Take profit set krna......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit set krna......
    dear forex members forex trdaing main aghr ap apni trade main take profit set krna hota hai tu aghr apki trade sell main hai tu apko apna take profit kisi support level par set krna hoga q k aghr pahly support ko market ko break karti hai tu osk bad 70 percent chance hota hai k wo agli support tab bhi jay ga tu yah bat hum mind main rakh kar apni trade main take profit set kar skty hain jin ko hum T.p bhi kahty hain.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take profit set krna......

    forex trading aik best online trading ka business hai jis main ap trading kar k achi earning kar skty hain es liye aghr ap chahty hain k ap forex main acha profit hasil karen tu apko forex ki learning or knowledge ko gain krna hoga jis ki base par ap jub trading karengy tu ap achi trading kar skaengy or acha profit lay skty hain forex main apko apna take profit jis ko ap t.p bhi kahty hain osko set karty kbhi bhi bari t,p set nahi karni cahhye q k jub ap bari t,p zyda pip par t,p set kar dety hain tu apko otna profit margin nahi milta es liye apna t.p set karty kbhi bhi lalach nahi krna chahye or take profit set karty aghr ap ki buy ki trade hai tu apko apny pahly he resistance level par apna t.p set kar dena chahye q k jub ap apni trading ko boht bari t.p k sath set kar dengy tu market apna trend chnage kar skta hai jis se apko loss ho skta hai es liye aghr ap chahty hain k ap forex main achi trading karen or acha profit lay tu apko apny take profit main profit ka target kam rkhna hoga jis ko ap asani se pora kar k market se nikal jaen
    • #3 Collapse

      Re: Take profit set krna......

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
      dear forex members forex trdaing main aghr ap apni trade main take profit set krna hota hai tu aghr apki trade sell main hai tu apko apna take profit kisi support level par set krna hoga q k aghr pahly support ko market ko break karti hai tu osk bad 70 percent chance hota hai k wo agli support tab bhi jay ga tu yah bat hum mind main rakh kar apni trade main take profit set kar skty hain jin ko hum T.p bhi kahty hain.....
      Take profit:
      Dear take profit set karna Ek bahut hi important facility hai jo instaforex ki taraf se Humko provide ki jaati hai aur ham hi facility use Waqt per wale sakte hain Jab Ham market ko regularly visit nahin kar sakte aur ek dafa apni trade Lagane ke bad usmein Ham Ek profit Laga Dete Hain aur Jaise hi market use point ko hit Karti Hai To Hamari trade automatically close Ho Jaati Hai Isko take profit limit Kaha jata hai.


      How to set Take Profit:
      Jab Ham take profit limit set karte hain to hamare mind Mein yah question aata hai ki Humko take profit kaun si jagah per Lagana chahie to iske liye Hamara market mein experience Hona bahut jyada jaruri hai Jiski basis per Ham yah dekh sakte hain ki market ki next movement is Jagah Tak Ja sakti hai aur use Jagah ko Apne mind Mein Ham Rakh Kar Dekh profit limit set Karte Hain Kyunki Jab market ki movement hoti hai aur vah apni support and resistance level ko Breakout Karti Hai To Uske bad Market 1 specific point Tak Chali Jati Hai Jisko touch karna market ke liye Jaruri hota hai aur yah sari chijen Humko Apne market mein experience ke sath gen hoti hai aur use point per Ham Apna take profit set kar lete hain. Kuch important letters Hote Hain Jo Humko take profit set karne ke liye bahut jyada madad karte hain UN mein se kuch important factor main aapko indicate kar deta hun.


      Candlestick:
      Market Mein banne wali candlestick Humko properly indicate kar deti Hain Ki market ki next movement Kitni ho sakti hai aur kaun si Taraf ho sakti hai agar Ham properly Ankola to Karke Apna take profit limit set Karte Hain To Hamara take profit limit lazmi hit ho jata hai.

      Small pip TP:
      Jab Ham take profit set karte hain aur Agar usmein Ham Thodi Si pip pr take profit limit apply kar dete Hain To Hamara take profit aasani ke sath aur jaldi hit ho jata hai aur isase Hamara account bhi secure rahata hai isliye Jab Ham take profit apply kar rahe Hote Hain To Humko chahie ki Ham uska target bahut jyada na rakhen.

      Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	31
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12329257


      Analysis:
      Jab Kisi specific commodity ya currency bear ke bare mein Kuchh news expected hoti hai aur use news ke bad market ke moment bahut jyada fast hone ke chance Hote Hain To Aisi situation mein bhi Ham dekh profit ki limit Kafi Jyada Rakh sakte hain aur Hamari take profit limit Puri Ho Jaaye to Humko bahut jyada fayda Hota Hai Aur Is Tarah Ki news Hain ko fundamentals analysis se milati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Take profit set krna......

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
        dear forex members forex trdaing main aghr ap apni trade main take profit set krna hota hai tu aghr apki trade sell main hai tu apko apna take profit kisi support level par set krna hoga q k aghr pahly support ko market ko break karti hai tu osk bad 70 percent chance hota hai k wo agli support tab bhi jay ga tu yah bat hum mind main rakh kar apni trade main take profit set kar skty hain jin ko hum T.p bhi kahty hain.....
        Take profit Forex trading mai aik aisa option ya tool hai jiss ki madad say traders apnay profits ko control kertay hain. Forex trading mai MT4 trading terminal pay traders ko bohat say aisay tools available hotay hain jinn ki madad say unhain bohat asaaniaa mill jaati hai. Take profit bhi aik aisa he tool hai. Take profit ka use sub say ziada faidamand uss waqt hota hai jab traders apni trade open ker kay usay watch kernay ki position mai nahi hotay hain aur unhain koi aur masrufiat hoti hai laikin market ki movement ki wajah say trade bhi laazmi open kerna chahtay hain. Take profit aik aisi price hoti hai jo expected price kahi jaa sakti hai jiss pay trader ko profit ka confirm chance hota hai.

        Take profit ki setting aik technical kaam hai jiss kay liye traders ko pehlay kuch waqt market ki movement ko observe kerna hota hai aur bigger time frames mai trends ko daikhna hota hai takay unhain sahi tarah andaza ho sakey kay take profit kay liye kaha takk price select kerna profitable ho sakta hai. Sell ki trade ho ya buy ki trade ho dono he sooratoo mai traders ko chaiye kay support aur resistance levels ko mark ker kay he apna take profit rakha karain. Take profit aisa hona chaiye jo hit honay ki soorat mai bhi acha profit he close ho sakey. Kiyu kay take profit ka faida bhi tab he hai kay woh achay level pay hit ho sakey. Agar take profit selected ho aur trade usay touch bhi na ker rahi ho tou traders kay liye bohat frustration bann jaati hai.

        Take profit currency pairs kay liye aur commodities kay liye iss tareekay say set kerna chaiye kay currency pairs mai ziada pips ho aur commodity mai average safe pips he rakhnay chaiye
         
        • #5 Collapse

          Re: Take profit set krna......

          G han dear kamyabi kaliye zaroori hai kay ap mahnet kay sath kam karain ye tu phala kam hai per ap ka kam hai kay ap har aik trade mai take profit aur stop lose ka istmal lazmi kiya karain kiyu kay ap ka acha kam tu esi mai hota hai kay ap es mai har aik tool ka istamal kar kay kam karain ager ap es tarha es mai kam kartye hain tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye han tu apna kam hamesha acha karain per ap ka kam hai kay ap toools kay hisab say zayda better kam kar saktye hain kiyu kay aik bar ap nay trade open kar diya hai tu dubara ap us mai kabhi bar bar nhi daikhain gaye kay kiya bana hai ap kay tool ka kiyu kay tool ka istamal ap ko kafi had tak fit ata hai air ap ko kafi had tak kamyab bhi karta hai tu apna kam mahnet kay sath karain per ap ka kam hai kay ap take profit aur stop lose ka istamal lazmi kiya karain es kay istamal say ap ko trade mai fiker nhi hoti hai matlab kay ap ka profit set hai auto psy he ap ko mil jata hai aur ap kay account mai jama ho jata hai ap ko kam nhi karna parta hai bus ap ka kam hao kay ap jub bhi trade open kartye hain tu sath mai he ap take profit aur stop lose laga laitye haim jis kay bad ap es mai kamyab ho saktye hain tu acha kam he kamyabi daita hai jub kay tools ka istamal tu lazmi bat hai ap ka faida he karye ga na tu ap ka kam hai kay mahnet kay sath acha kam karain aur ap es mai kamyab ho jain acha kam kamyabi ki zamnat hai na
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Take profit set krna......

            G Bilkul apne bohot hi darust bat ki hey aur jab bhi hum forex mein work kar rahey hotey hein to hamen is bat ka bohot hi ziada khayal karna hota hey keh hum apna jo take profit hey usko hum lazmi set karen kioun keh forex market ki movement ka kuch pata nahin chalta hey aap profit mein ho kar aur phir achanak aap aik barey loss mein bhi ja saktey hein is trha se jab hum apna take profit set kar lete hein to phir hum bohot hi achey tarike ke sath us mein work kartey hein aur jab bhi hum market se out hotey hein to market hamarey us point ko touch karke hamara jo profit hota hey usko side par kar deti hey aur hum totally apna profit book karke safe ho jatey hein aur yeh bohot hi acha benefits he forex market mein jo hum asani se hasil kar saktey hein.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Take profit set krna......

              my dear friend forex trading main take profit aik aysa option hai jis k bagair hum apni trading ko complete nahi kar skty q k aghr ap market main profit lena chahty hain tu apko apni har trade main take profit set krna hota hai es ka matlab yah hota hai k ap apni trade main oitna profit chahty hain laken ap aghr apna take profit achi trha se set karty hain tab he ap forex main achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main aghr ap sell ki trade lgna chahty hain tu apko apni next support area ko select karty howe apna take profit set kar skty hain or aghr apki trade buy hai tu apko strong resistance ko apni take profit par set kar skty hain es liye apko apni trading main take profit ko otna set krna chahye k market k os take profit par 70 % se zyda chances hon hit karny k aghr hum bari T.P set kar dengy tu hmain wo profit otna nahi mil pata jub hum lalach karty hain lalch nahi krna q k lalach se ap kbhi bhi zyda earning nahi kar skty hain tu lalach buri bala ko apny kam se door rakhen
              • #8 Collapse

                Re: Take profit set krna......

                aoa dear members. take profit , forec treading me ek asa option hota hia jisky baghair ham apni trage kabhi ni kr sakty because isi ki buniyad par ham decide krty hian k hamain kitna profit set krna hai. jab ham apni trade me profit lena chahty hian to ham set profit ka option hota hia jis sy ham apni marzi k mutabiq profit set krty hian . yad rahy k isi p comtition hota hia, li9haza haimain profit ek range me set krna hota hai kch log lalach krty hian aur ziada profit set kr lety hian jis suy unko utna profit jni ho pata jitna k hona cheye
                • #9 Collapse

                  Re: Take profit set krna......

                  my dears friends
                  umeed ha kay app sab thk ho ga ji app ki bat thk ha forex aik lajwab business ha or sath hi log is ko join karty ha or learning par focus karty ha or achy learniing kar kay market ma trader karty ha or acha profit gain karty ha or sath hi ya sab achy learning par hi depands karta ha jo bi app ksi bi website ya ksi bi expert trader say sikhty ha to app achy trade kar kay profit hasil kar skaty ha or sath hi jo bi element jo market ma important hoty ha who achy learning ko karna analysis ko apply karna ha or sath hi indicaters ko follow karna ha or sath hi market ma trade kay duran ham ko milnay waly news ko luisen karna ha jo ham ko trade ma profit day sakty ha jab bi ham trade karty ha to ham apni trade ko open karty ha or app ki trade jo kuch hi dar ma app ko profit day sakty ha app ko zroori kam yad aa gya ha to app apna take profit ko set kary gay jis par last pont profit kay milnay ka hi ha to app ko who profit milnay kay bad app ki trade automatically band ho jay gi or app ka profit app kau account ma aa jay ga or is say app loss say bi bach jaty ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Take profit set krna......

                    Salam... Dear member forex py trading karty waqat take profit ka option humian zaror use krna chahy kun k forex international market k hisab sy up and down hoti is liy aasa ho sakta k agr ap take profit na lagaian to kuch time bad trading Change ho jay or ap ko loss hojay....
                    • #11 Collapse

                      Re: Take profit set krna......

                      Take profit Lagane Ki wajah.
                      Aapane bahut zyada yeh chij note ki Hogi Ke Jab aap Forex trading ki market ke andar Koi trade open Karte Hain use trade ke andar aap take profit ka use Nahin Karte Hain aur kisi vajah se aap ko offline Hona padta hai kis important kam ki vajah Se Tu Jab aap Wapas Aate Hain To aap dekhte hain ki market aapke haq Mein TaqreeBan 50 se 100 pip move karti hai aur uske bad again aap ke entrypoint per Wapas a Jaati Hai Ya fir entrypoint se a against chal Jaati Hai Jiski vajah se aapko loss ka Samna karna padta hai To Agar aapane take profit ka istemal Kiya Hota vah To Jab market aapke right Mein ai Thi to use Waqt vah TP hit ho jata aur aapka profit book Ho Jata Magar aapane take profit ka istemal nahin kiya Jiski vajah se aapko bahut Lamba wait karna padega ya FIR aapko loss accept karna padega

                      Take profit kahan set karna chahie.
                      Tu Jab aap koi bhi trade open karte hain to trade open karne ke bad aapko yah confusion rahti hai ki aapane take profit kis point ke upar set karna hai aur aapane use market se aur apne present trade se Kitni pip profit karna hai to use Surat main aapko market ko analysis karna hota hai again market ke support and resistance point ko find karna Hota Hai agar aap ek Bada profit Lena Chahte Hain To aapko last Bada resistance follow karna Hota Hai Agar aur thoda profit Lena Chahte Hain to market ke andar Jo movement hoti hai usmein aapko Chote Chote bahut Sare resistance mil Jaate Hain jaise ki resistance 1 resistant 2 or resistance 3 to aap apne account ke hisab Se Jis Jagah per take profit ya stop loss ko set karna Chahe aap set kar sakte hain always aapko take profit aur stop loss k lia support aur resistance ko hi follow karna hota hai aur apne account ke size ke mutabik take profit aur stop loss ka istemal Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit set krna......

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
                        dear forex members forex trdaing main aghr ap apni trade main take profit set krna hota hai tu aghr apki trade sell main hai tu apko apna take profit kisi support level par set krna hoga q k aghr pahly support ko market ko break karti hai tu osk bad 70 percent chance hota hai k wo agli support tab bhi jay ga tu yah bat hum mind main rakh kar apni trade main take profit set kar skty hain jin ko hum T.p bhi kahty hain.....
                        Take profit use karne ke liye aapko is market Mein analysis karne hote hain kyunki take profit lagane ke liye aapko Koi aisi in tree lagane hoti hai jiska target of hote select karte Hain Koi bhi trading strategy ho usmein aapko yah decide karna hota hai ki aapane apni trade ke sath kitna take profit use karna hai aur apni trades Mein Star plus kitna use karna hai jo bhi expert trader is market Mein kam kar rahe hain vah apni tamam trades ke sath take profit aur Star plus use karte hain is market mein jo trader take profit lagana chahte Hain unko yah dekhna hoga kis market Mein kaise kam karen to unko kafi jyada fayda ho sakta hai jo tradus market Mein mehnat karte hain unko kafi jyada fayda ho jata hai agar aap is market Mein x band kar rahe hain to aapko fayda tab hoga jab aap is market Mein achcha kam karte Hain agar aap is market Mein mistakes karte rahte hain to aapko kabhi bhi kam ja bhi nahin milati aapko chahie kapus market Mein soch samajh Kar kaam karte Rahe uske bad aapko is market Mein fayda hona start ho jata hai agar aap is market Mein take profit lagana chahte Hain to jaise hi aapki trade kuchh profit Mein a jaaye aap apna stop loss entry level per laga de is tarah aapki tradesafe Ho jaati hai aur aap apna take profit hit hone ka intezar aasani se kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Take profit set krna......

                          Dear forex member Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs trading ki techniques ka knowledge hona chahiye phir jab haum
                          Learning kay saath trading kartay hay to profitable trading kartay hay.haum Forex trading may terminal MT4 tarminal pay trading kertay hay jiss Kay patterns pay haumy bohaut Sari Candal Sticks aur Indicators nazar atay hay jiss ko haum apni trading may istamaal kartay hoye kamyaabi Kay sath trading kartay hay.
                          Take profit bhi ake behtareen tool hay jiss ko zayada tar traders trading kartay hoye istamaal kartay hay aur appni abilities ko improve kartay hoye trading kartay hay jab koi trader trading kartay hoye apni trade open karta hay tou usaay trading ko mukamal aagahi Kay sath watch bhi karna zarori hota hay magr traders jab trade open kernay Kay bad trade ko properly watch nai Kar saktay hay tou uss situation may traders take Profit ka istamaal kartay hoye trading kartay hay.

                          Take profit esa behtareen tool hay jiss ko zayada tar traders trading kartay hoye istamaal kartay hay aur trading may loss say bach saktay hay take profit ki techniques ake practical Kam hay jiss Kay liye traders ko pehlay market ko watch karna hota hay aur bagair time frame kay trends ko judge karna hota hay.take profit istamaal karney Kay liye haumay hamesha analaysis kartay hoye trading karni parti hay aur market ki movement ka knowledge hona lazmi hota hay phir jab haum uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay take profit ki waja say Profit hasal hota hay aur haum zayada loss say bach saktay hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Take profit set krna......

                            Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Forex aik international business hai isliye Hamen kisi bhi trade ko open karne se pahle take profit ka option zroor lena chahie yah Hamare liye faydemand Sabit hota hai agar Ham iska use karte hain to ham loss se Bach sakte hain Ham profit hasil kar sakte hain Kyunki market ki movement Kabhi up hoti hai aur Kabhi down agar humne take profit ka use Karte Hain To Ham loss se bach skte hein or profit hasil ker skte hein. Agar Ham ise avoid Karte Hain To Hamen Loss ho sakta hai isliye Hamen isko use karna chahie yah Ek bahut hi important step hota hai trading karne ka aur accha profit Hasil karne ka. Trading karne ke liye take profit set karna bahut hi jyada aham hota hai Iske bagair Ham profit Hasil nahin kar sakte take profit ka use karne se hi Ham yah Plan Karte Hain Ki Hamen Kitna profit Hasil karna hai Usi ke mutabik Ham ismein profit set Karte Hain Jo ke take profit set ho jata hai aur isase ham Jitna Humne profit set Kiya hota hai Usi ke mutabik profit Hasil kar lete hain.THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Take profit set krna......

                              trading market aik buhat hi achi place hai un sab k lye jo acha profit hasil karna chahte hai lekin achy profit hasil karne k liye hame trading platform ko ache se samjhna ho ga our is k tmam tools and indicators jo smjhna ho ga take profit trading platform ka bohat hi important order hai jis ko use kar ka ham apne profit ko save kar sakte hai

                              what is take profit :

                              dear friends take profit trading platform ka sab se zyada useful tool hai isy takreeban tamam traders hi use karte hai our is se faida hasil karte hai drasal take profit aik esa order hota hai jo k hamare profit ko save karta hai jab market hamare order k positive jati hai to hamre profit hasil hota hai lekin agar ham apna order close nahi karet our ,arket haare agaist chali jaye to na sirf hame loss hota hai balke hamare profit bhi zya ho jata hai is liye jab ham take profit use karte hai to jest hi market hamare selected profit tak jati hai order hit ho jata hai our trade close ho jati hai our ham apna profit hasil kar lete hai

                              How to set take profit :

                              dear friends take profit ko set karna bohat hi asaan hai sab se pehly hame
                              1=> sab se pehly us order par click karen jisy aap ne modify karna hai
                              2=> select Modify or Delete option
                              3=> ab apni marzi ka take profit ya stop loss level fill karen
                              4 ab aap confrm kar de or aap ko show ho jaye ga k aap ka order take profit lag gay ha
                              Ayisha Cutey's Trading Journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X