BROKER kiya hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    BROKER kiya hota hai?
    dear forex members forex trading main brokers ka yah kam hota hai k wo ap se order lay kar agy replace krta hai jis ko replace karny ka wo thora commission bhi leta hai jis ko hum broker ki fees kah skty hain forex main aghr ap achy broker ka intkhab kar len tu wo bhi apki success k boht kam a skta hai tu ap aghr forex main acha broker select karengy tu apko es ka boht acha fiada hoga jis se ap achi trading bhi kar skty hain or earning bhi achi mil skti hai .....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: BROKER kiya hota hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
    dear forex members forex trading main brokers ka yah kam hota hai k wo ap se order lay kar agy replace krta hai jis ko replace karny ka wo thora commission bhi leta hai jis ko hum broker ki fees kah skty hain forex main aghr ap achy broker ka intkhab kar len tu wo bhi apki success k boht kam a skta hai tu ap aghr forex main acha broker select karengy tu apko es ka boht acha fiada hoga jis se ap achi trading bhi kar skty hain or earning bhi achi mil skti hai .....
    brother is market Mein kam karne ke liye aapko bahut hi jyada investment ki jarurat hoti hai magar yah sirf brokers ki vajah se humko facility Di ja rahi hoti hai ki Ham is market mein thodi si investment karke bhi ismein kam kar sakte hain kyunki agar aap is market Mein 1.0 ki Laut lagana chahte Hain to iske liye aapke pass $10,000 available hone chahie jinko aap trade lagane ke liye use karte hain uske bad aapane Jo trade ko hold karna hota hai usmein aapko masjid balance ki jarurat hoti hai magar aapko broker leverage system de raha hota hai broker jitne bhi is market Mein kam kar rahe hain har broker ki apni khubiyan hoti hai aise hi agar aap kisi broker ke sath kam kar rahe hain to broker aapki tamam trade is market Mein lagva Raha hota hai uske sath aapki jitne bhi trade is market mein open ho rahi hi hoti hai ya close ho rahi hoti hain UN per jitne bhi aapko profit ya nuksan hota hai vah brokery aapko de raha hota hai agar aap is market Mein Koi trade open karte hain to aapko ji dekhna chahie ki is market Mein aapane jod rate lagani hai vah apne broker ki setting ke yahan se lagani hai kuchh procures aapko scalping trading lagane ki permission dete Hain aur kuchh as broker bhi is market Mein available hai jo aapko hygiene trade lagane ki permission nahin dete isliye aapko chahie ki aap is market Mein jis broker per kam Karen uske rules ko ek dafa yaad Kar Le aur ismein jitne bhi brokers Hain vah aapki ki friends per agar trade lagana chahte Hain to aapko usmein aisi currency pairs lekin sajan Mein supplied kam ho agar aap is market mein main trade lagate waqt soch samajh Kar kam karte hain to aapko ismein fayda tab hoga jab wapas market Mein Mera karenge office market Mein acchi trade lagaen is market mein aapko time lagana hoga agar aap is market Mein mehnat karte Hain to aap is market mein kisi acche broker ke sath connect hokar apne account ko aasani ke sath group kar sakte hain aapka broker jitna achha hoga aapka account itni hi jaldi growth kar jaega.
    • #3 Collapse

      Re: BROKER kiya hota hai?

      dear forex trading main har trader ko sub se pahly broker ka he intkhab krna hota hai q k forex aik international trading ka business hai jis main apko sub se pahly broker se he wasta parhta hai q k ap apny molk main beth kar exchange market ka business nahi kar skty hain tu ap esi liye broker higher karty hain k wo apk business ko mumkin bana skaen
      BROKER:
      broker wo hota hai jo ap ko international level par trading karny k liye apko aik platform farham krta hai jis ko ap META TRADER 4 kah skty hain yah broker ki traf se hota hai jis main ap jo bhi currencies main trading karty hain wo pahly broker k thorugh hoti hai osk bad apki forex market main jati hai tu es sary mamly k liye broker ap se kuch fees leta hai jo wo apny har spread main set akr deta hai os fees ko ap ny broker ko dena hota hai forex main sub se best jo broker hai wo INSTA he hai jis main ap apni trading ko boht he profitable bana skty hain
      • #4 Collapse

        Re: BROKER kiya hota hai?

        broker market main buy aur sell karwaty hain so hamain is forum main pahhly elarning karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur forum main practice kar k hi hum sucess hon gay aur hamain forum main knowldge k begair hum kam kar skat hain aur hamain forum main planing karni ho gi tab hi hum run karin gay aur hamain forum main practice karna ho ga tab hi hum run kar sakty hain aur market main movement ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main gred ko avoid kar k hi hum real main kam kar k hi hum sucessful trader ban sakty hain aur forum main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn ho saky gi it is best job for all the people
        • #5 Collapse

          Re: BROKER kiya hota hai?

          dear user ap nay sahi kaha hay kay ham jis bhi plate form pa trading kartay hain wo asal main broker hi hota hay aik brokr aik plate form hai jo aap ko bain al aqwami satah par tijarat karne ki ijazat deta hai, jo meeta tridr 4 hai. agar aap ghair mulki currency ki market mein jatay hain to, aap ko un tamam mamlaat ke liye brokr ke zareya aik fees wusool ki jaye gi, jo aap har aik mein mutayyan karen ge. phelao. fees aap ke naye brokr ko di jaye gi, jo fariks market mein behtareen hai. brokr insta hai jis naay –apne kaarobar ko munafe bakhash bana diya hy is liay bahut si baten hn jin ka khayal rakhna hota hy brokermkay sath kaam karty huay
          • #6 Collapse

            Re: BROKER kiya hota hai?

            Dear is market Mein broker ka bahut hi Aham roll hota hai Kyunki market Mein trade Lagane ke liye aap Ko Kisi proper ki jarurat Hoti Hai is market mein aapke account per trade lagwane ke liye broker apni Kafi Jyada investment Kisi Bank Mein reserve Karva Deta Hai Jiska Badle Mein vah is market Mein trade lagva han hota hai Kyunki is market Mein kam karne ke liye aapke pass bahut sara Paisa Hona chahie jo ki normal traders ke pass Nahin Hota Kyunki is market Mein Kam Karne Wale traders Ek jitne investment nahin kar sakte aur na hi unke pass Ek jitni amount hoti hai isliye Kuchh traders market mein thodi si awaaz mein se kam start kar rahe hote hain aur Bade traders is market mein jyada awaaz mein se Kaun start kar rahe hote hain agar aap is market Mein investment kar rahe hain to aapko yah Pata Hona chahie aapki investment broker ke pass hoti hai aur broker ka jagna bhi Paisa Reserve Bank Mein available hota hai vah trading ke liye use ho raha hota hai aap jitne bhi amount broker ko send karte hain vah bhi amount Usi Bank Mein deposit Karva Di jaati hai aur use per trade ho rahi Hoti Hai Ek Do kar ke pass jitni bhi trades a Rahi hoti hai vah to mum trades ko market Mein execute Karva Raha hota hai aur uske Badle Mein Thoda Sa Commission le raha hota hai agar broker aapse Commission nale to vah jitne facilities aapko de raha hota hai uske liye aapko Khud per karna padta hai Magar brokers aapko bahut sari facility's Aisi Bhi de raha Hota Hai Dil Ke Badle me aapse Koi fees charged nahin kar raha Hota isliye aapko acche broker ke sath Milkar kam karna chahie aapke aapko ismein aasani se profit Hota Rahe.
            • #7 Collapse

              Re: BROKER kiya hota hai?

              asalam alaikum umeed karta hon ke aap sab kheriyat se hon ge brokr فارکس ki zabaan mein aik aisa aadmi hota hai woh aap se order le ke woh aap se order le ke aur is ka woh commission charge karta hai jis ko hum brokr ki fees bhi kehte hain lehaza achi trading ke liye achay brokr kaantkhab bhi zurori hai jo aap ko achay se اچھامنافع faraham kar sakta hai lehaza aap jab bhi batting kere achay brokr ka intikhab karen
              • #8 Collapse

                Re: BROKER kiya hota hai?

                G dear broker hotye hain jo kay market mai uper nechye trade kartye hain aur broker ki waja say he market chalti hai tu broker ka kafi kirdar hota hai market mai ap kam kartye hain tu broker ap ka kam mai ahel hotye hain matlab kay market mai jis side pay zayda log hotye hain trade us side pay kabhi move nhi karta hai kiyu kay isye pta hai kay es side pay ager trade move howa tu zayda ka faida hai tu broker ka kam hota hai kay zayda logo ko nuqsan daina jub kay kam logo ko es mai profit daina tu broker hamesha market mai lagye rhatye hain es kam mai aur un ka kam he ye he hai kay kis tarha market mai kam karna hai aur kis ko kitna faida daina hai usi hisab say he kam chalta hai aur ap es mai kamyab ya naqam hotye hain broker pay he depend karta hai
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: BROKER kiya hota hai?

                  Agar Ham Forex trading karna chahte hain To Hamen Kisi Na Kisi broker Ka Sahara lazmi Lena padta hai broker ka Forex trading mein bahut hi ahim Kerdar Hota Hai agar Ham Forex trading Mein Apne investment ko waste nahin karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Ek acche aur trust broker ke sath trade Karen Agar ham fake broker ka istemal Karte Hain ais market Mein Hamari sari investment Waste Ho Jaati Hai Kyunki aaj kal bahut jyada fake broker Hain Jo Hum ko galat advertisement dikha kar Apni Taraf Le Aate Hain aur jab Ham unke Upar investment Karte Hain To fir vah bahut jyada fraud karte hain Hamare Sath jis se Hamari investment zaya Ho Jaati Hai To isliye Hamen chahie ki Hamen top 15 brokers Mein Se Kisi brokers Ka istemal Karna chahie aur uske sath Hamen trade karne chahie Agar ham Forex trading karna chahte hain to sabse pahle Hamen Forex trading ka knowledge Gyan kar lena chahie aur uske bad hi Hamen Kisi broker Mein investment karne chahie Agar Ham without knowledge or experience Kisi broker Mein investment Karte Hain To Hamen trading karna nahin aati Jis ki vajah se Hamen loss ka Samna Hota Hai bahut jyada broker Aise Bhi Hain jo aapko basic aur advanced level ki education provide karte hain aur vah aapko signals bhi provide karte hain signals unke expert ki taraf se Diya jata hai jo ke accurate Hota Hai hi aur brokers Ka Jab Ham intekhab kar rahe ho to Ham use brokers ke Tamam tar benefits and advantage aur disadvantage ko janne ke bad hi usmein work karna chahie Forex trading Ek Aisa business hai jis mein Hamari Chhoti Si mistake ki vajah se Hamen Bade loss ka Samna karna pad sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: BROKER kiya hota hai?

                    Asslam o Alaikum!g bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa hunga,forex aik boaht bara platforum ha jis ma kam karna ka liya hamy bohat zyada mehnat karna ki zarort huti ha es ma ham koi bi kam karta han to wo aik broker ki through huta ha jisy ham asan word ma mata trader 4 ka name da sakta han ya aik broker gha jo hamy kisi bi currency pa trade karna ka liya hamy aik acha plat forum data ha jis ma ham kam karta han or aik brker ham sa kya lata ha jab bi ham trade karta han to wo lossse sa start huti ha jis ki bari waja yahi ha ko os ma broker apna kamishion lata ha os ka bad agr trade profit ma jay to hamy profit hut ha or agr losse ma jay to losse huta ha hamy markit ma aik achy broker ka sath kam karna hu ga jin ma mata trader 4 bi shaml ha
                    • #11 Collapse

                      Re: BROKER kiya hota hai?

                      Who is Broker :
                      Dear apka questions bht meaningful and to the point Hy forex trading me broker ka mtlb aik individual ya firm Jo buyer or seller ki deals aur transaction done krta Hy apna commission rakhta Hy aksr aik major party Jo khud aik company Kay for py act krti Hy broker kafi sary hen markets me Jin Kay har pair par different commission aur perks and previllage hoty hn aur forex me jitne investment nahin kar sakte aur na hi unke pass aik jitni amount hoti hai isliye Kuchh traders market mein thori si awaaz mein se kam start kar rahe hote hain aur bary traders is market mein zada awaz mein se Kaun start kar rahe hote hain agar aap is market Mein investment kar rahe hain to AP ko yah Pata Hona bht necessary hay kay investment broker ke pass hoti hai aur broker ka jagna bhi Paisa Reserve Bank Mein available hota hai woh trading ke liye use ho raha hota hai aap jitne bhi amount broker ko transaction karte hain vah bhi amount Usi Bank Mein deposit Karwa skty hen is leay broker basically role aikm man ka hota hy leking forex trading me market me access dena aur trading transaction ko successful bananay Kay leay forex me broker ka boht important role and task hota Hy Koi trade open krty hain to aap ko ye lazmi dekhna chahye ki is market Mein ap nye jo trade lagani hai woh apne broker ki setting ke yahan se lagani hai kuch procedure aap ko scalping trading lagane ki permission dete Hain aur kuch as broker bhi is market Mein available hai jo ap ko hygiene trade lagane ki permission nahin dete isliye ap ko chahie ki aap is market Mein jis broker per kam Karen uske rules ko ek dafa yaad Kar Le aur ismein jitne bhi brokers Hain woh aap ki ki trends per agar trade lagana chahte Hain to aapko us mein aisi currency pairs lekin smjh Mein supplied kam ho agar aap is market mein main trade lagate waqt soch samajh Kar kam karte hain to broker aik instaforex best hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: BROKER kiya hota hai?

                        Yes dear aapane broker ke Hawale se bahut hi acchi information share ki han. Forex trading Main aapko bahut Sare broker mil sakte hain aur ek acche broker ki selection Bhi Ek important decision hota hai agar aapka broker Achcha Nahin hoga to aapke liye bahut Sare problems ho sakte hain isliye aapko broker ki selection liye tarike se Karni chahie aur sabse pahle main aapko batana Chahta Hun Ki broker kya hota hai aur iski earning Kahan Se Hoti Hai Aur Iske Humko kya advantages mil sakte hain.

                        Broker Ek agent Hota Hai Jab Ham Koi trade open Karte Hain To Hamari trade broker ke pass Jaati Hai vah broker usko forex market mein transfer Karte Hain.

                        Jab aap koi bhi trade open Karte Hain To aapki trade Usi Waqt hi Kuchh nuksan Mein Chali jaati hai aur aur use nuksan ko aap ka naam likhate Hain separate basically aapke broker ka Commission hota hai jo aapane Har rate ke open karne ke sath hi broker ko de dena hota hai aur Yahi broker ki income hoti hai aur agar aap lot size minimum hai to Aapka spread bhi minimum Hoga lekin agar aap ki lot size jyada hai to aapko broker ko Commission Bhi Jyada Hi Dena hoga.

                        Jab aap broker ki selection Karte Hain To usmein aap ko dekhna chahie ke kaun sa broker aapke liye Jyada accha sabit ho sakta hai aur kaun se broker ka Commission kam hai aur kaun sa broker aapko Jyada leverage de raha hai aur kaun sa broker aap ko aasani ke sath deposit aur withdrawal ki facility provide jata hai aur kaun sa broker aapko bahut Sare benefits de raha hai aur kaun se broker ko join karna aapke liye Jyada easy hai ine basis per aap apne broker ki selection Karte Hain.

                        Jab Ham Forex trading Mein kam karne Lagte Hain to hamare liye important hota hai ki Ham Ek broker Har Surat Mein select Kiya Karen Kyunki Agar Ham Kisi broker Ka intekhab Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Forex trading Mein trading karne ki position Mein Nahin a Sakte.
                        • #13 Collapse

                          Re: BROKER kiya hota hai?

                          you have good question actually agar ham bat karen trading business ki to ham sab jante hain k trading ek worldwide online business hai jo k hame bohat zayada profit hasil karne ka moka deta hai agar ham yaha mehnat karen to ham ache earning kar sakte hai our apna future acha bana sakte hai our hamen ye business start karne k lie bohat zyada investment ki zarorat b nahi hoti lekin masla ab ye ha k ham ye business kesy shuru karen kon hame is business tak resaai dila sakta hai or wo platform jo hame is business tak resaai dilata hai wo broker hota hai

                          define Forex Broker :

                          ham forex broker ko kuch is trha define kar sakte hai k wo firm ya company jo hame trading market tak resai hasil karne k liye platform fraham karti hai our hamri investment ko save karti hai our hame gair mulki currency ko kharidne our forkhat karne ki ijazat deti hai our hamare profit hame save triky se ham tak pohnchati hai broker kehlaai hai ab aap broker ki ahmeyta ka andaza laga sakte hain k broker kis had tak zarori hai is business ko start karne k liey .
                          kia ham broker k bagair trade kar sakte hain? :

                          ye aik bohat hi important question hai k kia ham broeker ka bagair b trader kar sakte hai , dear friends aisa mumkin hi nahi hai k ham broker k bagair trading market tak resaai hasil karen is liye hamari awaleen tarjeeh good broker ko choose karna hota hai our hamen apny broker par mukamal bharosa karna hota hai kuk hamari trading ka mukamal inhassar hamare broker par hota hai is liye hamehs acha broker chose karen our mery khayal main instaforex sab se best or kabl e yaqeen broker hai ham is par bharosa kar sakte hain ku k is k transaction methods secure hai our ye aone clients ko dosary broker se zayda opportunities de rha hai
                          Ayisha Cutey's Trading Journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                          • #14 Collapse

                            Re: BROKER kiya hota hai?

                            Broker wo hota hay jo key clients ki investment ko international kesi be financial market me rasai ko asaan banaye jes ki wo commission leta hay aur trading key ley powerful platform be clients ko provide kary, Forex business me be bahot se brokers active ho kar work kar rahy hey aur achi se achi service be provide karny ki koshish me hoty hey, instaforex ki hi agar bat ki jaye jes me hamy trading ka acha khasa experience be ho chuka hay, ham jetni be investment karna chahy instaforex har trade ka spread ki sorat me apna commission leta hay magar hamari investment ki security be deta hay aur market me trading karny ko be allow karta hay jes me bahot se pairs ki offer karta hay esi key sath 1 benefit ye be deta hay key deposit par ya per other kesi terms and condition key base par bonus ki offer be karta hay jes se faida utaya ja sakta hay, brokers ka kamyab yahi par khatam nahi hota bahot se achy brokers clients ki training karny me be important role play kar raha hota hay, instaforex Forex forum, demo account aur es jesy aur be bahot se learning platforms provide karty hey jes key base par traders apni learning ko complete karny ki koshish karty hey, traders brokers key sath hi kesi financial market me trading kar sakty hey self base par kesi be international market me brokers key help key baghir trading karna mushkil hota hay, Forex business me be esy hi hay ham brokers key baghir trading nahi kar sakty hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: BROKER kiya hota hai?

                              Dear forex members haumay Koi bhi intertainment level ka business karney Kay liye kisi na kisi broker ki zarorat hoti hay haum apney country may beath Kar International exchanged ka business kisi broker ki madad Kay bagair nai kar saktay hay ake tarha say broker appka commission agent hota hay jab app trading may koi trade open kartay hay to broker hamari USS trade ko ko forex market may transfer karta hay aur Hamari har trade ka kuch specific hissa broker ko spread ki soorat may mil jata hay aur yeahi broker ka profit ya income hoti hay haumay trading karney Kay liye hameshs achay broker ki zarorat hoti hay aur instaforex ake esa behtareen broker hay jiss may haum MT4 tarminal pay trading kertay hay aur achi earning hasal kartay hay broker ki zarorat har business may Jo haum International exchanged market may Kartay hay broker ki zarorat hoti hay haum forex trading may kisi bhi currency pair pay ya commudities pay trade open kartay hay to haumay kisi bhi axhay trading brokers ki zarorat parti hay phir hi haum kamyab trading kartay hay Kyu Kay haumay trading platform provide karna broker Ki waja say mumkin hota hay.

                              Jab app kisi bhi foreign currency par trading kartay hay to appko forex broker ka istamaal karna parta hay aur inko haum Currency trading Kay name say bhi jantay hay jidhar haumay apni trade lagani hoti hay Jab app ko forex trading may Koi trade lagani hoti hay toh app buy ya sell currency kartay hay to iss Kay liye app ake account khultay hay fund deposit kartay hay tou app ake broker trading ka asstamal kartay hay aur margin Kay saath currency buy ya sell kartay hay app jab Koi bhi lot size select kartay hoye trading kartay hay to uss may pehlay hi spread broker ko Chala jata hai yeahi uss ki income hoti hay.

                              Forex trading may haumay broker ki zarorat hoti hay aur haumay broker ki selection Kay liye hameshs kisi achay brokers ko prefer karna chahiye aur koshish kerni chahiye Kay app Jo broker select kartay hay wo kisi regular hukkam Kay saath registered bhi hay aur META TRADER 4 koi forex broker nai hay balkay yeah ake platform hay aur bohaut saray brokers iss ki free companies kartay hay forex trading may currency ki buying aur selling karney walay ko traders kehtay hay aur traders Jo bhi order Kartay hay uss ko agay confirm karna broker ka Kam hota hay Agar traders buy ka order Kartay hay to broker buy Ka order poora Kartay hay aur jab traders selling ka order Kartay hay to broker uss ko poora Kartay hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X