what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
    • Relative Strength Index (RSI)


    Relative Strength Index Yani ( RSI ) Aik Indicator Mai Jo Keh Trading Mai Use Kiya Jata Hai . Mostly Traders Is Indicator Ko Is Liye Use Kartey Hain Takeh Wo Market Kay Momentum Ko Measure Kar Sakein Or Bi Bhut Si Cheezoun Mai Ye Help Kartan Jesey Keh Ye Indicator ( Market Conditions Or Warning Signals For Dangerous Price Movements ) Ko Bhi Capture Karta Hai Or Traders Kay Liye Bhut Useful Hota Hai . RSI Graph Yani Indicator Mai Ye Graph 0 To 100 Tak Expressed Hota Hai Jis Mai 70 Percent Level Mai KIse Bhi Asset Ko Overbought Consider Kiya Jata Hai Or 30 % Waly Ko Oversold. RSI Indicator Ko Use Kar Kay Faida Hasil Karna Bhut Asan Hai Hum Easily Iskey Graph Ko Deakh Kar Andaza Laga Saktey Hain Keh Market Kab Or Kesy Move Karey Gi Ye Indicator Beginner Traders Kay Liye Zaida Helpful Hai Koun Keh Unhein Starting Mai Zaida Knowledge Nhi Hota Tu Wo Traders Is Ko Use Kar Kay Apni Trade Mai Profit Bana Saktey Hain.
    [ATTACH=CONFIG]21314[/ATTACH]
    Relative strength index indicator Ek bahut important aur famous indicator hai jo aapko market Mein properly working karne ke liye bahut jyada help ho sakta hai aur Market ke different levels ko properly understand karne mein aapki madad kar sakta hai dear jab aap relative strength index indicator ko properly apni trading per reply karte hain to ismein aapko maximum advantages milane ki chances ho sakte hain Jagah aap relative strength index indicator ko properly learn karna chahte hain to Iske different level se related aapko learning complete karna Hogi Kyunki Iske different levels hoti hain jinki proper learning aapke liye important hoti hai.

    Relative strength index indicator Ek Aisi indicator hai jo aapko market mein sellers aur purchaser ke pressure se related information provide kar raha hota hai agar aap market Mein sellers aur procedure ke pressure ko find out karte hain to ismein aapko market ke do different important levels over bought situations aur over sold situations se related information mil sakti hai Jiski basis pa market main perfect place se entry Le sakte hain aur bahut jyada profit Hasil kar sakte hain.

    Dear agar aap relative strength index indicator ko properly learn kar lete hain to ismein aap ko perfect analysis Karne Ko Mil sakte hain aur aap perfect place se entry Le sakte hain no doubt Jab aap ek perfect place se market Mein entry Lete Hain To usmein aap apne profit ko maximize karne ke liye bahut jyada help Hasil kar sakte hain aur aapko bahut jyada advantages mil sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki market Mein Perfect analysis ki basis per aap apni trading ko profitable banane ki koshish karen.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

      Forex main trading kay liye hamain technical analysis bhi karna hoty hain jo hamain chart kay through hony wali price movement say mukhtalif information daity hain. In information aur calculation kay liye mukhtalif kisam kay indicators ka use kia jata hay. Ye indicators leading aur lagging hoty hain laikin hamaim ye price action per he mazeed trading ka signal daity hain.

      RSI aik leading indicator hay jo kisi bhi pair aur timeframes main hamain bahut achi trading prediction daita hay. RSI ka amoomi tor per istemal trend ki reversal kay liye kia jata hay. RSI hamain bahut umdah tor per trend ki strength aur reversal ka batata hay. Jab keh aksar traders RSI ki madad say he trade main stop loss aur take profit set karty hain. Yani RSI jab 20 say below ho to traders no more selling karty hain aur jab above 70 ho to buy say baz rehty hain.

      RSI kay effective use kay liye traders isko mazees analysis kay bad muasar banaty hain. Yani jab RSI above 70 ho to is main fori trend reversal samjh kar trade nai lagaty balkeh ye daikhty hain keh iski overbought condition kitny time aur price movement say hay, yani jab tak strong reversal ka signal na mily tab tak trade main enter na hon, isi tarah oversold situations main bhi trader fori trend reversal main trade say khud ko baaz rakhty hain. Jab keh isky sath woh chart patterns ko bhi daikhty hain jab keh fundamental analysis aur news ko bhi nazar main rakhty hain ta keh correct trading order place kar sakain.
         
      • #78 Collapse

        Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
        • Relative Strength Index (RSI)


        Relative Strength Index Yani ( RSI ) Aik Indicator Mai Jo Keh Trading Mai Use Kiya Jata Hai . Mostly Traders Is Indicator Ko Is Liye Use Kartey Hain Takeh Wo Market Kay Momentum Ko Measure Kar Sakein Or Bi Bhut Si Cheezoun Mai Ye Help Kartan Jesey Keh Ye Indicator ( Market Conditions Or Warning Signals For Dangerous Price Movements ) Ko Bhi Capture Karta Hai Or Traders Kay Liye Bhut Useful Hota Hai . RSI Graph Yani Indicator Mai Ye Graph 0 To 100 Tak Expressed Hota Hai Jis Mai 70 Percent Level Mai KIse Bhi Asset Ko Overbought Consider Kiya Jata Hai Or 30 % Waly Ko Oversold. RSI Indicator Ko Use Kar Kay Faida Hasil Karna Bhut Asan Hai Hum Easily Iskey Graph Ko Deakh Kar Andaza Laga Saktey Hain Keh Market Kab Or Kesy Move Karey Gi Ye Indicator Beginner Traders Kay Liye Zaida Helpful Hai Koun Keh Unhein Starting Mai Zaida Knowledge Nhi Hota Tu Wo Traders Is Ko Use Kar Kay Apni Trade Mai Profit Bana Saktey Hain.
        [ATTACH=CONFIG]21314[/ATTACH]
        Forex trading main Kam krty howy AP ko market ko analysis krny k liy different type k tools ko Istamal kr k apny trade ko kamyab banatay hain. Trading main relative figure index bhi ek best indicator Hy his main AP apni trade ko kamyab banatay howy istemal main laty Hain. RSI indicator AP ko market ki satuation ko samjhty howy AP ko in time aapki trade main entry aur exit point ka signal deta Hy.

        RSI indicator main 0 sy 30 aur 30 sy 70 Tak aur phir 70 sy 100 tak ki marking hoti Hy, usually market 30 aur 70 points k darmiyaan hi rehti Hy. Agr market 30 waly point sy down ho Jay to is ko over selling kaha jata Hy rid k bad market k chances upward movement k hoty hain. Aur agr market point 70 ko cross Kar k upward jati Hy to is ko market ki over buying kehty Hain.

        Market ki satuation ko samjhty howy AP ko apni trading ka analysis krny k liy indicators ka Istamal zaroor krna chahay take AP kamyabi k sath apni trading kr sakain. Aap ko indicators ka jitna ziada knowledge ho ga ap ko utni hi kamyabi Mily go ap ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha experience hasil krny kliy demo account ka Istamal zaroor kraintake so ko kamyabi mil saky accha trader kabhi himmàt ñahi harta Hy. R ek accha profit k liy daily basis per quality work ko prefer karta Hy his sy kamyabi zaroor multi Hy.

        Trading Account main different type k indicators ka istemal aapki trading mein accha market analysis karne main madad deti hai. Aap ki mehnat r lagn AP ki kamyabi k liy zaroori hy r ek accha trade AP ki kamyabi k liy zaroori hota hy trading mein main market analysis main jitna experience ho ga utna hi aap ko accha trade ka moqa mily gà r ek accha experience hi ap ko accha trade ka moqa deti hy
         
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #79 Collapse

          Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

          FOREX TRADING AND USE OF INDICATORS
          Forex trading business kamyab tareen business hai lekin is mein kamyabi itni asaani se nahi mil jati Jina hum log is ko samajhty hain ache kamyabi hasil krny KY liye mehnat bhi ache required hoti hai aur jo log mehnat krna seekh jaty hain wo kabhi bhi apny kaam mein nakam nahi hoty hain aur forex trading Mein ache kamyabi KY liye Hume different tools aur techniques ka istemal bhi krty hain in ko hum indicators kehty hain lekin indicators bhi humein us waqat faida dyty hain jab hum in ka acha knowledge aur acha experience hasil krny KY baad in ko apni trading Mein istemal krny ki koshish krty hain
          RELATIVE STRENGTH INDEX ( RSI) INDICATOR
          forex trading business mein RSI indicator ko sab se best indicator samjha jata hai aur maximum members is indicator ko apni trading Mein istemal kr KY acha profit hasil krny ki koshish krty hain Yeh aik leading indicator bhi hai lekin Yeh humein acha faida us situation Mein dy sakta Hai Jab hum is ka istemal krny KY saath saath apny analysis apni learning ko bhi follow krny ki koshish kren ge kyun KY aksar leading indicators wrong signals bhi dy dyty hain Agar Hum totally signals per depend krny ki koshish kren ge to nuqsaan ka samna bhi krna par sakta hai is ky ilawa ye indicator market Mein price movements ki speed aur change ko measure ekrny ky liye istemal Kiya jata hai aur is ki value 0 aur 100 ky Darmiyan hoti hai traditionally RSI indicator ko overbought us waqat consider Kiya jata hai Jab is ki value above 70 hoti hai aur over sold us waqat consider Kiya jata hai Jab is ki value below 30 hoti hai
          RSI BUY SIGNAL
          Jo traders relative strength index indicator ka istemal krty hain wo aksar but entry market Mein us waqat lyty hain jab jab market ki price aur relative strength index bohat zayada same direction Mein rising condition Mein hoty hain aur RSI indicator 50 line ko cross krta hai
          Jab bhi RSI 70 ko cross krta Hai tk wo over bought situation Mein chala jata ha aur is situation Mein market ky seel mein move krny KY chances hoty hain aur humein sell trade confirmation ky baad lgani chaheye aur jab market below 30 move kr jati Hai tk us waqat market ky up Jane ky chances bohat zayada hoty hain market ky reverse pattern ko confirm krny KY baad humein market Mein buy ki entry lyny ki koshish krni chaheye
          Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	2
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12333908
          BENEFITS

          Dear Yeh indicator humein acha faida dy sakta hai lekin humein is Emin apny analysis ko bhi importance dyny ki koshish krni chaheye ta ky Agar kabhi koi galat signal mil bhi Jae to hum apny analysis ko follow kr KY loss ko remove kr saken aur acha profit hasil krny mein Kamyab ho jaen
             
          • #80 Collapse

            Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

            forex ki market mein indicators bohat he zeada eham hain kuen k ye humen market ki direction k bary mein btaty hain aur in se humen is ki moment k bary mein bhi pata chalta hai humen market mein indicators ko kabhi bhi deny nahi kerna chahiye humen is mein moving average indicator ko use ker k acha profit hasil kerna chahiye is k elava bhi is mein bohat sari types hain jin mein RSI aur CCI indicator bhi shamil hain ye indicator humen acha faida deta hai humen is mein apny analysis ko bhi importance deni chahiye ye is liye k agar humen is mein koi false signals bhi milty hain tou hum apny analysis ko follow ker k loss ko remove aur recover bhi ker sakty hain aur is tarhan aik acha bonus bh gain ker sakty hain jo traders is ko use kerty hain wo market mein us waqt entry lety hain price aur relative strength bohat zeada hoti hai
            is indicator ko market mein aik alag value hasil hai is ko use ker k traders aik acha profit hasil ker sakty hain humen market mein totally signals par depend nahi hona chahiye kuen k is se hum loss ki tarf bhi ja sakty hain humen chahiye k hum apna tajarba bhi istemal keren ye indicator market mein price ki moment aur change ko measur kerta hai aur is ko value o to 100 k between hoti hai yani ye in k andar he vaary kerta rehta hai is ko over bought tab samjha jata hai jab is ki value 70 ya is se opar hoti hai aur is ko over sold tab samjha jata hai jab is ki value 30 ya phir is se below hoti hai humen market mein reverse pattern ko confirm kerny k baad he is mein entry leni chahiye aur buy ki trade lagani chahiye
               
            • #81 Collapse

              Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

              Forex main RSI indicator hain humain es ke movement ko folloe kar kay es main trid lgana chahey market main 70 say ziada indicator hoty hain agar hum es main trid lgain gian yo huma es main eell main lgaty hain or es main humain market kay up or done ka pta chlta hain forex 1 on linw budiness hain es main humain boht he mahnat say kam kar kay bons hasl karna hota hain RSI indicator k oper main apna knowledge our experience share kerta hoon us main humeray pass default setting main do he level hoty hain 30 our 70 levels hain but jab app lganay lagain to pher app 20 our 80 ka dono add ker dian jes say app ko mazeed ye faida ho ga k jab bhe market 80 ya 20 ko touch kerti hai to pher app ko aik mazeed confirmation mil jati hai our us say app ko confirm 80 say sell ki trade kerni hai our jab 20 ko touch kery to pher app ko buy ki trade lain gay to mazeed confirm move milay gee oiur us k bad ager thora wait karean gay to divergence k oper app pher say trade lay sagty hainapp logoun ko bhe apna expereince sahre kerna ho ga pher he hum us say acha profit mil k mehnat ker k ban payen ge.
               
              • #82 Collapse

                Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

                Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201005-191818_MetaTrader 4.jpg
Views:	1
Size:	305.2 کلوبائٹ
ID:	12333909



                Je dear ye indicator forex trading ma sb sy zayada famous hai. Eski famous hony ki waja ye hai k ye use karny ma bhot easy to hai he sath sath ye samajny ma b bhot asan hai. Forex ma rsi sy zayada shahid he kio or indicator use hota ho. Jo trader small lot k sath es indicator k signal ko follow karty hain wo hamesa kuch na kuch profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Ye indicator kis tarha signal provide karta hai esko ham es topic ma discuss karmy ki khosis karyn gy. Rsi 3 types k signal farham karta hai enko ham briefly explain kar lety hain.

                1. Over bought state. RSI ki value jb 70 sy above hoti hai to ye market ki over bought state consider ki jati hai. Jo trader es time par small lot k sath sell ki trade open kar lety hain wo hamesa profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.

                2. Over sold state. Asi condition waqat ati hai jb rsi ki value 30 sy below ho jati hai. Trader ko es condition k bad buy ki trade open karni chahe but small lot ko he use karna chahe. Big profit ki lalach ma big lot set kar deyn gy to lot set karna to easy hai but esk loss ko absorb karna bhot mushkil ho jata hai.

                3. Neutral state. RSI ki value jb 30 sy 70 k bech ma hoti hai to asi state ko neutral state kaha jata hai. Market aksar neutral state ma zayada rehti hai kiu k kio b buyer ya seller market ma trade open karny ka risk ni leta. So hamy b chahe k ham neutral state ma trade ko open na karyn or jb market over bought ya over sold state ki taraf jae to he hamy apni trade ko es hesab ay adjust karna chahe. Jo trader neutral state ma trade open karny ka risk leta hai usko aksar bhot zayada suffer karna parta hai.
                   
                • #83 Collapse

                  Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

                  Relative strength index is a type of indicator which helps us to indicate the market by comparing the strength of two or more currency pairs and by a analysis of comparison between two currency pairs it is become easier for all of us to indicate the market movement by comparing the currency and by comparing the commodity with the currency pairs and it provides a great information about signals in Forex trading many people use relative strength index in their trading to improve their reading skills as well as to improve their profit in the trading and this is very helpful for all of us to use relative strength index indicator in our trades for energy is of the market if you want to do the best analysis of the market and then you have to choose the indicator which is best for the analysis of the market is relative index indicator is also very important type of indicators which helps us in the analysis and judgement about the movement of market in the future if we get knowledge about these indicators and issue we get the information about the candle sticks and the market movements then we can trade in a better way as compared to those status who does not perform any analysis in their trading index indicators can also indicates the movement of market and volatility in the market by using a relative index indicators we can analyse the movement of market and we can also check that is how much volatile market is and how fast the currency pairs are moving as compared to each other so it is very easy and for all of us to indicate the market by using relative currency pairs index indicator in our trade every person who is reading should have to get the knowledge about all these indicators because these indicators are very helpful in the indication of the market movement and also increases our experience and skills about trading so we also try our best to improve our reading skills and we should do get our maximum knowledge about the trading indicators for getting success in the forex trading thank you very much
                  • #84 Collapse

                    Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

                    AOA dear friends, jaisa ke Ham sab jante Hain ke RSI ko Forex trading mein bahut hi zyada ahmiyat Di jaati hai aur RSI bahut important role play karta hea hamari trading mein RSI aik indicator hy jo ap ko market ky over bought aor over sold area ky bary may btata hy aor ap es sy apni trade easily open kr skty hyn yh bot he acha helpful tool hy hr trader es ko use krta hy short trade ky ley yh best hy aur forex trading bunzees maain hum logun ko jo rsi aik indicator hy hum ko in ki madad se markeet maain inter hote hyn jab ye 70 se uper hota hy to hum logh apni trade ko sell maain laga dete hyn or jab ye jab 30 se nechy hotra hy to hum logh yahun paar apni trdae ko buy maain kar dete hyn is se hum ko buaht hi zyda malumat hoti hy markeet ke bare maain hum ko trade karne ki sahulat hoo jati hy aur ke movement ko folloe kar kay es main trid lgana chahey market main 70 say ziada indicator hoty hain agar hum es main trid lgain gian yo huma es main eell main lgaty hain or es main humain market kay up or done ka pta chlta hain forex 1 on linw budiness hain es main humain boht he mahnat say kam kar kay bons hasl karna hota hain aur RSI indicator k oper main apna knowledge our experience share kerta hoon us main humeray pass default setting main do he level hoty hain 30 our 70 levels hain but jab app lganay lagain to pher app 20 our 80 ka dono add ker dian jes say app ko mazeed ye faida ho ga k jab bhe market 80 ya 20 ko touch kerti hai to pher app ko aik mazeed confirmation mil jati hai our us say app ko confirm 80 say sell ki trade kerni hai our jab 20 ko touch kery to pher app ko buy ki trade lain gay to mazeed confirm move milay gee oiur us k bad ager thora wait karean gay to divergence k oper app pher say trade lay sagty hain
                    app logoun ko bhe apna expereince sahre kerna ho ga pher he hum us say acha profit mil k mehnat ker k ban piang ay
                       
                    • #85 Collapse

                      Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

                      forex aik lajwab business ha or sath hi ma app ko is kay bary ma explain kar kay batata ho kay ya bot hi profit able business ha or bot sary asay hi log ha jo bot hi diffrent country say belong karty ha who is ko join kar kay bot hi zyida earning hasil karty ha or life ko eassy kar rahy ha ji han app ki bat say ma agree nai ho kyu kay agar app market ma bagar ksi bi strategy kay ya planning kay trade karty ha to app ko market ma koi bi profitable results hasil nai kar sakty ha kyu kay koi bi business ha ham is ko bagar ksi bi learning kaya ya ksi bi knowledge kay hasil nai kar sakty ha kyu kay agar app market ma real account par trade ko karty ha to app market ma bagar ksi bi information kay trade ko starts karty ha to app loss hi hasil kary gay or app ka sab account loss ho sakta ha is say batr ha kay app market ma profit ko gain karna chaty ha to app ko market ma mukmal hi knowledge ka hona zroori ha jis say app market say profit hasil kar skaty ha or life ko easy kar sakty ha hardworking is key to success Forex market ek asa forum hai jis p AP Kam KR k bht achi earning KR sakty Hain but aksar logo ko yaha loss bhe ho jata hai jiki kaafi reasons Hain. Market me kaam krny k kch asool Hain ye log in asoolo p ammal nai krty and loss ka samba krna parta hai. Proper planning and strategy ko use krna bhe forex me k kch asoolo me sy Hain. Ye forex me kamayab hony k liye bht zaroori Hain so hamain in ko zaroor Amal me Lana cheye.Proper planning Forex me Kam krny sy phly hamain proper planning krni cheye k ham apni trade ko Kis tarha krna hai Strategy Forex me Kam krty honey apko different situations ka samna krn pets hai. So apko har situation k hisaab at strategy use krni parti is strategy ko use krty honey AP loss sy bach sakty hain
                         
                      • #86 Collapse

                        Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

                        Aoa. Relative strength index J.Welles wilder ny develop kia tha jo k eak momentum oscillator hai ye speed or price change ki movements ko measure krta hai. RSI oscillate krta hai 0 and 100 k darmyan.
                        RSI eak simple formula hai laki isko examples k bgair explain krna difficult hota hai iska basic formula kuch is trah sy hai

                        RSI = 100 - [ 100 / ( 1 + (Average of upward price change / Average of downward price change) )]

                        Is sy related indicators Money flow indicator or rate of change indicator hai
                         
                        • #87 Collapse

                          Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

                          Dear member aapane Humse bahut hi Achcha question kiya hai ki relative strength Intex kya hai tu aaj main aapko bataungi kay relative strength index kya hai actually relative strength index 1 Rsi indicator hai market Mein different type ke indicator Shamil Hote Hain Hamen in Tamam indicator ko acchi Tarah Se study kar lena chahie ine ke bare mein Achcha Se Achcha experience or knowledge hamare pass Hona chahie because in indicator ki help se Ham market Mein acchi success Hasil kar sakte hain

                          R Si indicator forex market ke Business mein bahut hi popular indicator Ban chuka hai isko forex market ke Business mein bahut jyada importance Di jaati hai bahut se trader Rsi indicator ko apni trading main use Karke Achcha Se Achcha profit Hasil Karte Hain Hamen ine indicator ko Kabhi bhi deny nahin karna chahie Hamen is Mein moving average indicator ko use Karke Achcha Se Achcha profit Hasil karna chahie moving average indicator abhi bahut Achcha indicator hai R Si indicator Mein izafi khsasosyat yah hoti hai ki yah Trend ki direction ki Nishan dahi karta hai Agar price 50 se upar Jaaye to aap Trend ko jahir karta hai Agar price 50 se niche Jaaye to downtrend ko jahir karta hai R Si indicator stochastic indicator se Milta julta indicator hai is main bhi reading zero se 100 Tak hoti hai Kuchi indicator cycle ki Shakal Mein Hote Hain Jin mein se Ek stockist indicator hai R Si indicator market mein bahut jyada important role play Karte Hain Rs indicator Hamen market ki over bought aur oversold area ke bare mein batate hain aur ham apni trade easily tarike se open kar sakte hain Hamen indicator ke about Achcha Se Achcha experience Hona chahie Taki Ham indicator Ko acche tarike se apne kam istemal Karke Achcha Se Achcha advantage Hasil kar sake
                             
                          • #88 Collapse

                            Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

                            relative strength index aik bahut he acha indicator hae jis ko follow karte howe he to hum is main kuch kar he jate he hain bas hamen is indicator ka sahe tarah se use karna ho ga hum jitna ache tarah se isko use kar lete hain to hum is main success hasil kar he jaya karte he hain bas hamne kabhe bhe kam ko karna nhe chorna cahaiye balke hamne cahiye ke hum is main mehnata bhe kiya karaen jitne zayada hum is main ache tarah se mehnat katr he jate hain to hum is main success bhe hasil karte he hain hamen kabahe bhe himmat nhe har lene cahiye balke is ke liye hamen cahiye ke hum is main mehnat se ache tarah se acha akama karen jitna acha hum is main kam ko kar jaen ge hum is main se success hasil karen ge he bas hamen bhe cahiye ke hum is main jo bhe kam karen sahe tarah se ache tarah se kam karen to he to hum is main kamyab ho he jate he hain bas hamen is main dil se ache tarah se kam ko karna ho ga taba he to hum is main kamyab ho jate he hain agar hum is maain ache tarah se acha kam karte hain bas hamen is main success hasil kar lete he hain bas hamen kam ko dil se dil ache taarah se kam karna he ho ga tab he to hum is main kuch na kuch to gain kar jate he hain agar hum is main ache tarah se kam karte he hain to bas mehnat karte rahen ache tarah se kam kafrte rahen agar ap kuch karna cahte hain to ap is main kamyab ho he jate hain
                            • #89 Collapse

                              Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

                              bahi RSI ka indicator bohot zabar dast hai hum is ko use kar ka acchi trade ko open kar sakta hain is lia huma RSI indicator ko lazmi use karna chaya ta ka hum log kamyab ho sakain jis na bi is indicator ko use kia wo kamyab huwa hai or hum log is indicator sy accha point sy trade ko open kar sakta hain is lia huma is indicator ko sahi tareka sy use karna chaya ta ka hum log acchi trade sy kama sakain

                              RSI Indicator ka use

                              RSI indicator ko use karna ka lia huma market ka chart pr nazar rakhni ho gi market ka char ka necha ak chota chart hota hai or wo line chart mai move kar raha hota hain or is ko movement 30 pr 70 ka darmiyan show ho rahi hoti hai is lia huma is mai trade karna ka lia ahsani ho jati hai hum log agr RSI ko dahk kar trade karta hain tu jub market 30 pr ho tu huma buy ki trade ko open karna chaya or jub market 70 per ho tu huma sell ki trade ko open karna chaya ta ka huma loss na ho or hum log profit hasil kar sakta hian is ka ak or fida bi hai ka hum log is sy support or resistance market ka nikal sakta hain jub ya market 70 ko cross karti hai tu paka breakout hota hai or market kafi aga jati hai is lia soch samaj kar is pr trade karain ta ka fida ho na ka hum loss ka samna karna para huma is mai jitni mahnat karni chaya othna huma fida hota hai is sy hum log ak bahtreen kamyabi hasil kar sakta hain is ko use kar ka
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

                                RELATIVE STRENGTH INDEX INDICATOR (RSI)

                                AssalamOAlaikum.​ Dear member aap ne Jis indicator ka zikr kia hai yeh market mein aap ko current situations ky mutabiq good entries leny mein help karta hai aur market ki overselling ya over bought conditions ky bary mein aapko batata hai. Market mein aap is indicator ka istemal kar ky yeh jan skty hain ky aap ko kis side ki movement dekhny ko mil skti hai aur aap kis side pe trades open kar ky profit bana skty hain. Relative strength Index ek line bar hoti hai jis mein aap ko market ky buyers aur sellers ki information unki relative strength sur current information ky mutabiq market ki condition ka andaza hota hai. Jis ky bad aap Bullish ya Bearish trend reversal ka andaza laga kar trades me entry lety hain.

                                Relative Strength Index ky sath sath aapko chahye ky aap market mein dusry indicators aur market ky candlestick patterns ka bhi istemal kar ky achy trend reversal signals gain karyn. Un signals ky bad aap RSI indicator ka use karty huey signals ki conformation kar skty hain. Yeh aapky analysis ko strong bnany mein madad krta hai.​Aap is se exact signals nahin le skty lekin yeh aapko trades ki achi information deta hai aur market ki current situation ky mutabiq aapko recent information collect kar ky deta hai. Ek bar pe aap ko Numbers mein market ki condition show hor hi hoti hai jo ky 30 to 70 ky darmian aapko market mein buying ya selling condition ka batata hai. Is trha aap recent information based data collect kar ky apni analysis ko strong bana skty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X