what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)
    forex market mai RSI indicator ke kaya value hain ? is ko use karna zarore hain ya nahin ? agar hum is ko ignore kar ky CCA indicator py foruce kary to kaay hamy kamaybe hasal ho jy ge ? inform me seniors
    الحمد لله رب العالمين

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

    hamy knowledge or experience hasil kar ky rsi indicator ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai monafa kama saky gy hamy market ko achy sy samj kar kam karna chah rsi indicator ke forex mai bohat valeyo hai hamy market mai kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai or market mai run kar sakty hai hamy rsi indicator ko use kar ky he kam karna chahey agar hum rsi indicator ko use nahe karna chaty to hamy cca indicator ko use kar ky kam karna chahey forex mai hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai or market mai agy bar kar pasia kama sakty hai or pasio sy apne needs ko pora kar ky apne life sy gurbat ko katam kar sakty hai forex hamare roze kamany ka aik acha or halal zareya hai hum is main aik din mai aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hai hamy is mai soch samj kar kam karna chahey yai online ke duna mai king business hai agar hum is mai bagar experience ky or tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ka samana karna pary ga is mai markey ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss ko katam karna ho ga hamy indicator ka istamal karna zarore hota hai agar hu indicator ka istamal nahe kary gy to hamy is ka negative result hasil hota hai
     
    • #3 Collapse

      Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

      my dear friend and brother forex trading main bot se indicators hoty hain jin main se kisi aik ka use kiya ja skta hai or jo hmain sahi indicator lagy osi ko he use kar skty hain aghr hum RSI indiactor ki bat karen tu yah sub se zyda use hony wala indicator hai jis main hum trade k liye market ko smjh skty hain
      1;l INDICATORS KA KAM:
      all dear members forex main indicators se hum market ki sort e hal ko smjhny k liye use karti hai jo k humain aik trha se mashwra he deta hai k market agy kiya kar skti hai or humain market ko kahan se follow kr skty hain k hmain profit mil saky jub k indicator ki kbhi kbhi pridiction galat bhi ho jati hai q k market kisi bhi time hmain dhoka de skti hai k humain loss ho skta hai tu hmain apni trade main indicator par he depend nahi krna hai hmain apny analysis bhi achi trha se use karny hongy jis se hum trade sahi lga skty hain or forex main faida otha skty hain
       
      • #4 Collapse

        Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

        forex trading main indicator ka aghr ap use krna chahty hain tu ap kar skty hain es se ap ki market ko smjhny main help milti hai market main indicator hmaisha apko mashwra dety hain jis se ap market ko smjhty hain market main aik lagging indicators bhi hoty hain jo apko market main hony wali movements k bary main bad main batay hain k market main yah ho chuka hai jis k bad hum un indicators ka use nahi kar skty hain q k un se apko kabhi bhi faida nahi milta hai aghr ap forex main indicators ka use karty hain tu apko es k sath sath apni trading strategy ka bhi use krna chahye q k ap koi bhi tradings tartgy ka use karen tu apko os k according trading karny se he faida milta hai es liye apko apni trading k liye un method ka use krna chahye jis main ap achi trading kar k acha profit lay saken forex main RSI indicator sub se zayda use hota hai jis main hmain level diye jaty hain jis main hum apni trading k liye market main over bought or over sellers ka bhi pta lga skty hain k market main kitni ratio k sath yah majood hain es se ap apni market k hisab se apni trading kar skty hain or achi earning kar skty hain
         
        • #5 Collapse

          Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

          G han dear rsi indicator aik aisa indicator hai jo kay kafi mashoor hai har aik lehaz say es mai kafi log hai jin ko es kay barye mai pta hai aur wo es mai kam kar rhain kiyu kay es ka istamal aik tu asan hai aur dusra es mai kam kar kay faida bhi ho jata hai tu ye market ka sub say best aur acha tool hai aur har koi es ka use bhi jar sakta hai aur es mai samjh bhi rakh sakta hai tu kam ager acha karna hai tu ap ka kam hao kay ap har aik tool kay barye mai seekhain per ap ka kam hai kay ap rsi kay barye mai zayda seekha karain es kay barye mai ap ko ager samjh a jatye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu sara kam he rsi ka hai ager ap nay es ki persentage sewkh li kay ye kitna high mai hota hai tu trade sell mai jata hai aur ye kitni low jatye hai tu trade high mai jata hai ager ap nay es kay barye mai seekh liya tu ap kaliye trade tu kafi asan ho jata hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hai
           
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

            RSI Indicator:

            Forex business mein RSI indicator ka bohot hi ziada istamal hota hey aur yeh taqriban jitne bhi professional traders hein woh sab isko use kartey hein aur yeh taqriban professional traders hi ziada use kartey hein yeh bohot hi ziada old indicator hey aur mein samjhta hun keh agar hum is indicator ki demo account par achi trha se practice kartey hein aur isko learn kartey hein to yeh hamari trading mein bohot hi ziada helpfull sabit hota hey aur hum is se bohot hi ziada achi earning kar saktey hein jab keh CCI indicator bhi aik acha indicator hey lekin RSI indicator sab se ziada most famous aur power full hey aur iske jo benefits hein woh CCI se ziada hein is se hum market ko ziada achey tarike ke sath predict kar saktey hein aur is mein achi earning kar saktey hein.
             
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

              aoa dear friends. jaisy k ap janty hain forex me trading krty hoey hamain market k movement ko predict krna hota hia aur ye movement ham indicators ki madad sy predict krty hian hamain phy sy shi pata lagany ki koshish krty hian market ki movement oper jany wali hai ya neechy to indicators un me sy ek tareeqa hai hai jis k zariya ham pata lagaty hian k market oper ki tarf ja rai hia ya neechy.
              sso dear friends market ki movement ko predicct krny k liye bht sy indicators hain aur har indicator ka ek different use hota hia RSI indicator bhe isi purpose k liye use hota hui , RSI indicator sab sy ziada use honey wla indicator hai because isy samjhna asan hia auer isky zariye ham market ki movement asani sy predict kr sakty hian
              • #8 Collapse

                Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
                forex market mai RSI indicator ke kaya value hain ? is ko use karna zarore hain ya nahin ? agar hum is ko ignore kar ky CCA indicator py foruce kary to kaay hamy kamaybe hasal ho jy ge ? inform me seniors
                Yah Ek bahut hi important indicator Hota Hai Jo Humko market ki different movement ke bare mein properly indicate karta rahata hai aur ham iski help Lekar Apni trading kar sakte hain aur unko profitable bana sakte hain sabse pahle main aapko Iske bare mein brickley introduction Dena chahta hun jisse aapko iski importance ko samajhne mein aasani ho jayegi.

                Abbreviations of RSI:
                Yeah abbreviations stand Karta Hai relative strength index ko. Is indicator ki importance se koi bhi Banda Inka nahin kar sakta yah Humko bahut hi acche tarike se indicate Karta Hai ismein indicate karne ka ek process hota hai jismein do different types ki situations hoti hai vah main aapke Samne briefly describe kar deta hun.

                Overbought:
                Yah Ek Aisi indication hoti hai jo aapko yah indicator Deta Hai jismein market Mein buyers bahut jyada ho Jaate Hain aur Market Apne top per kam kar rahi hoti hai jismein aap dekhte hain ki prices bahut jyada ho Jaati Hai hai Kyunki Jab Kisi chij Ko purchase Karne Wale a jyada ho Jaate Hain To Uske rates may automatically increase a Jata Hai is position ko Ham over bought situation Kahate Hain Jo Humko yah indicator batata hai ki market Mein Ab over Baat condition chal rahi hai iska Ek level hota hai jismein ya 70 ko cross Karta Hai tab yah position market Mein banti hai.

                Oversold:
                Ek Aisi situation Jisme prices bahut Lo a Jaati Hain aur usmein sellers ki tadad bahut jyada ho jaati hai aur Market Mein bhaiya bilkul bhi nahin Hote is position ko Ham oversold position Kahate Hain. Yah indicator is position ko indicate karne ke liye level 30 show kar raha Hota Hai Jab yah is level ko touch Karta Hai To iska matlab Yahi hota hai ki market Mein prices bilkul bottom level ko touch kar rahi hai aur ismein is condition per buyers ki strength bilkul na hone ke barabar hai.

                Importance of RSI Indicator:
                Dear agar aap market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko is market ki is indicator ki importance ko understand karna hoga aur time ke sath sath iski proper learning Karni Hogi aur isko apni trading per apply karna hoga.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

                  hamy understanding or experience hasil kar ky rsi indicator ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai monafa kama saky gy hamy marketplace ko achy sy samj kar kam karna chah rsi indicator ke foreign exchange mai bohat valeyo hai hamy marketplace mai kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is mai kamyab dealer ban sakty hai or marketplace mai run kar sakty hai hamy rsi indicator ko use kar ky he kam karna chahey agar hum rsi indicator ko use nahe karna chaty to hamy cca indicator ko use kar ky kam karna chahey foreign exchange mai hamy kam karny ky har aik guidelines ko pora karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai or marketplace mai agy bar kar pasia kama sakty hai or pasio sy apne needs ko pora kar ky apne existence sy gurbat ko katam kar sakty hai forex hamare roze kamany ka aik acha or halal zareya hai hum is major aik din mai aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hai hamy is mai soch samj kar kam karna chahey yai on line ke duna mai king enterprise hai agar hum is mai bagar experience ky or tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ka samana karna pary ga is mai markey ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss ko katam karna ho ga hamy indicator ka istamal karna zarore hota hai agar hu indicator ka istamal nahe kary gy to hamy is ka negative result hasil hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

                    Dear forex member Forex trading may Agar haum kamyab trading karney Kay khawahis mand hay to haumay trading Kay doraan market ki movement ka knowledge rakhnay kay liye trading tools aur trading Indicaters Kay implement Ka pata hona lazmi hota hay takay jab haum trading kartay hay to haumay market may apni trade open kernay may asani peada ho.forex trading may kamyaabi hasal thabhi hoti hay jab haum trading karney Kay liye sab trading tools ko different times may different purpose Kay liye trading kay doraan zayada easily istamaal Kar saktay hay.

                    Forex trading may terminal pay indicators mojod hotay hain magar jab haumay Indicators ki information hogi to hi haum kamyaabi Kay sath inko istamaal bhi kar saktay hay lehaza forex trading may jab app trading Indicaters ka knowledge rakhtay hoye trading kartay hoye istamaal kartay hay to appko market ki low and high movement ka pata chalta hay.

                    RSI indicators trading may bohut zayada kamyaabi Kay sath traders istamaal kartay hoye trading kartay hay aur forex trading may traders ko RSI Kay through hi haumay market ki up wards movement ka pata chalta hay aur pata chalta hay kay market may kya trends chal raha hay iss kay mutabiq trading kartay hoye haumary liye market ki movement ko analyz karna bohaut zayada asan hota hay aur haum apni abilities Kay mutabiq trading kartay hay forex trading may haum trading Indicaters ko samjh Kar Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
                      forex market mai RSI indicator ke kaya value hain ? is ko use karna zarore hain ya nahin ? agar hum is ko ignore kar ky CCA indicator py foruce kary to kaay hamy kamaybe hasal ho jy ge ? inform me seniors
                      forex market mein aap a Rahe indicator use karna chahte hain to aapko iske use ka pata hona chahie a lesser indicator 1 oscillator type indicator hai jab market range mein matka Rahi hoti hai to use time Ham a lesser indicator use karte hain is indicator ko use karne se aapko yah pata chal jata hai ki is time market oversold condition mein hai ya overbought condition mein hai agar aap is market Mein trade lagate waqt Rs indicator use karte hain to yah aapko achcha result tab deta hai jab market ranging main matka rahi ho iske alava agar market trend change karne ki state mein ho to use time bhi is indicator Mein hidden divergence ban rahi hoti hai Jin ko dekh kar aap is market Mein trade laga sakte hain is indicator per trade lagane ke liye aapko bahut mehnat karna hogi kyunki is indicator per trade karna kafi jyada aasan hai aur is indicator ko aap jis timeframe mein chahe use kar sakte hain ismein aapko achcha result Mil jata hai indicator aapko achcha result deta hai.
                      • #12 Collapse

                        RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                        Dear Members:

                        RSI Indicator:

                        Forex business mein wese to bohot sarey indicators use hotey hein but jo Most popular indicators hein un mein RSI ka bhi apna aik name hey isliye bohot sarey new members shahid is ko na jantey hon aur jo bhi traders iske barey mein acha Knowledge & Experience rakhtey hein woh apne asaan alfaaz mein "RSI" indicator ke benefits ko bayan karen aur isko kis trha se istamal mein lakar acha profit hasil kiya ja sakta hey woh bhi bayan karen:

                        Click image for larger version

Name:	Rsi.jpg
Views:	2
Size:	66.4 کلوبائٹ
ID:	12330630
                         
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                          ji han is main koi shaq nhi RSI Indicator bhot hi famouse indicator hai is main agar is indicators ka experience ho jai to ap ko bhot zyada profit ho sakti hai our ap achi earning hasil karne main kamyab ho jate hain to dosto main ap ko ye kehna chahta hun ke agar ap ke pass indicators ka experience ho to ap bhot hi achi earning karne main kamyab ho sakte hain lekin agar forex business main indicators ki baat ki jai ke kitne hain to is ka andaza lagana bhot hi mushkil ho jata hai kyun ke forex business main tools ke toor par bhot zyada indicators ka use hota hai our jitne bhi forex business main indicators hain un sab se main se pehly no par RSI indicator hai is se bhot zyada trading main help milti hai lekin is ka experience hona bhi bhot zrori hai agar pa ke pass kisi bhi indicator ka experience na ho to ap us indicator se kabhi bhi woh fiada hasil nhi kar sakte jo ke apko hasil karna chahye is lye hamesha wohi indicator use karna chahye jis ka hamain acha khasa knowledge ho our jis ka hamain experience bhi ho kyun ke agar pa us indicator par bharosa kar lete hain jis main ap ko koi experience nhi hai to wohi indicator ap ke lye loss le kar aye ga our ap ka account is tarhan baar baar wash hota rhe ga is lye hamesha us indicator par bharosa karen jis ka ap ko acha khasa experience ho

                          RSI indicator bhot hi maqboliyat hasil kar chuka hai our is ki wajha ye hai ke is ko samajhna bhot hi asan hota hai lekin ye yad rakhain ke is indicator ka use ap har candle ke sath alag tor par dekhain ge agar ap is tarhan nhi dekhian ge our tuke lagane ki koshish karen ge to ap ko bhot zyada loss dekhne ko mil sakte is ly ap ko is indicator ke levels ko har candle ke mutabiq dekhna hoga tab hi ap is se bhar pur faida hasil kar sakian ge our ap ko is ki achi earning bhi ho sake gi hamain indicators ka use karne howe bhot zyada muhtat rehna chahye warna hamain accounts wash kar lagatar samna reh sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                            Forex trading ke andar work karte hue aur RSI indicator bahut hi best indicator hai aur bahut hi Tezz indicator Hai Jab market apne trend ko change karti hai to ya indicator Hamen sabse pahle inform kar deta hai aur uske bad Ham active Ho Jaate Hain is market ke andar trade Lagane ke liye RSI indicator ko bahut jyada expert trader istemal karte hain aur is indicator ko samajhna bhi bahut hi jyada Aasan hai beginner bhi aasani ke sath Ek Din Mein samajh sakta hai aur Iske signal ko follow karke is market ke andar Ek accha profit Hasil kar sakta hai .

                            Is market ke andar Ham Rsi indicator ka istemal kar rahe ho ya FIR Ham moving average indicator ka istemal kar rahe ho Hamen chahie ki Ham is market ke andar money management ke sath work Karen aur Forex trading ke rules ko follow karte hue he is ke andar trading Karen Agar Ham ismein Forex ke rules ko follow nahin karta Uske against jakar Ham is market ke andar trade Lagate Hain To Ham is Mein jitna bhi mehnat kar le To Ham ismein kabhi bhi success Nahin ho sakte .

                            Aur is market ke andar trade karte hue Hamen loss bhi hota hai profit bhi Hota Hai Chahe Ham Kitna Achcha indicator Kyon Na istemal Karen vah indicator Hamen Kabhi Na Kabhi Dhokha De jata hai aur jab Ham usko follow karte hue is market ke andar trade Lagate Hain To Hamen loss ka Samna karna padta hai To Agar is indicator ki vajah se is market ke andar Hamen loss ho jaaye To Ham indicator ko galat nahin kah sakte indicator Hamen Sahi result provide Karte Hain Magar Kuchh indicator leading hote hain aur kuchh Lagging indicator Hote Hain Jo is market ke andar Lagging indicator hote hain vah Jyada acche Hote Hain vah Humko bahut let signal provide karte hain Jiski vajah se Ham Kuchh pip miss kar dete Hain Magar Jab Hamen ismein trade Lagate Hain To Hamari profitable trade hoti hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: RSI Indicator Bohot popular hey forex ki dunia mein iske benefits kiya hein?

                              FOREX TRADING AUR INDICATORS
                              Dear forex trading bohat behtreen worldwide business hai lekin is mein Kamyab hone KY liye humein kisi na kisi technique ki help zaroor lyni parti Hai aur in techniques ko hum indicators bhi khty hain forex trading ky andar humein bohat sare indicators ache entry ki predictions dyty hain lekin humein bohat Soch samajh kr in predictions ko follow krna hota hai kyun KY hmari aik choti sari galti bhi hmare account ko nuqsaan ki taraf ly kr ja sakti Hai aur hmara aik acha decision humein bohat ache kamyabi dy sakta Hai is liye Yahan humein indicators ko ache tarha se learn krny ki koshish Karni chahie aur hmesha usi indicator ko follow krna chaheye jis ki hmare pass proper learning proper experience mojood ho ta ky indicator ka istemal krty Howe market ko ache tarha se samajha ja sake
                              RSI INDICATOR
                              forex trading Mein aap ne bilkul theek kaha ky RSI indicator bohat popular hai is ki reason yehe Hai ky yeh humein bohat zayada ache entries provide krta Hai Jin KY according hum market Mein trade open kr KY acha profit hasil krny mein Kamyab ho sakty hain lekin dear Yeh baat apny mind Mein rakhen ky Har Koi is indicator ko is ki information ky according istemal krny ki koshish nahi krta kuch members is ki bohat Kam learning ki base par is ka istemal real market Mein krny ki koshish krty hain aisa bilkul bhi nahi krna chaheye koi bhi indicator ho humein bohat Soch samajh kr us ka istemal apni trade open krny mein krna chaheye ta ky hmara account bhi loss Mein Na Jae aur humein acha profit hasil krny ka moqa bhi mil jae
                              BENEFITS OF RSI INDICATOR
                              Dear RSI indicator ho ya ichimoku indicator ho kamyabi tabhi hasil hoti hai Jab us indicator ki proper information ka istemal krny KY saath saath Hum apni learning apny experience ka istemal krty Howe khud bhi market ka analysis krny ki koshish kren kyun KY aksar aisa hota Hai ky indicators humein galat signal provide kr dyty hain matlab yeh KY market us signal ko follow krny ki bjae kisi effect ki wajah se against direction Mein move kr jati Hai agar Hum indicator ky saath saath khud bhi market ka analysis krny ki koshish kren ge to possibility hai ky hum market ko samajh saken aur apni trade ko loss Mein Jane see bacha saken
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X