forex market mai loss ke waja ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: forex market mai loss ke waja ?

    Dear members , market me loss hony ki bht sari waja hain .forex trading karny klye apko forex se related information honi chahye aur apke andar sari abilities aur skills honi chahye keh js se ap loss ke risk se bach sakty hain .me kuch reasons ka zikar karny laga hn , in reasons ki waja se apko loss ho sakta hy . agar apke pas forex ka knowledge ni hoga to ap forex me bht ziada mistakes kar sakty hain. apko chahye keh pehly apko forex se related knowledge hasil karna chahye . aur agar apke pas knwoledge ni hoga to ham acha experience ni hasil kar sakty . apka experience apke knowledge se hasil hota hy aur aagar apka experience ni hoga to ap kabi bi market ka analysis ni kar sakty . market ka analyssi akrny klye apko pehly demo account pay practice karni chahye . agar apki demo account pay thek practice hoge to ap apni investment ko loss hony se bacha sakty hain . yhe wh reasons hain keh jinki waja se loss hota hy . iske ilawa agar ap market ke signals follow ni karty aur khud ka analysis karny lag jaty hain to iska bi bht ziada nuqsan hota hy . agar ap khud se bht ziada mehnat karen gy to apko is se bi bht ziada faida hoga . apko apny seniors ki help leni chahye aur jo bi seniors ko follow akren gy wh kamyab hongy aur unhe acha experince hasil hota hy . forex me kam karny klye apny jazbat pay bi qaboo pana chahye . agar apko apny jazbat pay qaboo pany ka control ni hoga to ap ghalat decision lay sakty hain jiski waja se apko loss ho sakta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: forex market mai loss ke waja ?

      agar hum mistake kar dety hain hum is mai agra greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar kam kartyh owe aik be galt kar dety hain to harma loss ho ata hain hamy loss sy learning gai karne ho ge pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik world wide r kabe be band na hoy wala acha business hain hum s mai agar bager learning ky kam kary gy to hamra loss hain hum is maiagar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai agar kam karty howe market k aik ak rule ko follow kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho y ge hum is mai aik din ma aik lmit ky mitabk kam kar sakty hain over limit hum kam nahi kar sakty forex aik world wide or kabe be band a hony wala acha business han hum isy apna professional career be bana sakty ahin hum is mai raat ma be kam kar sakty hain hum is ma ak be galti kar dety hai nto harma loss hain hamy analysis ko or idicaotrs ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasa kama saky gy hamy market ai kamaybe dey waly tools ko kabe be igore nahi karna chaye
      • #48 Collapse

        Re: forex market mai loss ke waja ?

        forex trading kay bussiness mai loss ap ko kuch wajoohat pr hota hai
        1. nakafi forex trading ka basic to advanced level ki training
        2. demo account pr kaam practcie ka hona
        3. market kay analysis mai command na hona
        4. mind mai lalaach rakh kr trading krna
        5. loss ki soorat mai jaldbazi mai jazbat mai a kar trading krnay se b loss hota hai
        • #49 Collapse

          Re: forex market mai loss ke waja ?

          Dear apny acha sawal pocha hai iska jawab ye hai k forex market my loss ki sab sy bari wajah knowledge or experience ka no hona hai q k is k baghair apko kch sahe samajh nahn ata or ap mistakes karty rehty hein or asy he loss hota hai sab sy pehly posting rules ko smajhna zaroori hai k limit puri karni hai copy paste nahn karna spelling mistakes nahn larni waghera waghera or us k bad ache or knowledge wali posts kar k acha balance generate karna hota hai or us k bad trading karny sy pehly demo account py practice karni hoti hai or market movement ko samajhna hota hai or sath he sath graph or candle stick study kr k analysis karna hota hai or us k bad seniors k signal par ya unki help sy trade lagani hoti hai or ak bar trade laga lein to usy bar bar check karna hota hai k kahein profit loss my na badal jaye lalach labhe nahn karni na he ghussa or jaldbaazi ye sab cheezain avoid kar k he acha trader bana ja sakta hai or us k bad jab trade close karni ho yani signal wali to apko thra sabr sy kam lena parhta hai q k eo long term my ziada profit deti haai or aksar members jaldbazi kar k phly close kar dety hein km profit par or trade ziada profit my ja rhe hoti hai to is cheez ko bhe avoid karna zaroori hai or is k bad pursakoon mood main trading karni bhe important hai q k stress my ap ghaltian karty hein or ap acha faisla nahn kar paty is liye concentrate karna bohat zaroori hai or lagan or motivation sy trading karni chahea ta k ap focus rahein sab sy behtar hai k ap apna goal set kar lein k apko week my ya month my itni income generate karni hai to ap lazman ache working karein gy or acha profit hasil karny k liye lagan sy trading karein gy..
          • #50 Collapse

            Re: forex market mai loss ke waja ?

            Assalam o Alaikum friends umeed hy ap khareyt sy hon gy dear friend forex main loss ke sub sy bari wajha hum khud he hote hin kiu hum post ko forex ky roul
            • #51 Collapse

              Re: forex market mai loss ke waja ?

              forex member Agar haum trading may nuksaan ki bat kartay hay to sab say pehlay zehan may yeahi khayaal ata hay Kay trading may nuksaan hamari knowledge aur learning may kami ki waja say bhi ho sakta hay.jab haumay trading may zayada knowledge aur learning nai hota hay to haumay zayada samjh bhi nai hoti hay forex trading ki magar jab haum time to time apna knowledge aur learning improve kartay rehtay hay tou hamari trading abilities bhi improve hoti rehti hay jiss ki waja say haum behtareen trading Kar sakay.traders jab market say related knowledge Kay saath analysis nai kartay hay to bhi traders ko trading may nuksaan hi hota hay Kyu Kay jab app trading may analysis kartay hoye trading kartay hay to appki trading aopko zayada profit hasal hota hay.kamyab traders hamesha trading ki learning aur information ko gain karney Kay saath saath market ki news aur trends ko bhi important daytay hoye trading kartay hay.jab traders appni abilities pay bharosa nai kertay unhay bhi loss hota hay.jab haum over trading kartay hay to bhi unko nuksaan hota hay jab haum bagair mehnat Kay kamyaabi hasal karna chahtey hay to bhi unko nuksaan hota hay Kyu Kay bagair struggle Kay aur bagair mehnat Kay trading to Kya kisi bhi Kam may kamyaabi hasal nai hoti hay.forex trading may traders jab strategy aur planning Kay bagair Kam kartay hay to bhi unko nuksaan hota hay Kyu Kay bagair strategy Kay haum trading may kamyaabi hasal kar hi nai saktay hay.agar haum forum pay contest may nakami ki bat kartay hay to bhi appko mehnut aur learning Kay sath contest may Kam karna hota hay.
              • #52 Collapse

                Re: forex market mai loss ke waja ?

                forex main hum trading karte hain is main kabhe hamne loss hota hae to kabhe hamne hota hae profit to is liye hamen cahiye ke hum is main acha kam kiya karen take hamne kabhe bhe loss na ho to aj hum is main bat karen ge ke hamen lsos q hota hae hamen loss hone ke kiya reason hote hae tab he to hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se market main kam kiya karen take hum kamyab ho saken

                Lack of knowledge
                forex trading koi asan business nhe hae is main agar apko hona hae kamyab to apko is main acha knowledge hasil karna hota hae to is ke liye hamne cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se is min kam kiya karen hum jitna ache se is main knowledge gain kar jate hain to hum yahan se utna he to success hasil karte he hain bas is waja se yeh reason banta hae loss ke hamare pas knowledge hota nhe hae ke hum ache se market ko samajh saken to is liye hamen cahiye ke hum ache tarah se acha knowledge hasil karne ke koshish karen

                Lack of experience
                experience to bahut important hota hae sirf forex main he nhe balke ap koi bhe business dekh len us main apke pas agar acha experience hae to apko first priority de jae ge to is l;ioye he to yeh bahut important hota hae hae is tarah se forex market main bhe agar ap ache tarah se kam karna cahte hain to apko is main acha experience bhe gain karna ho ga tab he to hum is main kamyab ho jate hain or hamen lsos ke chances bhe kam ho jate hain bas is liye hamen acha experience ke liye demo account ka zayada use karna hota hae

                Ignore proper planing
                forex main agar apko loss se bachna hae to apko ache tarah se proper planing kar ke he is main kam karna ho ga tab he to ap yahan se kuch gain kar sakte hain to is waja se hamne cahiye ke hum is main mehnat karen sahe tarah se take hum yahan se proper planiang karte howe is main kamyab ho jaya karen hum jitna ache tarah se is main kam karte hain hum is main se utna he success bhe gain kar jate hain bas hamen kabhe bhe is main esa nhe karna cahiye balke planiang ke sath he kam kiya karen take hamen loss na ho

                Greed,overtrading,overlot
                loss hone ke main waja yeh hote hain aik trader profit ke liye bahut lalche ho jata hae jis ke waja se wo phir is main over lot use karta hae to bas is liye hamne cahiye ke hum kabhe bhe zayada lot size ka use na kiya karen balke sahe tarah se ache tarah se is main kam kara karen tab he to hum kuch hasil kar pate hain hamne bas is main kabhe bhe overtrading nhe karne cahiye hamesha he hamne is main ache tarah se kam karte howe is main mehnat kar lene cahiye take hum kuch na kuch to gain bhe kar he saken ge
                • #53 Collapse

                  Re: forex market mai loss ke waja ?

                  defender forestry ring me gelato travel home i appeal editioncome if i have to
                  • #54 Collapse

                    Re: forex market mai loss ke waja ?

                    Assalamu Alaikum doston ummid hai ki aap khairiyat se Honge ..
                    Jiya doston Park Forex pados Ki Sabse Badi Baje hoti hai ki Ham is per lalach Mein a Jaate Hain Ham jaldbazi se kam karte hain aur ham Jante Hain Ki Ham jaldi is per phone per Achcha profit aur bonus Hasil karne doston Jab Ham lalach Mein a Jaate Hain To Ham Kamyab Nahin ho sakte Hamen chahie ke apne emotions Aur lalach Ko control rakhte hue is platform per kam Karen Iske alava bahut se members loss Ka Shikar hote hain job analysis Nahin Karte analysis Karke aur Market ki movement ko Dekhte Hue trade open karne De Hamen sikhana chahie Iske alava market ke Roj ko bolo na karna aur Roj ko ignore karte hue trade karna isase bhi ham log Ka Shikar ho sakte I Hain hamare pass Achcha experience or knowledge na Hona yah bhi log ki vajah Ban sakta hai isiliye Hamen chahie ke is platform per Agar Ham Achcha bonus aur profit Hasil karna chahte hain experienced trader Banna Chahte Hain hamare pass Achcha knowledge experience Hona chahie market ke Roj ko follow karna chahie market ki movement ko Dekhte Hue aur analysis karte hue kam karna chahie Din Raat mehnat karne chahie daily Apne target ko pura karna chahie ISI Tarah Ham Kamyab ho sakte hain Logon se bacha sakte hain vah mistakes Bar Bar Nahin karne chahie Jiski vajah se Hamen loss ho raha ho aur kisi bhi mistake ko Chhota Nahin samajhna chahie ISI Tarah Ham Kamyab ho sakte hain..Thankx
                    • #55 Collapse

                      Re: forex market mai loss ke waja ?

                      forex main loss tb hotahi jb ham es kaam ko business ni balkey ham es kaamkia samjhty hain es kaam ko aik game samjhty hain to sooham ko es baatka bht eh acha sa kheal rakhan hi our jaisa he ham na es baatka bhthe acha sa kheal rakhygatob pher hamra sath kia ho ga aap souch bhe ni sakty hain to soo ham na ager loss sa bouchna hi to asa mian ham ko aik jo bht he achas a faida jo ham ko milta hi vho kia muilta hio vho ya milta hi kh ham na bht e souch samjh akr he es main kaamkia jay es kaamjo aik busienss samjhy es ko aik gam samjha kr es par work jo hi na kia jay ager hames ko business samjhty ahin our har kaamko bht eh acha sa karny lag jaty hain to ham sb souch be ni sakty hain kh hamra sath kia ho jaygaour kia ni ho jay ga to asa mainham ko esy batka bht heacha sa khaeal rakh kar kaam karain our jaisa he ham es baatka bvhteh acha sakheal rakh akr he es mainhakokaamjo hi karan he parey ga ager hamloss sa bouhcn ahi to os ka lia hamna aik our baat jo bht he muskilya hi kh ahmapnaluck ko cheack kanry lag jian kh kia ho rha hi kia ni ho rha hi to asa main es baat ko bhe check jo hi bilkul na karain ager hamasa krty hain to asa mainhamour bhte nuqsaan ho galos hota he jay ga
                      • #56 Collapse

                        Re: forex market mai loss ke waja ?

                        Assalamu alaikum dear friend market mein loss ki wajah Los business ka hissa hai lo hamari apni mistakes ki wajah se hota hai is iliye aisi Koi mistek Na Karen jisse aapko loss Ho agar forex trading mein acchi earning karni hai aur successful trader banna hai hai to soch samajh Kar trading Karen loss ki wajah jaldbazi aur lalach hai jaldbazi aur lalach ki wajah se Ham apne account ko loss kar dete Hain is iliye aisa nahin karna chahie aur sab se bari wajah new members ke pass trading ka experience aur knowledge na hona bagair experience aur knowledge ki trading karenge to sirf loss hoga bahut se members aise hote Hain Jo tension ya pareshani mein trading karte Hain jisse unhen loss hota hai yah zyada lot size trade open karte Hain isiliye Forex trading mein agar unlimited earning karni hai to sabse pahle trading ka experience or knowledge hasil Karen market ki movement ko samjhaie candles ki pahchan sikhen market ko analysis karna sikhen demo per practice Karen jitni practice karenge utna hi aapke experience mein izafa hoga aur aap bahut jald real account ke kabil banaa sakenge aur jaldbazi aur lalach bilkul na Karen jaldbazi lalach ki wajah se na kami hoti hai agar kamyabi hasil karni hai to jaldbazi aur lalach ke bagair trading Karen Taki aap Forex mein bahut Acha profit hasil kar sake aur unlimited earning kar sake isiliye money management ke sath trading Karen money management ka use lazmi Karen money management ke sath trading karenge to aapka account bhi safe rahega aur aap bahut Acha profit hasil kar sakenge isiliye hamesha dilchaspi ke sath kam Karen fresh mood hokar trading Karen active mood hokar trading Karen pure responsibility ke sath pure confidence ke sath trading Karen Taki aap kamyabi hasil kar sake
                        • #57 Collapse

                          Re: forex market mai loss ke waja ?

                          Salam to all dear Forex members dear friends Pakistan Forex trading 1 online business or business mein loss or profit business ka hissa hota hai dear friends Forex trading ke business sy Ham good earning tab hi kar sakenge jab hamare pass good knowledge good experience aur good analysis skills honge without good knowledge good experience and good analysis skills hamen loss ke chances zyada hote Hain dear members aksar member trading mein loss mein jaate Hain jiski basic reason mere khyal ke mutabike lake of knowledge and experience hai
                          so dear friends hamen hamesha koshish karni chahie ki Ham trading ke bare mein apne knowledge ko improve Karen apne technical analysis skills ko strong banane ki koshish karen aur apna zyada se zyada time ko Forex trading market mein invest Karen demo account per practice Karen Taki Ham zyada se zyada loss se bach saken aur apni trading co profitable banaa saken trading mein zyada loss ki sabse basic reason knowledge experience aur analysis ki kami hai isliye hamen chahie ki Ham apni trading behtarin banane ke liye apne experience aur apne knowledge ko improve Karen aur market ka good analaysis karna learn Karen jitna achcha knowledge experience aur good analysis skills hongi utna hi Ham achcha profit Kama sakte hain aur loss se bach sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #58 Collapse

                            Re: forex market mai loss ke waja ?

                            Forex market mn loss ki bhut si wjaa hn ek ya k ham news ni sonty aur forex mn achi postin ni krty aur ohr ham umeed krty hn ek achy bonus ki achy profit ki is jlia humen market ka vezat krna chahea tak k ham kuch sekhin aur ach knowledge hasl kr skin is lia zarori hy ham acha experienc sahre kren

                            Forex market mn loos ki wja ya bi hy timw ni dety forex ko aur jab treding krty hn to nagatave thinking mn rhta hn humen treading k duran postive thing mn rhna chahea ta k ham achi treding kr pin

                            Forex market mn loos ki wja ya bi hy ham achi qualaity kk post ni krty jab ham acha knowledge Ur experience share krengy to humen acha bonus milyy ga acur ham treding kr oingy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X