Loss recover kesy kia jata hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recover kesy kia jata hay?
    Forex business me loss ka recover karna bahot mushkil process hota hay magar ye process bahot important be hota hay es ki waja ye hay key loss recover karny ki zarorat kesi be traders ko pard sakta hay, kia hamy loss ko recover karny key ley kesi khas aur unique kisam ki trading strategy banany ki zarorat hoti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recover kesy kia jata hay?

    Trading market mein loss ko recover karne ke liye multiple methods use kiye ja sakte hain lekin aapko revenge trading nahin karna hogi balke emotional control ke sath achcha trading indicator and focus karte hue planning ke sath kam karna hoga
    Trading market main technical and fundamental scenario dekar trade open karna aur loss ko recover karna important hai agar aap minimum lot size ke sath apna loss recover karenge to aap aap kamyab ho sakte hain otherwise 1 lot size use karte hue aapko mistake ho sakti hai aur again loss ho sakta hai.
    Trading market mein scalping karne se and hedging trading strategy use karne se loss recover ho sakta hai agar otherwise aapko trading ke liye trendline focus karte hue minimum lot size ke sath long term trade open karke tension free ho jana chahie
    Short term trading day trading se of apne love story cover kr skty ho.
    • #3 Collapse

      Re: Loss recover kesy kia jata hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Forex business me loss ka recover karna bahot mushkil process hota hay magar ye process bahot important be hota hay es ki waja ye hay key loss recover karny ki zarorat kesi be traders ko pard sakta hay, kia hamy loss ko recover karny key ley kesi khas aur unique kisam ki trading strategy banany ki zarorat hoti hay?
      Forex trading business mai loss recover kerna aik important factor hai. Forex trading mai traders ko profit say ziada loss ki fikar hoti hai kiyu kay profits kay liye trading kerni hoti hai aur trading kay liye balance chaiye hota hai jo kay loss ki wajah say Kamm ya khatam bhi ho sakta hai. Forex trading mai loss ko recover kernay kay mukhtalif tareekay hain jinhain adopt ker kay apna loss recover kernay ki koshish her trader he kerta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay unhain loss na ho laikin agar loss ho jaey tou phir usay recover kernay kay liye bhi bohat si baato ka khayaal rakhna zaruri ho jata hai.

      Forex trading mai loss recover kernay kay liye sub say pehli jagah ya nursery demo account hota hai. Junior ya new traders ko instaforex ka minimum 100 dollar balance wala account banana chaiye takay real trading say qareeb tareen balance say he practice ki jaa sakey aur phir traders ko sirf aik koshish he kerni chaiye kay uss balance ko iss tarah trading mai use karain kay woh balance kamm na ho. New traders ko apnay liye aik time select kerna chaiye aur trading ki lots ka total figure makhsus ker laina chaiye kay kitni trades kerni hai aur total trading volume kia hona chaiye phir uss kay mutabiq demo trading shuru kerni chaiey takay woh sirf apnay balance ko safe rakh kay trading ki practice karian. Aur apany balance ko apnay trading volume aur total lots ko achieve kernay takk 100 dollars say Kamm bilkul na honay dain. Aisay trader jab practices kertay hain tou unhain apna account safe rakh kay trading ki practice ho jaati hai jo real trading mai unn kay bohat kaam aati hai.

      Forex trading mai loss ko recover kernay kay liye hedging bhi ki jaati hai aur scalping ker kay bhi jaldi loss recover kia jaa sakta hai. Forex trading mai traders ko loss recover kernay ko serious laina he unhain successful banata hai
      • #4 Collapse

        Re: Loss recover kesy kia jata hay?

        Dear forex member kisi bhi Kam ko Kartay hoye hamaray zehan may hamesha nuksaan aur faida mix up hota rehta hay aur jab haum Kam kartay hay to yeah loss aur profit ka khaof hamaray sath sath rehta hay.magar achay business man kabhi bhi nuksaan aur faida ko Lea Kar khsuf may rehtay hoye business nai kartay hay balkay mehnat Kay zoor pay kamyaabi hasal kartay hay aur agar nuksaan hota hay bhi to wo uss nuksaan ko samjh dari say cover karney ki koshish kertay hay.forex trading ake aysa online business hay jiss may haumay Kam kartay hoye risk layna parta hai aur khabhi ake minute may hamara peasa doble say bhi triple ho jata hay aur khabhi kabhar haumay nuksan uthana parta hai in dono situations may traders ko bohut zayada patience ki zarorat hoti hay.achay aur kamyab traders kabhi bhi nuksaan say nai ghabratay hay aur na hi nuksaan ko leay Kar depress hotay hay balkay wo apnay loss ko recover karney ki bharpoor tareekay say koshish kertay hay.forex trading may nuksaan ki soorat may haumay apna temper loes nai karna chahiye balkay dobara say behtareen trading karney ki koshish kerni chahiye aur behtareen strategy bna kar apna nuksaan cover karney ki koshish kerni chahiye.jab haum planning Kay sath trading kartay hay to haumay zayada nuksaan ki soorat may be hosla rehta hay Kay haum apna nuksaan recover kar saktay hay.jab haum Forex trading may acha knowledge aur learning Kay sath Kam karnay gay tou kamyab hongay.haumay trading Kay doraan khud ko mentally prepare karna hota hay aur trading may market ki movement Kay mutabiq apni trade ka lot size small rakhtay hoye trading Karney may Profit hasal hota hay
        • #5 Collapse

          Re: Loss recover kesy kia jata hay?

          Ji han aapane bilkul theek ka hai Forex trading Mein loss recover karna thoda sa Mushkil Hota Hai Magar Fir Bhi Hamen loss recover karna padta hai ek Achcha trader Vahi hota hai jo ki Apna loss recover kar le Forex trading ek profitable business hai uske sath sath ismein risk bhi bahut jyada hai ismein Hamen profit ke sath sath loss ke bahut jyada chance hote hain Agar is market ke andar Hum ko loss Ho Jata Hai To Hamen tension Nahin Lene chahie aur Himmat se kam Lena chahie bahut jyada log jin ko loss hu jay tu vah Apne loss ko ek hi trade Mein recover karne ki koshish karte hain vah Kahate Hain Ki ik hi trade Mein yah to Unka complete loss recover ho jaega ya fir Unka account wash ho jaega Jiski vajah Se vah Ek Big Lot size ka istemal Karte Hain Magar Jab vah Aisa Karte Hain To vah bahut hi badi galti karte hain Kyunki Ek Badi lot size ki vajah Se Jab market thoda sa unke against move Karti Hai To Unka account wash kar deti hai Tu Is Tarah Agar Hamen is market Mein loss Ho Jata Hai To Hamen bilkul bhi tension Nahin Lene aur na hi loss ko recover karne mein jaldbaze karni hai balke Hamen loss ko recover karne ke liye money management ka istemal karna hai aur Sabar se kam lena hai Forex trading Mein loss Hona Koi Badi baat nahin hai koi bhi Aisa trader Nahin Hai Jisko is market ke andar loss ka Samna Na Karna Pada Ho Jo Bhi Forex trading karta hai usko Loss ka samana lazmi Mein karna padta hai to isliye Jab Hamen forex market mein nuksan ho tu Hamen ghabrana Nahin chahie Sabar se kam Lena chahie Agar Ham sab se kam lete hain aur apne knowledge aur mind ka istemal karte hue money management ka istemal karte hue trade Lagate Hain To Ham Apna loss aasani ke sath recover kar lete hain

          Click image for larger version

Name:	Screenshot_13.jpg
Views:	1
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12328307
          • #6 Collapse

            Re: Loss recover kesy kia jata hay?

            G dear lose recover karna atna muahkil km nhi hai p es mai apna kam mhnet aur lagain ky satb kartye hain tu ap asani kay sath apna lose recover kar saktye hain ap ka kam hai kay ap nay jub bhi lose recover karna hai thorha thorha kar kay karna hai kiyu kay aik dum say sara lose kabhi recover nhi hota hai es mai kafi mahnet aur lagan kay sath kam karn parta hai jis kay bad ap ka nuqsan hota hai tu wo recover kar liya jata hai aur ap asani kay sath ager thorha kar kay kartye hain tu kamyab ho jatye hain tu acha kam karain aur mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain acha kam kamyabi dilata hai lazami
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Loss recover kesy kia jata hay?

              hamy loss ho jy to hamy himat karne ho ge hamy ache learning gain kar ky aik time tbale bana kar kam karna ho ga then hum kam kar ky earning gan kar saky gy hamy loss ko recove karna ho ga then hum profit kama saky gy hamy market ky bary mai ful knowledge hasial kar ky kam karna ho ga is tarha hum kamyabe hasal kar saky gy yai aik legal or kabe be band na hony wala acha business han hum is mai posts kar sakty hain hum s mai trade be laga sakty hain hamy ahteyt kare ho ge hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum market mai mahnet sy or lagan sy kam karty hai to hamy kamaybe hasial ho jy ge hamy aik time tbale bana kar km karna ho ga hum is mai agar lalach katy hai nto hamara account band ho jy ga hum is mai posts kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe koi aik mistake kar dety hai to haamar koi be boss nahi hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar akty hain yai aik asa karobar hain jo ky hmy learning or earning deta han ya aik best business hain hum gar ma bath kar laptop py computer py kam kar sakty hain asane ky sat yai aik best buiness hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss recover kesy kia jata hay?

                Dear friends forex trading main loss recover karna bohat hi important hay forex main kamyaabi yeh nai hay k profit hi earn kartay rahain loss ko recover karna bhi aata ho bohat saray traders aesay hota hain jo profit earn kar rahay hotay hain laikan jab unhain loss ho jata hay to wo apnay hosh kho bethty hain aur usay recover karnay k i try main mazeed loss karwa bethty hain loss kesay recover kiya jata hay yeh tariqa na aana nakaami ki aik waja hay agar ham forex trading main loss ho jata hay to hamen loss ko recover karnay k liay sab say pehlay forex forum main mehnat kar k apna bonus iktha karna ho ga aur apna capital strong karna ho ga us k bad apni wo mistakes k jin ki wja say hamen loss hoa hay un ko identify karen aur un ki correction karen ta k future main us tarha ki ghalti na ho jay jo loss ka bais banti hay aur apnay analysis ko strong say strongest pay lay jain news lo daikhan money management seekhen aur best entry points pay trade laga dain aur phir apnay aap pay control rakhen apnay emotions ko qabu main rakh kar planning k hisab say trade ko chalnay dain planning and trading strategy bohat important hoti hain forex trading main kamyabi k liay mera to yeh manna hay k jis din koi loss ko recover karna seekh jata hay us din wo trader forex main kamyabi ki taraf 5 step aagay nikal jata hay
                If you work hard no body can stop you from success
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recover kesy kia jata hay?

                  sub sy zaroe kam hain loss ko cover karna ho ga loss cover ho ga to he hum kam kar ky munfa hasial kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trading b kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hamy is ma mahne karne ho ge then hum kam kar ky earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai a din mai kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hay is mai soch samj kar risk lena ho ga then hum kam kar ky earning gain kar saky gy forex ko smjna aik din ka kam nai hain yai ak world wide business hain hum is mai part time ya fll time kam kar sakty hain is ko samjna ak din ka kam nahi hain hum is mai pairs mai or currnc mai kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe koi mistke kar dety hain to hamara account band ho jy ga hamy is ma ahteyt s kam karna ho ga yai aik amm business jasa nahi hain hum is mai aagr mistkae kar dety hain to hamara account band ho jy ga is ko samjna aik din ka kam nahi hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
                  الحمد لله رب العالمين

                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recover kesy kia jata hay?

                    aoa dear friends . forex trading me loss honwy k chances bht kam hoty hian magre aksar log jaldbazi krty hian jis sy unko loss ho jata hia. so dear firnds loss honey ki soorat me ap ny patience rakhni hia and sabr sy kamm lena hai, forex me ek trading asi hoti hai jis me ap at a time cheez buy kr k usi hi wqt seel kr daity hian isy ham do tarfa trade boty hain forex me ye trading loss recover krny ka sab sy best method hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss recover kesy kia jata hay?

                      dear forex members forex trading main Jab aapko loss hota hai to aapko use loss ko cover karne ke liye planning karna Jaruri hota hai Kyunki loss Agar Jyada Hai To Kabhi Bhi jaldbaji Mein Apna loss recover na Karen aur kabhi bhi Badi Lot Ke Sath Apna loss may recover na Karen aapko planning Karti Hogi loss recover karne ke liye aur uske bad aapko Usi ke according apni trading Karni Hogi aapko chahie ki aap apne to orders Mein Apna loss recover Karen jisse aap aasani se loss bhi cover kar Sakenge aur aap profit bhi le sakte hain Jab aap apne loss ko recover karne ke liye Badi Laut ka use karte hain to aapko dubara loss ho jata hai jo ke recover karna Mushkil Hota Hai Aise aap ke account ko bhi wash hone Ka Dar hota hai agar aap apne account ko wash hone se batana Chahte Hain To aap ko Apne loss ko cover karne ke liye planning karna Hogi aur kam risk ke sath trading karna Hogi jisse aap aasani se apne loss to recover kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss recover kesy kia jata hay?

                        dear friend forex mai apnay loos ko recover kar sahk tay hai mazeed mahnat kar kay mazeed knowledge hasil kar kay mazeed experience ko gain kar kay or ap nay senior say advice lay kr loss say ghbrana nhi chahea ku kay ap ko ak bari nakami kay bade bari kamyabi mill ti hain or loss tu forex trading mai kamyab ho nay ka phla qadam hai agr ap start main hi apni himmat chore do gay agr starte mai hi ap ko ap nay ap per say umeed uth jay ge tu ap log kasy forex ka itna bara safer main chal sahk tay hai ku kay kamyabi kay lea abhi forex trading main ap logo ko bara safer kar na pary ga ap logo ko abhi bohat mahnat kar ni pary ge ku kay mahnat kay sath ap ko ap kay loss ko recover kar nay kay chance bhi zayada milly ga or mahnat kar nay wala kabhi bi nakam nhi hota or mahnat kar nay wala apni har nakami ko mahant kay zari sudahre sahk ta hai or apni mahnat say dubara stuggle kar kay ap nay loss ko recover kar sahk tay hai or ak best trader ban sahk tay hai or apni trading say ap ka loss bhi recover ho jata hai or apko acha bounce bhi mill sahk ta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss recover kesy kia jata hay?

                          forex trading main jin members ko loss hota hai un ko chahye k apny loss ko recover karny k liye apko planning kar k apni trading karni chahye jis se ap loss ko recover kar skty hain aghr ap jald bazi main apni trade karty hain tu ap kbhi bhi loss ko recover nahi kar skty na he achi trading kar skty hain .
                          1: market Analysis;
                          forex trading main jub ap loss ko recover krna chahty hain tu apko market ko sub se pahy achi trha se analysis karny chahye jis se ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain market k according trading karengy tu asani se loss ko recover kar skty hain
                          2: planning k sath trade karen:
                          loss ko recover karny k liye apko planning karni hogi jis se ap forex main kamyab ho skty hain or asani se loss ko recover kar skty hain
                          3: Small lot size:
                          forex trading main aghr ap loss recover krna chahty hain tu ap small lot k stah trade lgaen kbhi bhi bari lot k sath apna loss recover na karen jis se ap asani se apna loss recover kar skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss recover kesy kia jata hay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                            Forex business me loss ka recover karna bahot mushkil process hota hay magar ye process bahot important be hota hay es ki waja ye hay key loss recover karny ki zarorat kesi be traders ko pard sakta hay, kia hamy loss ko recover karny key ley kesi khas aur unique kisam ki trading strategy banany ki zarorat hoti hay?
                            Dear nuksan ko recover Karne Ka Tarika batane se pahle main aapko yah batana Chahta Hun Ki Forex trading Mein Ham Ko nuksan Ho Jata Hai ismein Koi Itni Jyada tension wali baat nahin hai Kyunki Forex trading mein jo expert traders hote hain Unse bhi Kai dafa nuksan ho jata hai aur jo log ismein expert bante Hain unko expert banne Tak Kai dafa nuksan ho chuka hota hai lekin ek Achcha trader vahi hai jo Apna nuksan recover karna Jaanta Ho Jo trader nuksan recover karne se gabra jata hai aur Apna nuksan recover nahin kar sakta usko Kabhi Bhi Ek Achcha trader Nahin kaha ja Sakta. Nuksan ko recover karne ke liye main aapko Kuchh important point indicate kar deta hun jisse aap apna nuksan recover kar sakte hain.

                            Use of Multiple strategies:
                            Dear Agar aapane nuksan recover karna hai to aapko different types of strategies ka properly istemal karna hoga aur unmen se ek famous strategy hedging strategy hoti hai agar aap isko proper learn Karke istemal Karenge to aap apna nuksan Jarur recover kar sakte hain.

                            Planning:
                            Planning Bhi Ek bahut important tool hai jisse aap apna nuksan recover kar sakte hain aapko pahle Ek plan banana chahie ke Ham Ko Kitna nuksan recover karna hai aur daily Kitna target pura karna hai aur pahle Ek target set Karke Uske bad usko achieve karne ke liye planning per Amal karna hoga isase bhi aapka nuksan recover aasani se ho jata hai.

                            Analysis:
                            Dear analysis bahut hi important role Ada Karte Hain nuksan ko recover karne ke liye Kyunki Jab Hamara focus technical analysis per Hota Hai To Humko market ki next movement bahut aasani ke sath pata chal Jaati Hai Jiski vajah se Ham Apna nuksan recover kar sakte hain aur ham ko nuksan recover karne mein bahut jyada madad milti hai.

                            Market News:
                            Agar Ham Apna nuksan jaldi recover karna chahte hain to Humko market news per bahut jyada focus karna chahie Kyunki Jab Bhi market Mein different news Aati Hai Uske bad market ki movement bahut jyada fast Ho Jati Hai Jiski vajah se Ham bahut jaldi Apna nuksan recover kar sakte hain.

                            CONCLUSION:
                            Dear Achcha trader vahi hai jo Apna nuksan recover karna Jaanta ho aur vah Sare sources Jin Se Ham profit Hasil kar sakte hain vah Hamare nuksan ko recover karne ke liye bhi istemal ho sakte hain Kuchh trader nuksan recover karne ke Bajaye Apna account wash karna Jyada Aasan samajhte hain lekin yah Ek acche trader Ki Nishani Nahin Hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss recover kesy kia jata hay?

                              Dear forex forum member loss ko recover karnay ka lay hamy achi planning ke zurarth hoti hai kion ka jab hamara loss ho Jay to us ka bad is ko recover karnay ka lay bohat zaida menath ke zurarth hoti hai kion ka jab loss ho jata hai to is SC confidence down ho jata hai or pher wapis apni position par any ka lay khuch step use karny hoty Hain wi step ye Hain.
                              1 latest news .
                              Latest news ko write Kary or market ke value Dak Kar trade open kary.kion ka age ap latest news ko par Kar Kam start Kary gay to maximum chanse hai ka AP ki profit ho ga . Latest news ap ke help Karthi Hain or ap ko is Kam main kafi help Karthi Hain for example oil ke price up Jay ge ye news main hamy pata Chala hai to maximum chance hai ka market up Jay ge or ap ko acha khasa profit day ge.
                              2 Tanical analysis.
                              Loss recover karnay ka lay zurarai hai ka Tanical analysis ka istamial ki Jay or us faida hasal kia Jay .
                              3 Candlestick ke movement.
                              Loss recover karny ka lay Candlestick ke movement ko achi Tara ghor sc chk kia Jay or active mind ka sath Kam kia Jay or small lot ka sath Kam kia Jay ta Kay hamy mazeed loss Na ho or hamara loss recover ho Jay .
                              4 Small lot.
                              Small lot ko use Kar ka Ham apnay loss ko Kam Kar sakaty Hain kion ka is SC ap market main in ray gay or ap ka account wash nai ho ga or ap maximum time market main Kam Kar sakaty Hain or acha profit be lay sakaty Hain.
                              4 Resistance and support.
                              Apny loss ke recover karny ka lay resistance or support ko samajana bohat zurarai hai kion ka agr ap support or resistance ko follow nai Kary gay to acha profit hasal karna bohat mushkal hai.
                              5 stop loss take profit.
                              Stop loss or take profit ko use karthy hot ap apna loss recover Kar sakty Hain ye dono option bohat achay Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X