BROKER kiya hota hai? - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

BROKER kiya hota hai?

01-07-2020, 11:26 PM

Malik6120

Malik6120

جونیئر ممبر

Re: BROKER kiya hota hai?

asalam alaikum umeed karta hon ke aap sab kheriyat se hon ge brokr فارکس ki zabaan mein aik aisa aadmi hota hai woh aap se order le ke woh aap se order le ke aur is ka woh commission charge karta hai jis ko hum brokr ki fees bhi kehte hain lehaza achi trading ke liye achay brokr kaantkhab bhi zurori hai jo aap ko achay se اچھامنافع faraham kar sakta hai lehaza aap jab bhi batting kere achay brokr ka intikhab karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    02-07-2020, 06:11 AM

    AB75

    AB75

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    G dear broker hotye hain jo kay market mai uper nechye trade kartye hain aur broker ki waja say he market chalti hai tu broker ka kafi kirdar hota hai market mai ap kam kartye hain tu broker ap ka kam mai ahel hotye hain matlab kay market mai jis side pay zayda log hotye hain trade us side pay kabhi move nhi karta hai kiyu kay isye pta hai kay es side pay ager trade move howa tu zayda ka faida hai tu broker ka kam hota hai kay zayda logo ko nuqsan daina jub kay kam logo ko es mai profit daina tu broker hamesha market mai lagye rhatye hain es kam mai aur un ka kam he ye he hai kay kis tarha market mai kam karna hai aur kis ko kitna faida daina hai usi hisab say he kam chalta hai aur ap es mai kamyab ya naqam hotye hain broker pay he depend karta hai
  • 02-07-2020, 11:31 AM

    forexboss2

    forexboss2

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    Agar Ham Forex trading karna chahte hain To Hamen Kisi Na Kisi broker Ka Sahara lazmi Lena padta hai broker ka Forex trading mein bahut hi ahim Kerdar Hota Hai agar Ham Forex trading Mein Apne investment ko waste nahin karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Ek acche aur trust broker ke sath trade Karen Agar ham fake broker ka istemal Karte Hain ais market Mein Hamari sari investment Waste Ho Jaati Hai Kyunki aaj kal bahut jyada fake broker Hain Jo Hum ko galat advertisement dikha kar Apni Taraf Le Aate Hain aur jab Ham unke Upar investment Karte Hain To fir vah bahut jyada fraud karte hain Hamare Sath jis se Hamari investment zaya Ho Jaati Hai To isliye Hamen chahie ki Hamen top 15 brokers Mein Se Kisi brokers Ka istemal Karna chahie aur uske sath Hamen trade karne chahie Agar ham Forex trading karna chahte hain to sabse pahle Hamen Forex trading ka knowledge Gyan kar lena chahie aur uske bad hi Hamen Kisi broker Mein investment karne chahie Agar Ham without knowledge or experience Kisi broker Mein investment Karte Hain To Hamen trading karna nahin aati Jis ki vajah se Hamen loss ka Samna Hota Hai bahut jyada broker Aise Bhi Hain jo aapko basic aur advanced level ki education provide karte hain aur vah aapko signals bhi provide karte hain signals unke expert ki taraf se Diya jata hai jo ke accurate Hota Hai hi aur brokers Ka Jab Ham intekhab kar rahe ho to Ham use brokers ke Tamam tar benefits and advantage aur disadvantage ko janne ke bad hi usmein work karna chahie Forex trading Ek Aisa business hai jis mein Hamari Chhoti Si mistake ki vajah se Hamen Bade loss ka Samna karna pad sakta hai
  • 02-07-2020, 11:59 AM

    Usamasaad

    Usamasaad

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    Asslam o Alaikum!g bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa hunga,forex aik boaht bara platforum ha jis ma kam karna ka liya hamy bohat zyada mehnat karna ki zarort huti ha es ma ham koi bi kam karta han to wo aik broker ki through huta ha jisy ham asan word ma mata trader 4 ka name da sakta han ya aik broker gha jo hamy kisi bi currency pa trade karna ka liya hamy aik acha plat forum data ha jis ma ham kam karta han or aik brker ham sa kya lata ha jab bi ham trade karta han to wo lossse sa start huti ha jis ki bari waja yahi ha ko os ma broker apna kamishion lata ha os ka bad agr trade profit ma jay to hamy profit hut ha or agr losse ma jay to losse huta ha hamy markit ma aik achy broker ka sath kam karna hu ga jin ma mata trader 4 bi shaml ha
  • 03-07-2020, 01:51 PM

    Farrukhannique

    Farrukhannique

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    Who is Broker :
    Dear apka questions bht meaningful and to the point Hy forex trading me broker ka mtlb aik individual ya firm Jo buyer or seller ki deals aur transaction done krta Hy apna commission rakhta Hy aksr aik major party Jo khud aik company Kay for py act krti Hy broker kafi sary hen markets me Jin Kay har pair par different commission aur perks and previllage hoty hn aur forex me jitne investment nahin kar sakte aur na hi unke pass aik jitni amount hoti hai isliye Kuchh traders market mein thori si awaaz mein se kam start kar rahe hote hain aur bary traders is market mein zada awaz mein se Kaun start kar rahe hote hain agar aap is market Mein investment kar rahe hain to AP ko yah Pata Hona bht necessary hay kay investment broker ke pass hoti hai aur broker ka jagna bhi Paisa Reserve Bank Mein available hota hai woh trading ke liye use ho raha hota hai aap jitne bhi amount broker ko transaction karte hain vah bhi amount Usi Bank Mein deposit Karwa skty hen is leay broker basically role aikm man ka hota hy leking forex trading me market me access dena aur trading transaction ko successful bananay Kay leay forex me broker ka boht important role and task hota Hy Koi trade open krty hain to aap ko ye lazmi dekhna chahye ki is market Mein ap nye jo trade lagani hai woh apne broker ki setting ke yahan se lagani hai kuch procedure aap ko scalping trading lagane ki permission dete Hain aur kuch as broker bhi is market Mein available hai jo ap ko hygiene trade lagane ki permission nahin dete isliye ap ko chahie ki aap is market Mein jis broker per kam Karen uske rules ko ek dafa yaad Kar Le aur ismein jitne bhi brokers Hain woh aap ki ki trends per agar trade lagana chahte Hain to aapko us mein aisi currency pairs lekin smjh Mein supplied kam ho agar aap is market mein main trade lagate waqt soch samajh Kar kam karte hain to broker aik instaforex best hy.
  • 21-07-2020, 09:12 PM

    Pips-Humter

    Pips-Humter

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    Yes dear aapane broker ke Hawale se bahut hi acchi information share ki han. Forex trading Main aapko bahut Sare broker mil sakte hain aur ek acche broker ki selection Bhi Ek important decision hota hai agar aapka broker Achcha Nahin hoga to aapke liye bahut Sare problems ho sakte hain isliye aapko broker ki selection liye tarike se Karni chahie aur sabse pahle main aapko batana Chahta Hun Ki broker kya hota hai aur iski earning Kahan Se Hoti Hai Aur Iske Humko kya advantages mil sakte hain.

    Broker Ek agent Hota Hai Jab Ham Koi trade open Karte Hain To Hamari trade broker ke pass Jaati Hai vah broker usko forex market mein transfer Karte Hain.

    Jab aap koi bhi trade open Karte Hain To aapki trade Usi Waqt hi Kuchh nuksan Mein Chali jaati hai aur aur use nuksan ko aap ka naam likhate Hain separate basically aapke broker ka Commission hota hai jo aapane Har rate ke open karne ke sath hi broker ko de dena hota hai aur Yahi broker ki income hoti hai aur agar aap lot size minimum hai to Aapka spread bhi minimum Hoga lekin agar aap ki lot size jyada hai to aapko broker ko Commission Bhi Jyada Hi Dena hoga.

    Jab aap broker ki selection Karte Hain To usmein aap ko dekhna chahie ke kaun sa broker aapke liye Jyada accha sabit ho sakta hai aur kaun se broker ka Commission kam hai aur kaun sa broker aapko Jyada leverage de raha hai aur kaun sa broker aap ko aasani ke sath deposit aur withdrawal ki facility provide jata hai aur kaun sa broker aapko bahut Sare benefits de raha hai aur kaun se broker ko join karna aapke liye Jyada easy hai ine basis per aap apne broker ki selection Karte Hain.

    Jab Ham Forex trading Mein kam karne Lagte Hain to hamare liye important hota hai ki Ham Ek broker Har Surat Mein select Kiya Karen Kyunki Agar Ham Kisi broker Ka intekhab Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Forex trading Mein trading karne ki position Mein Nahin a Sakte.
  • 21-07-2020, 09:38 PM

    Cutey

    Cutey

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    you have good question actually agar ham bat karen trading business ki to ham sab jante hain k trading ek worldwide online business hai jo k hame bohat zayada profit hasil karne ka moka deta hai agar ham yaha mehnat karen to ham ache earning kar sakte hai our apna future acha bana sakte hai our hamen ye business start karne k lie bohat zyada investment ki zarorat b nahi hoti lekin masla ab ye ha k ham ye business kesy shuru karen kon hame is business tak resaai dila sakta hai or wo platform jo hame is business tak resaai dilata hai wo broker hota hai

    define Forex Broker :

    ham forex broker ko kuch is trha define kar sakte hai k wo firm ya company jo hame trading market tak resai hasil karne k liye platform fraham karti hai our hamri investment ko save karti hai our hame gair mulki currency ko kharidne our forkhat karne ki ijazat deti hai our hamare profit hame save triky se ham tak pohnchati hai broker kehlaai hai ab aap broker ki ahmeyta ka andaza laga sakte hain k broker kis had tak zarori hai is business ko start karne k liey .
    kia ham broker k bagair trade kar sakte hain? :

    ye aik bohat hi important question hai k kia ham broeker ka bagair b trader kar sakte hai , dear friends aisa mumkin hi nahi hai k ham broker k bagair trading market tak resaai hasil karen is liye hamari awaleen tarjeeh good broker ko choose karna hota hai our hamen apny broker par mukamal bharosa karna hota hai kuk hamari trading ka mukamal inhassar hamare broker par hota hai is liye hamehs acha broker chose karen our mery khayal main instaforex sab se best or kabl e yaqeen broker hai ham is par bharosa kar sakte hain ku k is k transaction methods secure hai our ye aone clients ko dosary broker se zayda opportunities de rha hai
  • 21-07-2020, 09:48 PM

    aamir370

    aamir370

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    Broker wo hota hay jo key clients ki investment ko international kesi be financial market me rasai ko asaan banaye jes ki wo commission leta hay aur trading key ley powerful platform be clients ko provide kary, Forex business me be bahot se brokers active ho kar work kar rahy hey aur achi se achi service be provide karny ki koshish me hoty hey, instaforex ki hi agar bat ki jaye jes me hamy trading ka acha khasa experience be ho chuka hay, ham jetni be investment karna chahy instaforex har trade ka spread ki sorat me apna commission leta hay magar hamari investment ki security be deta hay aur market me trading karny ko be allow karta hay jes me bahot se pairs ki offer karta hay esi key sath 1 benefit ye be deta hay key deposit par ya per other kesi terms and condition key base par bonus ki offer be karta hay jes se faida utaya ja sakta hay, brokers ka kamyab yahi par khatam nahi hota bahot se achy brokers clients ki training karny me be important role play kar raha hota hay, instaforex Forex forum, demo account aur es jesy aur be bahot se learning platforms provide karty hey jes key base par traders apni learning ko complete karny ki koshish karty hey, traders brokers key sath hi kesi financial market me trading kar sakty hey self base par kesi be international market me brokers key help key baghir trading karna mushkil hota hay, Forex business me be esy hi hay ham brokers key baghir trading nahi kar sakty hey.
  • 24-07-2020, 09:53 AM

    kimmi

    kimmi

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    Dear forex members haumay Koi bhi intertainment level ka business karney Kay liye kisi na kisi broker ki zarorat hoti hay haum apney country may beath Kar International exchanged ka business kisi broker ki madad Kay bagair nai kar saktay hay ake tarha say broker appka commission agent hota hay jab app trading may koi trade open kartay hay to broker hamari USS trade ko ko forex market may transfer karta hay aur Hamari har trade ka kuch specific hissa broker ko spread ki soorat may mil jata hay aur yeahi broker ka profit ya income hoti hay haumay trading karney Kay liye hameshs achay broker ki zarorat hoti hay aur instaforex ake esa behtareen broker hay jiss may haum MT4 tarminal pay trading kertay hay aur achi earning hasal kartay hay broker ki zarorat har business may Jo haum International exchanged market may Kartay hay broker ki zarorat hoti hay haum forex trading may kisi bhi currency pair pay ya commudities pay trade open kartay hay to haumay kisi bhi axhay trading brokers ki zarorat parti hay phir hi haum kamyab trading kartay hay Kyu Kay haumay trading platform provide karna broker Ki waja say mumkin hota hay.

    Jab app kisi bhi foreign currency par trading kartay hay to appko forex broker ka istamaal karna parta hay aur inko haum Currency trading Kay name say bhi jantay hay jidhar haumay apni trade lagani hoti hay Jab app ko forex trading may Koi trade lagani hoti hay toh app buy ya sell currency kartay hay to iss Kay liye app ake account khultay hay fund deposit kartay hay tou app ake broker trading ka asstamal kartay hay aur margin Kay saath currency buy ya sell kartay hay app jab Koi bhi lot size select kartay hoye trading kartay hay to uss may pehlay hi spread broker ko Chala jata hai yeahi uss ki income hoti hay.

    Forex trading may haumay broker ki zarorat hoti hay aur haumay broker ki selection Kay liye hameshs kisi achay brokers ko prefer karna chahiye aur koshish kerni chahiye Kay app Jo broker select kartay hay wo kisi regular hukkam Kay saath registered bhi hay aur META TRADER 4 koi forex broker nai hay balkay yeah ake platform hay aur bohaut saray brokers iss ki free companies kartay hay forex trading may currency ki buying aur selling karney walay ko traders kehtay hay aur traders Jo bhi order Kartay hay uss ko agay confirm karna broker ka Kam hota hay Agar traders buy ka order Kartay hay to broker buy Ka order poora Kartay hay aur jab traders selling ka order Kartay hay to broker uss ko poora Kartay hay.
  • 24-07-2020, 11:48 AM

    Malik Bilal

    Malik Bilal

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    Dear member na question kia hai ka broker kia hota hai.
    1 Forex trading.
    My dear my dear forex trading egg business desh mein electronic currency ka karobaar hota hai hai aur ismein currencies ko kharida aur becha jata hai jab electronics currency ijaajat Hui uske bad dekha gaya ab Ham is electronics currency ka istemal kaise karen iske liye online system ijjat kiya kya kya MS ko online easily istemal kaise karte hain abhi jitne bhi forex trading ho rahi hai aur saree online ho rahi hai to currency ka jo len den hai yah Sara bhi online ho raha hai aur sab se pahle Jo Bitcoin ki currency hai vah jaadui thi aur vah electronic currency thi pahle uski value nahin thi lekin FIR aaj Rasta uski value banna shuru ho gai aur is tarah yah Sara setup Gaya vah start ho gaya aur abhi overall Puri duniya mein main electronic currency use ho rahi hai aur is per kam ho raha hai aur yah bahut hi achcha setup hai aur ismein kam karke Ham achcha benefit hasil kar sakte hain abhi dekhen is set up ko koi control kar raha hai aur usko kya kahate Hain usko broker kahate Hain abhi Ham broker ke bare mein masjid tahsil adhyayan karenge.
    2 Broker.
    My dear member electronic currency ki Jim market hai is ko broker control kar raha hai to is waqt Puri duniya mein bahut SI exam hai broker ki Asia ka broker best broker hai vah hai instaforex ISI tarah fbs broker hi XM broker hai to bahut jyada exam hai broker ki Oct broker broker hai to broker ka kaam kya hai broker ka kam yah hai ki broker apna ek setup banate hain apni ek website banate hain aur use website per mukhya le photo log apna account kholte Hain registered hote hain aur vah apni money usmein invest karte hain withdrawal karte hain deposit hota hai broker aapko ek platform mahiya karta hai jismein aap apni money invest karke apna karva start kar sakte hain aap jab kisi bhi broker ke sath apna account kholte Hain to uske bad aapane use account mein apna Kam karna hota hai uske bad vah account aapka metatrader ke sath attach kiya jata hai uske bad aap ki jitni bhi amount hai vah metatrader 4 MS hoti hai aur FIR metatrader 4 main aap aap trade open karte hain FIR trade open karne ke bad jab aapko profit hota hai gilas hota hai to ismein se broker kaise nikalte Hain broker apna share lete hain aur is tarah broker ko fayda hote Hain vah Ghar mein baithe apne paise kamaye raha hai isliye dear brokers hai ek bahut samay lekar important factor hai trading mein kyunki broker hi army facility provided kar raha hai trade karne ke liye agar broker nahin hoga to Ham se Kam nahin kar sakte Ham se kam through broker kah rahe hain aur FIR broker kya hai broker hamari jitni bhi tej hoti hai unke hisab karke unmai shekhar profit aur last Ho Jo bhi hoga hamen hamari money hamen hamare account mein bhejte hain shreaam apni Mani ko bhadrakali lete hain isliye broker vah bahut hi 100 bar hai trading mein aur hamen isko taslim karna chahie aur iski help se yahan je sara kam kar rahe hain
  • 24-07-2020, 04:41 PM

    fedorz34pz

    fedorz34pz

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    G dear broker hotye hain jo kay market mai uper nechye exchange kartye hain aur dealer ki waja say he marketplace chalti hai tu broking ka kafi kirdar hota hai marketplace mai ap kam kartye hain tu broker ap ka kam mai ahel hotye hain matlab kay marketplace mai jis aspect pay zayda log hotye hain trade us facet pay kabhi move nhi karta hai kiyu kay isye pta hai kay es facet pay ager change pass howa tu zayda ka faida hai tu dealer ka kam hota hai kay zayda emblem ko nuqsan daina jub kay kam logo ko es mai income daina tu broking hamesha marketplace mai lagye rhatye hain es kam mai aur un ka kam he ye he hai kay kis tarha marketplace mai kam karna hai aur kis ko kitna faida daina hai usi hisab say he kam chalta hai aur ap es mai kamyab ya naqam hotye hain broker pay he rely karta hai
  • 27-08-2020, 04:33 PM

    Durgut55

    Durgut55

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    Broker
    dear forex is a market jiss ma ap direct trade nhi kr sakty aapvko uss ma trading k liye kisi ka sahara lena prta hai or wo sahra jo forex ma trading krny k liye jo deta hai wo broker kehlata hai aap broker k through forex market ma trade krty hain or broker apni services ki ap sa fee leta hai Forex trading market main forex broker main character hota ha. jo forex traders and forex market main contact karta ha. forex broker ke bagair koi forex trader trading nai kar sakta. forex broker hi app ki trades ko market main in karta ha. Forex trading mai trade krnay kay liye hamay kisi source ki zaroorat hoti hai forex hamaty source deta hai jis ki madad sai hum trade krtay hain forex mai hamaty broker diye jatay hain hum kisi aik broker ko use krtay huay trade krtay hain.
  • 13-09-2020, 09:17 PM

    MuhammadAltaf6275

    MuhammadAltaf6275

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    Assalam o alaikum dear Market mein kafii brookars hooty hain aur jb ham trade lgaaty hain tu hamein bhi in Brooker sy waasta prta hai kuch fake Brooker hooty hain ju loogon ka paisa khaa jaaty hain kuch theek bhi hooty hain jinkaa business kafii spread ho hmin usii brooker sy dealings krnii chahie naa k fake business development krny waaly brooker sy.

    Bbrooker market mein he hooty hain unka kaam aik trader sy trade lyna hoota hai aur aagy market mn mn uska rate high hoo jata hy tu wo smaaan buy kr dyta hai bss uska yahii kam hota hai wo khud sy trade nh lgaata bss kisii sy lga hua trade ly lyta hai aur koii khaaas kam kahi hota bss market mn ziyada waqat guzaarty hain tu unko market ki ziyada samjh aajatii hai.
  • 20-09-2020, 10:34 AM

    Ertugulghazi22

    Ertugulghazi22

    جونیئر ممبر

    Re: BROKER kiya hota hai?

    trading main broker ka aik important role hota hae is main yeh hamare currency ke selling or buying main hamare madad karta hae or yehe to soda karata hae or is ka yeh apna comission leta hae is tarah se he to wo is main kamyab ho jate hain bas hamen cahiye ke hum is main success ke liye kam karte rahen hum jitna zayada hum apni trades open karte hain yeh apna comission karta he hae or yeh apni yehe se ache earning kar leta hae or kisi broker ka comission kam hota hae or kisi ka comission zayada hota hae to bas is ke liye hamen bhe cahiye ke hum aik ache broker main account banaen jo is main comission kam leta ho q ke jitna zayada wo comission leta ho ga yeh hamare liye nuqsan hota hae or ap ke ache trading main or apke kamyabe main aik ache broker ka lead role hota hae to is liye aik ache broker ko choose karen take hum is main success hasil kar saken hum jitna sahe tarah se ache tarah se is main kam kar jate hain hum yahan se kuch na kuch to hasil karte he hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kara karen hum jitna zayada or sahe tarah se kam karte he hain to bas hamen bhe is main kam ko acha karna hota hae tab he to hum is tarah se he to hum is main success hasil kar he jate hain bas hamen is main kam ko acha karna hota hae hum jitna zayada sahe tarah se kam kar jate hain hum is main success hasil karte he hain bas hamen is main dil se ache tarah se kam karna hota hae hum jitna sahe tarah se kam kar jate hain hum is main success hasil karte he hain bas hamen is main sahe tarah se dil se kam kar jana cahiye take hum yhan se kuch na kuch to hasil kar he len to is tarah se he to hum is main ache earning hasil karte he hain
  • loading_messages
    X