forex market mai loss ke waja ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex market mai loss ke waja ?

    Asalam o alikum friend ap ny bot acha swal pocha hy forex trading jasa k ham sab janty han k aik bot bara or behad risky or mushkil business hy is m hamy jahan profit hota hy wahin loss ka samna b karna parta hy forex trading m loss ki bot c wjohat hoti han jin ko agr ham samj jaty han to nuqsan sy bach skty han forex trading main zyada tar hmari galtian asi hoti han jis sy ham nuqsan karty han agr ham in galtion ko nzarandaz karty han to in sy sekh kr agy ni brh skty wasy to kahty han k galtian forex m trading sekhny k liay hmari ustad hoti han mgr ham in galtion ko bar bar dohraty jaian to is ka matlab ye hota hy k ham ny apni galtion sy kuch ni sekha or apni investment ka nuqsan karty jaian gy forex trading main hmari sab sy bari galti over trading hoti hy jb ham lalich m a kr zyada or bari trades open karty han to hamy is ka bot bara nuqsan hota hy km knowledge km experience or nakafi learning k sath trading b hmari aik bari galti or hmary nuqsan ki wja hy ye teno chezan b hmari trading k liay behad zrori han forex forum m copy paste sy hamy koi bonus ni milta q k ye fruad hota hy or rules k khlaf hony ki wja sy hmari post delete kar di jati han forex forum trading ki learning hasil karny ka aik bahtreen plat form hy yahan senior or junior members aik dosry sy bahtreen knowledge or information share karty han to ham yahan sy trading ko achy sy sekh kr kamyabi sy earning kar sakty han learning forex trading m kamyabi hasil karny k liay bot ziada zrori hy mgr ham sirf learning ki bna par hi forex trading main kamyabi hasil ni kr skty hamy learning k alawa or b bot c chezan asi hoti han jin ka forex trading m istamal lazmi hota hy achy anylyses acha knowledge proper experience ye sab chezan forex trading m aik kamyab trader ban ny k liay bot zrori hoti han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex market mai loss ke waja ?

      Assalm o alikam! forex member forex ak online work ha jas ma hum ko online trading kr ne hote ha jas hum online trading krta ha too sa ma hum ko tab loss hota ha jab hum kise work ma jaldii krta ha koi bhe kam ma jaldi kr ne see hum ko loss ho sakta ha jab hum forex market ma kam krta ha too hum loss hota ha aur profit kam milta ha too as ma hum ma kami ha matlab kay ap kam mai kami hai es kam krnye wala har aik trader ye khaita hai kay esye tara jab hum forex ma apna experience see kam krta ha too hum ko as ma profit hota ha aur jab hum forex ma expert ho jata ha to hum ko bhot zada profit milta ha forex ma ya kam ha k ap forum ma ache posting kara aur hum as ma ache profit hasle kr sakta ha
      • #18 Collapse

        Re: forex market mai loss ke waja ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
        forex market mai loss ke main waja kaya hain ? kaya loss hamy copy pasts ke waja sy hota hain ya pher mistakes ke waja sy hota hain ? aagr hum forum mai lern kar ky kam karty hain lakin pher be hamy loss ho jy to kaya waja ho sakte hain ?
        Forex trading aur forex forum pay posting alag Batain hain. Pehli baat tou traders aur members ko yeh pata hona chaiye kay trading mai copy paste nahi hota bulkay woh forum pay hota hai iss liye copy paste say trading mai loss nahi ho sakta hai aur forum pay copy paste say accounts bann aur block hojatey hain. Forex trading mai loss aur profit dono he hotay hain aur senior traders aur junior traders dono kl he hotay hain. Kabhi kabhaar aisa bhi hota hai kay traders ko apni trades khud bhi loss mai open kerni Parr jaati hain takay apnay account ko safe kiya jaa sakey aur new trades say losses ko recover kerna shuru kia jaa sakey. Aur kabhi kabhaar traders ko kafi profit ho chuka hota hai laikin phir aik trade kuch loss mai Janey pay withdraw late ho raha hota hai tou traders khud he ziada profit lainay kay liye small losses wali trades ko close ker laitay hain jiss say sirf unn ka profit he Kamm hota hai aur koi faraq nahi parta hai.

        Forex trading mai losses kisi na kisi mistake ki wajah say he hotay hain. Traders jab bhi koi apna khud ka banaya hua ya Forex experts kay samjhaya gaya rule break kerta hai ya advice miss kerta hai tou wahi pay ghalti hoti hai aur wohi ghalti loss kerwa daiti hai. Forex trading mai aik choti si aisi mistake jiss ki shayad traders kay nazdeek koi ehmiat ya weightage he nahi hoti hai wohi itna loss kerwa daiti hai kay Pura account wash hojata hai. Iss liye mistakes ko control kerna chaiye aur repeatedly koi aisi ghalti nahi kerni chaiye jo pehlay bhi ki ho kiyu kay her baar apni ghalti ko cover kernay ka moqa milna bhi zaruri nahi hai.

        Pak Forex forum aur demo trading account 2 aisay sources hain jinhain learning aur knowledge bank kaha jata hai. Yeh zaruri nahi kay forum pay milnay waali her information he correct ho. Bulkay information share kernay waley ka experience aur maturity matter kerti hai. Kisi bhi member ki kisi baat ya information pay yaqeen kernay say pehlay uss member ki apni credibility bhi check kerni chaiye. Kiyu kay forum pay 2 din kaam kernay aur demo mai 4 din kaam kernay aur phir real trading mai aik haftay kay bonus say kaam kernay waley members bohat say senior members ki information ko bhi jhutla rahey hotay hain. Jo trader weekly ya monthly 10$ earn ker rahey hotay hain woh he forum pay saal ha saal say kaam kernay waley members kay experience ko challenge ker rahey hotay hain. Forum kay knowledge aur learning ko verify ker kay demo mai uss ko practically check ker kay apni real trading mai apply kernay say he mistakes khatam ki jaati hain.
        • #19 Collapse

          Re: forex market mai loss ke waja ?

          my pricey forex individuals foreign exchange trading major loss hony ki boht se wajohat hain jin ki base par sub ko he loss ho skta hai or wo chahen senors hain yah juniors hain sub ko he loss ho jata hai tu hmain un sub he wajohat ko apni trading se door rakhna hoga jis se hmain loss hony okay possibilities hoty hain tu ap aghr foreign exchange main kamyab hona chahty hain tu apko un sub elements ko midn principal rakh kar kam krna hoga ta okay apko loss na ho q k jub loss hota hai tu hmari sari trading khrab ho jati hain jis principal hmari selected targets bhi disappointed ho jaty hain jis ok horrific hmain apni buying and selling ko soch smjh kar apni buying and selling krni hogi ta okay hmain loss na ho tu apko apni buying and selling planning ok sath karni hogi ta okay apki trading major loss hony ok probabilities kam se kam hon or ap apni buying and selling main bhi acha profit lay skty hain forex important hmain apni buying and selling ko bahter karny k liye demo account primary trading ki exercise karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain foreign exchange main hmain jald bazi most important apni trading nhi krni chahye ayse bhi hmain loss ho skta hai or lalach okay sath bhi buying and selling karny se hmain loss hota hai tu kbhi bhi lalach main a kar apni buying and selling na karen jis se apko loss ho jay
          • #20 Collapse

            Re: forex market mai loss ke waja ?

            assalamu alaikum forex market Mein nuksan hone ki vajah aapki apni learning hoti hai agar aap is market Mein apni learning complete nahin karte aur is market Mein kam start kar dete Hain to aapko is market mein nuksan ho jata hai aapko chahie kapus market Mein mistakes per control karte rahen agar aap is market Mein ek mistake ki vajah se nuksan kar rahe hain to aapko vah mistake repeat nahin karni chahie aap apni mistake jitni dafa repeat karenge aapko is market mein itna hi nuksan hota rahega aapko is market Mein set karne ke liye acchi planning ki jarurat hoti hai jo tradus market Mein mistakes karte hain unko kabhi bhi kamyabi nahin milati aapko chahie kapus market Mein apni mistakes per control karne ke liye achcha plan banaya tha ki aapko is market Mein achcha profit milta Rahe Jo trader is market Mein mistakes per control kar lete hain unko achcha result Mil jata hai is market Mein trade karne ke liye aapko acche planning ki jarurat hoti hai agar aap is market Mein achcha plan use nahin kar rahe to aapko kabhi bhi kamyabi nahin milati is market Mein kam karne ke liye aapko chahie aap apni learning complete Karen aur is market Mein kam karne ka experience hasil kar len jab aapko is market Mein kam karne ka experience asik ho jata hai uske bad aap apni investment karke is market Mein kam start kar sakte hain Jo tradus market Mein achcha kam karte hain unko result achcha Mil jata hai otherwise market Mein apna nuksan kar sakte hain agar aap money management ke hisab se is market Mein Kam nahin karenge to aapko kabhi bhi kamyabi nahin milegi.
            • #21 Collapse

              Re: forex market mai loss ke waja ?

              my dear foreign exchange contributors forex buying and selling essential loss hony ki boht se wajohat hain jin ki base par sub ko he loss ho skta hai or wo chahen senors hain yah juniors hain sub ko he loss ho jata hai tu hmain un sub he wajohat ko apni buying and selling se door rakhna hoga jis se hmain loss hony okay possibilities hoty hain tu ap aghr foreign exchange main kamyab hona chahty hain tu apko un sub factors ko midn important rakh kar kam krna hoga ta k apko loss na ho q k jub loss hota hai tu hmari sari trading khrab ho jati hain jis most important hmari decided on objectives bhi dissatisfied ho jaty hain jis ok horrific hmain apni buying and selling ko soch smjh kar apni trading krni hogi ta okay hmain loss na ho tu apko apni buying and selling planning ok sath karni hogi ta okay apki buying and selling principal loss hony okay chances kam se kam hon or ap apni trading fundamental bhi acha profit lay skty hain foreign exchange fundamental hmain apni buying and selling ko bahter karny okay liye demo account main trading ki exercise karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain foreign exchange important hmain jald bazi foremost apni buying and selling nhi krni chahye ayse bhi hmain loss ho skta hai or lalach ok sath bhi trading karny se hmain loss hota hai tu kbhi bhi lalach major a kar apni trading na karen jis se apko loss ho jay
              • #22 Collapse

                Re: forex market mai loss ke waja ?

                Assalam-o-Alikum dear forex member apka sawal buth hi acha hai forex market main loss humhy us waqt hota hai jab hum jldbazi main aa kar kabi b threads na lagy threads lagty waqt humhy market ki movement dekhna ho ga threads ko lgty waqt kabi b copy paste na kry ku k is ki wjha say na sirf humhy loss ho balky humhra account b block ho skta hai or threads lgty waqt humhy koi b glti nahi karni chiye ku k jitni hum glti kary gy utna hi humhy loss ho ga or humhy loss sy bachny k liye humhy learning power ko acha krna ho ga jitni achii learning ho gai utni hi achii humhri earning ho gai or hum loss say b bach skty hai or achy trader ban skty hai
                • #23 Collapse

                  Re: forex market mai loss ke waja ?

                  Trading me loss ki wajahaat be bahot zeyda hoti hey koi 1 ya specific waja agar hoti to traders asani se esi kesi be reason ko control karny me kamyab ho jaty magar bahot zeyada reasons loss key hoty hey es waja se har trader es ko control karny me kamyab nazar nahi aty hey, trading me loss key wajohaat jo key different hoty hey wo ye hey,

                  1. Knowledge ki kami: Jab tak traders knowledge ki kami ko khatam karny key ley mehnat aur work nahi karen gey to traders ko esi tarha market me loss be howa kary ga aur mushkil se hi traders loss se bachny me kamyab be ho saken gey,

                  2. Trading experience ki kami: Forex market me sab se zeyada importance trading experience ki be hoti hay agar demo account ya es jesy same trading platform me trading practice kar key experience ki kami ko be khatam na kia gia to be traders ko loss hota rahy ga,

                  3. Discipline ki trading: Discipline key sath trading kar key har tarha se market me loss se account balance ki hafazat ho sakti hay, discipline ki trading karny key ley zarori hay key zararat se zeyada risk na leya jaye aur zarorat aur targets se zeyada profit be kabi earn na kia jaye aur market ko be behtar tareeqy se hi analysis kia jaye es tarha ki trading na ki jaye to ye be loss ki 1 waja ban jati hay,

                  Complete learning aur advance knowledge traders ko hamesha loss se bachny me hi help kar sakty hey, basic learning se traders ko loss hamesha hi hota rahy ga es cheez ka khas khayal rakny ki zarorat hoti hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: forex market mai loss ke waja ?

                    Assalamu Alaikum dear forex market Mein loss ki Bahut Si reasons Hai forex market Mein loss Ki sb sy bari reason Hamari laparvahi hai agar Ham yahan laparvahi se kam Karti Hain To Hamen Yahan market Mein loss hota hai aur forex market Mein loss hony ki ek Wajah Hamara Forex ko ek time pass business samajhna Bhi Hai Jab Ham Forex Ko time pass business samajhti hai yahan serious hokar Kam Nahin Karte Tu Bhi Ham yahan los ki taraf Jaate Hain Kyunki Forex ki market Ek bahut hi broad market hai aur yahan market ko serious Lekar kam karna padta hai market ki situation chang hoti rahti hai to agr hm serious hokar yah market situation ko analyse Nahin Karenge to bhi Ham Jahan se loss ki taraf jaeng aur forex market Mein loss hone ki ek Wajah mehnat na karna chahti hai Kyunki Forex Mein jb hm mehnt Nahin acche Kam Nahin Karte To Ham yahan se profit nhi ly skte Kyunki Forex Hamen profit dene ke liye Humse Hamari mehnat Mangta Hai To Jab Ham Forex apni mehnat Nahin Deti Forex profit Nahin deta balki ham loss ki taraf jaty Hain Agra forex market Mein los Se Bachana Chahte Hain To Hamen chahie Ham in mistakes ko improve Karen Taki Ham loss se bch sky aur profit ki taraf ja sky
                    • #25 Collapse

                      Re: forex market mai loss ke waja ?

                      Dear Forex member Agar Ham Forex trading py learning Nahin Karte knowledge hasil Nahin Karte without learning ke knowledge ke Forex trading trading ko start karte hain without brexit ke experience ke Agar Ham trading start Karte Hain To Hamen loss hone ke chance hote hain to isliye Hamen chahie sabse pahle Forex trading per learning Karen knowledge Hasil Karen Apne learning ko Apne experience ko knowledge ko improve Karen Jab Hamare Waqt Achcha knowledge Hoga acchi learning Hogi Achcha experience Hoga acchi skills Hogi to Fir Ham Forex trading per acchi trading Karke Achcha profit Achcha bonus hasil kar sakte hain Agar Ham Forex ke rules to follow Nahin Karte Forex ke rules and regulations ko without learning ir practice sy trading Karte Hain To Ham kabhi bhi Forex trading per successful Kamyab profitable profit Hansi nahin kar sakte Forex trading per Ham successful Kamyab Usi Waqt ho sakte hain Jab hamare pass well and good knowledg Hoga rules and regulations understand karne ki samajh Hogi to Fir Ham Forex trading Mein loss hone se bache Hue kange otherwise Hamara loss hi hoga Ham Kabhi profit ki taraf Nahin Ja Sakenge to isliye Hamen chahie Jab Bhi Forex trading trading start karen Sabr ke sath mehnat ke sath hardworking ke sath Apne trading account join Karen Agar Ham jaldbaji karte hain lalach Mein Aakar trading start Karte Hain To Hamen loss hota hai
                      Isliye Hamen chahie Jyada Se Jyada learning Karen knowledge Hasil Karen experience ko increased Karen powerful strong karte hue market Mein trading start karen Taki Hamen Achcha profit Achcha bonus Hasil ho sake
                      • #26 Collapse

                        Re: forex market mai loss ke waja ?

                        Is business me hmen loss tb hi hota ha jb hm is business me greed se kam karty hain isi liye hmen chahe k hm is business me greed se kam nah kiaa kareen ta k hmen is business me kisi kism ka loss b nah ho or hm is business me achi earning b kar sakyn asani se dear friend forex mein loss ki sab sy brii waja laluch Orr jaldbaazi hai Orr iss k sath sath agar hum forex mein trading k doraan forex k rules and regulations ko follow nahi kartay tou bhi hum loss ka shikaar ho jatay Hain iss liye hamain chahiye k hum sabar sy kaam lain Orr rules and regulations k mutaabik kaam karain issi trha hum loss sy buch saktay hain forex ke business me loss is waja se he hota hai ke aap ko market ke trend ke bare me sahi se knowledge nahi hoti hai agar knowledge sahi se ho gi to phir nuqsaan uthana he nahi pare ga or loss se easily aap bachey rahen ge or profits hasil karte rahen ge is business me .
                        • #27 Collapse

                          Re: forex market mai loss ke waja ?

                          Ji to dear forex friends forex market ma loss ki sab sa bhari waja blind thrading hain hum na to demo account pa practuce kartay hain or na he charts ya candels ki madad latay hain or asay he bagar jankari ka thrade laga latay hain or asay ma hummay loss ka samna karna parta hain ya per hum emotional ho ka kam karatay hain tb be hummay loss hota hain ya per thrade laganay ma jaldbazi sa kam latay hain or assay ma hum ko pata nahi hota ka sahi kya hain ghlat kya hain to asay ma hummay loss ka samna karna parta hain
                          • #28 Collapse

                            Re: forex market mai loss ke waja ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
                            forex market mai loss ke main waja kaya hain ? kaya loss hamy copy pasts ke waja sy hota hain ya pher mistakes ke waja sy hota hain ? aagr hum forum mai lern kar ky kam karty hain lakin pher be hamy loss ho jy to kaya waja ho sakte hain ?
                            Assalamu alaikum dear Forex member .
                            Forex trading mein ham Kuch baton ki waja say ham profit nahe loss main jaty Hain
                            1 ; Forex trading mein age mehnat aur time dono ki zarort Hoti hy. Is liye Hamain daily apny target ko pura karne ke liye daily Ka ik
                            Time table rakhna chahie. Jo ap Ka free time ho wo select or k time table Bana Kar kaam Karain.
                            Or ap thread ko Tu ap by demo account use kar he chuky Hain . Isliye apny thread ko likhny say pehly apny mind ko fresh Kar key thread ko Soch samajh Kar thread banain. Or thread main time lagain jald baazi na karain. Ap thread Ka he bounas hasil karty
                            Hain Tu apny thread ko jitna Acha or informative thread Bana Kar apna time laga kar Karen Gy. Tu insha'Allah ap Ka bounas Acha aye ga.

                            2. Loss ki waja .
                            Dear members Forex forum per agr thread llagana nahe ssamjh. Tu ap ko mehnat oor learning ki zarort Hoti hy. Q k agr hham apny thread ko agr ghalt time pay lagaty ho.
                            Is liye dear members ap ko pehly market Dekh Kar thread analysis kar k market signal ko follow Kar k apna thread lagain gy. Or sub say important baat Jo hamin Acha bounas hasil krny say loss main ly jati Hain

                            3. Spell mistake ko remove karna important work.
                            Dear members ham aapny thread k bad bounas kka wait karte Hain. Lekin bounas kam ATA hy. Tu ham pareshan ho jaty Hain.
                            Tu dear members ap ki mehnat sari zaya ho jati hai.
                            Tu dear members ap apna thread Acha or informative bana kr thread post karty hon Gy. Tu phr Acha bounas q nahin ATA..
                            Dear members ap ny thread pay ya Tu ziyada time nahin de paate. Or jaldi jaldi thread Bana kr post kr dety Hain.
                            Or agr ap apny thread main voice typing say banaty Hain Tu os main apni spell mistake ko remove Nahin karte. Jis waja say ap k thread k knowledge ko koi member nahe samjhy GA. Tu ap ko thread reply Nahin milega. Or Forex trading mein ham thread reply pay Acha bounas hasil kar sakte hain.
                            Thanks
                            • #29 Collapse

                              Re: forex market mai loss ke waja ?

                              Their business Koi Bhi Ho usmein La se Jarur Hote Hain lasas aur profit Hamesha Har business ka party Hote Hain Hamen Hamesha lasas aur nuksan hone Ki Surat mein ghabrana Nahin chahie apni mistake ko improve karna chahie use per Dubara mehnat ke sath practice karna chahie Jiska Bada Ek Achcha experience increase Karke a bahut aasani ke sath achha profit earn kar sakte hain Jab Ke launch hone Ki Surat mein Kuchh log Dil Chhota kar lete hain forex business ko keep kar dete Hain Jab Ke Aisa bilkul nahin karna chahie is business mein sirf aur sirf mehandi e aur Sabar Se Kam Karne Wale a log Hamesha Kamyab Hote Hain ya business Ek Aisa business hai jo pure world mein faila hua aur sabse bada sabse Kamyab international level ka business hai jismein Ham Jitna Jyada struggle Karen Jitna Jyada Paisa invest Karen Jitna Jyada learning Karen Jitna Jyada earning Karen is per a kar sakte hain Kyunki yah unlimited earning dene wala learning dene wala core investment wala business hai Jis per Hamen Hamesha Soch Samajh Kar mehnat Ke Sath varg karna chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forex market mai loss ke waja ?

                                Ji han friend ap ny both acha sawal pucha hy ji han bilkal humy forex trading business m jahan profit hota hy wahan loss ka samna b karna parta hy q k loss or profit dono hmari life ka hisa han is leay humy loss sy b ghbrana ni chaey or loss kin mistakes sy hoa un wjohat ko find out karna chaey k humy loss kis waja sy hoa kon c mistakes hum sy hoe phr humy in mistakes sy sekh kr agy brhna chaey or un mistakes ko dohrana ni chaey forex trading aik asa business hy jo k behad risky business hy is m humary loss ki both c wjohat ho sakti han copy paste kar k b hum trading main loss ka samna kar sakty han hum forex trading m bharpor mehnat karty han trading ki learning karty han knowledge or information hasil karty han experience m expert ban jaty han mgr phr b humy loss hota rahy to us loss ki aik bari waja lalich m a kar over trading karna b hy hum ziada earning karny k leay kamyab trader hony k bwjod b mistakes karty hoay loss karty rehty han or emotional ho kar trading karna b nakam trader ki nashani hy q k forex trading aik risky business hy or is m emotional trader's ki koi jga ni is leay ye mistakes karty hoay humy loss ka samna hi karna parta hy humy chaey k mehnat sy kam karan or lalich sy bach kar emotions ko control m rakh kar forex m trading karan tbi hum apni mehnat ka sila hasil kar saken gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X