Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.
    Forex trading 👨 k ander four trading sessions han. Jo 24 hours forex market ko open rukhti han. Her trading ki apni kuch charecteristics han. Jin ko ak kamyab trader apni mafad man istemal ker k apna profit ko maxmize kerta ha. Forex trading 👨 k four trading session aur unki time pakistan k standard time k hisab sa nicha de gai ha.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	2
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12464418

    In Trading sessions 👨 man sab sa zayada liquidity "European Session" ki hoti ha. Liquidity ka matlab k market man kitni money float kerti ha. Zayada money float more liquidity. Liquidity ka asar market per aur hamari trade per is terha perta ha k ager ham ak trade lagata han European session man b aur baqi seessions k ander b. To European session man ye aam sessions k moaqable man double movement kara ga. Aur hamara profit double ker deta ha. Is liye zayada ter kamyab trader European session man he trade ko prefer kerta han. Different trading sessions man movement graph dikhaya gya ha.

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	4
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12464419

    Is man asani sa dakha ja sakta ha. Eropean session man a ker movement berh gai ha. European session k bad 2nd more liquid session New York session ha, is man b movement zayada hoti ha.
    European session man b sab sa zayada liquidity aur more movement " European aur New York session" k overlap man zayada hoti ha jo pakistani standard time k motabiq din 8:00am sa le ker din 12:00pm tak hoti ha. Is nicha digram man dekha ja sakta ha.

    Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	1
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12464420

    Is overlap ko kamyab trading 👨 pora 24 hours wait kerta han. In other words ye forex tradin k sab sa best time ha.
    Is overlap ki kuch characteristics nich digram man de han.

    Click image for larger version

Name:	images (87).jpeg
Views:	1
Size:	36.2 کلوبائٹ
ID:	12464421

    Is terha forex 👨 man ak trader session sa apna profit double ker sakta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

    Dear Hamen different trading session ke bare mein pata Hona chahie aur uske andar kaun se currency pairs Jyada move Karte Hain Uske bare mein bhi information Hogi To Ham kamyabi ke sath unhi ke upar trading Karenge To Hamen Jyada fayda Hasil ho sakta hai harsh and ki apni currencies ke upar Jyada moment Hoti Hai Jaise European session ke andar GBP USD aur Euro ki movement bahut jyada hoti hai aur Hamesha Iske andar vah Upar Jaate Hain ya Niche Jyada Aate Hain To isliye Hamen her session ki best currency pairs ka Pata Hona chahie kaun si chij Karti Hai similarly New York station ke andar USD aur JPy aur GBP ki aur Euro ki movement bahut jyada hoti hai uske upar trading Karen ta k Ham kamyabi Hasil kar saken. Session ke andar AC tarike se Australian Sajan Ke Andar Hamari JPY, EUR, USD agpb aur aur uske sath Australian Dollar ke upar bahut jyada moment hoti hai isliye Jab Ham Australian station ke andar Jaaye to vahan per Ham Australian in currency pairs is ke upar trade Karen To Hamen Jyada fayda Hasil hoga similarly Jab Tokyo ka session start hota hai to uske andar bhi Hamen JPY ke upar Jyada kam karna chahie Kyunki JPY movement bahut jyada hoti hai aur GBP, USD aur JPY ke pairs ke upar bahut jyada movement show karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	1
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12328220

    Similarly Agar Ham New York se San mein bhi Dekhen To Hamen Nazar aayega ki different commodities stupid Jyada acche trade Hoti Hai niche diagram ke andar Tokyo session ke bare mein bataya gaya hai ki usmein kaun si currency Jyada movement kar sakti hain isko bhi Ham dekh sakte hain live chat ke andar Ke Ja Yahi vah currency Sar real mein bhi uske upar move Karti Hain Jyada New York section ke andar.

    Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	1
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12328221
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

      Dear pak forex members forex trading ma 4 trading session hai jo k London session Tokyo session Newyork session aur Australian session hoti hain. Hr ek session ki apni khasiat hai jis ma traders trade kr k profit earn krty hain. Aur en session ki timing 24hrs hoti hai jo pakistan k standard k mutabiq different hoti hain.
      In session ma sab sy zyada liquidity European session ma hoti hai aur jitny b professional traders hain wo European session ma trade krty hain jis double profit earn hota hai
      Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	1
Size:	15.2 کلوبائٹ
ID:	12328222

      European session ma movement zyada hoti hai jis sy business ma acha profit earn ho sakhta hai. Es session ma liquidity zyada hoti hai. Es k bad Newyork session ma liquidity zyada hoti hai jis sy professional traders profit earn kr sakhty hain. Es hamien zyada tr traders European session ma trading krty hain jis sy faida b zyada hota. Jb European aw Newyork session overlap hoty hain tw professional traders es time pr trade krty hain jis sy zyada profit earn hota hai.

      Es overlap ma market movement zyada hoti hai jis ys acha profit kamaya ja sakhta hai.
      En forex k trading session ma ek trader apna profit double kr sakhta hain agr wo en session ma trade kry gha.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

        Ji han aapane bahut hi acchi information share Ki Hai jaise ki Ham Jante Hain Ki forex market Mein Bade 3 session Hai Tokyo session London session New York session Tu ine teenon session mein market ki movement Mein Fark Hota Hai London aur us session mein jo market hoti hai wo high volatility hoti hai aur uske bad market main high volatility ose Waqt Aati Hai Jab overlapping hota hai yani ke Ek session Jab closs ho raha hota hai to usse session ke close hone se aik sey two Ghanta pahle dusra session start ho jata hai to is doraniya ko overlapping Kahate Hain is dauran market high volatility Mein Hoti Hai uski bahut jyada movement hoti hai agar Ham expert Hai analysis karna aata hai To Ham Ek Achcha entrypoint Talash Karke ka acchi trade Laga Sakte aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hain market ka koi bhi session open ho Ham Ek achi trade use Waqt Le sakte hain Jab Ham is mein Ek Achcha knowledge or experience rakhte ho Agar hamare pass Forex trading ka ek Achcha knowledge or experience Nahin Hai To koi bhi session Ho high volatility ho ya low volatility tu hum Kabhi Bhi Ek acchi trade Nahin Laga sakte hain Hamen chahie ki Ham Mukhtlif sessions Mein market ki demo account ke upar practice Karen aur Dekhey ki kihe ki kis session ki movement Kis Tarah Se Ho Rahi Hai Uske hisab se Hamen real account mein work karna chahie se mat results Milte Hain Agar Ham demo account mein market ko Jyada Se Jyada time Dete Hain To Ham market ko Behtar samajh lete hain aur ek acchi trade lagakar Ek Achcha profit Husle kar sakte hain yah aisa business hai jis mein agar mehnat Karte Hain To Hamen is Mein kamyabi Jarur milati hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

          Yes dear a nay sahi kaha kay ap ahr trading kar rahy hain to mukhtalif jaga p change ho gi har session main apni apni trading chal rhi hogi kun kay har cheez pa alaida tradi g hoti hay to is waja say har jaga pa har session main apni apni trading chal rhi ho gi janab is liay hamen ye baat soch chahiay kay bahut si cheezon pa aik jesi trading nhi ho skati na market kay hisaab say change ho ti rehti hay is liay ap ka dil jahan kary usi sesaion main ja kay kam kren aur usi ma trading karen
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

            aoa dear friends jaisy k phly bhe dosto ny btaya hai k different jaga p trading different ho jati hia so isi liye hamain har product p har jagah nazar rakhny k zaroorat hia. because har cheez p alag trade hoti hai to is waja sy har jaga session bhe different ho jata hai is liye hamain pata hona chaeye har cheez p trading ek jaisi ni hoti market k hisasb sy trading change hopti rehti hai isi liye isky session bhe different hoty hianso apko har session p nazar rakhny ki zaroorat hia
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

              Obviously dear Forex trading mein different trading sessions hote hain jis mein are working kar sakte hain is liye aap ko kam karne ke liye market mein different training sessions Ka pata hona chahie kyunki market kisi bhi station per kuchh movement pass Ho jaati hai jisse aap acchi trading kar sakte hain isliye Forex trading mein different sessions make wedding car 24 hours 20 new kar sakte hain for expecting a basic working kavya yahi hai ki aapko ismein analysis ke sath work karna hoga acche isase aapko hamara chhod mein behtarin working karne ke liye bahut important hote Hain

              Session ki different timings hen different session apny wakt Kay mutabik open hoty hen session ke close hone se aik sey two Ghanta pahle dusra session start ho jata hai to is duration ko overlapping Kahate Hain is dauran market high volatility Mein Hoti Hai uski bahut zada movement hoti hai agar Ham expert Hai analysis karna aata hai To Ham aik sab sy best aur Acha entry point find out Kar ke ka achi trade Laga Sakte aur comfirmed profit Hasil kar sakte hain market ka koi bhi session open ho Ham aik achi trade use Waqt Le sakte hain Jab Ham is mein aik Acha knowledge or experience gain kr lety hen Jo Forex mein bahut important hota hai isliye aapko trading session se zada depend karna chahie ki aapke analysis kitne accurate Hain kyun ky Forex mein agar aapke analysis aqurate hote hain to Forex trading working karne ka aap ko faida hota hai isliye hamesha aap ne analysis practical Forex trading me Jo baat metter karti hai woh Forex trading mein analysis hote hain agar aap ke pass Forex trading mein working karne ke liye perfect analysis maujud hai to aapko session ko nahin dekhna chahie aap trade open kar ke profit hasil kar sakte hain best analysis ke sath rather than session opening.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

                Forex trading aik international online business hai. World wide Forex market ka system bohat excellent tareekay say work kerta hai. Forex trading market three sessions mai work kerti hai jo kay properly defined hain. Forex market mai traders ko bhi usi kay mutabiq kaam kerna hota hai. Yeh baat darust hai kay forex trading market mai traders ko mukhtalif sessions kay liye mukhtalif strategies he banani parti hai takay different sessions mai traders kaamyabi say apni trading jaari rakh sakain. Forex market kay tamaam sessions mai trading ka tareeka same hai laikin yeh zarur kaha jata hai kay trading kay liye mukhtalif targets sessions kay mutabiq set kiye jaa saktay hain.

                Pehla session asian session hota hai jiss kay barey mai yeh kaha Jata hai kay iss session mai currency pairs mai ziada movement hoti hai aur ziada trading profits bhi currencies kay pairs mai he hotay hain. Commodities mai trading Asian session mai huge volume mai bohat Kamm dikhai daiti hai. Issi tarah European session second session hota hai jiss mai commodities aur major currency pairs ki trading bohat achi hoti hai. European session mai volume hamesha ziada hota hai jiss wajah say traders aur investors ko profits bhi big he hotay hain. Forex market mai ziada pressure hamesha European session mai he daikhnay mai ata hai. Last session USA market ka hota hai. New York market session mai major currency pairs, gold aur crude oil mai trading ka volume ziada he hota hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss say unn ki trading pay bohat say positive impact atey hain. Kaamyab traders Forex market kay sessions ko bohat closely observe kertay hain aur jo traders iss mai kaamyab ho jatey hain wohi successful traders bantay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
                  Forex trading ������ k ander four trading sessions han. Jo 24 hours forex market ko open rukhti han. Her trading ki apni kuch charecteristics han. Jin ko ak kamyab trader apni mafad man istemal ker k apna profit ko maxmize kerta ha. Forex trading ������ k four trading session aur unki time pakistan k standard time k hisab sa nicha de gai ha.

                  [ATTACH=CONFIG]14770[/ATTACH]

                  In Trading sessions ������ man sab sa zayada liquidity "European Session" ki hoti ha. Liquidity ka matlab k market man kitni money float kerti ha. Zayada money float more liquidity. Liquidity ka asar market per aur hamari trade per is terha perta ha k ager ham ak trade lagata han European session man b aur baqi seessions k ander b. To European session man ye aam sessions k moaqable man double movement kara ga. Aur hamara profit double ker deta ha. Is liye zayada ter kamyab trader European session man he trade ko prefer kerta han. Different trading sessions man movement graph dikhaya gya ha.

                  [ATTACH=CONFIG]14771[/ATTACH]

                  Is man asani sa dakha ja sakta ha. Eropean session man a ker movement berh gai ha. European session k bad 2nd more liquid session New York session ha, is man b movement zayada hoti ha.
                  European session man b sab sa zayada liquidity aur more movement " European aur New York session" k overlap man zayada hoti ha jo pakistani standard time k motabiq din 8:00am sa le ker din 12:00pm tak hoti ha. Is nicha digram man dekha ja sakta ha.

                  [ATTACH=CONFIG]14772[/ATTACH]

                  Is overlap ko kamyab trading ������ pora 24 hours wait kerta han. In other words ye forex tradin k sab sa best time ha.
                  Is overlap ki kuch characteristics nich digram man de han.

                  [ATTACH]14773[/ATTACH]

                  Is terha forex ������ man ak trader session sa apna profit double ker sakta.

                  Yes dear Jo trader forex market Mein trade kar rahe hote hain unko trading session ke bare mein pata Hona chahie ki kaun se time per kon sa trading session active hota hai aur usmein Kitni moment Ho Rahi hoti hai agar aap ek hi trading session mein continuously kam kar rahe hain to aapko usmein aasani se profit ho jata hai aapko chahie ki aap is market Mein Soch Samajh Kar kam Karen Jab market Mein acchi trade lagaty Hain To aapko yah Pata Hona chahie ki aapki trading strategy kaun se trading session mein Achcha result Deti Hai trading strategy ko use karne se pahle aap ko ek dafa ho demo account per check kar dena chahie ki aapki trading strategy kaun se time per Achcha result deti hai agar aap is market Mein Achcha result Hasil karna chahte hain aapko acchi practice karne ke bad Faisla karna hoga aapko chahie ki aap ek hi trading session per trade Karte Rahe Agar aapki trading strategy Mein Koi Aisi mistake Hai Jiski wajah se aapko nuksan ho raha hai to aap usko khatm Karen Uske bad aap ais market Mein kam Karen agar aap trading session ko Bar Bar change Karenge to aapki trading strategy ais ki wajah se disturb ho sakti hai aap ko chaye k ap apni trading strategy per focus Karen aur jab aapki trading strategy Achcha result Dena start kar de to use per discipline ke sath kam Karte Rahen Is Tarah aap apni trading strategy ko ache tarike se use Karke zayda profit bana sakte hain is market Mein jitne bhi trader Kamyab ho rahe hain Unki trading strategy strong hoti hai to use wajah se unko profit ho raha Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

                    Yes dear ye bat tu hai kay trading hamesha aik see nhi rhatye hia es mai ap ko kafi mahnet aur lagan kay sath kam karna parta hai jis kay bad ap es mai kamyab ho patye hain kiyu kay trading mai kafi sarye sections hotye hain tu ap nay ager session kay hisab say kam kiya hota hai tu ap es mai kamyab ho patye hain jaisye kay har kisi ko pta hai kay market kabhi aik sa kam nhi karti hai tu better hai kay ap es mai jis side pay market move karye ap usi side kar liya karain es tarha ap ka kam kafi acba ho jata hai aur ap es mai acha kam kar saktye hain tu us kaliye sub say zaroori kam ye hai kay ap market mai anylsis kay hisab say kam kartye hain tu zayda better hai aur ap ka kam hai kay ap trade market kay trend kay hisab say hamesha set kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
                      Forex trading 👨 k ander four trading sessions han. Jo 24 hours forex market ko open rukhti han. Her trading ki apni kuch charecteristics han. Jin ko ak kamyab trader apni mafad man istemal ker k apna profit ko maxmize kerta ha. Forex trading 👨 k four trading session aur unki time pakistan k standard time k hisab sa nicha de gai ha.

                      [ATTACH=CONFIG]14770[/ATTACH]

                      In Trading sessions 👨 man sab sa zayada liquidity "European Session" ki hoti ha. Liquidity ka matlab k market man kitni money float kerti ha. Zayada money float more liquidity. Liquidity ka asar market per aur hamari trade per is terha perta ha k ager ham ak trade lagata han European session man b aur baqi seessions k ander b. To European session man ye aam sessions k moaqable man double movement kara ga. Aur hamara profit double ker deta ha. Is liye zayada ter kamyab trader European session man he trade ko prefer kerta han. Different trading sessions man movement graph dikhaya gya ha.

                      [ATTACH=CONFIG]14771[/ATTACH]

                      Is man asani sa dakha ja sakta ha. Eropean session man a ker movement berh gai ha. European session k bad 2nd more liquid session New York session ha, is man b movement zayada hoti ha.
                      European session man b sab sa zayada liquidity aur more movement " European aur New York session" k overlap man zayada hoti ha jo pakistani standard time k motabiq din 8:00am sa le ker din 12:00pm tak hoti ha. Is nicha digram man dekha ja sakta ha.

                      [ATTACH=CONFIG]14772[/ATTACH]

                      Is overlap ko kamyab trading 👨 pora 24 hours wait kerta han. In other words ye forex tradin k sab sa best time ha.
                      Is overlap ki kuch characteristics nich digram man de han.

                      [ATTACH]14773[/ATTACH]

                      Is terha forex 👨 man ak trader session sa apna profit double ker sakta.
                      brother is market Mein kam karne ke liye different trading sessions available hai is market mein aap job trading session per trade karte Hain to usmein aap ko fayda Ho jata hai raat ko kis market Mein taxation Mein kam karne ke liye pata hona chahie ki kaun si trading session mein acchi moment ho rahi hoti hai kuchh trading session aise hi Jin moment kafi jyada shuru hoti hai agar aap usmein trade lagate Hain to usmein aap ko nuksan bhi ho sakta hai agar aap is market Mein chadh lagate Hain wapas market Mein mat karna chahti hai is market mein aap time lagate Hain wapas market Mein paida ho jata hai agar aap is market Mein mehnat karte Hain Ham aapko ismein kamyabi aasani se Mil jaati hai Jo trader is market mein time lagate Hain unko ismein fayda ho jata hai isliye aapko chahie per aap is market Mein lagane se pahle trading station ko dekh lena agar aapka favourite trading session chal raha hai to is market Mein operate lagate Rahe vistara office market mein aasani se kamyabi cancel kar sakte hain as market Mein kamyab hone ke liye trading session per acche se trade lagaen kitni acchi read Japanese market Mein jagat jaenge aapko itna hi jyada fayda hota hai agar agar aap tension mein koi acid jaenge Jo uske liye hath se acchi nahin hogi to aap ko usmein nuksan hota hai isliye aapko chahie kya aap is market Mein trading session per main Karen aur ismein ko tab jyada fayda hoga jab aapas Mein mehnat karte Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

                        G han dear har session me Forex market ki movement different ho sakti hay es ki waja bahot simple hay jab Asian market session open hota hay to bahot zeyada news release nahi hoti hey aur ye market open hony ka session be hota hay jes ki waja se market ki movement be slow hi hoti hay aur jab London ya per USA market session open hota hay to ye time hota hay bahot zeyada news key release hony ka aur market close be USA session par hota hay es waja se market me bahot teezi key sath movement be hoti hay aur other market sessions se es market session me bahot zeyada trading be hoti hay, traders ko har market sessions par different type ki strategy key sath trading par focus karna chaye aur ye be mind me rakna chaye key jo movement previous session me howi hay es movement ka taluq next market session ki movement key sath nahi hota hay, Traders ko har market session key start hony par market ka jaiza lena chaye aur ye check karny ki koshish karni chaye key market ki condition kia hay agar Asian market session me market ki condition achi nahi hoti aur movement be bahot slow howi hay to upcoming market session ki movement previous market session se zeyada aur different be ho sakti hay, kesi be market session me trading karny ko risky nahi samjna chaye agar news par trading ki jaye to har market session me achi trading karna mushkil nahi hota hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

                          Yes dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share ki hai aur aapki post bahut informative Hai Ham Jante Hain Ki Forex trading market mein Main 4 different session chal rahe hote hain aur Har session mein trading bilkul different ho rahi Hoti Hai Adhyaksh Ham apni trading co effective banana Chahte Hain To uske liye hamare pass market ke different sessions ki complete learning aur information honi chahie Kyunki aapane yah observation ki Hogi ke Kuchh market session mein kisi specific currency pair ki movement bahut jyada ho rahi hoti hai aur kisi market sessions mein kisi currency pair ki movement bahut slow hoti hai.

                          Humko trading karne se pahle market ke different sessions ke bare mein complete knowledge Hasil kar lena chahie aur ismein yah note kar lena chahie ke kaun se market Mein Ham Ko kaun se currency pair aur kaun si commodity per trading karni hai Kyunki Agar Ham daily basis per observation Karte Hain To Humko Ek idea ho jata hai ki is market session mein humko trading Karni chahie aur kaun si currency pair trading Hamare liye profitable ho sakti hai.

                          Iske sath sath aapko yah bhi Pata Hona chahie ke agar aap short term trading kar rahe hain to aapko Friday last session mein kabhi bhi trading Nahin Karni chahie Kyunki Uske bad market close Ho Jati Hai ISI Tarah Jab Market Mandi ko open hoti hai to aapko kabhi bhi e Mandey ko first session mein trading se avoid karna chahie Kyon Ke usmein Bhi market ki moment unexpected ho sakti hai jo Hamare account ke liye dangerous ho sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

                            forex buying and selling aik international on-line business hai. world extensive foreign exchange market ka device bohat tremendous tareekay say work kerta hai. foreign exchange buying and selling market 3 sessions mai paintings kerti hai jo kay properly defined hain. forex marketplace mai traders ko bhi usi kay mutabiq kaam kerna hota hai. Yeh baat darust hai kay forex trading market mai buyers ko mukhtalif classes kay liye mukhtalif techniques he banani parti hai takay distinctive periods mai buyers kaamyabi say apni buying and selling jaari rakh sakain. forex market kay tamaam periods mai buying and selling ka tareeka identical hai laikin yeh zarur kaha jata hai kay trading kay liye mukhtalif targets classes kay mutabiq set kiye jaa saktay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex k different trading sessions man trading different hoti ha.

                              Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market say related aur Trading say related knowledge aur information ko hona bohut zarori hota hay Kyu Kay Jab tak haumay trading aur market ki learning aur information nai hogi to haum kabhi bhi kamyab tareekay say complete business kar hi nai saktay hay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna bohaut zayada lazmi hota hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur iss Kay liye haumay hamesha apni abilities aur skills ko increase kartay hoye trading karni parti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay aur phir haum kamyab tareekay say complete knowledge Kay saath trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti agar haum kamyab business karna chahtey hay to haumay zayada achay tareekay say trading say related knowledge aur information ko gain karna hoga takay haum market ki movement ko daikhtay hoye aur samajhtay hovey hi kamyaabi Kay sath trading kartay hovay selling ya buying pay market ki movement ko daikhtay hoye apni trade open kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.

                              Forex trading may traders ko information honi chahiye Kay trading kartay hoye kitnay Trading sessions hotay hay Jin may haum nay trading Karni hoti hay haumay hamesha market ki movement Kay mutabiq trading karni parti hay aur jo bhi session haum trading Kay liye select kartay hay haumay uss ki proper information honi chahiye takay haum market ki movement ko daikhtay hoye aur samajhtay hovey trading Kar sakay aur kamyaabi hasal kartay hay Trading kartay hoye haumay candal sticks ki different types ko achay tareekay say complete knowledge Kay saath trading May istamaal karney ki koshish kerni chahiye takay haum trading kartay hovay market ki movement Kay mutabiq trading kartay hoye zayada profit hasal kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.

                              Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur phir haum apni abilities aur skills Kay mutabiq kisi bhi session may trading Kartay hay to haumay uss ki mukamal information honi chahiye takay haum trading may achay tareekay say complete knowledge Kay saath Kam kartay hoye kamyaabi hasal Kar sakay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X