Candles ka use?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candles ka use?
    Assalamu alaikum all members I am new in this forex form so I don't know how to use candles please guide me thanks?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candles ka use?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cocktail پيغام ديکھيے
    Assalamu alaikum all members I am new in this forex form so I don't know how to use candles please guide me thanks?
    Walekum assalam dear aapane bahut hi important question select Kiya Hai Kyunki Agar Ham Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Ham Ko candles ke bare mein complete education and information honi chahie main aapko candles ke bare mein Kuchh important information deta hun jismein candle ki definition aur uske sath sath iski types aur iski trading Mein importance aur iska proper istemal Karne Ka Tarika aapko batata hun ummid hai ki aap ke paas candles ki Kafi information a Jayegi.


    What is Candlestick:
    Candlestick ik style hota ha jo kay market main different commodities or currency pairs ki high or low movement ko bayan krti ha is ka sath sath uski opening or closing ka bary main indicate krti han.


    Colures of Candlestick:
    Market Mein Jo candlestick istemal Ho Rahi hoti hain unke do different colours Hote Hain Jo ki usually Ek red hota hai aur ek blue hota hai agar red candles ban rahi hai to iska matlab yah Hai Ki market niche movement kar rahi hai aur Agar blue candle ban rahi hai to iska matlab hota hai ki market Upar movement kar rahi hai ismein aapko yah rhy ki aap candles ke colour ko apni Marji ke hisab se change bhi kar sakte hain.


    Types of Candlestick:
    Candlestick ki different type hoti hai jo aapko market ki different situations ke bare mein properly indicate Karti rahti hai in mein se kuch important candlestick ki types main aapke Samne share kr deta hun.


    Doji Candlestick:
    Doji candlestick market Mein Ek important candlestick hoti hai jo market Mein reversal movement ko indicate Karti Hai Jis time per yah candlestick banti hai to iska matlab hota hai ki market ki next movement reversal Hone Lagi Hai.


    Hammer Candlesticks:
    Hammer candlestick bhi aik important type hoti hai jo aapko market Mein movement ke bare mein properly indicate karti hai.


    Long wick candlestick:
    Long wick candlestick hoti important candlestick hoti hai jo aapko market Mein Ek specific trend ke bare mein indicate Karti rahti hai.


    Bearish Candlestick:
    Aik esi candlestick jo market ma downtrend ko indicate krti ha usko bearish candlestick kaha jata ha.


    Bullish Candlestick:
    Upwards movement ko indicate krny kay liye jo candlestick istemal hoti ha usko bullish candlestick ka name dia jata ha.

    Importance of Candlestick:
    Dear market Mein Jab candlestick Ban Rahi hoti hai to vah market Kyon properly indicate kar rahi hoti hai aur Humko bata rahi hoti hai ki market ki next movement kis Taraf Hogi agar koi banda properly iski learning Hasil kar leta hai aur isko Sahi tarike se samajh leta hai to vah Banda kabhi bhi market Mein Apna nuksan nahin kar sakta Kyunki vah candlestick ki madad se market ki movement ko judge kar leta hai aur apni trade use hisab se lagakar fayda Hasil kar sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	31
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12328266
    • #3 Collapse

      Re: Candles ka use?

      Forex trading main candles bahut hi jyada importance hai and Forex trading Mein Jab Ham kam karte hain aur Mt4 Mt5 platform ko open Karte Hain To sabse pahle Hamen currencies pair Milte Hain aur jab Ham Kisi currency pairs ko open karte different Kisam Ke Chart mein open hote hain Yahan per Hamen teen kism ke chart Milte Hain first Jo Hamen chart Milta Hai vah line chart Hota Hai Uske bad Baat bar chart hota hai aur phir hum ko candlestick chart milta Hai aur jo chart Hamare liye sabse jyada faydemand hai vah candlestick chart Hai candlestick chart se Ham market ki movement ko asani k sath samajh sakte hain aur yah scalping ke liye Bhi Jyada important Samjha jata hai aur bahut Ziada trader candlestick chart ko hi follow karte hue trade Karte Hain Agar Ham ismein success Hona Chahte Hain To Hamen candles ke metallic information ko Gain karna hoga Uske bad candlestick mein jo sabse important candle Hai vah doji candle hai doji candle bahut hi important Samjha jata hai aur yah market ka trend hange kar deti hai ismein agar market uptrend mein ho aur ek doji Ban Jaaye to fir market Apna trend change karke downtrend Mein a Jaati Hai To Uske bad Hamen candlestick pattern bhi Milte Hain Jo ki bahut hi jyada Hain Hamen candlestick pattern ko bhi follow karna chahie ais se market ke andar Hamen Ek Achcha fayda Hasil kar sakte hain overall candlestick chart Mein Ham bahut hi Achcha perform kar sakte hain Agar Ham iska knowledge or experience gane karne ke bad ismein work Karte Hain To Ham Forex trading Mein Achcha profit kar lete hain
      • #4 Collapse

        Re: Candles ka use?

        Walekum assalam dear Forex trading mein knowledge Hasil karna padta hai jab tak aapke pass knowledge Nahin Hoga aur aap learning Nahin Karenge aap kabhi bhi ismein Kamyab Nahin ho sakte Forex trading mein aap Jab koi bhi trade open karte hain to aapko market ki movement ke mutabik trade Lagana hoti hai dear aap ismein market Mein mukhtalif candles Ko Dekhkar aap market ki movement ko Samay Te hain aur usmein trade open Karte Hain Jab tak aapko candles ka pata nahin Hoga aap ismein kabhi bhi acchi trade open nahin kar sakte a aur aap Achcha profit Hasil nahin kar sakte aur candle ki shape Ko Dekhkar aap tab hi trade Laga sakte hain Jab aapke pass Achcha experience hoga.

        Dear forex market Mein Jab aap dekhte aapko market mein jo candles hoti hain unmen Ek bullish candle hoti hai aur is main aapko bearish candle milati Hai Ya Do candles aapko market hi Najar Aati Hain isase Aage FIR ine candles mein Mukhtalif shapes hoti hain gen ka istemal aap trading Mein kar sakte hain.

        Dear brother bullish candle Jab Bhi Banegi to aapko market ki movement bataenge the market upward movement kar rahi hai Jab Bhi market ka uptrend start hota hai ismein market upward movement karti hai to market mein aap dekhte hain mukhtalif bullish candles Banti Hain.

        Aur is market Mein Jab Bhi downtrend start hota hai to market mein candles ki shape change Ho Jaati Hai Aur ismein bearish candle Banna start Ho Jaati Hain aur aur aap ko pata chal jata hai ki market ka trend change ho gaya hai.

        Dear forex market mein aap in candles ka colour aap apni Marji ke mutabik rakh sakte hain Aam Taur par use hone wala colour sabse a Jada green or red Hota Hai red candle bearish candle Kheli jaati hai aur ismein green candle bullish candle ko Kahate Hain lekin Inka colour aap apni Marji ke mutabik rakh sakte hain.

        Dear aapane is market mein agar koi bhi trade open karni hai to aapko market ki movement ko dekhna Hoga aur ismein Mukta light candles ki shape ko dekhna Hoga Kyunki ismein bahut jyada reversal candles hoti hain jinki shapes se aap ko pata chal jata hai ki aap market ka Trend change hone wala hai.

        Market Mein Mukhtalif Kisam ki candle Hoti Hai Chinmaya doji candle , hammer long stick hammer pin bar doji reversal strong bullish candle strong bearish candle hoti hain.

        Dear jab tak aap candlestick pattern ko follow Nahin Karenge aap is Waqt Tak trading Mein Kamyab Nahin ho sakte isliye aapko chahie kya aap candlestick ke bare mein learning Karen aur Iske bare mein knowledge Hasil Karen Taki aapko market Ka Pata Chal sake aur aap ismein acchi trading kar Saken jab tak trading Mein Ham Khud Se working Nahin Karenge Ham kabhi bhi ismein Kamyab Nahin ho sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Candles ka use?

          Dear candle kay hisab say kam karna kafi had tak faidye mand hai kiyu kay sara kam trading mai hota he candle ka hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap achye anylsis es mai tabhi kar saktye hain jub ap kay pass achye anylsis hun gaye tu ager ap kay pass achye anylsis nhi hun gaye tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet kay sath karain aur ap candle kay barye mai acha knowldge hasil kar lain ta kay bad mai ap kaliye zayda masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kar kay hamesha kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi ki zamant hai tu acha kam ap kartye hain aur ap ka kam hai kay ap achye anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam aur bhi zayda acha ho jata hai aur ap kay kam ki value achi ho jatye hai
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Candles ka use?

            Forex me teen type Kay pattern hoty hen
            -> Candlestick
            ->Bar Chart
            ->Line Chart
            ​Use of Candlesticks :
            sab mein se mostly used and known pattery candlestick ka use sab se zada Kiya jata hai kyun k candles Forex trading mein bahut easy pattern aur trend ko understand karne ke liye bahut helpful hoti hai is liye aap ko is mein kam karne ke liye candles ka use bahut important hota hai Forex trading mein Kam Karne wale members is baat se shayad jante Hain ke Forex mein candles ke different patterns hote Hain in patterns mein kafi sare types hoti hain Forex trading mein working Karne wale members ko is baat ka idea hona chahie ke candle ki types kitni hoti hain candles ki total 5 types hoti hen
            (1) Doji.
            (2)Bullish Engulfing Pattern
            (3)Bearish Engulfing Pattern
            (4)Morning Star
            (3)Evening Star
            Forex trading mein working karne ke liye aap ko in patterns Ka pata hona bahut important hai candlestick patterns main aap in candles ki types ko agar understand kar lete hain to Forex trading main aap ke liye bahut asani peda ho sakti hai Forex trading main har member agar proper professional work karna chahta hai aur aik professional trader ban kar per kam karne ke liye aap ko in candlesticks aur un ki details in ki working strategy aur method Ka pata hona chahie tab hi aap is mein expert aur professional trader Ban sakte hain.
            Last edited by ; 03-07-2020, 12:44 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Candles ka use?

              forex trading main candles ki boht hamiyat hai jis ko hum market watch karty dekh skty hain actually candles market ki sort e hal ko batati hain or market main hony waly up and down ko show karti hain jiis ko smjh kar hum apni trading kar skty hain or acha profit lay skty hain aghr kisi traders ko candles ki smjh any lag jati hai wohi forex main achi trade find out kr skta hai or marieket ko smjh skta hai forex main achi trading k liye apko har candles ka knowledge hona zarori hai jis se ap market ko achi trha se smjh skty hain or achi trading kar skty hain forex main ap candles ka khud se colour change kar skty hain aghr ap up or high situaion ko asani se smjhna chahty hain tu apko apni candles ko apni Pasand ka colour set kar skty hain pher osi se he ap apni trading ko smjh kar apni trading kar skty hain or kamyab ho skty hain ayse ap asani se colours ko dekh kar apni trading k liye market ko smjh skty hain or achi trading kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Candles ka use?

                forex 1 acha business hain our humian es main mahnat say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our forex trading main candles stickes ke boht value hain our hum es main candles stickes ko sue kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main market ke srtey haal say ba khbr rhaty hain our humian es main market ke srtyhaal ka pta chlta ryhta hain es ley hum es main candles stickes ko sue karty hain our humian es main bopht mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our forex main hum achay experience our humian es main acha knowledge kay satch hum es mian kam kar skty hain our hum es main candles stickes ko sue kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main bgior learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our humain es main forex ke moovement ko wach kar kay humian es main es kay rulz ko follow kar kay humian es mian kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our agar hum es main newe hain to humain es main demo account main humain es main practice kar kay humain es main sucess ho skty hain our hum es main expert bn skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache learning be hasl kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be ahsl kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Candles ka use?

                  dear forex members forex trading main candles ka use hum market ko smjhny k liye karty hain k market kahan tak ja rahi hai or agy kahan tak ja skta hai forex main apko candles ko achi trha se smjh kar he trade karni hoti hai jis se ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning karty hain forex main market main candles he hmain batati hai k market ab up jay gi k down or trend change hony wala hai yah ho gya hai tu hamin har candle ko achi trha se smjh kar apni trading karni chahye jis se ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main apko hmaisha market ko smjhny ki ability ko strong krna hota hai jub ap market ko achi trha se smjh kar apni trading karty hain tab he ap forex main market k according apni trading kar skty hain forex main jo sub se zyda candles hmari help karty hain wo candlistick candles hain jis main hmain market achi trha se smjh ati hai or hae movement ko achi trha se hmainn smjh any lag jati hai or hum kamyab ho kar apni trade kar k profit hasil kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Candles ka use?

                    aoa dear forex member. forex p trading kerty hoey apko candles k bary me mukamal maloomat honi chaeye q k forex trading me chandles bht important cheez hia.
                    1- candle. forex me candle ek style hota hai jis me different comodities aur cuerrrency ki low ya high movements ko bayan krti hia sath sath uski closing or opening ko bhe zahir kerti hian
                    2-types.
                    candles ki diffferent types hoti hian. har situation k hisaab sy different candles hain jo har situation ko show krti hian important type of candles neechy share kii gai hian.
                    3- doji candle stick.
                    doji candle stick ek important candle hia jo market me reversal movement ko show krti hai. jis time p yeh candle show hoti hia iska matlab market ki next movement reversal hony lagi hia.
                    4- hammer candle stcik.
                    yeh market ki har time aur har type ki ovement ko show krti hia.
                    5-bearish candle
                    yeh ek asi candle hia jo market k downtrend ko show krti hia isko bearsh candle bhe kehty hian.
                    6- long wick candle.
                    ye market me ek specific trend ko show krti hia.
                    7- bullish candle stick.
                    ye market k upward trend ko show kerti hia.
                    8-uses of candle sticks.
                    jab market me candles ban rai hoti hian to wo market ki movement ko show krti hian. is sy hamain market kay trend k bary me properly pata chalta rehta hia. aur age kisi ko proper candles ki knowledge ho to wo inhe proper utilize kr k acha khsa profit kama sakta hia ya phir big losss sy bach sakta hia.
                    • #11 Collapse

                      Re: Candles ka use?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Cocktail پيغام ديکھيے
                      Assalamu alaikum all members I am new in this forex form so I don't know how to use candles please guide me thanks?
                      brother candlestick patterns is market mein bahut hi jyada use ho rahe hain kyunki is market Mein candlestick patterns main aapko yah pata chal jata hai ki is market mein agar aap se lagate Hain to aapko ismein kuchh bhi achcha result nahin jata hai market mein agar aap candlestick pattern to dekh Kar FIR open karte Hain to usmein aap ko lagane ke liye candlestick patterns kosi karna chahie uske bad aapko is market Mein kabhi bhi nahin jata hai agar aap kis market Mein khana State transport secret to aap ismein dance sikhane ke bad kamyabi sikhi trade mil jaate Hain is Muscat main aapko time spent karne ke liye aapko maine kar lenge aap agar is market Mein minut karte hain to aapko ismein candlestick patterns ka kafi jyada fayda ho jata hai kyunki candlestick patterns is market Mein minut karte Hain to aap fayda hota hai jab wapas maarpeet Mein achcha kam karte Hain agar aatish market Mein candlestick pattern ko samajh Kar trade lagate hai to aapko resistance level se acchi trade mil jaate Hain kyunki market naresh akhtar se reaction legi hoti hai aur uske bad aap is market Mein cheated lagatar use per proper banaa sakta hai is market main aapko resistance level se rejection birthday lagane ke liye candlestick patterns ka pata hona chahie nuskhe maps market Mein laga sakte hain aap agar is market Mein candlestick patterns for use karte hain to aapko ismein kabhi jyada ho gaya kya hai aap agar candlestick patterns ko use karte hain to aap kis market Mein paida ho jata hai isliye aapko bataya ki aap is market Mein candlestick pattern Koi use karte hain to aapko ismein fayda ho jata hai ismein peeth Mein candlestick patterns bahut hi achcha result de rahe hote Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Candles ka use?

                        Candles hamary ley market ko analysis karny ka kam dety hey aur candles se ham chart ko read kar key market key behavior ka be anadaza laga sakty hey, magar candles key mutabeq trading karna es time tak fazul hay jab tak candles ki proper learning nahi ki jati hay candlestick chart pattern bahot hi wide range ka knowledge hay jes ki learning me kam se kam be 6 months ka time lag sakta hay aur agar ham completely candlestick chart pattern ko 1 bat samaj jaty hey to per candles key base par trading karna hamary ley bahot easy ho jata hay aur candles ko use karty howy market key bear aur bull ka anadza siraf specific time me banny waly candles se hi laga sakty hey, candlestick ki learning key baghir traders ko dake kar market ka jaiza nahi laga sakty hey aur traders confuse be ho sakty hey agar kesi trader ne candlestick chart pattern ki complete learning nahi ki hoti hay to un ko chaye key wo candlestick chart pattern ko large time frame me analysis kia karen es se traders ki confusion me had se zeyada kami ho sakti hay, chart me esy candles bahot zeyada banty hey jo key market reversal point par hi bannty hey aur jes ko follow karny se na siraf account secure ho jata hay profit earn karny ka be muqa milta hay magar sab se important hi ye cheez hay key traders candles ko understand kar key trading karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Candles ka use?

                          Dear forex member Forex trading may Kam kartay hoye haumay Chart Pattern pay kuch lines nazar ati hay jinko Candal Sticks patterns kaha jata hay jiss ki waja say haumy market ki movement ki upwards movement aur down wards movement ka pata chalta hay phir haum iss Kay mutabiq trading may apni trade open kartay hay aur uss Kay mutabiq hi haum lot size select kartay hay.forex trading may different types ki shapes of CANDAL STICK mojod hay jo traders ki different times may help karti hay Kay market Kay trends Kay mutabiq trading karney Kay liye.

                          Forex trading may Agar dekha Jaye to zayada behter tarikay say trading karney Kay liye traders hamesha fundamental analysis kartay hoye Candal Sticks patterns ko samajhnay kay bad hi trading kartay hay . forex trading may Candal Sticks ki 18 types hoti hay jinka different times may haum trading may istamaal kartay hoye trading kartay hay Forex trading may Candal Sticks patterns ko traders apni trading may follow kartay hay aur Candal Sticks ko colors bhi traders apni marzi say day sakay hay.

                          Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay haumay hamesha apni abilities ko improve kartay hoye trading karni chahiye aur market ki movement ko analyz karney Kay liye haumay hamesha Candal Sticks patterns ko follow kartay hoye trading karni chahiye Candal Sticks patterns ki mukamal information honi chahiye takay haum uss Kay mutabiq trading kartay hoye trading may kamyaabi Kartay hay .
                          • #14 Collapse

                            Re: Candles ka use?

                            expensive candle kay hisab say kam karna kafi had tak faidye mand hai kiyu kay sara kam buying and selling mai hota he candle ka hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap achye anylsis es mai tabhi kar saktye hain jub ap kay skip achye anylsis hun gaye tu ager ap kay pass achye anylsis nhi hun gaye tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet kay sath karain aur ap candle kay barye mai acha knowldge hasil kar lain ta kay terrible mai ap kaliye zayda masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kar kay hamesha kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi ki zamant hai tu acha kam ap kartye hain aur ap ka kam hai kay ap achye anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam aur bhi zayda acha ho jata hai aur ap kay kam ki value achi ho jatye hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Candles ka use?

                              candles ak asharon ke tarha hoty hain jo faida ya nuqsan btaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X