Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

    Dear forex members forex trading may haum Trading karney Kay liye currency pairs ko ya Phir commudities ko select kartay hay Phir uss Kay mutabiq trading may apna knowledge aur information ko increase kartay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti Kyu Kay app kisi bhi currency pair pay ya commudities pay trade open kartay hay to appki trading strategy aur planning strong honi chahiye takay app uss Kay mutabiq trading kartay hoye trading may zayada kamyaabi hasal Kar sakay forex trading may do tarha Kay traders hotay hay Jo ya tou currency pairs pay hi hamesha trading kartay reahtay hay Kyu Kay unkay liye currency pairs ko samhjna aur dekhna asan hota hay aur currency pairs may appko Profit bhi ziada hota hay iss ki movement bohaut slow hoti hay tou app easily market Ki movement ko samhj laytay hay aor pher iss Kay liye appko hamesha trading strategy tarteeb dayni hogi phir hi kamyaabi hasal hoti currency pair pay loss honey kay chances Zara Kam hotay hay iss liye zayada tar traders Jo safe trading karna chahtey hay aur apna account balance bhi safe and sound rakhtay hoye trading karna chahtey hay unkay currency pairs may trading best hoti hay.

    Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna parta hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay jab haum forex trading may currency pairs may trading Kartay hay to hamaray liye USA aur ASIAN session theak rehta hay Kyu Kay in section may currency ki movement theak hoti hay aur app market ki movement ko easily analaysis bhi Kar saktay hay.

    Forex trading may bohaut saray traders usually commudities pay trade open karna zayada easy samajhtay hovey trading kartay hay commudities may haum gold pay silver pay aur Crude oil pay trading kertay hay tou haumay iss kay liye basic requirements ki information hasal karna bohat zayada important hota hay Kyu Kay Agar app metals pay trading kertay hay to yeah risky Trading hoti hay iss Kay liye pehlay haumay market ki movement ko achi tarha say observe Karna Lazmi hota hay phir jab haum forex trading may crude oil pay trading kertay hay to uss Kay liye BHI haumay hamesha market ki movement ko monitor karna hota hay aur Phir Google pay experienced traders Kay analaysis aur informative article ko read karna zarori hota hay phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.

    Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay Phir hi haum kamyab tareekay say currency pair pay ya commudities pay trade open kartay hoye trading may zayada profit hasal kar sakty hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

      Ji Ham Sab Ko different pair pair trading karne chahie aur different currencies ko use karna chahie because currencies up and down hoti rahti hai so isiliye Hamen market ki situation aur Market ka analysis karna chahie Jo Bandar apni market ka analysis Karega wala sahi mein Kamyab Hoga so isliye Hamesha Jahan per kam Karen aur successful hone ke liye market mein kamiyan bhi bahut hi jaruri hai hai aur ham Sab Ko chahie Forex Mein mehnat Karen Jo Banda Yahan per manate Karega wala asking Kamyab Hoga so isiliye Yahan per mehnat karna bahut hi jaruri hai aur ham Sab Ko chahie Forex ko join Karen aur Apna bonus level increase karne ki koshish karen comedy 30 part trading Karenge to vahan per bonus kam aaega aur Hamara profit kam hota hai so Hamen currency par trading Karni chahie aur Yahan per ka kal ke Mahina tha karne ki koshish karne chahie Jo Banda Yahan Pai kam Karta Hai vah Apna bonus level maximum Karya leta hai so Ham Sab Ko Forex par kam karna chahie ISI Mein Ham sab ki Kami happy hai aur Apna profit level maximum karne ke liye Ham Sab Ko chahie Apna bonus level improve Karen aur is kam ke liye Apna knowledge increase karna bahut hi jaruri hai if irum Apna knowledge increase Nahin Karenge To Ham Koi Kam Nahin kar sakte Sohar kam ke liye Apna bonus level increase karne ke liye mehnat bahut hi jaruri hai yah Hamari life ka important part Hai Usi se Hamen kamyabi milati hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

        Currencies pairs me trading karna aur Commodities pairs me trading karny me difference zaror hota hay magar ye difference market ko samjny ki waja se khatam be ho sakti hay, currency pairs ki trading me risk kam involve hota hay aur koi be esi currency pair Forex market me majood nahi jo key single day me big movement kar saky magar commodities key jetny be pairs hey ye single day me be big movement kar sakty hey es ley traders commodities pairs me trading karny me risk mehsoos karty hey jab key currency pairs me har trader hi befikar ho kar trading karta hay, commodities pairs (gold, silver) jesy pairs hey jes ki market me trading karny aur es ko samjny key ley time ki zarorat hoti hay aur es key ley experience ki be zarorat hoti hay, jab key traders trading ki learning currency pairs me be trading kar key kar sakty hey commodities pairs me trading ki learning nahi ki ja sakti hay es me risk hi etna zeyada hota hay key agar es me trading ki practice karny ki koshish be agar ki jaye to traders key account balance me nuqsan ki sorat me experience ho sakta hay jab key currency pairs me profit to kam ho sakta hay magar trader ki trading ki practice be 100% ho sakti hay, agar trading ka experience ho jaye to currency pairs se zeyada hamary ley commodities pairs hi profitable ban sakty hey, aur agar trading ka experience kam ho to commodities pairs hamary ley money loss machine be ban sakty hey.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

          Walekum all Forex member bahut acche Sawal ki aapane currency trading bahut jyada common Hai Kyunki aajkal currency per hi trade Lagai Jaati Hai uski vajah yah hai ki dollar ka rate bahut bhai hai isliye Ham currency per hi trade Lagate Hain aur uske alava aajkal crude oil Gold per bhi trade lag rahi hai aur gold ki trade bhi bahut jyada profitable Hai vah St log aajkal gold ki hi trade Laga rahe hain Kyunki gold ka rate bahut hi ja raha hai vaise to gold ki trade mein bahut jyada Risk Hai Lekin aaj kal uska trade Kyon Ke Achcha chal raha hai Gold ke rate ke mutabik To Hamen chahie ki Ham gold ki trade per bhi focus Karen otherwise mostly Jo trading Hoti Hai vah currency per hi Lagai Jaati Hai 90% trading Hamesha currency per Hoti Hai Kyunki currency mein jyada profit Hai loss ke chances bahut kam ho Jaate Hain isliye currency per hi trade Lagana Behtar rahata hai as compared to Crude Oil Petroleum per Ham To Hamen chahie ki Ham bhi trading co samjhe ki Kis Tarah Se trading aur kaun si chij per trading Lagana behtar hai Taka acche expert Ban sake aur acchi trading kar sake
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

            Forex mein hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se main achi aur strong signals hasil ho rahe hon forex mein achi trading ke liye aur achi earning our achi kamyabi hasil karne ke liye hamare liye ache aur strong signals ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie aur forex mein hamen market ka fundamental aur technical analysis karna chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex main ham trading currency pairs per karen forex mein currency pair per hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte aur forex main hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai aur forex trading aik risky business hai jismein profit hasil karne ke liye hame risk lena padta hai aur forex trading mein hamari ek mistake ki wajah se hamari puri mehnat waste ho sakti hai aur hamara bonus account wash ho sakta hai aur forex mein achi aur safe trading ke liye hamesha trading mein normal lot size karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex main hum achi trading kar sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account wash hone se bhi bach sakta hai.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

              AOA my dear all Forex member Dear main aapko currency pairs aur commodities per trading ke Hawale se Kuchh information deta hun jisse aapka question bhi clear ho jaega aur aapka is topic ke bare main knowledge bhi enhanced ho jaega
              Dear aapane Jo question kiya hai aur usmein lot size ke bare mein poochha hai use Hawale se main aapko yah batana chahta hun ki aap Agar currency pair trading kar rahe hain ya FIR commodities per trading kar rahe hain to aapko Hamesha lot size Small hi Rakhna chahie ismein yah difference nahin hai ki agar aap commodities per trading kar rahe hain to aap lot size Jyada Rakh sakte hain actually aapki lot size ki selection totally depend kar rahi hoti hai aapke account balance per aur money management ke rules and regulations ko follow karke aap lot size select Kiya Karen.
              Dear aapke question ka jo dosra part hai ki mostly members commodities per trading ko preference Kyon Dete Hain to uski Kuchh reasons Hoti Hai Jo Main aapko indicate kar deta hun
              Dear senior member is liye commodities ko trading kay liye preferences krty han kunk eski movement kafi fast hoti ha or is ma apko profit ka chances bahut zyda hoty han. Zyda profit members ko atfract krta hai
              Commodities per trading krty huye apka analysis bhi kafi strong hoty han kunk news attachments ma crude oil or gold per hony wali major movements ko ap media ka found kr sakhty han or apny analysis achy kr sakhty han
              Dear mri junior members sa ya request or advice ha kay uny initially stages per currency pairs per hi trading krni cheye no doubt ya ik zyda profitable pairs ni hoty likn is ma apka account save hota ha or apka account bilkul secure hota ha. Is liye ap kuch experience hasil krny kay bad commodities per trading per shift hun
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                forex market main trading karne ke liye hamare pas currency pairs bhe hote hain or hamare pas commodities bhe hote hain jin par hum trade kar sakte hain lakin currencies main trade karne ke or commodities main trade karne ke apne he faide or nuqsanat hote hain ab hum in ko jan ne ke koshish karte hain to aj hum isko detaisl se disscuss karte hain is main hota yun hae ke forex main hamen agar sahe tarah se kam karna he hae to is ke liuye hamen is main sahe tarah se kam kar he jana hota hae is main currencies par trading karne se hamen profit to kam milta hae lakin is main hamara account secure hota hae to is waja se is par trade karne ke yeh faida hota hae ab hum agar bat karte hain commodities par trade karne ke to is main commodities main trade main kam kar se hamen profit to acha hota hae lakin is main risk bahut he zayada hota hae hamen is main loss bhe ho sakta hae to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat bhe kiya karen take hum is main success hasil kar he liya karen tab he to hum is main kamyab ho jate hain to bas is waja se he to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kiya karen take hum yahan se kuch na kuch to hasil kar he liya karen take hum yahan se kuch na kuch hasil kar saken to is waja se hamen bhe is main kam ko dil se karna ho ga or is main hamen mehnat bhe karne he ho ge
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                  Axha sawal ha pak forex trading main trading bohat si aqsam ki hoti hay ziyada tar traders currency pairs par trading kartay hain kuch traders commodities pay trading kartay hain currency pairs pay trading commodities ki banisbat aasan hoti hay jo traders currency pairs ko choose kartay hain trading k liay un ko aik ko benefit yeh hota hay k currency pairs pay spread bhi ziyada nai hota aur movement bhi frequent aur ziyada fast nai hoti es liay in pay trading kar k acha profit earn kiya ja sakta hay and live market main trading ka acha experience bhi ho jata hay specially new traders k currency pairs best hay kyun k un k pas aik to account balance bhi itna ziyada nai hota dosra un ka live market main trading ka itna experience bhi nai hota k wo commodities pay trading kar sakain currency pairs pay agar achi tarha analysis kar k trading ki jay to acha profit liya ja sakta hay loss k chances kam hotay hain and loss ho bhi jay to account wash honay say bacha ja sakta hay agar samajdari say kaam liya jay Commodities pay trading wo traders kartay hain jin ka market main trading ka huge experience ho aur baray paimany pay trading kartay hon investment bhi ziyada karnay walay hon agar ham Gold ko hi daikhain to Gold pay trading bhi bohat dangerous hay Gold ki movement bohat fast hoti hay aur yeh pair chotay account balance walay traders k account ko to seconds main wash kar daita shukriya.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : currencies par trading VS commodities par trading

                    Forex Mein Ham currency Mein trading kar sakte hain Hamen ismein Itihaas se trading Karni Hogi Ham kam Karke Achcha earning Hasil kar sakte hain lekin Forex main aapko market ki movement ko samajhte way he trading krni chahie tabhi aap Kamyab ho sakte hain agar aap without analysis trading Karenge to aapko Achcha profit Hasil Nahin hoga
                    Currency trading
                    Currency per trading easy hai currency pair ki movement easy and slow hoti hai aapko karne mein aasani Hoti Hai market Mein metatrader 4 software ke andar tools ko use Karke analyses karte hue aap Jisko technical analysis kahan Jata Hai moving average indicator oscillater trendlines candlestick chart pattern important trading tools count kiye Jaate Hain aap initial basis trading knowledge ke star trading market Mein kam kar sakte hain major currency pair trading karna bahut Aasan aur reason able hota hai main currency pair per trading karna little bit difficult ho jata hai
                    Commodities trading
                    Commodity trading instrument metal agriculture instrument fund kiye Jaate Hain Sab best commodity trading instrument crude oil gold natural gas silver Kiye Ja sakte hain lekin aapko Maloom Hona chahie ki jab tak aapke pass trading market ka maximum experience Nahin Hoga aapko commodity trading instrument for trading Nahin Karni chahie aapko gold crude oil server aur natural gas trading karne ke liye first practice karne ki jarurat hai aap demo Kaun per practice Karke raiding skills ko improve karte hue trading kar sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X