dera friends agar ap ne trading sekhni hai to ap ko zarur demo account par kam karna chahia ku ke agar ap demo account mai kam karty hai to ho sakta hai ap ko trading karny mai asni paida ho or ap trading karna sekh jy is liya dear friends ap ko demo account mai trading lazmi karni chahia or ha agar ap ko trading ati bhe hai to ap ko demo account mai trading lazmi karni chahia wo is liya ke ap ko kam karny mai asni paida ho sakti hai mtlb ke ap ko kam karny mai mazeed acha feel ho ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим