Trading news hamari help Karthi hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading news hamari help Karthi hai.
    Asslam o alikum my dear forex forum member trading news hamari help Karthi Hain or agr ham news ko regular watch Kary to is SC hamy kafi faida hasal hota hai or hamara confidence be bartha hai or hamara profit be gain hota hai is lay hamy chat ka Ham latest news ko part or in SC faida othay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading news hamari help Karthi hai.

    aoa dear friends. forex trading ek asi market hai jo contineously change hoti rehty hia is me hamain trends ko proper follow krna parta hai aur trends ko follow ham new sy bhe kr sakty hian. so hamary kamyabi k chances un news p bhe denpend krty hian agr hamain new time p mil jati hia to ham trade kr k acha profit kama sakty hian. but hamain fake new sy aware rehna parta hia. so dear friends ham fake new sy aware ksy reh sakty hian. jo new previous trands ko follow kr rai hia us k sahi hony k chances ziada hoty hian aur jo new previous trends ko follow ni kr rai us k fake hony k bhe chances ziada hoty hian.
    so dear members hamain acha profit kamany k liye new p bhe proper nazar rakhni cheye
     
    • #3 Collapse

      Re: Trading news hamari help Karthi hai.

      G han dear trend news kafi kam daitye hai ager hum kam kartye hain trading kartye hain tu humara kam hai kay hum es mai apna mam mahnet kay sath karain aur kosesh karain kay ap market kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap ka zayda faida ho jata hai kiyu kay trend news tu atye he rhatye hai tu ap nay ager trend news ko follow kar kay us pay kam kiya tu yaqewn manye kay ap kisi had tak es mai kamyab zaroor ho jatye hain ap ka kam hai kay ap hamesha apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap hamesha trend follow karna na bhoolain kiyu kay trend kay hisab say kiya gaya kam he aisa kam hai jo ap ko kamyabi daita hai tu acha kam ap mahnet kay sath aur ap ka kam hai kay ap hamesha market mai achye anylsis kar kay market kay trend ko follow kar kay he trade open kiya karain ap es tarha ka kam kartye hain tu ap kafi had tak kamyab ho jatye hain aur ap ka kam kafi had tak acha ho jata hai tu acha kam ap nay karna hai tu hamesha ap trend kay hisab say better kam kar saktye hain tu follow karain trend news kay hisab say he acha kam ho sakta uai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Trading news hamari help Karthi hai.

        forex main humian es main tyrand news say humian es main boht fiyda hota hain our hum es main news ko read kar kay hum es ,say boht koch sekhty hain our humian es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main kam kar kay hum es main ache learning be hasl kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be hasl kar skty hain our hum es main acha experience our hum es main acha knowledge hasl kar kay hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kma skty hain our hum es main trand ho follow kar ka our es ko use kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa mnafa kma skty hain our agar hum es main kam ko lalche bn kar hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main news ko read kar kay hum boht koch sekhty hain our hum es main achay say trading kar skty hain our hum es main investment kar kay hum es main kam kar skty hian our hum es main bgir experience kay hum es main kam karain gain to humian es main boht sa nuqsan ho jay ga es ley humian es main trand news ko achay say read kar kay humain es main kam karna ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Trading news hamari help Karthi hai.

          Dear foreign exchange market main news ki bahut zada important hoti hai kyun Kay kuch news asi hoti hen Jo market par directly effective hoti hen is leay AP ko chye Kay AP is me Kam karn lekin news sy hamesha updates rahen
          News Ka Market Par impect
          Foreign exchange ki kuch news aisi hoti hain jis mein aap ko yah lazmi dekhna hota hai ky market per directly effective hoti hai aur kisi bhi pair ko directly affect karti Hain aur us ki movement speedy Ho jati hai jis se open trade mostly nuksan mein chali jaati hai is liye aap ko is mein kam karne ke liye hamesha acha kam karna hota hai mehnat se aap ko news hamesha linked hoga tab aap Forex trading mein acha kam kar payen ge Forex trading working Karne wale members hamesha is mein kam Karen lekin news sy updated rahen Large international Banks ( Mostly Stake Holders ) ki news
          Dear Forex trading mein mostly large international banks involved hote hain Jin ki wajah se market ki kafi sari economy manage ho rahi hoti hai Forex mein working karne ke liye aap ko large international banks ki ki news se lazmi update rahana chahie kyun ky aisi news mostly kafi sare currency pairs ko directly effect karti hai jis se Forex trading mein working Karne wale members ko bahut profit ho sakta hai agar wo news se properly linked rahen ge to Forex trading mein kam karne ka faida hoga
          • #6 Collapse

            Re: Trading news hamari help Karthi hai.

            g han dera forex trading main news ki boht ahmiyat hai jis ki base par hmari trading main help hoti hai or humun news ko watch kar k apni trading ko bahter kar skty hain or news ki tarding market ki wjah se up down movement bhi hoti hai es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu he ap forex mainnews ko watch karen os k bad market ko anlaysis karen ayse ap ki trading bhi achi hogi or ap apni trading main acha profit bhi laengy or loss hony k chances bhi kam se kam hongy forex main boht se news ayse hoti hain jin ki wjah se market ki movement chnage ho jati hai or market ka trend bhi chnage ho jata hai es liye aghr hum un news ko watch kar k apni trading karen tu hum achi trading kar skty hain or forex market k according apni trading bhi kar skty hain tu news ko zaror watch kiya karen yah apki trading main kafi help deti hai apko
            • #7 Collapse

              Re: Trading news hamari help Karthi hai.

              forex trading main new par achi trading ki ja skti hai q k forex main high impact ki news market par boht asar andaz hoti hai es liye aghr hmain koi news mil rhai hai tu osko watch karny k bad or market ko achi trha se anlaysis kar k apni trading krna hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main apko achi learning or achi planning k sath he kamybhi milti hai es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain achi earning krna chahty hain tu hmain news ko bhi watch krna chahye q k forex market main movement hony main news ka bhi asar parhta hai q k ayse market ki movement bhi change ho skti hai or market ka trend bhi chnage ho skta hai es liye hmaish apko soch smjh kar apni trading karni cahhye jis main ap kamyab ho skty ahin or achi earning kar skty hain forex main hmain mahnat karny se he kamybhi milti hai jub hum mahnat karty hain tab he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading news hamari help Karthi hai.

                Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                Ji haan Dosto Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston Forex trading main use per trading ki Ja sakti hai Kyon Ke 4x Mein Hai impact ki news market per bahut Asar dalte Hai isliye Agar Hamen Koi news mil rahi hai to usko watch karne ke bad aur Market ko acchi Tarah Se analyse karne ke bad apni trade karne hoge jisse aap Kamyab ho sakte hain aur acchi earning kar sakte hain Forex main aapko acchi learning Karke aur mehnat Karke acchi earning Hasil ho sakti hai isiliye Agar Ham 4x Mein Kamyab Hona Chahte Hain acchi earning karna chahte hain To Hamen news ko bhi watch kar lena chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Trading news hamari help Karthi hai.

                  G to forex members news bht zyada important Hain q Kay forex main high impect ki news market pr bht asar andaz hoti Hain forex main trends change hoti rhti Hain or trends dakh Kay hi hum market main trading lagani chahya news dakny Kay bad hum market ko achy say analysis kr sakty hain or markeet ki movement ko dakh sakty hain phr is hosab say hamen trade lagani chahya forex main humen achi learning or experience milta hay is liya agr hum is main kamyab hona chyaty Hain tu up to date rhna ho ga or markeet ko analysis kr Kay phr trade lagani ho gi 😇
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading news hamari help Karthi hai.

                    my dears friends
                    umeed ha kay app sab thk ho gay ji han forex aik lajwab business ha or ya aik international level ka business ha or jo bi friends is ko join karty ha to who sab achy earning hasil karty ha or ya sab mumkin ha ham par kyu kay agar achy learning karty ha to ham market ma bot hi profit able work kar sakty ha or sath hi acha bonus gain kar sakty ha or sath hi market ma hamary pass 3 hi option hoty ha jin ko ham chose karty ha or ya trading ,posting or investment ha or bot sary asay hi trader jo mehnat karty ha who trade par hi focus karty ha or jo bi friends apni mehnat par focus nai karty ha or sab say important in kay pass passy sab say zyida hoty ha or ya investment karty ha or sath hi hum ko market ma trade kay duran sab say achi malomat ka hona or sath hi achy learning par focus karna or indicaters par focus karna ha or sath hi main point ya ha kay ham ko market say hasil hony waly news ko follow karna ha or sath hi ya ham ko trade ma success daty ha or ya ham ko trading ka perfect time bataty ha or sath hi jis point par ham ko loss hota ha or jis par profit milta ha ham ko is say hi guide karty ha or sab say ahm bat ya ha kay app jab bi forex ma new ha to kamyabi kay lyia app market ma sab say zyida news par hi focus kary or apni trade ko mazeed batr kary
                    with best wieshes
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading news hamari help Karthi hai.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Malik Bilal پيغام ديکھيے
                      Asslam o alikum my dear forex forum member trading news hamari help Karthi Hain or agr ham news ko regular watch Kary to is SC hamy kafi faida hasal hota hai or hamara confidence be bartha hai or hamara profit be gain hota hai is lay hamy chat ka Ham latest news ko part or in SC faida othay.
                      Walekum assalam yes dear aapane bahut hi acchi information Ham Sab members ke sath share ki hai hi market Mein jitni bhi news a Rahi hoti hain vah Hamari trading per bahut jyada effect kar rahi hoti hain isliye Ham to chahie ki Ham daily basis per is Baat Ka Khyal Rakha Karen ke market mein agar koi news a rahi hai to Uske Hawale se be careful Raha Karen aur use specific currency pair ya FIR use specific commodity Jiski Koi news expected Ho use per trading karne se avoid Kiya Karen ya Agar aapko idea hai ki news aapki favour Mein a sakti hai to aap usmein trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain. Market me jo news Aati Hai unke impact different types ke ho sakte hain Jo Main aapko briefly batana chahta hun.

                      High-impact News:
                      Market me kuch news Aisi Hoti Hai jinko Ham bhai impact news ka naam Dete Hain in news ke bad market Mein price fluctuation bahut jyada ho Jaati Hai Jiski vajah se Inko high impact news Kaha jata hai Jab yah Kisi currency pair ya FIR commodities ke Hawale se news Aati Hai To Uske bad uski movement bahut hi fast Ho Jaati Hai aur kuchh hi time ke bad uski movement bahut Upar ya niche Ho Jaati Hai Aur ismein Agar aapki trade news ke against Ho Jaati Hai to Aapka account bhi e wash ho sakta hai.

                      Low-impact news:
                      Kuchh news Aisi Hoti Hai Jinke a khane ke bad market per Itna Jyada Asar Nahin Hota Aisi news ko low-impact news ka naam Diya Jata Hai Kyunki Jab Is Tarah Ki news Aati Hai To Uske bad market Mein movement na hone ke barabar hoti hai.

                      Medium-impact news:
                      Medium impact news Aisi Hoti Hai Jinka market per effect high Impact news se kam hota hai aur low-impact news Se Jyada hota hai ismein price ki movement aur fluctuation bahut jyada Bhi Nahin Hoti aur bahut kam Bhi Nahin Hoti medium volatility Mein hoti hai.

                      Some time ek hi time per different news a Jaati Hain usmein yah hota hai ki agar 3 news ek hi time mein a Jaati Hai To Agar usmein do news medium impact wali hoti hai aur ek news high impact ya FIR low impact wali Hoti Hai To is condition Mein market ki movement per bahut jyada effect dekhne Ko Nahin Milta.

                      Judgment of news:
                      Dear aapke analysis Is Tarah Ke hone chahie ki aap to yah judgement ho sake Ke Jo market mein kisi specific currency pairs ya FIR Kisi specific commodity ke bare mein jo news a rahi hai wo high impact hai ya FIR low-impact Hai Kyunki aapke Agar yah analysis strong hote hain aur sahi sabit ho Jaate Hain To usse aap bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading news hamari help Karthi hai.

                        aoa dear members . forex me news bht importance rekhti hian because yeh hamary liye merkt ko predict krny me asani paisa krti hian, isly elewa ham phly sy khud ko situation k liye tayar bhe kr lety hian aur agr ham ny investement ni ki to ya to agr market neechy ja rai hia to ham bary loss sy back sakty hian ya agr market oper ja rai hia to ham acha profit bana sakty hian . achy wqt p trading kr k
                        news bhe different types ki hoti hia.
                        1- high impact news
                        2- low impact news.
                        3-medium impact news.
                        4-judgment impact news.
                        5- fake news
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading news hamari help Karthi hai.

                          G han daily base par financial news hamari trading me bahot help karti hey kesi be financial business me trading kinu na ki jaye har economic aur financial news hamari trading me help kar sakti hay, daily bahot si news release hoti hay magar traders har news ko follow be nahi kar sakty hey na es key base par trading kar sakty hey magar koch news bahot important aur big be hoti hay jes ko follow karny se traders ko bahot profit ho sakta hay, economic se related jetni be news hoti hey es ka relation Forex market key sath be hota hay aur market par effect karny ki waja se hamy ye news bahot hi zeyada kamyabi de sakti hay, traders me news ko samjny me jetni zeyada ability majood ho gi traders etny hi kamyab samjy jaty hey, agar traders ko trading karny ka experience ho aur knowledge be trader ne mehnat se bahot acha hasil kia ho to es ka es time tak koi faida nahi hota na hi acha result traders ko mil sakta hay jab tak traders news ko samjty na ho ya news ko follow karny ki ability trader me majood nahi ho gi, Forex business me expert traders news ko samjny ki waja se hi successful trader samjy jaty hey, agar esy traders me news ko samjny ki quality majood na hoti to ye traders expert hony key bawajood be luck key base par hi trading karty agar learning start ki jati hay to news ko understand karny ki be learning zaror karni chaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading news hamari help Karthi hai.

                            Dear forex member Forex exchange market may haumay Kam karnay Kaye liye market ki movement kay hisaab say haumay news ko bohat zayada importance dayna chahiye.jab haum trading kartay hoye trade open kartay hay to haumay international market ki news ka knowledge hona chahiye.
                            NEWS KI IMPORTANCE:.
                            Forex trading may news ki bohut zayada importance hoti hay. Trading market different times May different news effect ksrti hay. ISS liye traders ko news par focus rakhna chahiye. Kyun Kay sirf haum market say related news par focus kartay hoye bohat achi aur effective trading kar saktay hay. Haumy kamyab trading karney Kay liye hameshs informative news pay focus kartay hoye Kam karna parta hay.jab traders market ki movement aur trends and news pay focus kartay hoye trading kartay hay to unkay liye appni trade ko open kartay hoye aur lot size ki selection kartay hoye bohut zayada asaani peada hoti hay.
                            TRADERS USING FUNDAMENTAL ANALYSIS:
                            Jab traders trading kartay hoye market ki movement aur news ko analysis kartay hay to unko trading may zyada kamyaabi hasal hoti hay. Expert traders hamesha fundamental analysis Kay liye bhi news ko hi dekh rhay hotay hay.
                            TYPES OF NEWS:
                            Forex market ki news different kism ki hoti hay. Major currency ki news aur commudities ki news bohat zayada value rakhti hay. Major currency jesa Kay US Dollars aur GBP aur EURO May say kisi ake ki bhi news aye tou Sari market may currency pair may movement hoti hay. Isi tarah commodity may Gold aur Crude oil say related news bhi Sari market ko shuffle Kar dayti hay.
                            NEWS KAY DIRECT EFFECTS:
                            Forex trading may news Kay directly effect trading pay hotay hay.jab kabhi international politics aur big political events ya humen related issue ya kisi bhi kisam Kay international conflicts ki news bhi directly investers ko bold steps laynay say rok dayti hay jiss ki waja say market may kisi ake trend ki big movement ka reason ban jaati hay.
                            Forex trading market may in sab batoo ka khyal rakhna parta hay aur yeah sab points fundamental analysis may Kam atay hain.achi aur profitable trading Kay liye news ko monitor kartay rehna chahiye aur unkay mutabiq trading ki planning karna kisi bhi traders ki kamyab honay may help karta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading news hamari help Karthi hai.

                              Forex market Mein jitne bhi news aur hi hoti hai un per aap ko kam karne ke liye news ke Data ke bare mein pata hona chahie kyunki jo bhi data release hone wala hota hai uske hisab se market mat karti hai jo trader is market main use ke time per kam karte hain unki news trading strategy honi chahie agar aap is market main use ko dekhte hue trade open karte hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai is market Mein trade karne ke liye aapko could decide karna hota hai is market Mein aapane kaise kam karna hai jo trader is market mein main kam karti hui trading strategy banate hain to news ke time per market ki Mohammed kafi jyada ho rahi hoti hai isliye aapko ki depending Ada use Karne padte hain agar market main use Anya se kuchh time pahle aap panakkad place kar dete hain to market aapka panakkad uthakar aap ko kafi jyada profit de jaati hai news ke time par agar market aapki favour Mein a jaati hai to thodi si der Mein aapka target ho jata hai is market main use per trade karna kafi jyada risky hota hai isliye apni trade ke sath Star plus use Kiya Karen jo bhi badi news hoti hai use per kam karne se aapko kya abhi jyada fayda ho sakta hai magar uske liye experience ka hona bahut hi jaruri hai jo trader experience ke bagair is market mein news trading kar raha hai usko nuksan ho sakta hai main aapko check AAP news ke related jitni jyada information ho sake usko study Karen Taki aap ismein acche decision Lele aur aapko apni trade per profit mil jaaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X