Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading
    Dear forex me trading krny waly kuch members currencies par trading krty hen kuch commodities par lekin in me mostly wo trader long time apna account survive kr skty hen Jo forex me currencies par trading krty hen kyun currencies moslty say traders ko suit krti hen Jo newly forex me Kam kr rahy hoty hen secondly ya wo traders Jo hight Leverage Kay sath scalping master hoty hen mery khyal me commodities par trading me loss sab sy zada hota Hy kyun Kay yahan members mostly big profit leay risk lety hen jiski waja sy aik bhi wrong trade ki waja sy heavy loss ka samna krna par skta Hy jab Kay currencies par trading krny waly member minimum risk Kay sath tab hi Kam kr skty hen jab wo small lot size use kren

    Mera senior members sy question Hy Kay Kya currencies par big lot kay sath trading best Hy ya commodities par small lot kay aur mostly members commodities par trading ko preference kyun dety hen ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

    G han dear curency pay ap kafi acha kam kar saktye hain kiyu kay curency oay trading karna atna mushkil kam nhi hai jitna kay dusrye pair pay trade laga kay kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap zayda tar apni trading curency pay he kiya karain kiyu kay es mai kam karna aik tu asan hai aur dusra es mai kam kar kay ap ka hamesha faida hota hia ager tu ap ka trade lose mai jata hai tu aik na aik time pay ap ko ye profit mai zaroor laye jata hai curency pay kam karna kafi had tak better hai aur faida bhi kafi hai tu acha kam karna hai tu trade open ap curency pay he kiya karain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

      jee dear aap nay bary achay topic pay behas start ki hay Forex trading main trading bohat si aqsam ki hoti hay ziyada tar traders currency pairs par trading kartay hain kuch traders commodities pay trading kartay hain currency pairs pay trading commodities ki banisbat aasan hoti hay jo traders currency pairs ko choose kartay hain trading k liay un ko aik ko benefit yeh hota hay k currency pairs pay spread bhi ziyada nai hota aur movement bhi frequent aur ziyada fast nai hoti es liay in pay trading kar k acha profit earn kiya ja sakta hay and live market main trading ka acha experience bhi ho jata hay specially new traders k currency pairs best hay kyun k un k pas aik to account balance bhi itna ziyada nai hota dosra un ka live market main trading ka itna experience bhi nai hota k wo commodities pay trading kar sakain currency pairs pay agar achi tarha analysis kar k trading ki jay to acha profit liya ja sakta hay loss k chances kam hotay hain and loss ho bhi jay to account wash honay say bacha ja sakta hay agar samajdari say kaam liya jay Commodities pay trading wo traders kartay hain jin ka market main trading ka huge experience ho aur baray paimany pay trading kartay hon investment bhi ziyada karnay walay hon agar ham Gold ko hi daikhain to Gold pay trading bhi bohat dangerous hay Gold ki movement bohat fast hoti hay aur yeh pair chotay account balance walay traders k account ko to seconds main wash kar daita hay agar ham lalach main aa k ziyada profit hasil karna chahain to hamen loss bhi ziyada ho sakta hay choti si ghalti ki waja say.
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Farrukhannique پيغام ديکھيے
        Dear forex me trading krny waly kuch members currencies par trading krty hen kuch commodities par lekin in me mostly wo trader long time apna account survive kr skty hen Jo forex me currencies par trading krty hen kyun currencies moslty say traders ko suit krti hen Jo newly forex me Kam kr rahy hoty hen secondly ya wo traders Jo hight Leverage Kay sath scalping master hoty hen mery khyal me commodities par trading me loss sab sy zada hota Hy kyun Kay yahan members mostly big profit leay risk lety hen jiski waja sy aik bhi wrong trade ki waja sy heavy loss ka samna krna par skta Hy jab Kay currencies par trading krny waly member minimum risk Kay sath tab hi Kam kr skty hen jab wo small lot size use kren

        Mera senior members sy question Hy Kay Kya currencies par big lot kay sath trading best Hy ya commodities par small lot kay aur mostly members commodities par trading ko preference kyun dety hen ??
        brother aapane is market Mein trade lagane ke liye khud select karna hota hai kya aapane currency for trade karne hai ya commodities perfect karni hai is market Mein tamam currency pairs for achievement ho rahi hoti hai usmein aapko ko disawar Mein hota hai Kya aapane kis Mein trade karni hai agar aap is market Mein acchi trade lagate Hain to aapko ismein kafi jyada fayda hota hai aur is market mein agar aap main karte hain to aapko ismein acchi tradeniti rahti Hain aapko chahie kya aap is market Mein soch samajh Kar kam Karen agar aap is market Mein main karde haan to aapko ismein kamyabi aasani se Mil jaati hai aapko chahie tha aap is market mein time spend Karen uske bad aap ho kabhi jyada fayda ho jata hai is market mein aap agar time per karte hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab wapas market Mein paida ho jata hai is market Mein aapki trading strategy class jis bhi currency pair per ya commodities per trade ban rahi ho aapko use per trade laga dena chahie agar aap is market mein agar ped lagate Hain aap ismein tab hota hai jab aap is market Mein teaching strategy kopalu karte hue trade lagate Hain is tarah aapko aisa market Mein fail ho jata hai aap is market Mein kitni accepted lagate Hain aapko ismein fayda ho jata hai aapko ismein soch samajh Kar ped lagane hoti hai uske bad wapas market tab fayda par sakte hain jab wapas market Mein acchi trade dikha de market mein bhi mil jaati hai aapko chahie tha aap is market Mein soch samajh Kar kam Karen tab US market mein fayda ho jaega.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

          Currency Trading
          Currency per trading karna aasan hai currency pairs ki movement easy and slow hoti hai aapko karne mein hoti hai market mein metatrader 4 software ke andar tools ko use karke analysis kar sakte ho jisko technical analysis kaha jata hai moving average indicator oscillator trendlines Japanese candlestick chart patterns important trading tools count kiye jaate Hain aap initial basic reading knowledge ke sath trading market mein kam kar sakte ho.
          Major currency pairs for trading karna bahut aasan aur reason nikal hai minor currency pairs for trading karna little bit difficult hai.
          Commodity trading
          Commodity trading instruments metal, future energies aur agriculture instruments found kiye jaate Hain sabse best commodity trading instruments crude oil gold natural gas silver Brent oil kaun kiye ja sakte hain. Lekin aapko maloom hona chahie ki jab tak aapke pass trading market ka maximum experience nahin hoga aapko commodity trading instruments for trading nahin karni chahie aapko gold crude oil silver and natural gas trading karne ke liye first of all practice karne ke liye demo account mein future energies and metal per trading sekhni hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farrukhannique پيغام ديکھيے
            Dear forex me trading krny waly kuch members currencies par trading krty hen kuch commodities par lekin in me mostly wo trader long time apna account survive kr skty hen Jo forex me currencies par trading krty hen kyun currencies moslty say traders ko suit krti hen Jo newly forex me Kam kr rahy hoty hen secondly ya wo traders Jo hight Leverage Kay sath scalping master hoty hen mery khyal me commodities par trading me loss sab sy zada hota Hy kyun Kay yahan members mostly big profit leay risk lety hen jiski waja sy aik bhi wrong trade ki waja sy heavy loss ka samna krna par skta Hy jab Kay currencies par trading krny waly member minimum risk Kay sath tab hi Kam kr skty hen jab wo small lot size use kren

            Mera senior members sy question Hy Kay Kya currencies par big lot kay sath trading best Hy ya commodities par small lot kay aur mostly members commodities par trading ko preference kyun dety hen ??
            Agar Ham forex market main trade karte hue commodities main trade Karte Hain To ismein Hamen bahut zyada profit bhi Hasil ho sakta hai aur bahut bada loss bhi ho sakta hai lekin Hamare liye profit Itna zaruri Nahin Hota Jitna Hamare liye Loss Se Bachana zaruri hota hai Kyun ky Jab ham loss se bach Jaate Hain To Hamari trade continue Reh sakti hai lekin Agar loss Hote Hote Hamara balance khatam ho jata hai to Uske bad Ham trade nahin kar sakte lekin Jab Hamen trade karte hue profit Hasil Hota Hai To Ham us profit ko withdraw kara Lete Hain Hamen apni trade ko continue rakhne ke liye loss Se Bachana chahie Ta ke Hamari trade continue Rahe aur Hamen Kuchh profit bhi hasil Hota Rahe isliye Hamen commodities trading Se Bachana chahie aur currency pairs Mein trade Karni chahie Kyun ky commodities Mein Hamen Agar loss hota hai to jald hi Hamara balance khatam ho jata hai lekin currency pair Mein trade karte hue Hamen beshak Achcha profit Hasil Nahin Hota lekin Itna zyada loss bhi nahin Hota ky Hamara account he wash ho jaaye
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

              forex mai hum currency mai trading kar sakty hain hamy is mai ahteyt sy trading karne ho ge then hum kam kar ky earn kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai market ke movement k samj kar kam karty hain to hamy kamaybe hasal ho j yge forex mai hamy strugle karne ho ge then hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deat hain or hamy earning be deta hain hum is mai kam karty howe ki mistkae kar dety hai to hamy siraf or siraf loss ho jy ga forex mai hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga hum is mai agar lalaci ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai mahnet karne ho ge then hum agy bar saky gy forex aik legal business hain is ko samjna asan nahi hai yai ak big business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex mai manet karny wala banda kamyab hian hamy is mai ahteyat sy kam karna ho ga forex aik legal business hain hum isy apn life time career be bana sakty hain yai aik best karobar hain hamy forum mai kam kar ky bonus mita hain or bonus sy hum kam kar ky trading kar sakt hain hamy mahnet karne ho ge hamy market ko analysiz kar ky kam karna ho ga then hum agy barsaky gy forex aik best karbar hain is jas koi or business nahi han all world mai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Farrukhannique پيغام ديکھيے
                Dear forex me trading krny waly kuch members currencies par trading krty hen kuch commodities par lekin in me mostly wo trader long time apna account survive kr skty hen Jo forex me currencies par trading krty hen kyun currencies moslty say traders ko suit krti hen Jo newly forex me Kam kr rahy hoty hen secondly ya wo traders Jo hight Leverage Kay sath scalping master hoty hen mery khyal me commodities par trading me loss sab sy zada hota Hy kyun Kay yahan members mostly big profit leay risk lety hen jiski waja sy aik bhi wrong trade ki waja sy heavy loss ka samna krna par skta Hy jab Kay currencies par trading krny waly member minimum risk Kay sath tab hi Kam kr skty hen jab wo small lot size use kren

                Mera senior members sy question Hy Kay Kya currencies par big lot kay sath trading best Hy ya commodities par small lot kay aur mostly members commodities par trading ko preference kyun dety hen ??
                Dear main aapko currency pairs aur commodities per trading ke Hawale se Kuchh information deta hun jisse aapka question bhi clear ho jaega aur aapka is topic ke bare main knowledge bhi enhanced ho jaega.


                Selection of Lot:
                Dear aapane Jo question kiya hai aur usmein lot size ke bare mein poochha hai use Hawale se main aapko yah batana chahta hun ki aap Agar currency pair trading kar rahe hain ya FIR commodities per trading kar rahe hain to aapko Hamesha lot size Small hi Rakhna chahie ismein yah difference nahin hai ki agar aap commodities per trading kar rahe hain to aap lot size Jyada Rakh sakte hain actually aapki lot size ki selection totally depend kar rahi hoti hai aapke account balance per aur money management ke rules and regulations ko follow karke aap lot size select Kiya Karen.
                Dear aapke question ka jo dosra part hai ki mostly members commodities per trading ko preference Kyon Dete Hain to uski Kuchh reasons Hoti Hai Jo Main aapko indicate kar deta hun.


                More Profit:
                Dear senior member is liye commodities ko trading kay liye preferences krty han kunk eski movement kafi fast hoti ha or is ma apko profit ka chances bahut zyda hoty han. Zyda profit members ko atfract krta hai.


                Analysis:
                Commodities per trading krty huye apka analysis bhi kafi strong hoty han kunk news attachments ma crude oil or gold per hony wali major movements ko ap media ka found kr sakhty han or apny analysis achy kr sakhty han.

                Advice for Juniors:
                Dear mri junior members sa ya request or advice ha kay uny initially stages per currency pairs per hi trading krni cheye no doubt ya ik zyda profitable pairs ni hoty likn is ma apka account save hota ha or apka account bilkul secure hota ha. Is liye ap kuch experience hasil krny kay bad commodities per trading per shift hun.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                  aoa dear friends . currency p trading jo ham different countries ki currency p trady krty hian. is me loss k chances ziada hoty hian aur agr profit ho to wo bht kam hota hia . isky elawaa currency p tarading krny ka analysi bhe mushkil hota hia har koi ye analysis itni easily ni kr sakta, sirf experienced log hi kr paty hian.
                  jabky commodities p trading ka matlab hia different goods p trading maslan crude oil ya phir cold. commodities p trading ko ziada tarjeeh jati hai because is me profit bht ziada hota hia. and is ka analysi krna bht bht easy hota hia. new trader ko specially cheye k wo trading commodities sy hi start krain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                    dear forex members forex trading main hum international level par trading karty hain or forex main gher bethy he trading kar k profit hasil karty hain forex main aik tu currencies par trading hoti hai or aik commodities main trading karty hain jesa k name se he pta chalta hai k currencies kiya hoti hain jub commodities main forex main hum GOLD.OIL. SILVER main trading karty hain jin ko hum kah skty hain k goods trading kar skty hain forex main currencies main trading krna asan hota hai commodities ki nisbat q k es main daily base par market apko acha trend show kar deti hai jis se ap achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain k jub k commodities main trading risky hoti hai currencies ki nisbat q k en ki market fast hoti hai or loss hony k chances bhi zayda hoty hain es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu apko pahly currencies main trading karni chahye os main apna experience gain krna chahye osk bad ap commodities main trading kar skty hain forex main jin members ka experience zayda hota hai wo forex main bohat achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain laken jo new hain un ko kbhi bhi pahly commodities main trading nahi karni chahye q k wo risky zayda hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                      market mai hamy soch samj kar kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hum is mai pirs ma or currency mai kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai km kar sakty hain hum is mi apne marze sy time table ban kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga forex ko samjana ik din ka kam nahi hai hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar tuak system sy kam karty han to hamara account block ho jy ga hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara accunt band ho jy ga yai aik legal business hain yai all world mai bohat taze sy famous hny wala acha business hain hum is mai agar kam karty howe mistake kar dety hain to hamara account band ho jy ga yai kabe be katem na hony wala acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai mahnet kar ky trading karty hain to hamy kamaybe hasail ho jy ge forex mai hamy soch samj kar trading karne ho ge trading karny ky iye hamara experinece hona bohat zarore hain
                      الحمد لله رب العالمين

                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                        Forex trading aik bohat hi accha oue secure business hai is business me ham mehnat kar k bohat zyada earning le sakte hai our ham apne sare dreams poore kar sakte hai forex trading business aik aisa business hai jis me ham aik eisa business hai jis me ham aik currency ko dosri currency k against change karte hai is me currency pairs b shamil hai or commodities b shamil hai hamra inthkhab hi hamaria trading ki zmanat hota hai k ham currency pair par trade karte hai ya commodities par

                        Currency pairs :

                        Forex trading me ham kisi b currency pair par trading kar sakte hai beshumaar currency pairs aap ko traidng platform par mil jaye gy lekin aap ko chose just aisa pair karna hota hai jis k bare me aap ko malomaat ho our aap us ki market ko assaani se samjh saken our profit hasil kar sake chahe wo buy kar k len ya sell kar k.
                        actually currency pair forex market me do mukhtlif currencies k drmayan sharah tbadla ki keemat hoti hai jab aik currency pair k lie order diya jata hai tou is currency pair me pehli currency khreedy jaa rahi hoti hai jab k dosri currency bechi ja rahi hoti hai

                        famous Currency pairs:
                        in tmama currency pairs me kuch famous pairs mandrjah zail hain jin par trader zyada tar trading karte hain
                        • Euro/Dollar Pair (EUR/USD) ...
                        • Dollar/Japanese Yen (USD/JPY) ...
                        • British Pound Sterling/US Dollar (GBP/USD) ...
                        • US Dollar/Swiss Franc (USD/CHF) ...
                        • Australian Dollar/US Dollar (AUD/USD) ...
                        • US Dollar/Canadian Dollar (USD/CAD) ...
                        • New Zealand Dollar/US Dollar (NZD/USD)
                        • in tamam pair me se EUR/USD sab se zyada famous pair hai our trader chahe wo new ho ya old is par asaani se trading kar sakta hai ye low spread our profitable pair hai


                        Commodities :

                        forex trading main ham commodities par bhi traidng kar sakte hai commodities main raw material ya phir agriculture products shamil hain our ham forex trading main bohat zyada profit hasil kar sakte hain agar hamam commodities par trade karen tou ,

                        famous commodities :

                        trading me famous commodities mandrajah zail hain
                        GOLD
                        COPPER
                        NATURAL GAS
                        CRUDE OIL
                        COTTEN
                        SUGER
                        CORN
                        ham in tmam commodities par assani se traidngkar k earning le sakte hain lekin yaad rakhen commodities par trading khatarnak bhi hi sakti hai ku k ye high spread hote hai our ham in par trading us wakt kar sakte hain jab hamare pass accha knowledge our experience mojod hao
                        Ayisha Cutey's Trading Journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                          Currencies per trading.
                          EURUSD ,USDJPY ,GBPUSD ,USDCAD aisi Tarah Aur Bhi bahut Sare currencies Ke jode Hain Agar Ham inke Upar trade Karte Hain To Ham aisy currencies pair ki trading kah Sakte hain Agar Ham beginner hain aur hamare pass Forex trading ka Zyada knowledge or experience nahin hai aur na hi Hamare pass demo account ka koi Bada experience hai aur Hamen Forex trading ko start kiye Hue 6 month hue hain to hamare liye Behtar yahi hai ki Ham currency pair ke upar trading Karen currencies pair ke upar trade karne ka Hamen Jo benefits hota hai vah yah hai ki currency pair Kabhi Na Kabhi short period mein Hamare favour Mein lazmi Aate Hain ismein Hamen Jyada loss Nahin Hota aur currencies pair Mein Ham kam balance ke sath bhi trade kar sakte hain aur iski movement bhi commodities instrument ki nisbat kam hoti hai Jis loss aur Profit ki ratio kam hoti hai

                          Commodities per trading.
                          Commodities trading mein Main oil trading gold trading silver trading Shamil Hai Iske andar Agar Ham trade karna chahte hain To Hamen technical analysis ke sath sath fundamental analysis ke andar bhi expert Hona chahie Kyunki Kisi bhi Industries ki economical news ka Iske Upar bahut jyada effect padta hai agar Ham fundamental expert Nahin Honge Hamen fundamentals ko read karna Nahin aaega Tu Is Tarah Hamen is Mein Ek Achcha entry point Talash nahin kar sakte hain Agar hamare pass Jyada time Hota Hai hi Ham Jyada time free Hote Hain To Hamen chahie ki Ham commodities per trading Karen Kyunki yahan se Ham Ek bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain aur iska knowledge Ham short period ke andar Hasail kar sakte hain Kyunki iska jyada tar Jo effect hota hai movement hoti hai vah fundamental ki vajah se hoti hai .
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                            forex in step with trading karna aasan hai forex pairs ki motion easy and gradual hoti hai aapko karne mein hoti hai market mein metatrader four software ke andar equipment ko use karke evaluation kar sakte ho jisko technical evaluation kaha jata hai transferring average indicator oscillator trendlines jap candlestick chart styles critical buying and selling tools count kiye jaate Hain aap initial simple analyzing understanding ke sath trading marketplace mein kam kar sakte ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Farrukhannique پيغام ديکھيے
                              Dear forex me trading krny waly kuch members currencies par trading krty hen kuch commodities par lekin in me mostly wo trader long time apna account survive kr skty hen Jo forex me currencies par trading krty hen kyun currencies moslty say traders ko suit krti hen Jo newly forex me Kam kr rahy hoty hen secondly ya wo traders Jo hight Leverage Kay sath scalping master hoty hen mery khyal me commodities par trading me loss sab sy zada hota Hy kyun Kay yahan members mostly big profit leay risk lety hen jiski waja sy aik bhi wrong trade ki waja sy heavy loss ka samna krna par skta Hy jab Kay currencies par trading krny waly member minimum risk Kay sath tab hi Kam kr skty hen jab wo small lot size use kren

                              Mera senior members sy question Hy Kay Kya currencies par big lot kay sath trading best Hy ya commodities par small lot kay aur mostly members commodities par trading ko preference kyun dety hen ??
                              Forex trading mai her trader ki apni will and wish hoti hai kay woh commodity pay trading kertay hain ya phir currencies pairs pay trading kertay hain. Ziada ter traders jab newly market mai in hotay hain aur unn ka experience Kamm hota hai tou woh koshish kertay hain kay commodities ki bajaey currencies mai he trading Karey. Currencies pairs mai trading kay liye balance bhi Kamm required hota hai kiyu kay currency pairs ki price bhi Kamm hoti hai aur unn ka spread bhi kaafi Kamm hota hai jiss say account pay ziada risk nahi hota hai aur new aur junior traders easily trading bhi ker saktay hain aur Kuch kuch profits bhi earn kertay rehtay hain. Issi tarah jo traders expert hotay hain aur unn ka experience acha ho jata hai tou woh commodities pay trading kertay hain. Commodities pay trading kay liye acha balance aur achay skills dono he zaruri hotay hain jo kay expert traders kay paas mojud hotay hain. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn say woh apna business achay tareekay say tum kertay hain aur unn ki earnings bohat achi hoti hai.

                              Currency pairs mai trading kernay kay liye ziada ter Asian aur USA sessions ko prefer kia Jata hai kiyu kay Asian aur USA dono he sessions mai currency ki achi trading hoti hai. Iss kay saath saath currency trading mai trading ziada ter major currency pairs pay he trading kertay hain jinn ki news aur expert analysis regularly market mai atey rehtay hain. Forex trading business mai long term trading kernay waley traders currencies pay he kaam kertay hain kiyu kay aik tou currency pairs ki movements slow hoti hain aur dusra bohat safe bhi hoti hain. Issi tarah commodities pay kaam kernay waley traders woh hotay hain jo ya tou raato raat ameer honay ki koshish mai hotay hain ya phir jinn ka experience bohat acha hota hai. Kiyu kay commodity ki prices bhi high hoti hain aur iss kay saath saath unn mai movements bohat speedy hoti hain.

                              Currency trading ho ya commodity trading ho traders ko apnay account balance ko aur apnay experience ko daikh kay he trading kerni chaiye kiyu kay jo traders apnay accounts ko ziada safe aur secure tareekay say use kertay hain tou wohi successful hotay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X