Kaun se currency jodon ke upar Hamen trade karne chahie ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kaun se currency jodon ke upar Hamen trade karne chahie ?

    Assalamu alaikum my dear all Forex member dear brother aapane Ek Achcha question poochha hai as a junior member aapke liye yah Janna bahut Jaruri hota hai ki aapko kis chij per trading Karni chahie Kyunki initial stages per yah Ek bahut difficult decision Hota Hai Jo Humko Lena Hota Hai to aapke question ke Hawale se main aapko Kuchh important information aapke sath share Kar Main Laga Hoon aur ummid karta hun ki aap meri baat se Ittefaq Karenge
    Dear brother Jab aap apni trading start karne Lagte Hain aur bilkul initially stage per hote hain to aap ko sabse pahle yah chahie se aap apni trading ka start currency pair se Karen aur Iske alava bhi commodities hoti hain crude oil aur gold etc per aap kabhi bhi un pa trading na Karen jab tak aapko Achcha experience hasil Nahin ho jata
    Dear aapane question kiya hai ki Ham kaun se currency pair per apni trading ka start Le sakte hain to is Hawale se main aapko yah batana Chahta Hun Ki Jab aap Kisi currency pair ke bare mein mein sochte hain Ki Mujhko Is per trading Karni chahie to sabse pahle aapke liye yah bahut important hai ki aap ko us currency pairs ke bare mein complete knowledge aur information Hasil kar len aur use currency pair ki last two to three weeks movement dekh le aur uske bare mein acche tarike se analysis kar le aur Iske saath saath Agar US currency pair ke bare mein koi news a rahi ho to usko bhi Apne mind Mein zarur rakhkar trading start karna chahie
    Dear Jo main aapse information share ki hain aap Jab currency pair ki selected ke Hawale se apni decision-making Karte Hain To usmein aap Jarur in sari chijon ko focus karne ke bad Ek currency pair ki selection karte hain aur uske bad is per trading start kar sakte hain isase aapki trading acchi ho sakti hai aur aap Jo currency pair select krty hain usmein aap ko Achcha profit Hasil ho sakta hai aur aap nuksan se Mehfooz rehta sakte hain iske sath sath aapko trading ke Baki rules and regulations bhi Pata Hona chahie jo aap ke liye faydemand sabit hote hain aur aap ko nuksan hone se bacha sakte hain for example aapko take profit aur Stop-loss Jaisi facility se bhi Jarur utilise Hona chahie aur unke bare mein proper learning aur education Hasil karke hi apni trading start Karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kaun se currency jodon ke upar Hamen trade karne chahie ?

      Forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex mein trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamen ache aur strong signals hasil ho rahe hon aur forex main ache aur strong signal hasil karne ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen market ka fundamental and technical analysis karna chahie jis ki madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie ki forex mein ham trading se pahle apne experience our knowledge ko increase karen forex mein jitna acha hamara experience our knowledge hoga forex main hum utni achi trading kar sakte hain aur itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein apne experience our knowledge ko increase karne ke liye daily base par demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practice karni chahie aur forex trading money management sath karni chahie aur forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie aur forex trading sabar ke sath karni chahie jis ki madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex main work our trading discipline ke sath karen forex main achi kamyabi hasil karne ke liye discipline bahut hi zaruri hai forex mein achi aur safe trading ke liye hamen currency pairs per trading karni chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Kaun se currency jodon ke upar Hamen trade karne chahie ?

        aap Kisi currency pair ke bare mein mein sochte hain Ki Mujhko Is per trading Karni chahie to sabse pahle aapke liye yah bahut important hai ki aap ko us currency pairs ke bare mein complete knowledge aur information Hasil kar len aur use currency pair ki last two to three weeks movement dekh le aur uske bare mein acche tarike se analysis kar le aur Iske saath saath Agar US currency pair ke bare mein koi news a rahi ho to usko bhi Apne mind Mein Jarur rakhkar trading start karna chahie
        trading krna chahte hen to apka capital bhi bht matter krta Hy kyun Kay apko working krna Hy to apko hamesha same balance nahi hota is leya Ham ek achcha knowledge aur experience in pairs ka hasil kar lete hain aur inke upar ek acchi trade lagakar ek achcha profit hasil kar sakte hain. Ham jab bhi is market mein Koi trade open karte Hain to sabse pahle hamen un pair ka analysis karna chahie aur jab ham analysis kar lete hain to uske bad hamen is market mein trade ko open karna chahie agar Ham without analysis is market mein Koi trade open karte Hain to fir hamen loss ho jata hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X