Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?
dear member forex trading ko join krtay waqt har shakhs ye sochta hay ke woh is mein kamyabi hasil kray ga magar ye mumkin nahi hay k har shkahs kamyab ho sakay.oski wajah ye hay k trading krty waqt sb members good planing aur achi strategy nahi apnaatay jiska nuqsan ye hota hay k onko trading mein nuqsan ho jata hai aur nuqsan hamesha ghalat strategy aur lalch ki wajah se hota hai.hamein trading mein hamesha apni amount ko dekhtay huway proper aur successful strategy apnani chahye jis mein hamara account bilkul secure reh jaaye.iski leye hamein proper RRR(Risk Reward Ratio) aur profit ratio k sath kaam krna chahye.phr hum in sha Allah zaroor kamyab hongay.
koi bhi strategy ho wo kabhi bhi risk free nahi ho sakti is leye jo bhi strategy apnaai jaaye gi risk to lena majboori hai esi leye koshish krein k minimum risk le kr kaam krein trading mein.moat important baat ye hay k apni trading mein lot size according to capital ya small lot size use kiya krein shukriya.
اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370
پيغام ديکھيے

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим