Trading news hamari help Karthi hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading news hamari help Karthi hai.

    G bilkul sahi hai Forex trading mein news hamari trading karte hue bahut hi zyada help karti hai jab Ham fundamental analysis and technical analysis ki basis per trading karte hain aur candle karke trading karte hain to sometime hamare analysis hamare against chale jaate Hain jiska basic reason bhi hota hai ki news fact ki wajah se hamare analysis hamare against chale jaate Hain jiski wajah se main loss ho jata hai agar Ham loss se bachana chahte hain acha profit hasil karna chahte hain to hamen sabse pahle apne analysis ko strong karna hoga jab tak Ham apne analysis ko strong nahin kar lete market main market ki movement ko samajh nahin lete tab tak Ham acha profit bhi hasil nahin kar sakte news hamari bahut hi zyada help karti news ko read karke Ham achi inter point ke sath trade Le sakte hain aur achcha profit bhi hasil kar sakte hain hamen kabhi bhi without experience khud se trading nahin karne chahie agar ham trading kar rahe hain to hamen sabse pahle market ko acche se analysis karna hoga candle ko read karna hoga news ko read karna hoga kyunki jab ham news ko read karte hain tab hi ham Forex mein kamyab hote hain analyses hamare against ja sakte hain lekin news effect kabhi bhi hamare against nahin ja sakti isliye hamesha news ko follow karte hue aur analysis aur candle ko follow karte hue trading open karne chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading news hamari help Karthi hai.

      Bilkul ji trading news se hamen bada fayda milta hai iski vajah se ham maloomat kar sakte hain market ki future movement ka lekin bass duffer fake movement bhi chal rahi hoti hain yani fake news ke tahat to hamen shop percent newspaper trading Nahin Karni chahie bal ke real TV dekhni chahie tab jakar hamen sahi fayda ho sakta hai news ki maut live kis mein hai usmein hi impact news jyada surrenders hoti hain aur news ki muthalif timing hoti hai vah apne timing per release hoti hain kuchh news time ke bagair Bhi release ho sakti hain uska BF khyal rakhna chahie uski vajah se bhi achanak market mein badi moment ho sakti hai dehat ki news ko Karni chahie.
      • #33 Collapse

        Re: Trading news hamari help Karthi hai.

        Achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex mein main koshish karna chahie k forex mein ham achi trading karen jisse forex main hum achi trading kar sakte hain forex mein hamen achi earning our achi kamyabi hasil karne k liye aur forex trading mein achi trading ke liye hamen market ka fundamental aur technical analysis karna chahie forex main achi trading ke liye market ka fundamental and technical analysis hamare liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein ache work our achi trading ke liye aur market ke ache analysis k liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko jitna ho sake increase karna chahie kyunki forex mein jitna acha hamara experience our knowledge hoga forex main hum utna acha work our achi trading kar sakte hain our utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ache work our achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaroori hai isliye forex mein work our trading hamen ache confidence ke sath karni chahie aur forex mein trading hamen us waqt karni chahie jab market ki taraf se ache aur strong signals hasil ho rahe ho aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain our forex mein hamen koshish karna chahie k forex mein ham trading sabar ke sath karen aur forex main ache work our achi trading ke liye discipline bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading discipline ke sath karni chahie aur forex mein hamen work our trading rules ke mutabik start karna chahie forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye rules ko follow karna hamare liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain.
        • #34 Collapse

          Re: Trading news hamari help Karthi hai.

          forex trading ek asi market hai jo contineously change hoti rehty hia is me hamain trends ko proper follow krna parta hai aur trends ko follow ham new sy bhe kr sakty hian. so hamary kamyabi k chances un news p bhe denpend krty hian agr hamain new time p mil jati hia to ham trade kr k acha profit kama sakty hian. but hamain fake new sy aware rehna parta hia. so dear friends ham fake new sy aware ksy reh sakty hian. jo new previous trands ko follow kr rai hia us k sahi hony k chances ziada hoty hian aur jo new previous trends ko follow ni kr rai us k fake hony k bhe chances ziada hoty hia forex main kamyab hona chahty hain achi earning krna chahty hain tu hmain news ko bhi watch krna chahye q k forex market main movement hony main news ka bhi asar parhta hai q k ayse market ki movement bhi change ho skti hai or market ka trend bhi chnage ho skta hai es liye hmaish apko soch smjh kar apni trading karni cahhye jis main ap kamyab ho skty ahin or achi earning kar skty hain forex main hmain mahnat karny se he kamybhi milti hai jub hum mahnat karty hain bahot shukriya.
          • #35 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Malik Bilal پيغام ديکھيے
            Asslam o alikum my dear forex forum member trading news hamari help Karthi Hain or agr ham news ko regular watch Kary to is SC hamy kafi faida hasal hota hai or hamara confidence be bartha hai or hamara profit be gain hota hai is lay hamy chat ka Ham latest news ko part or in SC faida othay.
            Forex trading main jab tak ap analysis nahi karty hain tu ap ko nahi pata chalta hai kay market ka trend kiya hoga or market kaisy behav kary gi. esleye koshish karain kay jab be ap trade open karain us kadar ap apni trading karain us mai ap ko pata chalta hai kay analysis mai ap ko trend line ka pata chalta hai jis sy ap asani sy apni trade main entry point, stop loss, take profit, trend line etc sub ap ko technical analysis sy mil jati hai. jab tak ap ko yeh ata rahy ga ap achi trading kar sakty hain.
            • #36 Collapse

              Forex me news ka bohut importance hn es ki madad se trader acha munafa gain karte hn lekin es ka effect bohut bada hota hn ager trader ku news ki help se munafa hota hn tu es se trader ku bada nuksan bi hu sakta hn jis ki wajah se trader ka account wash hu sakta hn es liye traders ku agr tu news pr trade karni hn tu es liye trader ku market ka trend ke bare me bi khuch na khuch tu pata hona zaruri hn jis se ye andaza hu jata h ka market zyada kis taraf ja sakiti hn, es se hum market ke zyada chance jan sakte hn ke kis taraf jane ki zyada chance hn aur hum news ke effect ke duran achi trade le sakte hn aur acha munafa bi gain kar sakte hn tijarat me nuksan tu bohut jaldi hota hn magr es me profit banana bohut mushkil hota hn es liye hume complete learning ke sath market me entry leni chaye aur time ane pr es trade ku close bi kr dena chye, wu es liye kyu ke news ke duran market bohut zyada risky hoti hn aur zyada effect hone ki wajah se kisi bi waqt apna trend chnage kar sakti hn jis ki wajah se trader ku acha khasa nuksan h sakta hn. Forex me news kwe waqt trade open karne ka best time yahi hn ke hume news anae ke khuch dar bad market me entery leni chahie ta ke tab tak hum market ka confirm trend jan sake aur trade open kar ke acha munafa bana sake, waise zyada tu yahi hn ke forex me news ke waqt trade ni karni chahie kyu ke es waqt market bohut risk per hoti hn. Trend Of Market During News : Forex news per tijarat kerna bohut dangerous hota hai, ku ke jab bhi market ma news ati hai es waqt market apna trend change ker leti hai trader ko es waqt trade open nahi kerni chye yah es se phle hi close ker deni chye, tijarat ma sab se zyada dangerous time forex news ka time hota hai, es waqt kuch trader ke account double or kuch ke wash hu jate han ju log news per trading kerte han. News ke waqt technical analyse work nahi kerti.Avoid These Currency Pair During News : Forex trading me jab news ati ha tu market me bohut hi zyada tez market dekhne ku milti ha, waise small currecy pair market me khuch zyada tezz ni hoti, lekin jab currecy pair ki nees hoti ha, tu market us waqt bohut hi zyada tezz hoti ha, aur hume bilkul news ane pr trade kabhi bi trade open ni karni chye, kyu ke news ke waqt koi analyse work ni karti sirf news ka effect hota ha market pr, aur hume thora wait karna chahie, aur jab market apna aik trend bana le tu hume entry leni chye, aur trade open karni chahie, aur big currency pair news ane pr market bohut zyada tez hoti ha, and gold metal tu already aik bhut fast pair ha, jis pr news ane pr market itni zyada tez hoti ha ke es pr trade open karni mushkil hu jati ha,es liye hume gold pr news ke waqt na tu sell limit,buy limit, sell stop,buy stop kabhi bi use ni karna chahie, balke es me bi intazar karna chahie, ta ke market aik trend bana , aur gold aik risky pair ha jis pr trader bohut kam trade karte hai, es me agr kuch sath de tu bohut hi zyada munafa bi hota ha, agr hum unlucky hu tu hume bohut nuksan hu skta ha, hume forex market me kabhi bi risk ni lena chahie, aur forex trading phle hi aik risky bussiness ha, jis me profit bi bohut ha aur loss bi bohut ha, agr news pr trade karni ha tu es ke bare me learning zaruri ha.I think jaha tak mera trading me aik experience ha tu hume kabhi bi news pr trade open ni karni chahie, balke hume aik confirm trend ka wit karna chahie..
               
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                Forex me news ka bohut importance hn es ki madad se trader acha munafa gain karte hn lekin es ka effect bohut bada hota hn ager trader ku news ki help se munafa hota hn tu es se trader ku bada nuksan bi hu sakta hn jis ki wajah se trader ka account wash hu sakta hn es liye traders ku agr tu news pr trade karni hn tu es liye trader ku market ka trend ke bare me bi khuch na khuch tu pata hona zaruri hn jis se ye andaza hu jata h ka market zyada kis taraf ja sakiti hn, es se hum market ke zyada chance jan sakte hn ke kis taraf jane ki zyada chance hn aur hum news ke effect ke duran achi trade le sakte hn aur acha munafa bi gain kar sakte hn tijarat me nuksan tu bohut jaldi hota hn magr es me profit banana bohut mushkil hota hn es liye hume complete learning ke sath market me entry leni chaye aur time ane pr es trade ku close bi kr dena chye, wu es liye kyu ke news ke duran market bohut zyada risky hoti hn aur zyada effect hone ki wajah se kisi bi waqt apna trend chnage kar sakti hn jis ki wajah se trader ku acha khasa nuksan h sakta hn. Forex me news kwe waqt trade open karne ka best time yahi hn ke hume news anae ke khuch dar bad market me entery leni chahie ta ke tab tak hum market ka confirm trend jan sake aur trade open kar ke acha munafa bana sake, waise zyada tu yahi hn ke forex me news ke waqt trade ni karni chahie kyu ke es waqt market bohut risk per hoti hn. Trend Of Market During News : Forex news per tijarat kerna bohut dangerous hota hai, ku ke jab bhi market ma news ati hai es waqt market apna trend change ker leti hai trader ko es waqt trade open nahi kerni chye yah es se phle hi close ker deni chye, tijarat ma sab se zyada dangerous time forex news ka time hota hai, es waqt kuch trader ke account double or kuch ke wash hu jate han ju log news per trading kerte han. News ke waqt technical analyse work nahi kerti. Avoid These Currency Pair During News : Forex trading me jab news ati ha tu market me bohut hi zyada tez market dekhne ku milti ha, waise small currecy pair market me khuch zyada tezz ni hoti, lekin jab currecy pair ki nees hoti ha, tu market us waqt bohut hi zyada tezz hoti ha, aur hume bilkul news ane pr trade kabhi bi trade open ni karni chye, kyu ke news ke waqt koi analyse work ni karti sirf news ka effect hota ha market pr, aur hume thora wait karna chahie, aur jab market apna aik trend bana le tu hume entry leni chye, aur trade open karni chahie, aur big currency pair news ane pr market bohut zyada tez hoti ha, and gold metal tu already aik bhut fast pair ha, jis pr news ane pr market itni zyada tez hoti ha ke es pr trade open karni mushkil hu jati ha,es liye hume gold pr news ke waqt na tu sell limit,buy limit, sell stop,buy stop kabhi bi use ni karna chahie, balke es me bi intazar karna chahie, ta ke market aik trend bana , aur gold aik risky pair ha jis pr trader bohut kam trade karte hai, es me agr kuch sath de tu bohut hi zyada munafa bi hota ha, agr hum unlucky hu tu hume bohut nuksan hu skta ha, hume forex market me kabhi bi risk ni lena chahie, aur forex trading phle hi aik risky bussiness ha, jis me profit bi bohut ha aur loss bi bohut ha, agr news pr trade karni ha tu es ke bare me learning zaruri ha.I think jaha tak mera trading me aik experience ha tu hume kabhi bi news pr trade open ni karni chahie, balke hume aik confirm trend ka wit karna chahie. .
                 

                اب آن لائن

                Working...
                X