Market open hote hi trade mat lagaen .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Market open hote hi trade mat lagaen .

    assalamu alaikum dear friend aapki baat bilkul theek hai market open hote hi trade open na Karen soch samajh Kar kam Karen jaldbazi se agar trade open karenge to aap kamyab nahin Ho sakenge agar forex mein unlimited earning karni hai aur successful trader banna hai to mehnat ke sath kam Karen jaldbazi mein agar trade open karenge to aapko loss ho sakta hai kyunki market pahle band hoti hai FIR jab open hoti hai to uska experience aur knowledge knowledge ke sath usko analysis karna chahie experience aur knowledge ke sath analysis Kar ke market ko acchi tarah samjhe candles ki pahchan seeken technical analysis Karen taake aap usmein bahut acha profit hasil kar saken agar jaldbazi se trade open karenge to aapko sirf loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai isiliye jaldbazi bilkul na Karen apne account ko safe rakhen soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis karke Taki aap Jo trade open Karen use se aapko bahut accha profit ho aur aap use main unlimited earning kar sake isiliye mehnat ke sath kam Karen aur kamyabi hasil karne ki koshish karen ek kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai bahut se members aise hote Hain Jo jaldbazi karke apne balance ko West kar dete Hain aisa nahin karna chahie apne balance ko waste na Karen soch samajh Kar kam Karen Taki aap apne balance se bahut acha profit hasil kar sake aur Forex mein kamyabi hasil kar sake ek kamyab trader hamesha mahnat KY sath soch samajhkar trading karta hai saber ke sath sabir karenge to kamyabi khud BA khud milegi aur Forex main aap unlimited aur nahin kar sakeng
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Market open hote hi trade mat lagaen .

      ASSALAM U ALAIKUM, exactly I agree with you market open hote hi hamen trade open nahin karni chahie market mein inter hone ke kuchh rules hote hain unko follow karke hi hamen trading karne chahie hamen sabse pahle apne analysis ko strong karna chahie hamen trading tab hi karni chahie jab market ki taraf se achcha aur strong signal will mil raha ho kyonki without analysis ke without money management ke without learning aur mehnat ki Ham kabhi bhi Forex acha response are sar karke acchi aur successful trading nahin kar sakte Forex mein sabse pahle hamen apne analysis ko strong karna hoga analysis do tarah ke hote hain fundamental analysis and technical analysis jiska basis per Ham acchi aur successful trading kar sakte hain basically a gaye ham market analysis karke trading nahin karte to Ham kabhi bhi market se acha profit hasil nahin kar sakte hamara account bhi ho sakta hai agar main khud se trading karna nahin aata to hamen kabhi bhi trading nahin karni chahie hamesha apne senior member ko follow karte hue trading karne chahie Forex mein 100% logon message just 10% log kamyab hote Hain aur 90% log sirf aur sirf lalach money management ke na hone ki wajah se market ki movement ko Na samajhne ki vajah se market mein analysis na hone ki vajah se loss kar dete hain ya phir apna account wash krwa dete Hain unki na kami ki sabse badi wajah market ko analysis na karna hai jab hamare pass trading key skills nahin hoti to Ham market se acha profit hasil karne mein kamyab nahin ho sakte Ham sabse pahle market key skills ko improve karke usko learn karna hoga kyunki jab tak Ham kisi cheez ko learn nahin kar lete tab tak muskan mein successful bhi nahin ho sakte forex market ko samajhna ek din ka Kam nahin hai iske liye bahut hi jyada mehnat time investment learning acche experience or knowledge ki jarurat hoti hai hamen hamesha full confidence ke sath Forex mein kam karna hoga kabhi bhi overconfidence hokar ismein Kam nahin karna hoga jo log manata learning ke sath kam karte hain dam account per practis karte hain daily basis per apna hua ko pura karte hain vah Forex mein kamyab Ho jaate Hain mein hamesha mehnat ko continue rakhte hue kam karna chahie agar Ham nakam hote Hain to hamen kabhi bhi give aap nahin karna chahie
      • #33 Collapse

        Re: Market open hote hi trade mat lagaen .

        Assalamu alaikum dear friends Forex market jub Friday ko close hoti hay to wo aysa time hota hay kay traders ko apni profits may janay waali trades ko close he ker layna chahiye laykin agur koi trade loss may ho to ucay close nai kerna chahiye bulkay chaltay rehnay Dayna chahiye. Forex trading market Monday ko Pakistani waqt Kay mutabiq subha 3 Bajey proper open ho jaati hay jo kay Asian session hota hay . Expert aor senior traders kehtay hay kay Monday ko market open honay Kay baad pehlay asian session may na to koi trade open kerni chahiye aor na he koi pooraani trade close kerni chahiye. Asian session two days kay holidays Kay baad open hota hay ic liye uc session may market settle ho rai hoti hay jic waja say uc session may make movement bohut slow bi hoti hay aor uc movement ka trend aor pattern bi kabi bi confrim nai ho sakta hay .

        Market open honay Kay baad traders Jo serf market ko watch kerna chahiye aor weekend ki news ko parhna chahiye kiyu kay weekend pay aysi bohut si news as chuki hoti hay Jo market Kay investors aor traders ko apany decisions aor strategies change kernay pay bi majboor ker dayti hay . Ic liye market open honay Kay baad kabi bi trades open kernay may juld baazi nai kerni chahiye aur na he kabi bi traders Jo apni last week say opened trades ko close kernay ki zarorat hoti hay . Kiyu kay market nay corrections bi kerni hoti hay . Market may retractments bi honi hoti hay aor ic kay saath saath kabi kabi pooray contracts khatam ho kay new contracts honay say bi prices pay bohut faraq parr jata hay .

        Forex trading kernay walay traders Friday aur Monday ko agur khud pay control ker liya karay to bohut kaamyab traders bun saktay hay kiyu Kay sub say zayada loss he Friday Kay last session may hotay hay Jo Kay traders ki apni jukd baazi ki waja say he hotay hay aor ici tarah pher Monday ko bi traders apnay loss jukd baazi ki waja say he kerwatay hay . Inn sub ka bahtreen hul he seniors ka mashwara hota hay kay market open honay kay foran baad kuch ghantay ya asian session poora he trading nai kerni chahiye
        • #34 Collapse

          Re: Market open hote hi trade mat lagaen .

          Assalamualaikum dosto umeed h k ap kheriyat se honge
          Ji han dosto yahan per bht achi bat ki ja ri h k jab market open ho to hamy is mai foran he trade nahe lagane chahey hamy market ke movement ko dakth kar is mai trade lagane chahey hum is mai sahe trade laga kar profit hasil karty hai agar hum is mai galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss mai ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey hamy sahe time mai trade lagane chahey trade lagny kuy be kush rules hoty ha hamy rules ko pora kana chahey forex ko hum aik din mai nahe samj sakty hum is mai aik sal ke practice ky bad expert tracer banty hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey demo hamara ustad hai hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte han hamy is mai aik time table bana kar kam karna chahey agar hum apne life mai free hai to hamy apny time ko wast nahe karna chahey ham forex job ko full time ky liey join karna chahey agar hum apne life mai masrof ha to hamy is mai part time kam karna chahey forex pre duna mai lahl cuka hai hum is mai aik din ma aik account mai aik limit ky mutabik 50 posts he kar sakty hai forex har tarah ky logoko kam karny ka moka dyta hai is mai house wife be part time kam kar sakte hain yai aik international business hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: Market open hote hi trade mat lagaen .

            ap es mai kamyab ho jatye hain aur aksar ye hota hai kay kafi log hai jo kay market ooen hotye he us mai trade open kar laitye hain jis ki waja say wo es mai lose kartye hain tu ap ka kam hai kay ap trade jaldi mai open na kiya karain balky ap ka kam hai kay ap es mai waite kar kay news ko read kar kay he trade open kartye hain tu ap ka faida hai acha kam karain gaye tu ap kamyab ho patye hain per ap ka kam hai kay ap market mai entry jaldi mai na mara karain kiyu kay jaldi ka kam shetan ka hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai waite kar kay pair ki momnet ko daikh kay he trade open karain ager ap es tarha kam kartye hain tu ap kaliye kafi faida ho jata hai es mai jub kay market open hoti hai aur ap nay trade open kar diya hai tu bhi ap ka faida nhi hota hai kiyu kay ap nay jaldi mai he trade open kar diya hai tu es mai ap ko faida kaisye ho ga ap ka lose he ho ga kiyu kay ap nay bina market kay daikhye he trade open kiya hota hai tu es mai ap ka lose he ho ga tu apna kam mahnet kay sath kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain

            اب آن لائن

            Working...
            X