chahie jab Ham usko gaur se padh lenge FIR apne janm mein uske mutabik achcha sa answer banaen aur agar to aapke pass information kam hai to ab YouTube se bhi information Le sakte hain uske alava forex forum mein bhi uske information maujud Hain kyunki jiye cassette tape Hain isko samajhne ke liye apni senior se guideline leni zaroori hoti hai agar Ham apni senior se guideline nahin lenge to ismein kamyabi jo hai vah bahut mushkil hai dusre yah hai ki post ki quality Jay Ho acchi honi chahie aur vah forest ke related honi chahie aur uske alava spelling mistake nahin honi chahie agar yah sari chijen aapki complete hai aur kreta Express bhi theek hai aur lambi length of post bhi theek hai to inshallah aapko iska achcha credit milega.
                  2 Thread .
                  My dear forex forum member new thread share karne se pahle aap apne mind mein ek achcha sa question tasvir den trading ke related ho aur jisse tamam Amber ko fayda pahunche agar tu aapke thread achcha hoga aur forest for MK related hoga to hua tamam members ko se fayda hoga aur unke knowledge mein hoga kyon kya mis mein jitne bhi chij hai share karte hain vah trading ke late related hoti hain aur agar trading ke related hongi to use Kya hoga ke sab log fayda utha ayenge aur unko usmein profit gain hoga unka isliye main chahie ki Ham acchi chijen vah logon ke sath share Karen ki unka fayda Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

                    Thread kertay waqt united statesmai di janay waali statistics say bhi ziada zaruri u.s.ka topic hota hai kay woh topic he repeated na ho aur na he kisi dusray member ka duplicated subject matter ho. Thread ki quality mai forum kay policies ka bhi bohat hissa hota hai kiyu kay agar thread discussion board rule kay mutabiq nahi hoga tou bhi woh delete ho jaey ga. forum individuals ko posts kertay waqt bhi thread ko parhna chaiye aur her thread kay jawaab mai chahay woh bonus kay barey mai ho, contests kay barey mai ho, stay buying and selling kay barey mai ho ya withdrawal strategies kay barey mai ho sirf yehi nahi likhtay rehna chaiye kay foreign exchange bohat acha hai, yeh bohat zabardast hai, yeh on line business hai yeh 24 ghantay chalta hai ye ghar baithay baithay hota hai iss mai koi boss nahi hota hai. Iss qisam kay fiqray likhnay say achay say achay thread ka maqsad he khatam ho jata hai aur thread bananay waley ki mehnat aur koshish sub zaya ho jaati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                      Dear Junior and senior members Assalam Walekum main aapse Aaj Kuchh thread or post ke bare mein important information share karna chahta hun Ke Jab Ham Pakistan forexforum per kam karty hui Ek thread create Karte Hain To usmein Kuchh qualities honi chahie Jiski basis per aapke thread or post ki quality bahut acchi ho jayegi.

                      What is quality:

                      Kisi kam ko krny kay liye uski kuch specific requirements ko pora krny ko quality kaha jata ha. Apki post ki quality manderzajail chezun per depend kr rhi hoti ha.

                      Informative:

                      Dear jab aap Koi information share kar rahe hote hain to usmein aapko chahie ke informative information Sab members ke sath share Karen Taki jo bhi member aapki post ko study Karen Uske knowledge mein bahut jyada vah kaise ho jaaye.

                      Corrective:

                      Aapko Koshish Karna chahie ki jo information aap apni post Mein share kar rahe hain vah 100% correct Hona chahie aapko koi bhi information share karne se pahle Uske bare main searching kar leni chahie aur uske sources dekh Lene chahie Ke Jo information of share karne Ja Rahe Hain vah correct hain ya nahin.

                      Understandable:

                      Aapko koshish Karni chahie ke aapki post ki language Aasan honi chahie Ke Jo Bhi member aapki post ko study Karen vah aasani ke sath samajh Jaaye ki aap kya Kehna cha rhy hain.

                      Rules and Regulations:

                      Dear jab aap Pakistan correct form Sar Koi post kar rahe hote hain to uske liye yah bhi Jaruri hota hai ki aap rules and regulations ko follow karke Apna target complete kar rahe ho tum ke agar aap rules and regulations to follow nahin kar rahe to iska matlab hai ki aap ko Achcha bonus Nahin Milega.

                      [ATTACH]15549[/ATTACH]
                      forum per high quality ki post karne ke liye aapko ismein achcha knowledge share karna padta hai jo member is form ke rules ko follow karti ho ya kam kar rahe hote hain unko ismein high quality ki post ka pata chal jata hai agar aap is form per apne senior se instructions lekar kam karte hain to aapko is form per II quality ka matlab samajh aa jata hai ki aap is form per kaise rules ko follow karke kam karenge to aapko ismein fayda hoga is form per aapko contest ke rules ko follow karna hota hai uske bad aap ismein jab post karte Hain to aapki post ki quality improve Ho jaati hai Jo member is form ke rules ko follow kar rahe hote hain unko result Mein achcha bonus Mil jata hai Jo member form ke roj ko follow nahin karte unko achcha bonus nahin milta aapko chahie kahan per swayam ke rules ko follow karti ho ya kam karte rahen agar aap is form per achcha kam karte hain to aapko ismein achcha result Mil jata hai.

                      forum per Kam Karne wale tamam members ko yah baat apne mind mein rakh leni chahie ki agar aap is form per mistakes karte hain to aapko ismein koi bhi fayda nahin hota aapko form ke new updated rules ko study karna chahie usmein aap ko yah baat clear ho jayegi ismein Jo member bhi achcha Kam nahin karega usko bonus nahin diya jaega agar aap ismein achcha Kam nahin karte to aapko ismein bonus nahin milega aapko chahie ka office form ke rules ko follow karte hue kam Karen agar aap is form per II apni post Mein spelling mistakes karte rahenge aur apni post Mein acchi aur formation share nahin karenge to aapko ismein kabhi bhi achcha bonus nahin Mil sakta aapko chahie ki aap is form per acchi information share karne ke liye search Karen Taki aapke pass achcha knowledge available ho aur aap is form per apni post ki quality ko improve kar saken jab wapas form per acchi quality ke post karenge to aapko ismein achcha result milega.
                      • #12 Collapse

                        Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

                        Assalamu Alaikum dear Forex member quality of post and thread bahut zruri hai Forex forum sy agr hm Achcha bonus Lena chahti hai to Hamari posting aur thread ki quality bahut acchi Hona bahut zaruri hai aur posting quality se Murad hai ki Hamari posting Forex se related Ho posting quality aur thread ki quality improve karne ke liye zarruri hai ki Ham Forex se related posting Karen aur apne thread ko bhi Forex se related rakhen informative banaen... Jab hmMari posting aur Hamara thread informative Hoga To isase Hamen bahut fayda hoga.... Isase dusre log Hamari posting r thread pr thanks Karen gy Jb Hamen bahut Achcha thanks Milenge To Hamen weekly bahut Achcha bonus Milega isliye Hamen chahie Ky apni posting r thread ki quality improve krian... Posting r thread ki quality improve karne ke liye jaruri hai ky hm Forex ky rules and regulation ko follow karke posting Karen.. Is k sath sath hamin posting r thread ki length ko bahut Achcha Rakhe aur apni baat ko acchi Tarah explain Karna cahehay.. Jab Hamari length acchi Ho Gai aur apni baat ko achi trha explain Karenge to Hamari quality b improve Ho jy gi Jab quality improve Hogi To Ham acche bonus ki taraf jaa aaenge .
                        • #13 Collapse

                          Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

                          Assalamu Alaikum dear Forex member Forex per Jab Ham kam Shuru Karte Hain To Ham Sab Yahi Chahte Hain ke Hamen Achcha bonus mile aur ham acche bonus Ke Liye Hi kam kar rahe hote hain lekin acche bonus ke liye Hamen pahle bahut Kuchh karna padta hai FIR jakar Hamen Achcha bonus Milta Hai demo account per Jo Hamen daily ka target Diya Jata Hai posting ka vah Humne daily hi complete karna Hota Hai isliye Hamen chahie ki Ham Apna daily ka kam complete Karen aur quality work Karen apni posting aur 3rd ki quality ko increase Karen tab hi aap Achcha bonus bana sakte hain isliye uske liye important hai ki aap learning Karen Achcha knowledge Hasil Karen Forex ke rules and regulations ko samjhe aur unko follow karte hue kam Karen Kay aapke kam ki mistakes kam se kam ho aur aapke kam ki quality increase Ho koshish Karenge learning ka istemal karte hue apni informative aur information innovative posting Karen tar ke dusre members ki bhi learning ho aur vah Hamari posting se help Lekar Apne masle HAL kar sake aur Hamara bhi fayda hota hai ki dusre members Hamare kam ki taraf attract Hote Hain isliye Ye Apne Karm ki quality ko increase Karen Taki aapko Achcha bonus Mile daily ka target complete karne ke sath sath agar aap apni posting ki quality ko increase Karenge to aapko bonus bhi achcha Milega aur aap use acche bolane se investment Karke acchi trading kar Sakenge Achcha profit Bana Sakenge Is Tarah aap Forex se acchi earning kar Sakenge isliye quality work per compromise na Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

                            G Dear ap na bohat acchi information hamara sath share ki ha forex forum ma jo bi ata ha es k bara ma zyada information ni rakhta seniors ki post aur thread hi hoti jo us ko knowledge provide krti han acchi post aur thread wohi hoti ha jis ko likhta waqqat forex k btaya gy rules aur regulation ko mad e nazar rakha jae 1) jb thread aur post creat k ijae tu es ki quality pa focus kya jae ap ki post ki specific requirement us ko mind ma rakta howa post aur threa creat kren 2)ap ka topic clear ho jo ap likh rha ho dosra member pa wazia ho jae us topic k her pehlo k khol k beyan kya jae post aur threa informative ho asa na ho k topic aur explain kuch aur ho es lya topic k matabiq ap na accurate words use krna han yani to the point bat honi chahia 3) ab bat ayi k jo ap thred aur post creat kr rha ho us ma spelling mistake na hon agr ap na spelling correct na likha tu read krna wala pa ap ka topic clear ni ho ska ga na kuch smaj aya gi 4)thread aur post asan alfaz ma likhen ta k ap ki likhi gy bat her member ki smaj ma a ska poat ko send krna sa pahla read kr lani chahia ta k ap apni correction kr sken 5)forex forum na apna rules and regulation bnaya han jasa her business ka rules hota han un ki read kren aur her mumkin koshish kren k ap un ko follow kren aur agr ap un rules aur regulation ko follow nni krta tu accha bonas ni milta itna kam krna ka koi faida ni agr bonas accha ni mila so mehnat kren un tamam bato ko mad e nazar rak k post creat kren
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: JAIZA : Quality of Post / Thread

                              Assalamu Alaikum dear Forex number me the kya aap sab theek Honge Hamen jitni Jyada quality per Ham Threads ki focus Karenge itna hi Hamen fayda Hai Threads ki quality per focus karna sabse important chij hai Hamen chahie ke Threads ki quantity per focus Karen Kyunki Jitna Jyada Ham knowledge or information wali Threads ko hi post Karenge To Hamen bahut jyada fayda hai isliye Hamen chahie ki Ham please wale posting ko hi Threads Mein post Karen Taki Hamen fayda Ho usko Hamen Achcha Milta Rahe isliye Hamen chahie ki Ham information wali posting ko hi select Karke Hamari itna hi ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X