forex market mai loss ke waja ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: forex market mai loss ke waja ?

    forex market mein loss ki bahut si reasons hain jaisy ky without experience trading karna bagair analyse kiye tukky pay trade laga denay sat hamen Losd ho jata hai aur apny balance sey zyada lot size lagakar trade karna jis say market aapke opposite move karty hi account was ho jata hai to account wash ho jana forex market mein sab say bara Loss hay kyun kay account wash ke bad Loss recoverable nahin rahata.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: forex market mai loss ke waja ?

      trading businss main loss hamesha hamari apni galtiyon ki wjha se hi hota hai agar ham un ko control karen to loss b control ho jata hai

      lack of knowledge :
      trading main loss ki sab se bari wjha lack of knowledge hai agar hamare pas trading k about knowledge ki kami hai to ham trading market ko thik se samjh nhi paye ge is trha hamare low knowledge hamare loss ki wjha bane ga is liye jab bhi trading business ko start karo pehle trading k bare main har trha ka knowledge and experience hasil karo ohr trading karo ta k aap ko kam se kam loss ho

      lack of experience :
      trading business me knowledge k bad aap ko jo chiz loss de sakti hai wo ha aap ka low experience agr aap k pass trading k about acha experience hai to aap usy use kar k acah profit lo ge lekin agar aap k pass experience nhi hai to aap gess trading ya blind trading karne ki koshish karo ge jo k aap ko lss de ga is liye demo trading par hamesh practice karte rahe our apne experience ko jaha tak ho increase kare

      Guess or Blnid trading :
      trading businss main loss ki sab se bari wjah guess ya blind trading hai our normally new and nox experience trader is wjha se loss lete hai actually jab ham trading main new ate hai to hamare pass trading ka zyada knowledge our experience nhi hota hai lekin hame btaya jata hai k trading me bss enter ho kar sell our Buy karne se profit le sakte hai our ham apni marzi se guess kar k market ko samjhe bagair trading karte hai our loss lete hai is se hame bachna chahiye our trading ko market ko smjh kar hi karna chihie

      Greed:
      trading business main greed b bohat zyada loss deta hai our bohat sary traders k pas to acha knowledge our experience bhi hota hai lekin wo apne greed ki wajha se bohat zyda loss lete hai jab b trading main ham emotion ya greed ka use karte hain hame loss hi hota hai is lie koshish karo k loss se bachne k lie greed na karo our trading
      • #33 Collapse

        Re: forex market mai loss ke waja ?

        forex market main apko loss bhe hota hae or apko profit bhe hota hae lakin is main jo apko profit hae us main apka acha knowledge or acha experience lakin is main jo apko loss hota hae us main bhe apke he mistakes hote hain is main hota yun hae ke is main aik to sab se bare waja apke lalch hote hae agar ap is main lalch karte hain to apko is main sirf loss he hota hae or jin members ke pas acha experience or knowledge nhe hota hae un ko bhe is main loss he hota hae to hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se dil se km karen kabhe bhe hum is main without analysis ke is main trade open na kiya karen q ke ese to hamen is main loss he hobga to hamen agar acha profit hasil karna hae to hamen is main ache tarah se is main kam karna ho ga tab he to hum is main kamyab ho he jate hain bas hamen cahiye ke hum is main market main kabhe bhe loss na hone den balke hamen cahiye ke hum is main dil se ache se acha kam kiya karen hum is main jitna ache tarah se kam karte hain hum is main utna he kamayb ho he jate hain bas hamen is main sahe tarah se kam karna hota hae bas hamen bhe cahiye ke hum is main aik proper way se chalen or is main try karen ke hum is main acha kam kiya karen jitna acha kam ho ga utna he hamen faida ho ga
        • #34 Collapse

          Re: forex market mai loss ke waja ?

          doston trading Mein kam karte hue aap ki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment aapki kamyabi hoti hai isliye aapko chahie ki Hamesha Sabar ke sath daily basis per workout karte hue Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apni trading co Kamyab banate Hue Ek acchi earning karne ki koshish karen jisse aapko kamyabi mil sake aap ki mehnat aur acchi trading hi aapki kam Jagi hoti hai isliye Sadar ke sath kam Karen mehnat Karen aur Achcha profit Hasil karne ki koshish karen jisse aapko Kamyab trading ka mauka mil sake aur aap acchi income Hasil kar Saken Jo log training Mein mehnat karte hain aur acchi earning karte hain Vahi Ek Achcha experience bhi Hasil karte hain isliye Sadar ke sath daily basis per workout karte hue Jyada Se Jyada apni market places par focus Karen aur apni trading ko Kamyab banate Hue Jyada Se Jyada workout Karen Taki aap Achcha experience Hasil karne Ke Kabil Ban sakte hain aur Achcha trade karne Ke Kabil banaa Saken Jo log trading main market analysis Ke bagair Apna trade karte hain aur Market ki situation ko samajhne ke bagair apni trading Karte Hain vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamesha Soch samajh ke kam Karen mehnat Karen aur Achcha experience Hasil karne ki koshish karen Taki aap acchi earning karne Ke Kabil Ban Saken
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #35 Collapse

            Re: forex market mai loss ke waja ?

            Forex Aik worldwide online business hai aur is mein profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai kiok forex mein profit aur loss business ka hisaa hota hai forex market
            Mein agr profit hota hai tu profit hum apni mehnat aur hardwork kar kay learning knowledge aur experience se aur Achi skills se hasil kartay han kiok forex market
            Knowledge aur experience hota hai tu hi profit hota hai aur forex aik risky business bhi hai aur is mein loss bhi hota hai aur agr forex market mein loss hota hai tu
            Ye apni mistake se hota hai forex market mein trading mein hum koi bhi mistake karain gey tu is se loss hota hai losa hone ki sab se Bari waja hoti hai knowledge
            Aur experience ka na hona kiok forex market ka knowledge aur experience nahin hota tu hum market ka analysis nahin kar saktay aur jab bhi trading kartay han tukay laga kar trading kartay han aur lalach kartay han jald bazi mein emotional trading kartay han aur Kam experience se forex market ki movement ko nahin samjh saktay jab trading kartay han tu loss hota hai

            Hum ko sab se zaroori hai kay forex ki Achi learning karain knowledge aur experience hasil karain aur forex market ko samjh kar analysis kar kay trading karain tu loss ko kam kar saktay han aur profit ho sakta hai
            • #36 Collapse

              Re: forex market mai loss ke waja ?

              loss ki bohot si wajah ho sakti hay agar apka kaam nahi aata to bhi ho sakta hay qabu mein rakh kar hey there may be commercial enterprise mein input hona chahiye aur kabhi bhi foran Sell nahin laga dena chahiye balkeh pehle apko Puri Market ko achi trha se dekh lena chahiye aur Tassali kar leni chahiye aur phir apne kisi na kisi senior se apni change lagane ke barey mein koi na koi mashwara kar lena chahiye is trha se aap kisi bhi incorrect aspect widespread jane ki bajaye aik acha aur stable preference le sakengey aur agar aap foran Sell karne slack jatey hein ya Purchase karne slack jatey hein to phir to aap apna pesa khud greetings misfortune ke taraf le ja rahey hn isliye hamen continually becarefull ho kar hiya changing karni chahiye aur Completely tolerance ke sath Rah sakta hai agar Hamara parcel length Hamare capital Se Jyada Hoga To Hamen bahut jald misfortune ka Samna karna cushion sakta hai isliye Hamesha Apne parcel length ko Apne capital ke 30% consistent with rakhen murmur ais marketplace mai aik dafa account bana lety hai aor ais mai hypothesis kar ok
              • #37 Collapse

                Re: forex market mai loss ke waja ?

                Ji Mahiti ke andar loss ISI vajah se aata hai ki Ham Apna Kam Apne time pass nahin karta ya FIR Ham kam karte hain to uska unko proper tarike se nahin Karte scores Ham Agar analysis Karte Hain To Hamara Anil Se Achcha Nahin Hota To isliye Hamen Achcha nurses karne par focus karna chahie aur acche analysis ke liye hamare pass knowledge Ka Hona bahut hi jaruri hai so isiliye Hamen Apna knowledge level improve karna chahie Agar Ham Apna knowledge level improve Karenge to Koi Mein Koi name wala hai Insan Hamesha kamiyan hota hai to isliye hamen bhi Apne time per mehnat Karke Apne bonus ko improve karna hoga bonus ko improve Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karna Hogi Jo Banda Yahan per mehnat ke sath Apna Kam kar leta hai vah Kamyab hota hai so isiliye hamen bhi yahan per mehnat Hi Koi Chahie Aur mehnat Ke Sath hi Apna Kam karna chahie Agar Ham apni mehnat ke sath Apna Kam Karya Lete Hain To Hamen isase kamyabi hoti hai so Dil lagakar aur apne time per Apna Kam Karen Apne bonus ko improve Karen aur apne bolo usko improve Kal ke kamyabi Hasil karne ki koshish karen ISI Mein Hamara fayda Hai Aur Kisi Se Hamen kamyabi Hogi so Dil lagakar kam Karen aur kamyabi Hasil karne ki struggle
                • #38 Collapse

                  Re: forex market mai loss ke waja ?

                  Assalamu alaikum dear friend Forex ki wajah loss business ka hissa hai loss humari apni Mistek ki wajah se hota hai Ham jaldbazi ya overtrading karke apne account ko loss kar dete Hain aisa nahin karna chahie soch samajh Kar trading Karen market ko acchi tarah hai analysis karke saber ke sath agar mehnat ke sath kam karenge market ko acchi tarah analysis karke apne experience or knowledge ke sath analysis ko strong banayenge jitni mehnat karenge utna hi acha profit hasil kar sakenge isiliye hamesha mehnat ke sath kam Karen soch soch samajhkar money management ke sath money management ke sath trading karenge to aapka account bhi safe rahega aur aap bahut acha profit hasil kar sakenge isiliye mehnat Karen aur kamyabi hasil karne ki koshish karen ek kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai mehnat karenge to kamyabi khud BA khud milegi aur aap successful trader ban Hain agar aapke pass trading ka experience or knowledge nahin hai to experience or knowledge hasil Karen zyda se zyada learning Karen learning karenge to acchi earning kar sakenge learning ke bagair nahi namumkin hai learning Karen trading ka experience aur knowledge hasil Karen hard work Karen Taki aapko loss Na Ho aur aap unlimited profit hasil kar sake isiliye ye soch samajh Kar kaam Karen active mood hokar fresh mood ke sath pareshani aur tension mein bilkul trading na Karen pareshani aur tension mein agar trading karenge to aap apna hi nuksan karenge pure confidence ke sath trading Karen taake aap Jo trade open Karen use se aapko bahut accha profit Ho
                  • #39 Collapse

                    Re: forex market mai loss ke waja ?

                    Assalamu Alaikum dear members kaise hain main ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge Pakistan Forex forum mein loss ki ek main maja yahi hoti hai ki ham market ki movement ko check Nahin karte aur gareen signal ko analyse karna chahie market ke signal ko check kar lena chahie aur Market mein trendline Ka khyal rakhna chahie agar ham trendline ko follow Kar le To mere khyal ke mutabik ham lash mein Nahin jaenge lash hamesha use waqt aata hai jab ham Kisi unknown business ko start kar dete Hain agar hamen khud se market ko charge karna Nahin aata To hamen Apne seniors se help leni chahie kyunki vah sab kuchh jante Hain Forex ke bare mein unko trendline ka bhi pata hota hai unko market ke rate ka bhi pata hota hai to kindly emotional hokar trade na lagaen Apne senior se help lekar aur sabar se kam Karen kamyabi inshallah aap sabko haasil ho jayegi.
                    • #40 Collapse

                      Re: forex market mai loss ke waja ?

                      Experiance ki kam main wjha se trading men loss ki aur lalach q k lalach men aa kr insan bari bari lot lga lyta hy jis se usko bad men loss ka samna krna parta hy
                      imranhaider
                      • #41 Collapse

                        Re: forex market mai loss ke waja ?

                        Forex market mein main loss ke bade wajuhath Hain jis Mai se sabse badi Baja less knowledge Jenny come illmi dusri waja dar loss hone Ka dar aur teesri vajah jyada kamane Ka lalach Karna chhote balance per bada trade lagana ISI Tarah aur Bhi bade baju hath ho sakte hain analysis ke bahar trade karna over trading Kerna hami chahy k Inn main wajohat KO madenazar rakh ker trading kerin taky noksan k Kam se kam chances ho aor profit ke maximum chance ho taki ham ik kamyab trader ban sakin na k nakam trader so hami Forex k successful osolon per chal ker ok successful trader banns chahy.
                        • #42 Collapse

                          Re: forex market mai loss ke waja ?

                          Assalamu alaikum all members Forex trading Mein loss hone ke Kuchh vajah hoti hai Sabse pahle vajah log market ke rules ko ko bilkul bhi follow Nahin karte Bina experience aur bagair practice ke trade open Karte Hain Jiski vajah see members loss hota hai Agar forest reading me Ham market ko follow kar lete Ham aur Market ko acchi se analyses karne ke bad hi trade open Karte Hain To Hamen kabhi bhi loss Nahin Hota loss hone ki ki Ek Aur Vaja lalach hoti hai log lalach Karte Hain aur ekdum se achha profit Hasil karna chahte hain ham To ine Logon Ko loss hota hai Forex mein Sabar bhi bahut jaruri hai
                          • #43 Collapse

                            Re: forex market mai loss ke waja ?

                            Assalamu Alaikumdear forex member aapko forex market Mein launch Hua Hai To forex market Miloge ki vah jawab Ham Khud Hote Hain agar aap forex market Mein log Se Bachana Chahte Hain To lalach Na Karen Bal Ke Apna Kam Sabar ke sath aur experience ke sath Kiya Karen aur Market conversational ise Karke trade Kya Karen to cut reading na Kiya Karen agar aap trading Mein Dekhkar trade Nahin Karenge to aap kabhi bhi acche Dar Nahin Ban Sakte
                            • #44 Collapse

                              Re: forex market mai loss ke waja ?

                              Dear friend Forex market mein basically loss hamari apni hi mistake ki wajah se hota hai kyunki forex market mein kam karne ke kuch rules hote hain jinko follow karna Ham per hota hai agar hamen room ko follow karte Forex mein Kam nahin karte to hamen logi hota hai agar ham log se bachana chahte Hain to hamen mehnat ke sath apne learning ko improve karte hue Forex mein kam karna hoga jo log mehnat nahin karte apne learning ko improve nahin karte hue kabhi bhi Forex mein kamyabi ko possible nahin banaa sakte hamen sabse pahle market ko acche se analysis karna hoga candle ko read karna hoga analysis ko strong karna hoga fundamental analysis and technical analysis ke basis per hi trading karni hogi trading karne se pahle hamen market ki movement ko check karna hoga market ki movement ko samajhna hoga jab tak Ham market ki movement ko samajh nahin lete market apne analyses ko strong nahin banaa lete tab tak Ham Forex mein kamyabi ko bhi possible nahin banaa sakte isliye hamen chahie ki Ham mehnat aur learning ke sath kam Karen demo account per practice Karen kyunki demo account per practice karke Ham Forex mein ache aur successful trader Ban sakte hain hamen hamesha Forex mein mehnat ke sath learning ko improve karte hue kam karna hoga demo account kaisa kaun hota hai jo broker ki taraf se hamen practice ke liye Diya jata hai Taki Ham is per practice karke apne analysis ko strong bana sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: forex market mai loss ke waja ?

                                Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic forex market Mein loss ki kya Wajah Hai se related Hai Doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Forex Ek international level ka business hai is per ham international level per trading kar sakte hain ya platform 1 bahut hi Jabardast platform hai aap is per bahut jyada learning ke sath earning bhi kar sakte hain agar aap learning Karenge to aapko ismein bahut jyada earning ke chances De Diye Jaate Hain trading Mein loss Ki Sabse Badi vajah Forex Mein trading Mein ampath yah hai ki aap ismein jaldbazi se kam Lete Hain Sab ke liye bahut jyada jaruri hai ki trading Mein loss Ki Sabse Badi vajah ke knowledge kam Hasil karna aur trading lete waqt jaldbazi hai agar aap trade Lene mein jaldbazi se kam Karenge to aapko market Mein samjhaie Bina Hi aap ismein participate kar sakte hain kar lenge Jiski wajah se aapko bahut jyada nuksan uthana padta hai Aksar on Kaha Tha market ko properly analyse Nahin Karte aur trading start kar lete hain Jis Jo ke Hamare Liye nuksan San hota hai trading ke nuksan Ki Baat karen to pahle Jahan Mein Yahi Khayal Aata Hai Ki trading Mein nuksan Hamare knowledge learning Mein Kami ki vajah se hota hai Hamen Jyada knowledge aur learning Nahin Hote aur Hamen Jyada samajh Nahin Hoti aur isliye Forex trading ki Magar Jab Ham time to time Apna knowledge aur learning improve Karte Hain To Hamari trading abilities bhi improve hoti rahti hai isliye Hamen jyadatar focus learning ki taraf Rakhna chahie Kyunki Usi se Ham Kamyab ho sakte hain Ham behtarin trading kar sakte hain traders Jab market se related knowledge ke sath analyse Nahin karte hain aur to be trading main traders ko nuksan hota hai Kyunki Jab aap trading Mein analyse karte hue trading Karte Hain To aap ko trading aapko bahut jyada important aur Jyada profit Deti Hai ka main aapke Hamesha trading ki learning aur information ko gain karne ke sath sath market ki news ki train Ko Bhi Dil chashmi Se lete hain jatake unko nuksan kam se kam ho aur vah ham bagair mehnat ke kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen unko nuksan hota hai isliye struggle aur mehnat bahut jaruri hai ISI vajah se aap Forex trading business Mein Kamyab Honge aur aapko lost bhi kam se kam hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X