Jaiza: Forex trading Kay asool.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading Kay asool.
    Dear forex friends aj may app Kay saath apna personal experience share karti hun Kay jab jab may nay personally in rules Kay mutabiq trading ki hay to mujey bohat zayada faida hasal howa hay.dear friends Forex trading ka Kam start Kartay wakat ake bat zehan nasheen kar lay Kay trading ake risky business bhi hay aur profitable bhi hay.risk iss liye kay app bagair attention kay iss kam ko karnay gay to ho sakta hay Kay wakti tor pay app Kay ake ya do order durast lag jayn magar bad may appka tukka method kam nai karay ga.iss liye friends koshish karni chahiye kay app kisi bhi currency ko sell ya buy karnay say pehlay uska rujhan aur direction aur news Kay ilawa dosaray Logo ki iss currency Kay baray may opinion ko importance lazmi day.E tour aur kuch website par app trends ko dekh saktay hay aur yeah bhi dekh saktay hay Kay baki sab logg iss currency ko buy kar rahy hay ya pher sell kar rahay hay.iss kay ilawa apney liye ake zabardast plan rakhay kay meary pass itna margin hay aur itna loss ya profit meray liye accept able hay.aur saath saath technical cheezo ko bhi dekhnay.technical analysis Kay name say expert nay currency ka jaiza lia hota hay aur kuch supports aur resistance points bhi batay hotay hain.trading say related articles aopko different websites say mil jatay hay jinn may weekly for cast bhi di jati hay.yeah bat yad rakhay Kay mukamal knowledge hi aopko kamyab trader bna sakta hay.koshish Karni chahiye kay app trends ki direction may hi jaye.agar kisi currency ka rate countienusly down ho rha ho to app technical analysis parh kay issay sell karay.trading may iss bat ka khyal rakhna chahiye kay trends Kay opposite jana durst nai hota hay jab tak koi important news na ho.sab say zayada important hay Kay haumay behtareen trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay bagair mehnat Kay haum kabhi bhi kamyab nai ho saktay hay.hard work is the key to success.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

    g han dear ap ny boht achi information hmary sath share ki hai jis main ap ny hmain forex main kamyab hony k kuch asool btay hain jesa k ap kah rahi hai k forex aik risky business hai or kafi profitable bhi hai jub k risk or profit ko hum khud he hasil karty hain forex main loss hony ki bhi boht se wajohat hoti hain jo k har trader ko pta hona zarori hai jis se wo forex main wo wajohat rakhty hain jis ki wjah se un ko loss ho jata hai jub k forex ko profitable bnanany k liye hmain forex ki learning or knowledge ki traf dehan dena hota hai jub hum dehan deny lag jaty hain tab he hum forex main kamyab hoty hain or achi trading kar skty hain forex main apki grip jitni strong hogi market ko smjhny main otna he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmaisha hmain tab loss hota hai jub hum kuch he nazar main market ko anlaysis kar k apni trade lga dety hain jub k ayse jaldi main trade lagany se he loss hota hai tu hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu hmain pahly market ko achi trha se anlaysis karna hota hai osk bad hum achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
      Dear forex friends aj may app Kay saath apna personal experience share karti hun Kay jab jab may nay personally in rules Kay mutabiq trading ki hay to mujey bohat zayada faida hasal howa hay.dear friends Forex trading ka Kam start Kartay wakat ake bat zehan nasheen kar lay Kay trading ake risky business bhi hay aur profitable bhi hay.risk iss liye kay app bagair attention kay iss kam ko karnay gay to ho sakta hay Kay wakti tor pay app Kay ake ya do order durast lag jayn magar bad may appka tukka method kam nai karay ga.iss liye friends koshish karni chahiye kay app kisi bhi currency ko sell ya buy karnay say pehlay uska rujhan aur direction aur news Kay ilawa dosaray Logo ki iss currency Kay baray may opinion ko importance lazmi day.E tour aur kuch website par app trends ko dekh saktay hay aur yeah bhi dekh saktay hay Kay baki sab logg iss currency ko buy kar rahy hay ya pher sell kar rahay hay.iss kay ilawa apney liye ake zabardast plan rakhay kay meary pass itna margin hay aur itna loss ya profit meray liye accept able hay.aur saath saath technical cheezo ko bhi dekhnay.technical analysis Kay name say expert nay currency ka jaiza lia hota hay aur kuch supports aur resistance points bhi batay hotay hain.trading say related articles aopko different websites say mil jatay hay jinn may weekly for cast bhi di jati hay.yeah bat yad rakhay Kay mukamal knowledge hi aopko kamyab trader bna sakta hay.koshish Karni chahiye kay app trends ki direction may hi jaye.agar kisi currency ka rate countienusly down ho rha ho to app technical analysis parh kay issay sell karay.trading may iss bat ka khyal rakhna chahiye kay trends Kay opposite jana durst nai hota hay jab tak koi important news na ho.sab say zayada important hay Kay haumay behtareen trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay bagair mehnat Kay haum kabhi bhi kamyab nai ho saktay hay.hard work is the key to success.
      Yes dear aapane Apne Jo personal experiences Humse share Kiye Hain main aapki baat se bilkul agree krta hun Agar Ham in principles per Amal Karke apni trading Karenge to Hamari trading Jarur acchi ho jayegi aur Hamare liye bahut jyada faydamand sabit ho sakti hai iske sath sath Ham Ko Achcha experience bhi ah Jaega aur aur Hamara knowledge bhi Kafi increase ho jaega. Main Bhi Apne knowledge ke hisab se aapko Kuchh asool share Karne Laga Hun ummid hai isase aapka knowledge Majid Jyada Hoga aur aapko fayda hoga.


      Fundamental Analysis:
      Fundamental analysis aik Bahut Si important principle Hai Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapane Bhi Apne experiences Mein isko likha hai aur Main Bhi aapko bata raha hun ki fundamental analysis se aap news se closely attach hote hain aur news mein aapko bahut sari information mil jaati hai jisse aap acche tarike se trading kar sakte hain aur price fluctuation ko aasani ke sath dekh sakte hain ki Unki next movement kis Taraf hone ja rahi hai.


      Technical Analysis:
      Fundamental analysis Ki Tarah technical analysis ki bhi bahut important hote hain agar aap market ki movement ko acchi Tarah dekhna Chahte Hain To fundamental analysis ki saath saath technical analysis Fir Bhi aapko bahut Gaur karna hoga Mere Khyal Mein technical analysis karna Kafi difficult hota hai as compared to fundamental analysis Kyunki technical analysis main aapko sabse pahle market Baton per ghor karna hota hai aur iske sath sath aapko indicators ki proper learning Hasil Karni hoti hai aur jitni bhi different types of candlestick hoti hain UN per bhi acchi Tarah focus karne ke bad aap technical analysis Ke Liye Koi decision making kar sakte hain.


      Money Management:
      Dear money management Ek bahut hi important principal hai Jisko follow karke aap Forex trading mein bahut munafa Hasil kar sakte hain aur apni trading ko behtarin bana sakte hain money management se Murad yah hota hai ki Jab aap trading Mein Apni lot size ki selection Karte Hain vah Aapke account balance ke mutabik honi chahie aur aapke pass Jitna Bhi account balance hai use ratio se aap apne lot size ki selection karte hain in rules and principles ko follow karne ka naam money management hai.


      Self Confidence:
      Self confidence Ek bahut hi important sakta hai agar aap ke andar self-confidence nahin hai to aap Baki jitne bhi principal's hain unko acchi Tarah utilise nahin kar sakte hain isliye aap Andar self-confidence Ka Hona bahut hi jyada jaruri hai.


      Rules and Regulations:
      Agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie ki aap instaforex ki taraf se jitne bhi rules and regulations Hain unko follow karna bhi aapki responsibility banti hai agar aap rules and regulations Kho properly follow Nahin Karenge to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

        forex 1 acha business hain our humian es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our humian es main analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar sklty hain our hum es main forex kay rulz ko fiollow kar kay humain es main kam karna ho ga our hum es main bgir learning kay hum es mian kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our agar hum es main kam ko lalche bn kar karain gain to humian es main bhot sa loss hp jay ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain our hum es main acha experience our hum es mian kam karanay kay ley hum es mian acha knowledge hasl kar kay humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjabe hasl kar skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kma skty hain our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es mian kam kar skty hain our hum es main acha bons hasl karany kay ley humain es main boht mahant karne ho our hum es main kam kar kay hum es main boht sa mnagfa kma skty hain our hum es mian kam kar kay hum es main ache learning be ahsl kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be ahsl kar skty hain our forex kbe be na bnd hoany wala boht acha business hain our hum es main investment kar kay hum es main kam kar sklty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

          dear forex friends Forex k rules ko follow karna bohat hi zaruri hay agar ham forex trading k rules ko follow karen achi tarha say forex ko seekhnin and sath sath practice karen demo account pay practice kartay rahain regular jab achi tarha say practice kar lain and experience gain kar lain to hi trading karain us say pehlay trading karnay ki try karain gay to aap ko koi faida nai ho ga bal k aap ko loss ho jay ga jab aap experience gain kar lain and achi tarha say knowledge bhi gain kar lain to aap apna account balance yani k apna Capital increase karain bhalay bonus say karen ya apni personal investment say karen laikan account balance ka smart hona bohat hi zaruri hay aap ko money managment aati ho phir main cheez aati hay k aap ka analysis kesa hay practice k doran apna analysis strong karen Fundamental and Technical analysis dono tariqay use karen and news ko lazmi check karen aao money management kartay hoay apnay account me trade lgatay hoay lot size select karen Lot size ki importance bohat hi ziyada hay lot size ki koishish kren k minimum hi rakhen aur jab achi trha say analysis karnay k bad trade lganay k liay best entry points mil jain to un pay trade lagain aur phir apnay decision pay confident ho jain k mera faisla theek hay jab aap apna analysis ko lay kar sure hon gay to hi trade main kamyabi mil sakti hay agar aap ko dar laga rahay ga k yeh trade pata nai loss main jay gi ya profit main jay gi to aap apna confidence loose kartay jain gay khud pay confidence and control hona bohat zaruri hay apnay emotions and feelings ko side pay rakh kar trading karen kyun k agar aap emotional ho jain gay to loss ki sorat main aap ko samaj hi nai aay gi and aap koi aesi ghalti kar bethen gy k jis say bohat bara loss uthana par jay ga aap ko jab aap apni trade lagain to us main Stop Loss and Take Profit k tools ka istemal bhi karen kyun k yeh bohat important tools hain jin ki madad say account saffe rehta hay and loss ki soorat main account wash nai hota agr rules ko achi tarha say read kar samaj k trading karen gay to hamain kamyab trader ban'ny say koi nai rok sakta laikan us k liay shart yehi hay k rules and regulations ko fully follow karen laalach na karen daily weekly and monthly target set karen aur phir un targets ko achieve karnay k liay mehnat karen din rat mehnatt kareen kyun k mehnti traders hi kamyab traders bantay hain aur manfa kama saktay hain baqi sary traders banny ka khawab adhora chor k forex ko leave kar jatay hain
          If you work hard no body can stop you from success
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

            my dear forex members forex trading main trading karny k asool main sub se pahla jo asool hai wo yah hai k hum aghr real account main trading kar rahy hain or es main abhi new hain tu kbhi bhi real account main trade na lgaen q k es se apko loss ho skta hai real account main aghr ap trade lgna chahty hain tu ap pahly demo account main trading ki practice karen or osk bad apni trading ka experience gain karny k bad real trading ka start karen forex main apko real trading main acha profit leny k liye apko pahly trading achi trha sikh kar karengy tu he apko es business main faida hoga forex aik profitable business hony k sath stah risky business bhi hai jis main hmari zara se galti se hmain bara loss ho skta hai es liye aghr hum loss se bachna chahty hain tu hmain pahly trading sikh leni chahye osk bad karni chahye jis se hum achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main apko achi earning k liye apni trading ability ko itna strong krna hota hai k ap forex main market ko achi trha se smjh kar apni trading kar skaen or kamyab ho skaen
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

              Dear Ham yahan do type Kay rules discuss kr skty hen aik bonus account Kay dosry real account Kay dono Kay rules me kafi difference Hy kyun Kay ham instaforex Kay bonus account me work krty hen to hamen chye Kay ham is me best working Karen lekin kabhi bhi rules ko disobey na Karen kyun Kay yahan sab sy zada nuqsan serf us traders ka hota hy Jo rules ko properly obey nahi krta is me kam part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain our hum es main acha experience our hum es mian kam karanay kay ley hum es mian acha knowledge hasl kar kay humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjabe hasl kar skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kma skty hen Jo possible Hy hamen is me kam krny Kay leay secondly Forex me best working tips mil skti hay agar aap ko dar laga rahy ga k yeh trade pata nai loss main jay gi ya profit main jay gi to aap apna confidence loose karty jain gay khud pay itmaad and control hona bhat necessary hay apny jazbaat and ehsaasasat ko side pay rakh kar trading karn kyun k agar aap jazbat ho jain gay to loss ki sorat main aap ko samaj hi nai aay gi and aap koi aesi ghalti kar bethen gy k jis say bohat bara loss uthana par jay ga aap ko jab aap apni trade lagain to us main Stop Loss and Take Profit k basic trading waly tools ko use bhi karen kyun k yeh bohat important tools hain jin ki madad say account safe rakh Kay best working kr skty hen aur forex me kamahabi hasil kr skty hen
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                aoa dear members. ap ky sath forex mein trading k kch asool share kr raha hn.
                1- planning.
                jab bhe ap forex p trading kerty hiann to proper planing k sath krni chaeye.
                2- technical analysis.
                forex p trading krty hoey apko tmam techniques ka pata hoana chaeye.
                3- experience.
                trading krty hoey ap proper experience k sath aye requirements k mutabiq in experienceed log losss ka ziada samna krty hian.
                4. stategy.
                forex p trading kety wqt apko har situation k hisab sy strategy bnani ani chaeye.
                5-consultacy.
                apko apny sniors k sath zoaroor mashwara kr k trading krni chaye.
                6- risk management
                apko situation k hisaab sy risk bhe lena ana chaeye. kabhi ziada risk lena par jata hia to apko nervous ni hona hai asi situation me. and kabhi risk ni lena prata asi situation me apko khud control hona cheye.
                7- rules and regulation.
                apko proper rules and regulation pata bhe honey cheye usky elawa apko unhe implement kr k hi trading krni chaye
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                  Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                  Ji haan Dosto Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston sabse Pahli Baat To yah hai ki Jab Bhi aap Forex per kam karna start karen to aapke pass Ek proper planning honi chahie doston Ek acchi planning ke sath kam karna start Karenge to aapko fayda bhi achcha hi hoga doston Iske alava aapko 4x per Tamam techniques Ka Pata Hona chahie doston Iske alava trading karne se pahle aapke pass Achcha experience Hona bahut jaruri hai Jab aapke pass Achcha experience hoga to Aap Yahan per kam kar Sakenge aur fayda Hasil kar Sakenge doston requirements ke mutabik Jin Logon ke pass experience Nahin Hota vah log Ka Shikar Jyada rahte hein doston trading karne se pahle aapko Apne senior se Mashwara jarur le Lena chahie Kyunki is platform per kam karna Itna Aasan Nahin Hai hamare pass Achcha experience Hona bahut Jaruri Hota Hai doston aapko risk situation ke hisab se le Lena chahie Kabhi risk Jyada Lena padta hai to aapko nervous Nahin Hona chahie balke control Mein rahakar Ishq Le Lena chahie lekin Agar aapke pass koi knowledge or experience Nahin Hai To is platform per risk Lene se aapko loss hi hoga aur doston last Baat yah hai ki is platform ke rules or regulation ko follow karna Har member Ki jimmedari Hai Jab Ham Roj ko follow Karenge to hamare kam Achcha Hoga aur Hamare kam ka Achcha profit Diya jaega.THANKX
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                    Dear forex friends aj may app Kay saath apna personal experience share karti hun Kay jab jab may nay personally in rules Kay mutabiq trading ki hay to mujey bohat zayada faida hasal howa hay.dear friends Forex trading ka Kam start Kartay wakat ake bat zehan nasheen kar lay Kay trading ake risky business bhi hay aur profitable bhi hay.risk iss liye kay app bagair attention kay iss kam ko karnay gay to ho sakta hay Kay wakti tor pay app Kay ake ya do order durast lag jayn magar bad may appka tukka method kam nai karay ga.iss liye friends koshish karni chahiye kay app kisi bhi currency ko sell ya buy karnay say pehlay uska rujhan aur direction aur news Kay ilawa dosaray Logo ki iss currency Kay baray may opinion ko importance lazmi day.E tour aur kuch website par app trends ko dekh saktay hay aur yeah bhi dekh saktay hay Kay baki sab logg iss currency ko buy kar rahy hay ya pher sell kar rahay hay.iss kay ilawa apney liye ake zabardast plan rakhay kay meary pass itna margin hay aur itna loss ya profit meray liye accept able hay.aur saath saath technical cheezo ko bhi dekhnay.technical analysis Kay name say expert nay currency ka jaiza lia hota hay aur kuch supports aur resistance points bhi batay hotay hain.trading say related articles aopko different websites say mil jatay hay jinn may weekly for cast bhi di jati hay.yeah bat yad rakhay Kay mukamal knowledge hi aopko kamyab trader bna sakta hay.koshish Karni chahiye kay app trends ki direction may hi jaye.agar kisi currency ka rate countienusly down ho rha ho to app technical analysis parh kay issay sell karay.trading may iss bat ka khyal rakhna chahiye kay trends Kay opposite jana durst nai hota hay jab tak koi important news na ho.sab say zayada important hay Kay haumay behtareen trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay bagair mehnat Kay haum kabhi bhi kamyab nai ho saktay hay.hard work is the key to success.
                    Forex trading business ko baqayda asool bana kay kaam kernay mai he ziada faida hai. Jo traders apnay trading business profession kay start say he iss baat ko samajh laitay hain unn kay liye puray business mai bohat asaani rehti hai kiyu kay traders ko kisi na kisi tarteeb say he kaam kerna chaiye aur success bhi issi hisaab say ziada milti hai. Forex trading business mai koi aisi paichida baat nahi hai kay achay tareekay say iss business ko carry na kia jaa sakey. Forex trading mai traders ko simple aur asaan tareeka kaar say kaam kerna he faida daita hai.

                    Forex trading mai asool basic learning aur knowledge say derive kiye jatey hain kiyu kay forex mai koi bhi mushkil cheez nahi hai kiyu kay basic kaam sell aur buy kerna he hota hai. Forex mai do qisam ki trading techniques use hoti hain jinn mai say aik currency pairs kay liye aur aik commodities ki trading kay liye hoti hai. Currency pairs mai trading kay liye traders apnay asool kuch aisay banatay hain kay risk aur reward ki ratio ko ziada bhi ker laitay hain. Jo traders kaamyabi say trading kerna chahtay hain unn kay liye lot size aur equity kay saath saath margins ki bohat importance hoti hai. Forex traders ko yeh asool zarur banana chaiye kay kabhi ziada lot size kay saath over trading ki taraf na jaey kiyu kay loss zaruri nahi hota laikin bohat achi achi movements miss zarur ho jaati hai.

                    Forex traders ko aik asool aur bhi banana chaiye kay koi bhi trade baghair trend aur analysis kay nahi lagani hai. Traders ko apnay banaey gaey asooloo pay kabhi bhi compromise nahi kerna chaiye. Kiyu kay Agar apnay asooloo pay compromise ker lia jaey tou nuqsaan shuru ho jatey hain aur asool bananay ka koi faida bhi nahi rehta hai. Trading mai fair play ka bhi asool traders ko zarur banana chaiye takay kisi kisam ki ghalti ka imkaan he na rahey aur account bhi safe rahey aur trading secure tareekay say he jaari reh sakey
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                      Dear forex friends aj may app Kay saath apna personal experience share karti hun Kay jab jab may nay personally in rules Kay mutabiq trading ki hay to mujey bohat zayada faida hasal howa hay.dear friends Forex trading ka Kam start Kartay wakat ake bat zehan nasheen kar lay Kay trading ake risky business bhi hay aur profitable bhi hay.risk iss liye kay app bagair attention kay iss kam ko karnay gay to ho sakta hay Kay wakti tor pay app Kay ake ya do order durast lag jayn magar bad may appka tukka method kam nai karay ga.iss liye friends koshish karni chahiye kay app kisi bhi currency ko sell ya buy karnay say pehlay uska rujhan aur direction aur news Kay ilawa dosaray Logo ki iss currency Kay baray may opinion ko importance lazmi day.E tour aur kuch website par app trends ko dekh saktay hay aur yeah bhi dekh saktay hay Kay baki sab logg iss currency ko buy kar rahy hay ya pher sell kar rahay hay.iss kay ilawa apney liye ake zabardast plan rakhay kay meary pass itna margin hay aur itna loss ya profit meray liye accept able hay.aur saath saath technical cheezo ko bhi dekhnay.technical analysis Kay name say expert nay currency ka jaiza lia hota hay aur kuch supports aur resistance points bhi batay hotay hain.trading say related articles aopko different websites say mil jatay hay jinn may weekly for cast bhi di jati hay.yeah bat yad rakhay Kay mukamal knowledge hi aopko kamyab trader bna sakta hay.koshish Karni chahiye kay app trends ki direction may hi jaye.agar kisi currency ka rate countienusly down ho rha ho to app technical analysis parh kay issay sell karay.trading may iss bat ka khyal rakhna chahiye kay trends Kay opposite jana durst nai hota hay jab tak koi important news na ho.sab say zayada important hay Kay haumay behtareen trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay bagair mehnat Kay haum kabhi bhi kamyab nai ho saktay hay.hard work is the key to success.
                      Brother medicos ke aap is market mein agar kam karte hain to aapko ismein kam karne ke liye mehnat karni hogi agar aap kis market mein time lagate Hain to aapko ismein trade lagane ke liye apne asool banaa dene ya rasool ko apne mind rakhiye bhaiya kam karna chahie jitne bhi acche kidhar is market Mein kam ho ismein aapko achcha today plan banaa Lena chahie aur baad aap apna kam se kam ho jaate Hain kyunki is market Mein jab aap asool banaa lete Hain to usmein aap ko kafi jyada fayda ho jata hai jitne bhi is market Mein kamyab ho rahi hote hain vah ismein isliye kavya hote hain ki aap is market Mein acche asur banate hain aur unko use karte hain agar aap acche rasool use karte hain to aap samarpit mein aasani se kam ho jaate Hain is market main aapko chahie ki aap is market Mein trade lagane se pahle soch samajh Kar kam Karen vaise hi jo trader is market Mein analysis karte Hain to aap is market Mein fayda hota hai is market main aapko time lagana hai to aapko is maarpeet Mein kamyabi aisa nikal jaati hai ek trader at Merck limited lagana se pahle mehnat karta hai to aapko ismein fayda hota hai jothida is market Mein shoes ke pagal kam karte hain unko ismein nuksan ho sakta hai yah poochha ki aap is market Mein mehnat Karen aur sms all samay kar kam Karen market Mein mehnat karte hain unko kamyabi jarurat nahin lagta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                        Dear member aapane bahut hi acchi information share Ki Hai Agar Ham Forex trading Mein work karna chahte hain To Hamen Forex trading ke asool ka pata Hona chahie Agar Ham Forex trading Mein asul ke sath Kam Nahin Karte Hain To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte hain Jaisa ke Ham Jante Hain Ki Forex trading ek profitable business are ismein ham Thodi Si investment Agar Karte Hain To Ham yahan se ek bahut hi Bada profit Hasil kar sakte hain aur Usi ke sath sath Hi Ek risky business bhi hai ismein Hamen Mukhtlif currency aur metals aur bahut se a instrument mil Jaate Hain Jinke Upar Ham trade Laga kar Ek accha profit Hasil kar sakte hain Hamen Kisi Aise currency pair metal ko select karna chahie Jo ke beginners ke liye bahut hi jyada faydemand ho
                        Uski vajah yah hai ki Jab aap Forex trading ko start Karte Hain To aapke pass Forex trading ka Zyada knowledge or experience Nahin Hota Hai agar aap Kisi profitable currency pairs ke upar trade Karte Hain To usse aapko fayda ya hota hai ki vah Kuchh time ke bad aapke favour main Jarur Aati Hai Jiski vajah se aap Loss Se bachate Hain . Aapko EURUSD ,USDCAD, USDJPY, silver crude oil Aisi instrument ke upar demo account mein practis karne chahie Ho Jab aap ine Mein expert Ban Jaate Hain To Uske bad hi aapko real account ke upar kam karna chahie .
                        Forex trading ka basic knowledge gain kar lete hain Uske bad aap demo account mein selected pair ke upar practice kar lete hain to Fir Aati Hai real account ke upar trade karne ki ki Bari to ismein aapko money management ka istemal karte hue kam karna hota hai agar aap lalach karte hain aur ek Big Lot size ka istemal Karte Hain To aap kabhi bhi el achchi earning nahin kar sakte hain.
                        Forex trading mein agar aapane success hona hai to aapko Tamam Tarah Forex trading ke rules ko aur asool Ko follow karte hue kam karna hoga Is Tarah aap Kamyab ho sakte hain
                        Last edited by ; 03-07-2020, 09:40 PM.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                          Forex business me traders key asool hi esy hoty hey jo trading me un ko kamyab banty hey agar traders key asool me koi kami ho gi to traders fail ho sakty hey magar jab traders key asool be achy ho aur traders pabandi se apny asool par amaal kar key trading karen gey to esy traders professional trading karny ki waja se Forex business key kamyab traders hi bannty hey, hamesha apny asool ko hi hamy importance deni chaye agar ham apny asoolu se hat kar trading karen gey aur apny rules ko ignore karny ki koshish karen gey to esi trading ka koi faida nahi hota esi trading key fail hony key bahot chances hoty hey agar asool par market me trading ki jati hay to es key faidy bahot hoty hey esi trading me agar loss be ho jaye to traders per be loss se recover kar lety hey aur profit be earn kar lety hey, trading key hamary main aur sab se important asool ye hony chaye,

                          1. Money management aur risk management
                          2. Market analysis karny ko pehly tarjeeh dia karen aur es ki proper learning be kia karen
                          3. Trading tools ko use karen aur har tool key istemal ki demo account me practice kia karen
                          4. Loss hony par pressure aur tension na leya karen aur es ko bahot hi fresh mind key sath face karen
                          5. Trading jarehana na kia karen esi trading risky ho jati hay,
                          6. Profit agar bahot zeyada be earn kia jaye per be confidence over hony par es ka ghalat use na kia karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                            G han dear forex trading mai kam kush qismat log kartye hain jub kay es mai kam har koi acha kar laita hai acha kam kar kay kamyabi bhi miltye hai tu kam ager karna hai tu mai samjhta hun kay har aik business say best hai kay ap forex join kar lain kiyu kay es mai kam karna kafi simple hai jub kay es mai kam kar kay ap ka kafi faida bhi ho jata hai aur over all ye best business hai all the world mai kafi log hain jo kay forex mai acha kam kartye hain aur es mai acha kam kar kay faida bhi laitye hain tu ap ka kam hai kay ap bhi es mai acha kam karain khud bhi join karain aur family member ko laue kay ain kiyu kay atna acha platforum tu labhi ap ko nhi milye ga jitna acha platforum es mai hai matlab kay forex mai ap life time kaliye kam kar saktye hain aur ap acha kam kar kay kafi jad tak es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hsi kay ap es mai apna kam mahnet kay sath karain aur acha kam karain baki kamo ko chor kay ap forex mai kam karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain
                            $$$ Never Give Up $$$
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading Kay asool.

                              forex trading main apk asool ap ki planning k sath set hoty hain or ap koi bhi apny assol bana skty hain or osi ko follow kar k ap apni trading main kamyab ho skty hain forex main aghr ap kamyab hona chahty hain tu sub se pahly apko forex k rules ko follow karnna hoga q k pahly apko rules follow krny hngy osk bad ap apny assol bana kar apna kam karengy tu ap forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain forex main apka sub se pahly jo asool hai wo yah hai k ap forex ki pahly learning ki tarf dehan den osk bad knowledge gain karen jub ap knowledge gain karengy tab he ap forex main acha kam kar skty hain or achi trading kar skty hain forex main apko time table k sath kam krna hoga jis main ap acha or miyari akm kar skty hain forex main apko mahnat or lgaan k sath he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmaisha apk experience k sath he apko faida hota hai jub ao forex main learning ki base par or achy experience k sath trading karty hain tu ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X