what is pending orders?????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: pending orders

    Assalamu alaikum dear friends.
    Instaforex men pending order ki bahut ahmiyat hoti hai Ham pending order se ek bahut acchi trading kar sakte hain isase hamen benefit hoga pending orders 4 kisam ke hote Hai
    Buy stop.
    Buy limit.
    Sell stop.
    Sell limit.
    Yeah basically instaforex mein pending order hote Hain jeans se a ham different situations main analyse kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: pending orders

      hamy forex ke market mai trade lagty howe pending order ko use karna ho ga then hum earn kar saky gy hamy market mai pending order ko kabe be ignore nahi karna chaey hamy market ke movement ko samj kar is mai trade lagane ho ge then hu munfa hasial kar saky gy or hamy pending order ko use kar ky market mai trade lagany ka risk lena ho ga dear pending order ka istmal hamy zada tar gold mai karna chaey ku ky gold mai loss ky chances be zada hoty hain hamy ahteyat sy kam karna o ga so hum agy bar saky gy or hum mnfa be kama saky gy dear forex ke market mai pending order ke bohat value hain or is ko use be expert traders karty hain hamy analysis ko be use karna ho ga pher he hum kamaybe hasial kar saky gy forex mai hamy soch samj kar buy limit sell limit ky order lagany ho gy dear friends agar hum order select karty wakt aik be galti kar dy to samjy hamara nuqsan hain hamara account be wash hosakta hain is wajaa sy hamy care full ho kar kam karna ho ga then hum fiada hasial kar saky gy market mai kam kar ky hamy market ke movement ko samj kar is mai pasia invest kar ky trade lagane ho ge pher he hum agy bar saky gy forex ko samjna be asan kam naih hain hamy is mai market ky mutabik market ky trend ky mutabik trade lagane ho ge so hamy fiada hain na market mai 99 % risk hain so hamy markert ko samjna ho ga pher is mai entery lene ho ge trade laagny ky liye
      :1f60c::1f60c::1f60c:
      • #33 Collapse

        Re: pending orders

        Pending orders are basically applied in that situation when we know that the market will move definitely in some trend after some sort of time and it is a chance that at that time would be we will not be available online on the market and we cannot load such chance of getting profit of the market and so we can put our trades in pending orders and pending orders are helpful when the market changes it it's trend we should put our pending orders the at the support level or resistance level because when sports support level breaks the market changes its Trend and when resistance level breaks the market also changes its stand so we should put our trades in pending order before sport and resistance levels then when we will not be online then our pending order will automatically open and give a good profit mostly senior traders do the advantage of pending orders intra trade and they get a good amount of profit by utilising the advantage of pending orders and this is very safe way of putting your trades if you are putting trade in the market without entry and then you can face loss but if you use the terminology of standing orders then the facing loss chances can be decreased and definitely them in the market changes and the market trend becomes in an advanced mode then your pending at or does it get successful and your profit increases with the time so pending orders are always beneficial for us we all should use pending order in our trade and whenever we are not available online and we are not connected to market our pending orders can give us such a good amount of profit thank you very much
        • #34 Collapse

          Re: pending orders

          Pending orders sa related aapane bahut hi detailed post for informative information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab Ham market Mein kam kar rahe hote hain aur Market Mein current prices Hamari requirement Ke mutabik Nahin Hoti aur Humko market Mein entry lene ke liye hesitation ho rahi Hoti Hai To Ham market Mein Apni expected prices per bhi entry Le sakte hain aur uske liye regularly visit karne ki jarurat Nahin Hoti aur ham market Mein pending orders ko properly utilise karte hue apni required prices per market Mein entry Le sakte hain.

          Dear jab aap market Mein pending order se related information learn kah Rahe hote hain to ismein aapko different type ke pending orders available hote hain Inki briefly details main aapse share karna chahta hun.

          Sell limit

          Sell stop

          Buy limit

          Buy stop

          Dear main aapko painting ideas related kuch important information share ki hai dear above-mentioned pending order some Forex trading Mein istemal karti hui Apne benefits ko increase kar sakte hain dear jab aap sale limit ya FIR sale stop pending order ko istemal karna chahte hain to ismein aapko is related different important information Hasil karna chahie aur isko properly apply karne ka complete process follow karna chahie agar aap isko properly apply nahin kar sakte to aap is completely utilised Nahin ho sakte.

          Dear jab are pending orders apply kar rahe hoti hain to ismein aapko carefully e apply karne hote hain aur jab aap apni trading per spending order supply kar rahe hote hain to aapko Hamesha apni trading per stop loss aur risk management ke rules and regulations ko carefully apply karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai aur aapke account per bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye pending orders ko properly learn karke hi apni trading per reply karen.
           
          • #35 Collapse

            Re: pending orders

            Assalamu Alaikum to all Forex member kaise hain aap aap ummid Karti hun aap sab theek Honge aapane Hamare Sath bahut hi acchi information discuss Ki Hai aaj Ham aapko bataenge ki pending order kya Hote Hain Forex trading ke Business mein Ham pending order se kam Karke a apni trading Kar Ke market Mein achi se achi earning Hasil kar sakte hain Hamen Apne kam ko Hamesha pending order Se Hi karna chahie Agar Ham Apne kam Mein achha profit Hasil karna chahte hain pending order se Agar Ham trading Karenge To Hamen bahut bada advantage mil sakta hai Hamen pending order ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Palke Inko acchi Tarah se learn karna chahie aur unke bare mein Achcha Se Achcha experience or knowledge apne pass Rakhna chahie Taki impending order ko Apne kam Mein acchi tarike Se istemal Kar Saken aur Hamen chahie kya market Mein pending order ko properly a utilise karte hue apni required price per market Mein entry Le sakte hain aur Market Mein trading kar sakte hain pending order vah order hote hain jo pahle se hi set kiye Jaate Hain pending order ko Apne kam Mein use karne ke liye hamare pass acche experience or knowledge Hona chahie jab tak hamare pass Achcha experience or knowledge Nahin hoga Ham in-order Ko Apne kam Mein use nahin kar sakte

            Forex trading Mein 4 type ke pending order Hote Hain

            Number 1 buy limit

            Number 2 sell limit

            Number 3 sell stop

            Number 4 buy stop

            In-order ke hisab se hi market Mein trading ki Jaati Hai ine order Ko Dekhkar han Market main trading Karte Hain Forex trading ka business Hamen Bahut Si facilities provide karta hai Ham Forex trading mein agar Jyada Se Jyada hardworking Karenge To Hamen ismein bahut bada fayda mil sakta hai Ham Apne is business Mein acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain Hamen Apne kam Mein bus Hamesha mehnat Karte Rahana chahie
            • #36 Collapse

              Re: pending orders

              Je han. Forex trading ma hamy help karny k lae mt4 trading platform ny bhot sary tools provide kaye hain. Enko proper use karny sy na serf ham achi trading karny k kabil ho jaty hain balky ham bhot sari fazool tensions sy b bach jaty hain. Ye tools hamy market ko judge karny ma b bhot help karty hain. Enki help sy ham maximum loss sy bach jaty hain or maximum profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Mt4 ma hamy mainly hamy 4 kisam k pending order provide kaye gae hain.

              Buy or sell limit. Ye tools ham tb use karty hain hain jb hamy ye pata hota hai k market kbi apni support or resistance ko cross ni kary gi. So jb market support ki taraf jati hai to ham support level par pehle he buy ki trade set kar dety hain or market jb resistance ki taraf jati hai to ham sell limit ki help sy pehle he sell ki trade open kar lety hain. Asa karny sy hamy profit hasil hony k chance barh jaty hain or loss hony k chance kam ho jaty hain.

              Buy or sell stop. Ye tools ham us sorat ma use karty hai jb hamary pass market ki asi information hoti hai k market support or resistance ko break karny wali hai. So ham advance ma spots ko pick kar letyn hain. Buy stop ko ham tb use karty hain jb hamy pata hu k market resistance ko cross kary gi or phr wapas ni aye gi or ese tarha sell stop ko ham tb use karty hain jb hamy ye pata hota hai k market support ko cross kary gi or phr mazeed down move kar jae gi. So asy tools hamy bhot confidence dety hain k ham kis tarha apni trades ko manage kar sakty hain. Jo trader en tools ko use ni karta wo hamesa kisi na kisi problem ma pansa rehta hai.
               
              • #37 Collapse

                Re: pending orders

                Asalam.O Alikum All Forex members umedd hai k ap sub log khriyt say hum gy or boht acha kam kr rhy hun gy aj contest ma boht acha topic nazar aya h.
                Trading ma 4 trha ki limits hoti h jo trading ma use ki jati h or inko use krny say humien faida b hota h or achi trading k liye ye boht important h.
                Forex ma kuch limits hoti h jo k
                1. Buy limit
                2. Sell limit
                3. Stop limit
                4. Stop loss
                In ma say kuch limits asi h jo sleep work ki trha kam krti h jasa k ik bar trade start krdi or usk bad agr ap so b gy to ye apko profit dety rhy gy chahy apka mobile ya computer ya laptop off e q na ho is apko profit deta rhta h
                Q k trading k during ko profit ya loss hona h wo to hona e h is ma humra koi ikhtyar nai ye is market ki ik achi cjeez h buy stop ma asa h k hum kisi market point ka andaza laga l trde krty hein k abhi market ka rate asa h to ye yahn tak jaye to to hum buy stop kr dety hein .
                MT4 ma in sub limits ko samjh k chlna boht zruri h agr humien ye samjh na aye k sell limit kb start ho gi to hum trading ma sell ni kar paty or i sk sath sath stop loss ko samjhna b boht zruri h
                • #38 Collapse

                  Re: pending orders

                  JEE main bas kya hal hai aap kyon bhatkati Ho Kya aap sab thik honge ji jis jis bare mein aapane poochha hai yah bahut jyada important hai aur uske man Mata to karne ke liye bahut jyada Express aane ki jarurat hai aur apne karte hain aur lete hain aur unki ko bahut acche se karne ke bad mein pata chalta haihamen chahie ki Ham bahut jyada hardworking ke sath forever business per kam Karen aur sabse aasan Karen agar hamen product business per ek successful trader banna hai to iske liye jaruri hai ki Ham hardworking ke sath kam Karen aur bahut achcha kam Karen Taki hamen bahut jyada information on knowledge hasil ho isliye hamen chahie ki Ham apne kam ko majboot banane ke liye heart working ke sath kam Karen aur agar Ham ne apne trading co continue rakhna hai to trading se Jude mantriyon ko bahut acche se naraz karne ki jarurat hoti hai is tarah se Ham apni trading co continue rakh sakte hain aur ek successful trader Ban sakte hain aaj is bare mein apne poochha hai yah bahut jyada important hai aur trading karne mein bahut madad deta hai isliye main chahie ki Ham iske bare mein pahle spinner shasan karne aur information hasil karne aur uske bad Ham kisi per pahunche 19 ko use Karen apni trading mein
                   
                  • #39 Collapse

                    Re: pending orders

                    bilkul friend, pending orders k zariay hmain apni marzi ka entry point mil jata ha forex ma in ko thek tarah use kar k hm achi trading kar saktay hain, in k proper use sa hmari trading secure rehti ha aur agr market koi unexpected moment b karti ha to hm big loss sa bach jatay hain, normaly ye orders 4 kisam k hotay hain jo hm different situations ma use kartay hain, in ma buy limit, sell limit, buy stop aur sell stop shamil hain,

                    Buy limit aik aisa order hota ha jo hm market ki active position sa below select kartay hain aur market jb down move kar k us point tk pohnchti ha to auto par hmari trade execute hoti ha, isi tarab sell limit ma hm market ki position sa above aik point select kartay hain auf jb market us point ko hitt karti ha to trade auto par active ho jati ha,

                    Buy stop aur sell stop b pending orders ki types hain, buy stop ka order market ki current position sa upward place kia jata ha jb market consistantly upward direction ma ja rahi hoti ha us point par pohnch kar hmari trade active ho jati ha, isi tarah sell stop ka order place karnay m liay hm market ki current price sa below koi point select kartay hain aur ye us situation ma hota ha jb matket consistant ho m downtrend ma ja rahi hoti ha, is ma hmari selected limit par pohnch kar auto par order active ho jata ha, pending orders sa hmain trading ma acha entry point hasil karnay k liay market ki moment aur trend ki direction k baray ma thek knowledge hona chaiay
                     
                    • #40 Collapse

                      Re: pending orders

                      Forex main trading karny kay liye zaroori hay keh hamain is main order place karny ka tariqa bhi ata ho. Hamain iskay tamam tools say waqfiat ho aur ham in tools ko manasib aur khas market kay halat main istemal karna bhi janty hon.

                      Forex main trading kay liye order place karny kay liye ham ya to is main instant order place kar sakty hain ya phir ham pending order place karty hain. Yad rahy donon orders ka maqsad sirf buy and sell main trade karna he nai balkeh market ki situations say faida uthana bhi hay.

                      Baz dafa ham pending order place to karty hain laikin market hamari expectations kay mutabiq move he nai karti, aisi surat main hamain chahiye keh ham is pending order kay active hony ka wait nai karain aur instant order yani fori order place kar lain ta keh hamain mojuda good market movement main some good and high earning ho jaye.

                      Pending order hamain tab faidamand hoty hain jab ham market main waqti tor per kisi trend ko na samjh pa rahy hon ya market ki movement ghair mawafiq ho, aisi surat main trend ki direction main ya reversal trend ki expectation karty huye aik limit per apna order place kar daity hain aur jab market price is point per puhnchti hay to hamara order active ho jata hay aur hamara nafa ya nuqsan hona shuru ho jata hay. Jab tak pending order activate na ho, tab tak ham is order ko baghair profit and loss kay modify ya cancel kar sakty hain. Laikin ha is order main lot size kam ya ziada nai kar sakty aur na he pending order ki type yeni sell to buy change kar sakty hain.
                      • #41 Collapse

                        Re: pending orders

                        Forex trading mein work karty huey aapko brokers ki janib se bbut se usefull tools provide kiye jaty hain jin ka istemal aap apni trading mrin kar skty hain aur yeh tools apko faida dety hain aur aapki trading mein absence ky waqt bhi aapki analysis ka use karty huey aapki trades ko enter krny mein help karty hain. Aapko different tools ka use sekhna chahye. Yeh aap ky liye beneficial sabit ho skty hain.

                        Pending orders market mein future trading ky liye use hoty hain aur yeh orders aap apni analysis ky mutabiq laga kar market se absent hoty huey bhi trading krny ky liye use kiye ja skty hain. Agar aap ne apna analysis mukamal kar lia hai aur aap ne ek good trade entry point find out kar lia hai to aap usky bad pending order tools ka use kar ky market se us point par apni trades enter kr skty hain. Aur yeh automatically aapki trades enter krny ky kam aty hain. Iski 4 types hain.

                        Buy Limit and Sell limit imit :

                        Buy limit and Sell limit buyung or selling ky pending orders hain. Agar ap dekhty hain ky market down ja rhi hai aur ek point apky analysis ky mutabiq esa hota hai jisky bary mein aap yeh andaza lagaty hain ky us point se market se waps is ana hai to aap market ki current position se nechy jo point buying mrin trade open karny ky liye use karty hain use Buy limit kaha jata hai. Isi trha sell limit market se upper point par select ki jati hai ta ky wahan phnchty hi market selling mein open hojaye.

                        Buy Stop and Sell Stop :

                        Buy Stop aur Sell stop bhi future trade entries ky liye use hoty hain. Market agr support level par mojud ho aur opar jany ki bjaye ek point par move kar rhi ho to market se opr aap koi point select kr skty hain jis ko touch krty hi ap ki trade buying mein open hojaye. Is point ko buy stop kaha jata hai. Isi trha market ky resistance level se nechy sell stop select kia ja skta hai aur market us point ko touch krty hi selling mein open hojati hai.

                        In pending orders ka best use tab hi kia ja skta hai agar aap technical analysis mein achy hain aur ap market ki prediction kar skty hain ky market ki side pe jany wali hai. Aur kis point ko touch krny ky bad yeh pending orders use kiye jaty hain. Aapko in ko use krny ky liye achi trade practice chahye.
                         
                        • #42 Collapse

                          Re: pending orders

                          dear member yah ek achcha question hai ki kis tarah Se Koi bhi member pending order Ka istemal karke aur apni trading se profit Le sakta hai aur iske liye members ko bahut acchi tarah Se manage karna hota hai aur iske liye members ki learning ka strong hona bahut hi important hai jo log apni learning per acchi tarah Se focus nahin kar rahe hote unko yah maloom nahin hota hai ki pending order ko kis tarah Se adjust karna hai aur yahi vajah hai ki ki vah log apni trading mein maximum results nahin le rahe hote hain aur agar unko trading karne mein koi bhi help mil jaati hai to vah usko acchi tarah se utilise bhi nahin kar paate Hain members ko trading se related har tarah ki information hona chahie aur yah bhi maloom hona chahie ki pending order kis tarah Se adjust Kiya jata hai members ko yah bhi maloom hona chahie ki un logon ne take profit ko kis tarah Se adjust karna hai aur kis tarah Se unko stop last adjust karna hai yah sab maloom kar lene ke bad hi koi member apni trading ko acchi tarah Se continue karta hai trading ke liye members ki management ka strong hona hi important hai aur Jin logon ki management strong nahin hoti hai vajah hai ki unko kabhi bhi trading mein help nahin milati aur wo log successful trader nahin bante Hain success hasil kar lena itna bhi aasan nahin hai iske liye members ko maximum management karna hoti hai aur apni kam se related maximum members ko learning hasil kar lena hoti hai aur acchi learning ke bad hi successful Ho jaane ke liye experience milta hai
                          • #43 Collapse

                            Re: what is pending orders?????????

                            Assalamualaikum dosto umeed hai k ap kheriyat se honge
                            Ji han dosto yahan elr bht achi bat ki ja ri h pak forum aik aisa trusted plateforum hay jis main ham sab ki rehnmai haamri earning aur hamko samjhnay wala aisa sab kuch hay jo hamko kaafi sara paisa laganay say bhi kahin aur say nai mil sakta hay aur dusry baat yeh sab kuch hamko khareedna chaye laikin us k mukablay main bhi ulta is say ham achi khasi earning bhi kr rahay hain ham yeh jantay hain k forex ka knowledge hasil krnay k liye hamko apnay pass say paisa lagaye baghair koi bhi free nai daita hay laikin hamko forum say yeh sab kuch free main milta hay aur sath hamko earning bhi milty hay jis kam main hamko double faida milta hay ham us kaam ki aur kia tareef karain ,kuch aisay bhi traders hain jo apnay pass say kuch bhi invest nai kr saktay hain unk liye bhi forum main sab kuch hay kuch aisay bhi traders hain jo apna sab kuch lose kr chukkay hain forum main unk liye bhi wahi jagha hay jo baaki sab members k liye hay jo plateforum hamko itna kuch day ham kaisay hisaab kr saktay hain k forum say ham nay kia hasil kia hay balk mairay khayal say ab hamko aisay sawal ask krnay cahyen k ham nay forum say kia kia aur kia aur ham Sab Ko Yahan per Apna Kam proper way Mein karna chahie Agar Ham Sab Apna Kam Karenge To Ham Sab isase Kamyab Honge
                            • #44 Collapse

                              Re: what is pending orders?????????

                              Assalamu Alaikum dear friend Forex trading market mein pending ek aisa hota hai jo ham ek price per set karte hain aur Market os per aise abhi kafi dur hoti hai aur jab market use price per aati hai to hamara order open ho jata hai pending order ki for exsam hai jis mein Ham woh pending order open karte Hain is mein sell limit buy limit sell stop aur buy stop ki painting order hote Hain Jo Ham apni price ke mutabik set karte hain as ka bahut fayda hota hai qu k jab Ham market ko analysis karte hain hamare analysis ke mutabik market abhi use price se kefi fasle per hoti hai aur ham use per order open nahi kar paate to Ham os per pending order open kar dete hain aur ham agar kahin chale jaate Hain to hamara woh order khud bakhud os price per open ho jata hai jaise hamen kafi behtarin profit Hasil hota hai is liye koshish karen market ko har tarah se analysis karna sikhen iska acha knowledge acha experience hasil karen Ham Forex mein kamyabi sirf apne acche experience say hi Hasil kar sakte hain ya ek behtarin online business hai jis mein Ham apni mehnat se Hi kamyabi Hasil kar sakte hain Forex trading ka achcha knowledge Hasil Karen hamen is mein kamyabi sirf apni mehnat se Hi Hasil ho sakti hai is liye aap ko chahie aap Forex mein hamesha acha kam karte rahen aur iska acha knowledge hasil karte rahen hamen is business mein kamyabi sirf apni mehnat se Hi Hasil ho sakti hai jo Ham forex market ko samajhne ke liye karte Hain market mein hamen pending order ko samajhna chahie aur uski har EK iqsam per hamen practis karne chahie Taki Ham is mein behtarin trade open karke is se acha profit hassil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: what is pending orders?????????

                                dear friend pending order k bohat se benefit hain our asar traders pending orders se fida uthate hain jab unhe real time market ki smjh nhi aa rahi hoti hai our us k stratgey our analysis unhe wait and watch the market ka caution deti hai pending orders esy orders hoty hain jis main ham aone broker ko hdayt dete hai k jab future main market hamare diye gay point par pohanch jay to hamara order automatically lag jay our is tarah ham future main agar online na b huy tb bhi ham profit hasil kar paye ge agar ham achi strategy k sat work karen to

                                how many tyoes of pending orders ?

                                dear friends pending orders ki basically 4 iqsam hoti hai
                                SELL LIMIT
                                BUY LIMIT
                                SELL STOP
                                BUY STOP
                                Ayisha Cutey's Trading Journal
                                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X