Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skti Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skti Hy
    Dear friends according to my knowledge Forex trading mein gold ki prices all over the world increased hone ki waja yahi Hy Kay central Banks by jab at rate of interests increase krna shuru keay dollar ki keemat Kam hony ki waja sy jis sy gold prices day by day increase ho rahi hen aur shyd at the end of 2020 gold prices 2000 ko hit kr skti hen is Kay sath kuch world Kay halat bhi hen jiski waja sy gold prices up jany Kay chances hen. Members ap opinion Kya rakhty hen is bary me???
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

    Assalamu alaikum dear forex forum member I hope you will be good.
    friend sabse pahle main aapko yah kahana chahta hun ke forex trading karne ke liye sabse pahle hamare pass knowledge ka hona bahut hi jyada jaruri hai iske alava agar Ham is mein kuch profit japonicum aana chahte Hain hamare pass is CA knowledge on a large me hai aur iske alava hamare pass kiski technique hona lazmi hai.
    Tu jaisa ki aapka question hai tu yah dollar ki price ka kam hona aur dollar ki price ka barhana hai.
    hamen chahie ke hamen kisi Na kisi expert raider se iske bare mein lajmi mashwara Lena chahie.jaisa ki aap ka question hai to ya kisi expert hi aapko confirm Bata sakta hai.
    aur vaise bhi forex trading main gold ki prices all over the world increased hone ki vajah just aur just Bank hi hai.
    at last mein Janna chahta Hun ki hamen jyada se jyada mehnat karke apna bonus banana chahie aur apne knowledge se dusron ko bhi agar karna chahie shukriya.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

      assalamualaikum dear forex members. gold ki pice increase honey ki bari waja intrest rates aur inflation affect hai. jab intrest rate low hota hai tab bhe gold ki price increase hoti hai aur inflation high hoti hai tab bhe gold ki price increase hoti hai. exchange rates bhe asy hi change hoty hain. ek aru reason dollr bhe hai jiski waja sy gold ki price increase hoti hai jab dollor ki price increase hoti hai tab bhe gold ki price increase hoti hai. central bank gold ki price decide krty hain hala tko dekh kr wo gold ki price increase ya decrease krty hain
       
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

        assalamualaikum dear forex members. gold ki pice increase honey ki bari waja intrest rates aur inflation affect hai. jab intrest rate low hota hai tab bhe gold ki price increase hoti hai aur inflation high hoti hai tab bhe gold ki price increase hoti hai. exchange rates bhe&nbsp; asy hi change hoty hain. ek aru reason dollr bhe hai jiski waja sy gold ki price increase hoti hai jab dollor ki price increase hoti hai tab bhe gold ki price increase hoti hai. central bank gold ki price decide krty hain hala tko dekh kr wo gold ki price increase ya decrease krty hain
         
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

          dear members forex trading main boht se ayse pairs hain jo aik dosry k sath movement karty hain jin ko smjhna es liye bhi asan hota hai k aghr aik up move kary ga tu dosra bhi definitely up jay ga ayse kuch pairs hain jin ko ayse analysis kiya jata hai jin main aik pair gold or dollars bhi hain jin ka apas main kafi relation hai jis ko hum smjhny k liye yah kah dety hain k aghr dollr ki price barhy gi tu gold bhi oper jay ga tu ab aghr gold ki movement up ja rahi hai tu hmain sub se pahly dollars ko dekhna hoga oski price barhi hai tu he gold ki price oper gai hai tu hum yah kah skty hain k aghr gold ki price oper ja rahi hai tu es k pechy doolrs ki proce changing reason ho skta hai jis ki wjah se yah moement bhi show hoi hai tu hmain ayse pairs ko ayse smjh kar un ko analysis kar skty hain or apni trading kar skty ahin
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farrukhannique پيغام ديکھيے
            Dear friends according to my knowledge Forex trading mein gold ki prices all over the world increased hone ki waja yahi Hy Kay central Banks by jab at rate of interests increase krna shuru keay dollar ki keemat Kam hony ki waja sy jis sy gold prices day by day increase ho rahi hen aur shyd at the end of 2020 gold prices 2000 ko hit kr skti hen is Kay sath kuch world Kay halat bhi hen jiski waja sy gold prices up jany Kay chances hen. Members ap opinion Kya rakhty hen is bary me???

            Dear is time gold ki moment Kafi Jyada volatile Hui padi hai aur usme trade karna Kafi Jyada risky ho gaya hai Kyunki gold abhi range Nahin banaa Raha aur ek hi Taraf mat kar raha hai agar aap Gold per ke Lagate Hain To aapko yah sochana chahie ki ismein agar aap koi aisa pattern dekhte hain jismein aap per site per Koi trade mil rahi hai to aap use Taraf trade open karke is market Mein Kamyab Ho Jaate Hain agar aap is market Mein Achcha decision Le lete hain to aapko is market mein fayda ho jata hai aapko chahie ki aap Agar Gold per trade Lagana Chahte Hain To aapko ismein money management ke rules ko Apne mind Mein rakhkar trade open Karni Hogi Kyunki aap ismein jitni Chhoti lot size use Karenge aapko itna hi fayda hoga agar aap money management ko follow karti ho ya kam Karenge to aapko is market Mein kamyabi aasani Se Mil Jayegi aise hi jitne bhi trader is market Mein trades open kar rahe hote hain unko chahie ki vah is market Mein Soch samajhkar trades open Karen agar aap Gold per trade karte waqt bahut jyada risk Lenge to isase aapko nuksan ho sakta hai.

            Previous Reristance Level Breakout
            Dear gold Ko Agar aapane Dekha Ho To usne previous resistance level ko break Karke usse Upar Daily candle close kar liya hai isliye isliye abhi Kafi Jyada upward movement karni hai agar aapko ismein trade Lagani Hai To aapke mind Mein 1900 ka level Hona chahie Kyunki gold Ne is level tak aana hai aur uske bad market Mein downside per girna hai agar Ham is market Mein kam Karte Hain To Ham Ko Iske Tamam resistance aur sports level Ka Pata Hona chahie.

            Bullish Pattern Confirmation
            Dear Gold ke agar aap H4 time frame to use karen to is main aapko bullish pattern bahut Sare Mil Rahe Hain Jin Se Humko confirmation Kafi Din pahle hi mil chuki thi ki abhi gold ab side per Kafi Jyada moment karni hai Magar market on patterns ke bad range banati Rahi aur ek hi dafa market Mein Mohammed start ki hai agar aap use time is confirmation Ko Dekhkar trades Laga dete to aapko is time Kafi Jyada profit ho jata.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

              G han dear gold ki price kafi high gaye hai last 7 years mai top pay hai gold es nay jana hai tu ap nay ager abhi gold mai kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap trade hold kar lain ta kay ap ko es mai lose na ho tu kam acha hota hai tu ap ka kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hao kay ap apna kam mahnet kay sath kartye hain tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu ap acha kam karain aur mahnet kay sath apna kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain jub kay gold mai kam karna hamesha say hebdanger tha per abhi es mai kafi masla bana howa hai tu ap ka k hao kay ap gold say hat kay kisi bhi trade pay kam kartye hain tu ue ap ka kafi faida kar sakta hai air bhi iafi sarye pair hain jis mai ap acha kam kar kay kamyab ho patye hain tu acha kam karain aur mahnet kay sath kam karain ta kay better work ka ap ko faida ho jata hai sur ap es mai kamyab ho saktye hain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Farrukhannique پيغام ديکھيے
                Dear friends according to my knowledge Forex trading mein gold ki prices all over the world increased hone ki waja yahi Hy Kay central Banks by jab at rate of interests increase krna shuru keay dollar ki keemat Kam hony ki waja sy jis sy gold prices day by day increase ho rahi hen aur shyd at the end of 2020 gold prices 2000 ko hit kr skti hen is Kay sath kuch world Kay halat bhi hen jiski waja sy gold prices up jany Kay chances hen. Members ap opinion Kya rakhty hen is bary me???
                brother is market Mein trade lagane ke liye aapko koi ek currency pairs let karna chahie yah aapko agar ka maut please Mein chhed karne hai to uske liye sabse best gold hai unke gold per jab aap trade lagate Hain to ismein aapka target ek Hi din Mein aasani se complete ho jata hai gold ek aisa pair hai jismein aap agar fed lagate Hain aur ismein aapki lot size badi hoti hai to aapka account ek Hi din Mein double ho sakta hai aap thik hai kya aap golpathar jaane se pahle is ki Mohammed ko samjhaie agar aap ko ismein koi aisa pattern mil raha hai jisko aapka trade pahle bhi karte rehte hain aur aap khush per fayda hota hai to aap ismein generous Le sakte hain kyunki market jab movement start karti hai to ismein thodi si der Mein Hi aapko achcha profit Mil jata hai aajkal vaise bhi gold Mein trade karne ke liye aapko itna jyada wait nahin karna padta kyunki market ismein jo bhi trade banaa Rahi hoti hai use per fauran hi movement start kar deti hai MP gold ke mote kar kakinada volatile Hui padi hai gold per trade Karne wale jitne bhi traders is market Mein maujud hai unko yah pata hai ki market ne kafi jyada aap kahana hai is vajah se yah iski demand jyada hoti ja Rahi hai duniya Mein jitne bhi halat kharab ho jaenge gold ki demand jyada hoti jaati hai jiski wajah se aap Jana hota hai agar tabhi aap gold ko dekhen to iski ab jaane ki vajah iski demand Mein ijaafa hai jaise hi iski demand Mein kami hogi to iski price down aana start ho jayegi isliye aapko chahie ki aapas mein tel lagane se pahle soch kar trade lagaen Taki aapko ismein aasani se fayda ho jaaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

                  ji aapane Apna knowledge sahi tarah se share Kiya Hai gold ki price Pichle 2 month se musalsal increase ho rahi hai aur dollar niche ki taraf move kar raha hai coronavirus ki vajah se dollar ke upar bahut jyada effect Pada tha aur crude oil bhi bahut jyada Motasir hoa tha Jiski vajah se crude oil ki price world record mein pahle dafa negative Mein Chala Gaya aur ISI Tarah gold ki price bhi disturb hui thi Magar ab gold Kuchh Dinon Se musalsal up trend Mein move kar raha hai aur 1788.00 key value ko hit kar chuka hai abhi Agar is ka Pichly ko year ko see kiya jaaye to yah Ek Bar pahle bhi 1922 ko hit kar chuka hai jo Halat is Waqt Gold ke hain ho sakta hai ke gold again 2000 dollar tak chala jaaye To Ham Jab ismein trade Lete Hain To Hamen Soch Samajh Kar uske andar trade leni chahie Agar Ham is Mein sell karte hain ya buy Karte Hain To Hamen chahie ki Ham money management Ka Khyal karte hue ismein trade lagaen Hamen bilkul bhi lalach nahin karne chahie Agar Ham lalach Karte Hain To ho sakta hai ki gold Upar resistant 1922 dollar ko hit karne ke liye chala jaaye ya fir down ajay support ko hit karne ke liye to ismein koi bhi trade Lagana bahut jyada risky hai Gold ke upar trade karne ke liye hamare pass kam se kam 1000 dollar ka account Hona chahie Agar hamare pass 1000 dollar ka account hai to hamare pass Forex trading ka ek Achcha knowledge or experience bhi Hona chahie Agar hamare pass Ek Achcha knowledge experience nahin hai aur hamare pass Badi investment hai aur ham Gold ke upar trade Karte Hain To fir Hamen Kuchh Bhi hasil Nahin Hoga aur Hamen loss bhi ho sakta hai knowledge aur investment donon hi chizun ka aapke liye bahut hi jaruri hai khas tor par gold main trade k lia Main Ek picture ki madad se Iske support and resistant ko aur present trend ko show karunga jisse aapko Kafi help mil sakti hai .

                  Click image for larger version

Name:	Screenshot_11.jpg
Views:	1
Size:	69.7 کلوبائٹ
ID:	12328243
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

                    Yes dear aapke analysis bilkul perfect hain aur gold ki prices consistently bullish trend Mein Hain or Agar Ham isko real main observe karte hain to Gold ki prices Upar ja rahi hain aur jab aap real gold purchase Karne Ki Baat Karte Hain To usmein bhi aapko bahut jyada difference feel ho raha hai.

                    Iske sath sath Kuchh Aise countries hain for example China aur Canada jinhone real gold bahut jyada quantity Mein purchase kar liya hai aur Iske bare mein Yahi Expectations ki ja rahi hai ki ki is Sal Mein gold ki prices bahut jyada Upar Ja sakti hain aur jo log real Gold per investment karna chahte hain unko liye Bhi Ek acchi opportunity hai ki vah gold purchase karne aur Jaise hi Iske rates increase Ho Jaenge to use time per vah isko sale kar sakte hain.

                    Kyunki agar aap is Waqt gold ki prices International market main dekhte hain to vah 1908 $ Tak pahunch chuki hai Forex trading Mein yah Ek bahut hi level Hai Jisko gold ki market Mein touch kar liya hai aur Iske bare mein Expectations ki ja rahi hain ki iski prices Majid increase hone ke chances hain aur is sal ke and Tak yah isase bhi high-level per Ja sakta hai.

                    Jitni bhi expert aur senior traders Hain unke analysis bhi Yahi show kar rahe hain ki gold ki movement ab bullish Rahegi aur iski prices bahut jyada upaj aane ke chances hain agar aap Gold per trading kar rahe hain to usmein aapko bahut jyada careful Rahana padega Kyunki ki gold ki next movement Bullish trend mein hai aur aapko Ek Bade account ke sath isko buy karna hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

                      Gold ki price Upar Jane Ki Sabse Badi Wajah Hai Ki a Gold ke month month Ke Chat Mein cup and handle pattern ban raha hai cup and handle pattern Jab Bhi Banega yah market Upar Jayegi bagair Kisi Ko Dekhkar bagair Kisi moving average Ko Dekhkar market Upar hi jaldi Chali Jayegi ismein Koi indicator iska Sath Nahin De Pata Aur Har indicator Yahi Dikhta Hai Ki market niche Aaegi lekin market niche nahin aati aur Market aur Upar Jaati Hai To Kya Har patron use Har pattern ki apni Ek sport aur Apna Ek bullish bearish power Hoti Hai To vah Patron ko Dekhte Hue market Upar Chali Jaati Hai Jab Tak ke Ham usko samajhte Hain Ki yah market niche Aaegi isliye ko jo gold ki market Hai vah month Ke Chat ke mutabik usmein cup and handle pattern banaa hai market abhi 22 or se 26 Tak Jayegi
                      Last edited by ; 26-07-2020, 07:47 AM.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Gold ki prices consistently new heights Tak ja rahi hen reason Kya ho skt

                        dear forex members. gold ki pice increase honey ki bari waja intrest rates aur inflation affect hai. jab intrest rate low hota hai tab bhe gold ki price increase hoti hai aur inflation high hoti hai tab bhe gold ki price increase hoti hai. exchange rates bhe&nbsp; asy hi change hoty hain. ek aru reason dollr bhe hai jiski waja sy gold ki price increase hoti hai jab dollor ki price increase hoti hai tab bhe gold ki price increase hoti hai. central bank gold ki price decide krty hain hala tko dekh kr wo gold ki price increase ya decrease krty hain shukriya apka.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X