forex market mai loss ke waja ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market mai loss ke waja ?
    forex market mai loss ke main waja kaya hain ? kaya loss hamy copy pasts ke waja sy hota hain ya pher mistakes ke waja sy hota hain ? aagr hum forum mai lern kar ky kam karty hain lakin pher be hamy loss ho jy to kaya waja ho sakte hain ?
    الحمد لله رب العالمين

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market mai loss ke waja ?

    Forex markit men loss ki main wja ye h k hm trading thek s NH krty aur bghair kisi experience k hm jald bazi ka muzahra krty hen so hmen soch smjh k kaam krna chahye experience bna k us k mutabiq kaam kren aur utube p b is s related Jo mavad h us a help Len air apni mehnat jari rkhen hmara focus kaam p hna chahye aur show o mehnat s apna kaam jari rkhen
    • #3 Collapse

      Re: forex market mai loss ke waja ?

      asslam o alaikum dear friend mahtram member forex ak buhat acha platform hy ji ma ap ghr bethy kam kr sakhy hy ap ki kam online kahi bi kr sakhty hy or achi earning kr skhty hy is ma achi earning ky liya ap ko is ma achi or informative learning ki zarort hy ap is ma jitni bi information bi laty hy ya ap ko fida hi deti hy ap ko is ky method ko skhena ho
      trading ma loss ki waja
      forex ma trading ak ahm part hy jis ko sekhna or jan ap ky liya balky sb ky liya buhat zayada zarori hy or trading ma loss ki sb sy bari waja is ma kam knowledge hy or trading laty waqt jald bazi bi hy agr ap tarde lany ma jald bazi sy kam ly gy or market ko smjy bina hi trade kry gy to ap is ma loss ma jay gy ap ko ak profitable trade ky liya trading ki achi knowledge ka hona buhat zayada zarori hy agr ap market ko analysis krn jaty hy to choty time frame ma bi achi tarde ly sakhty hy
      Last edited by ; 08-07-2020, 12:22 PM.
      • #4 Collapse

        Re: forex market mai loss ke waja ?

        Dear forex member Agar haum trading may nuksaan ki bat kartay hay to sab say pehlay zehan may yeahi khayaal ata hay Kay trading may nuksaan hamari knowledge aur learning may kami ki waja say bhi ho sakta hay.jab haumay trading may zayada knowledge aur learning nai hota hay to haumay zayada samjh bhi nai hoti hay forex trading ki magar jab haum time to time apna knowledge aur learning improve kartay rehtay hay tou hamari trading abilities bhi improve hoti rehti hay jiss ki waja say haum behtareen trading Kar sakay.traders jab market say related knowledge Kay saath analysis nai kartay hay to bhi traders ko trading may nuksaan hi hota hay Kyu Kay jab app trading may analysis kartay hoye trading kartay hay to appki trading aopko zayada profit hasal hota hay.kamyab traders hamesha trading ki learning aur information ko gain karney Kay saath saath market ki news aur trends ko bhi important daytay hoye trading kartay hay.jab traders appni abilities pay bharosa nai kertay unhay bhi loss hota hay.jab haum over trading kartay hay to bhi unko nuksaan hota hay jab haum bagair mehnat Kay kamyaabi hasal karna chahtey hay to bhi unko nuksaan hota hay Kyu Kay bagair struggle Kay aur bagair mehnat Kay trading to Kya kisi bhi Kam may kamyaabi hasal nai hoti hay.forex trading may traders jab strategy aur planning Kay bagair Kam kartay hay to bhi unko nuksaan hota hay Kyu Kay bagair strategy Kay haum trading may kamyaabi hasal kar hi nai saktay hay.agar haum forum pay contest may nakami ki bat kartay hay to bhi appko mehnut aur learning Kay sath contest may Kam karna hota hay.jab appko contest may posting kartay hay to appko apni learning skills ko increase kartay hoye posting karni parti hay.jab haum contest may rules Kay mutabiq Kam Kartay hay to bhi haum nakam nai hotay hay haumay postings ki quality pay zayada focus kartay hoye contest may posts karni chahiye aur apnay knowledge ko improve kartay rehna chahiye.forex trading ho ya forum pay contest ho haumay kamyaabi hasal karney Kay liye mehnut aur learning Kay sath Kam karna parta hay.
        • #5 Collapse

          Re: forex market mai loss ke waja ?

          my dear forex members forex trading main loss hony ki boht se wajohat hain jin ki base par sub ko he loss ho skta hai or wo chahen senors hain yah juniors hain sub ko he loss ho jata hai tu hmain un sub he wajohat ko apni trading se door rakhna hoga jis se hmain loss hony k chances hoty hain tu ap aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apko un sub factors ko midn main rakh kar kam krna hoga ta k apko loss na ho q k jub loss hota hai tu hmari sari trading khrab ho jati hain jis main hmari selected targets bhi upset ho jaty hain jis k bad hmain apni trading ko soch smjh kar apni trading krni hogi ta k hmain loss na ho tu apko apni trading planning k sath karni hogi ta k apki trading main loss hony k chances kam se kam hon or ap apni trading main bhi acha profit lay skty hain forex main hmain apni trading ko bahter karny k liye demo account main trading ki practice karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmain jald bazi main apni trading nhi krni chahye ayse bhi hmain loss ho skta hai or lalach k sath bhi trading karny se hmain loss hota hai tu kbhi bhi lalach main a kar apni trading na karen jis se apko loss ho jay
          • #6 Collapse

            Re: forex market mai loss ke waja ?

            aoa dear members. forex market ek bht acha forum hai paisy kamany k liye is me aksar hi logo ko advanteges hota hia magr aksaer logo ko loss bhe ho jata hia to dear friends unko loss kis waja sy hota hia usky baryme mein information share kru ga jo k ap ko zaroor help kray gi
            1 kch users proper planning k sath trtade ni krty jios sy unko loss ho jata hia.
            2- market ko dollow na kr k bhe apko loss ho jata hia
            3- apky pas proper experience na ho tab bhe apko loss ho sakta haio.
            4- ap candles ko use na krain tab bhe ap loss me ja sakty hian.
            5- ap market analysis nai krty is waja sy bhe loss ho jata hia.
            6- log aksar jaldbzi krty hian tradingme jis sy bht unko loss ho jata hia.
            7- kabhi kbhar log lalach me a kar big lot p trade start kr dekty hain jis sy unki invesmtement sari doob jati hia.
            8- techniquwe and strategies ko use na krain tab bhe hamain loss honey k chances ziada hoty hian
            • #7 Collapse

              Re: forex market mai loss ke waja ?

              asslam o alaikum bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa hunga forex aik bohat hi lajwab karobar ha js ko karna ka liya hamy bohat zyada mehnat ki zarort huti ha markit ma hamy zyada sa zyada learning karni hu gi taky ham aik achi success ko hasl kar saky es markit ma zyad tar log losse karta han jis ki sab sa bari waja yahi huti ha ka wo markit ma analysis ka kam ma mehnat nai karta es liya hamy markit ma bohat zyada mehnat kar ka kam karna hu ga apna kam ma analysis ko am karna hu ga ham asi markit ma jitna zyada analysis karta han hamy es ma otna hi kam llosse huta ha hamy kabi bi es markit ma jaldbazi or lalch nai karna hu ga or na hi koi asa risk lana hu ga jis sa hamy zyada losse hu markit ma samjdari sa kam karna hu ga
              • #8 Collapse

                Re: forex market mai loss ke waja ?

                asslamo alikum dear friend forex mai loss ki kahi wajohat ho hai jin say ap ki trading loss mai chali jati hai or ya loss ap kaccount bhi wash kar sahk ta hai or loss ki waja hai

                1:forex trading ka acha knowledge hasil na kar na or jald bazi mai trade lagana
                2:forex trading mai agr acha experience nhi hai ap kay pass tu ap ko phir bhi loss ho ta hai
                3:forex tading main jab ap apnay senior ki advice per amal nhi kar tay tu ap ko phir bhi loss hota hai
                4:forex trading mai jab ap market ko achy say analysis nhi kar tay phir bhi ap ko loss ho ta hai
                5:forex trading mai agr ap news ko ignore kary ap ko phir bhi loss hota ahi
                • #9 Collapse

                  Re: forex market mai loss ke waja ?

                  jaise k ham sab jante hain k trading aik bohat hi acchaour profitable business hai our agar ham mehant kare to is main kamyab ho sakte hai our apne sare dreams pore kar sakte hain lekin profitable hone k sat sat trading aik bohat hi risky business nhi hai so hame agar is business main kamyaab hona hai to hame pehle apne risk ko control karna hoga our loss e khud ko bacha hoga trading business main loss ki bohat c wjha ho sakti hai chand famous mandraja zail hain

                  reasons of loos in Trading :

                  trading businss main loss hamesha hamari apni galtiyon ki wjha se hi hota hai agar ham un ko control karen to loss b control ho jata hai

                  lack of knowledge :
                  trading main loss ki sab se bari wjha lack of knowledge hai agar hamare pas trading k about knowledge ki kami hai to ham trading market ko thik se samjh nhi paye ge is trha hamare low knowledge hamare loss ki wjha bane ga is liye jab bhi trading business ko start karo pehle trading k bare main har trha ka knowledge and experience hasil karo ohr trading karo ta k aap ko kam se kam loss ho

                  lack of experience :
                  trading business me knowledge k bad aap ko jo chiz loss de sakti hai wo ha aap ka low experience agr aap k pass trading k about acha experience hai to aap usy use kar k acah profit lo ge lekin agar aap k pass experience nhi hai to aap gess trading ya blind trading karne ki koshish karo ge jo k aap ko lss de ga is liye demo trading par hamesh practice karte rahe our apne experience ko jaha tak ho increase kare

                  Guess or Blnid trading :
                  trading businss main loss ki sab se bari wjah guess ya blind trading hai our normally new and nox experience trader is wjha se loss lete hai actually jab ham trading main new ate hai to hamare pass trading ka zyada knowledge our experience nhi hota hai lekin hame btaya jata hai k trading me bss enter ho kar sell our Buy karne se profit le sakte hai our ham apni marzi se guess kar k market ko samjhe bagair trading karte hai our loss lete hai is se hame bachna chahiye our trading ko market ko smjh kar hi karna chihie

                  Greed:
                  trading business main greed b bohat zyada loss deta hai our bohat sary traders k pas to acha knowledge our experience bhi hota hai lekin wo apne greed ki wajha se bohat zyda loss lete hai jab b trading main ham emotion ya greed ka use karte hain hame loss hi hota hai is lie koshish karo k loss se bachne k lie greed na karo our trading ko smajh kar analyse kar he karo
                  Ayisha Cutey's Trading Journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market mai loss ke waja ?

                    G han dear ager ap forex trading mai kam kartye hain aur ap ko es mai lose zayda hota hai jub kay ap ko es mai profit kam milta hai tu ap mai kami hai matlab kay ap kay kam mai kami hai es mai kam karnye wala har aik trader ye khaita hai kay esye lose howa hai tu esye atna profit bhi howa hai kiyu kay forex mai mahnet aur lagan kay sath kam kiya jata hai tu kafi faida ho jata hai jub kay ager es mai ap apna kam mahnet kay sath kartye hain matlab kay ap ka kam hai kay ap es mai forum mai posts achi karain shuru mai kiyu kay ager ap es mai posts achi partye hain tu ap ka bonus jo hai es mai acha ata hai jis kay bad ap es mai faida laitye haun matlab kay ap ka bonus zayda aya jata hai tu ap us pay trade bhi asani kay sath aur acha kartye hain hain tu ye tu ho gaya ap ka kam forum mai kiyu kay kafi logo ka ye bhi gila hota hai iay bonus acha nhi aya tu ap es mai mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap ka bonus bhi acha a jata hai aur dusra es mai ap ka kam hai kay ap nay ager es mai acha bonus laye liya hai tu ap ka kam hai kay ap es mai trade jaldi mai open na karain kiyu kay aksara aisa ho jata hai kay ap kam jaldi mai kartye hain aur ap es mai trade jaldi mai open karna chatye han jis ki waja say ap ka kafi lose ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha apna kam mahnet kay sath karain aur trade ap nay jub bhi open karna hai market mai achye anylsis kay sath karna hai kiyu kay ager ap market mai achye anylsis kay sath kam kartye hain th ye ap ko kafi faida daita hai ap ka kam hai kay ap market ka sarvey kar kay es mai achye anylsis kay sath acha kam kar saktye hain ager ap es tarha es mai kam kartye hain tu yaqeen manye kay ap ka lose kafi had tak kam ho jata hai jub kay ap es mai kam kar kay hamesha he faida laye laitye hain tu acha kam ap karain aur mahnet kay sath ksrain ta kay bad mai ap es mai lose kam aur profit zayda laye lain aisa hota hai achye kam mai ap kaliye aur sub kaliye
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market mai loss ke waja ?

                      Asslam o Alaikum Dear Members pakistan forex main humy loss srf or srf apni mistake or khowlage experience ka bilkul na hony ki waja forex k rolls ko khalif wazui jald bazi lalach ki waja say hota hy bgr sochy samjy tread karna market ko analysis na karna us main bagair mehnat ke koi bhi kamyabi Hasil Nahin Hoti isiliye ham Forex mein jald Bazi aur lalach Karte Hain jisse Hamen bahut jyada losses ka Samna karna padta hai agar ham market ke a Trend ke mutabik trading Tere to yaqeenan usse Hamen bahut zyada fayde ke sath kamyabi Hasil Hogi jas say humy sabse Jyada khowlage aur experience forex ki market ko analysis karne per apna properly time Dena hoga jisse ham nuksan Se Bach achha profit gain kar sakte hain...
                      • #12 Collapse

                        Re: forex market mai loss ke waja ?

                        forex trading main jub trading main loss hota hai tu es ki boht se wajohat hoti hain jis kiw jah se hmain loss hota hai forex main jin factors se hmain loss hota hai wo darj zail hain.
                        1: jald bazi main trading karny se bhi loss hota hai q k jub ap market ko aik he nazar main dekh kar trade lga dety hain tu apko loss hota hai
                        2: jub ap market ko achi trha es analysis nahi karty hain tab bhi apko loss hota hai
                        3: jo log lalach karty hain un ko bhi loss hota hai
                        4: jin k pass trading ka knowledge nahi hai un ko bhi loss zayda hota hai

                        5: jo log practice k liye demo account ka use nahi karty hain un k pass trading ka experience nahi hota hai tu un ko bhi loss hota hai
                        hmain chahye k hum aghr apni trading main loss ko rokna chahty hain or kam se kam face krna chahty hain tu hmain en factors ko midn main rakh kar apni trading karni chahye jis se hum achi trading kar skty hain or acha profit lay sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex market mai loss ke waja ?

                          Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                          Ji han doston Yahan per bahut hi Achcha question Kiya Gaya Hai Doston pure Ek bahut bada online business hai ismein Chhoti Se mistake bhi Hamen loss Karva sakti hai aur Hamara account wash ho sakta hai forex market mein bahut se Aisi factors Hai Jiski vajah se Hamen loss hota hai doston loss Ki Sabse Badi Wajah jaldbazi Hai Jab Ham Forex mein jaldbazi se post karte hain Achcha knowledge or experience share nahin kar paate yahi vajah hai ki ham log ka Samna Karte Hain doston Jab aap market ko acchi Tarah analyse Nahin karte hain aap ko tabhi loss hota hai aapko chahie ki market ko acchi Tarah Samajh Kar kam Karen chahie aapki kamyabi hai doston is platform per lalach se kam karne se bhi Hamen loss ho jata hai Hamen chahie ke lalach per Kabu rakhen is market Mela Lage per Kabu Rakh kar hi aap Aage badh sakte hain Jin Logon ke pass Achcha experience acchi learning Nahin Hoti vah bhi is market Mein loss Ka Shikar rahte hain doston Jo membership time account per practice Nahin karte hain unke pass Achcha knowledge or experience Nahin Hota vah members bhi loss Ka Shikar Rahte Hain Mere Khyal se Agar Ham Chahte Hain Ki Hamen loss Na Ho ham log se bacha sake To Hamen is market ko Samajh Kar screws ko follow karke is per trade Lagani chahie.THANKX
                          • #14 Collapse

                            Re: forex market mai loss ke waja ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
                            forex market mai loss ke main waja kaya hain ? kaya loss hamy copy pasts ke waja sy hota hain ya pher mistakes ke waja sy hota hain ? aagr hum forum mai lern kar ky kam karty hain lakin pher be hamy loss ho jy to kaya waja ho sakte hain ?
                            Dear Forex trading AK Sa business hai Jisme aap yah samajh len ke har Bande Ko Har member Ko ismein nuksan Ho Jata Hai Forex Mein nuksan Hona Koi Badi Baat Nahin Hai ismein Jo expert trader hote hain unko bhi Kai dafa nuksan ho jata hai aur Unka account bilkul wash ho jata hai ismein Kuchh main reasons Hoti Hai Jiski vajah se nuksan ho jata hai unmen se a Kuchh important reasons main aapke Samne indicate karta hun agar aap in reasons per control kar lete hain to Aapka nuksan bhi minimise ho sakta hai.

                            Unexpected movements:
                            Dear market mein Aisi ke situations a Jaati Hai jismein market ki moment totally unexpected hoti hai aur ismein movement bahut jyada fast Ho Jati Hai Jiski vajah se bahut Sare members ke account wash Ho Jaate Hain agar aap Aisi situation ko aasani ke sath judge kar lete hain aur use time per trading se avoid Karte Hain To aap nuksan hone se apne account ko bilkul Mehfooz Rakh sakte hain.

                            Lack of Money Management:
                            Bahut Sare members Ko nuksan Hone ki reason yah hoti hai ki vah money management ke rules and regulations ko follow nahin kar rahe hote hain Unka account balance bahut jyada Nahin Hota aur Unki lot size ki selection as compared to their accounts bahut jyada hoti hai isliye Unka account wash ho jata hai ya FIR unko Kafi nuksan ho jata hai jo recover karne ke liye unko bahut time lag sakta hai.

                            Over confidence:
                            Kuchh members Aise Hote Hain jinko Teen Char dafa profit ho jata hai to unmen overconfidence ah jata hai vah yah samajhna start ho Jaate Hain Ki Ab Ham ismein expert ban chuke hain aur jo bhi trade lagayenge usmein Ham profit Hasil kar sakte hain aur overconfidence unke liye bahut nuksan Desh sabit hota hai aur unko bahut jyada nuksan De jata hai.

                            News Effects:
                            Kuchh news Aisi hoti hain Jinka market main commodities aur currency pair ki prices per bahut jyada effect hota hai aur is reason ki vajah se bahut jyada price fluctuation hoti hai yah Bhi Ek main reason banti hai hai ladiss Ko nuksan Hone ki.

                            Lack of Confidence:
                            Kuchh members Aise hote hain Jin Mein confidence bilkul Nahin Hota aur jo bhi wo decision la rahe hote hain use per vah satisfied Nahin Hote aur apne decision per stand Nahin lete isliye unko trading mein nuksan ho jata hai.
                            Last edited by ; 09-07-2020, 03:26 PM.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex market mai loss ke waja ?

                              Assalam o alaikum All forex user Forex me loss ki sb se main wjha jald bazi hai? jo log bina seekh k kaam rty hain woh loog es me loss krt hain q k un logu k pass trading ka knowldege nhe hota woh log loss kr skty hain
                              Agar ap k pass es ka pora knowledge hai to ap ko dosru ki nisbat loss k chances km hain agar hum bhe es ko seekh kr krein to Hum bhe ek achi profitable trade kr skty hain.
                              Forex me sb sy main chez market ki value hai agar hum log es ko samjhty hain to hum achi trade ki umeed kr skty hain
                              Forex market me trade lagany se pehly hume market ki value ko dekhna parta hai agar hum aisa nhe krty hhain to hume loss bhe ho skta hai aur us loss ki wjha aur kuch bhe nhe just jald bazi hai
                              Forex plate form py hume seekhny ki zrurat hai aur hume apne emotions ko control krna hai agar hum jazbati ho jaye gy to loss kr skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X