kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?
    friends main ap sab yeh pochna chati houn ky market main jab bhi consolidation area ya side way movement hoti hai tu tab ham ko scalping karni chahye ya nahi please iam a new trade mujhy guide karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
    friends main ap sab yeh pochna chati houn ky market main jab bhi consolidation area ya side way movement hoti hai tu tab ham ko scalping karni chahye ya nahi please iam a new trade mujhy guide karain.
    Yes dear brother humy sideways movement ma scalping krni cheye likn usk liye kuch important points mind ma rakhna babut zarori hoty han jo apko btany lga hun.

    Completely information:
    Dear brother aapko market ki complete information honi chahie k jb markit sideway movement kar rahi hai tu kaun si jagah tk iski movement ho sakti hai. Is k baghir apki scalping kamyab ni ho sakhti.

    Use of limit
    Jb ap scalping kr rhy hun tu apko stop-loss or take profot ki limits lazmi apply krni cheye. Kunk is situation ma movement bahut fast hoti ha or phr markit retracement kr jati ha.

    Analysis:
    Scalping krny k liye phly achi tarah market ko analyse kr lia krin forun is pa scalping ni krni cheye wrna apko nuqsan b ho sakhta ha.

    [ATTACH]14198
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

      sideway movement main kam karny ky lea ap ko is market main achi scalping strategy ka hona zrori hai kyon kyon ap ko scaling karny ky lea bohut he active ho kar kam karna parta hai ager ap choti see bhi mistake karty hain tab bhi ap ko is main loss hota ha aur scalping karny say pehly ap ko demo account main practice karni chahye kyon ky jab tak ap demo account main practice nahi kaain gay ap ko scalping trade confuse kare gee jab ap sell karain agy tu market buy jay gee aur jab ap buy krain market ap ky khilaf sell jay gee jiss say ap ko is main loss ho ga is lea ap ko meri yehi advice hai ky pehly apne experience ko behter karain phir kuch din practice karain phir he ap scalping kar sakti hain.
      • #4 Collapse

        Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

        G han dear scalping karna kafi acha hai aur es mai kafi faida hai per ap ka kam hai kay ap nay scapling larni hai tu khasi mahnet kay sath kam.karna parta hai aur ap market mai nazar rakh kay kam kartye hain tu ap ka kam es mai acha ho jata hai tu momnet tu trade nay karni hao per ap ka kam es mai apnye hisab say hota hai jis kay bad ap es mai acha kam kartye hain aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu acha kam kamyabi daita hai ye bat tu hai tu scalping kafi fit hai ager ap ko market kay barye mai acha knowldge hai tu es mai ap kafi acha kam kartye hain jis kay bad ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu aona kam acha karain aur ap nay kam jaisa bhi karna hai mahnet kay sath karna kafi zaroori hota hai ye bat ap kay minnd mai hona zaroori hai g
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

          hamy market ke movement ko samjna ho ga pher hamy is mai kam karna ho ga then hum kam kar ky munfa kama saky gy forex ko samjna aik din ka kamn nahi hainhum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum isy apna life time careeer be bana sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hai is mai hum apny boss ap he hoty hain is ko samjna aik din ka km nahi hain hum is mai mahnte karty han ti hamy kamaybe hasal ho jy ge hum isy apna life tim career be bana sakty hain hum is maiagar lalachi ban ky kam karty hain ti hamara account band ho jy ga hum is mai apny boss ap he hotyu hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik international business hain
          • #6 Collapse

            Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

            G ap market ki side way movement mein scalping kar sakty hain kyun side trend mein market thorathor bahut movement karti hai aur scalping mein tu waisy bhi sirf 10 ya 20 pip tak profit lena hota hai aur is mein lot bari lagaty hain tu acha profit ho jata hai ap k pass scalping strategy ka full knowledge hona chahye tab ap ko scalping se faida hoga ap ko scalping k bary main thora guideline deta hon k ap k pass scalping trading strategy par kam karny k liye account balance bara hona Chahiye aur jab ap scalping k liye technical analysis karyn tu ap time frame small lagayn like m1 ya m5 aur jab ap trade open karyn tu ap lot bari lagayn kyun k is strategy mein small movement se ham ne profit lena hota hai is liye bari lot k laga k 15 se 20 pip par take profit laga lyn is tarha ap kam karyn gy tu apko scalping se profit hoga aur market ka trend chahye side way ho ya jo bhi ho apko apni tarding strategy k mutabiq kam kar k profit mil sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

              Dear is market mein job market sideway Matka rahi ho to use time office market Mein acche scalping trading open kar sakte hain Kyunki is market Mein maloomat Itni Jyada fast Nahin Hoti Aur maarpeet Ke ki jagah per frame banaa Rahi hoti hai agar aap is time market Mein Lagate Hain To aapko usmein aasani se fayda ho jata hai aise time per aapko Itna disturb nahin Lena Padta aur maarpeet aapko thoda time mein Achcha profit De jaati hai agar aap kis market Mein Soch samajhkar scalping karte hain to aapko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai isliye aapko chahie ki Jab market range banaa rahi ho use time Koi indicator use Karke aap is market Mein scalping ki trade open kar le use per aapko Thodi Si der Mein Apna target Mil Jata Hai.
              • #8 Collapse

                Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
                friends main ap sab yeh pochna chati houn ky market main jab bhi consolidation area ya side way movement hoti hai tu tab ham ko scalping karni chahye ya nahi please iam a new trade mujhy guide karain.
                dear brother aapane is market mein agar scalping trade lagani hai to aap ke liye best yahi hai ki aapki Jo scalping strategy hai usko follow karte hue aap is market mein trade Karen agar aap is market mein apni trading strategy ko change karenge to aapko is market mein nuksan ho sakta hai aise he is market mein aapko kam karne ke liye ye ek aise talon ki jarurat hogi jismein aap achcha decision Le Le agar aap is market mein achcha decision lete Hain to aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain is market mein kam karne ke liye aapko aisa plan taiyar karna chahie jismein aapko har time fayda hota Rahe agar aap is market mein scalping trade laga rahe hain to use per aapko itna jyada risk nahin Lena chahie kyunki usmein lot size Bada hota hai aur market aapke opposite jaaye to aapko usmein kafi jyada nuksan ho sakta hai isliye scalping ke liye acchi strategy per Hi Kam Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
                  friends main ap sab yeh pochna chati houn ky market main jab bhi consolidation area ya side way movement hoti hai tu tab ham ko scalping karni chahye ya nahi please iam a new trade mujhy guide karain.
                  Dear brother aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Iski reply Mein Main aapko yah Kahana chahta hun ki aap Agar typing karna chahte hain to sabse pahle aapko ismein account ka size bada karna hoga ismein aapko apna account mein capital Jyada karna hoga Aur scalping Ke Liye aapke pass experience Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai scalping Ek bahut hi nahin Mehdi Hai jisse Ham kam Karte Hain To Hamen bahut jyada Nahin ho sakte hain Agar aapane market mein kis side mein movement per trading Karti Hai Mushkil Nahin karni hai to usmein aap kar sakte hain side mein movement per aap Is Tarah fayda Utha sakte hain ki aap Big Lot use Karke usmein thoda sa market se Thodi Si movement per aap Jyada profit Hasil kar sakte hain Hasil Karke aap ismein profit Hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
                    friends main ap sab yeh pochna chati houn ky market main jab bhi consolidation area ya side way movement hoti hai tu tab ham ko scalping karni chahye ya nahi please iam a new trade mujhy guide karain.
                    Ji ap nay bohat acha question kia hay. Forex trading market asal main three direction main move karti hay yehni up, down and side way main market up ho tab bhi trade open kar kay faida hasil kia ja sakta hay aor market down ho tab bhi trade open kar kay faida hasil kia ja sakta hay lakin jab market side way move kar rahi ho to es condition main trade open nahi karni chahiay kun k es movement main market trend main nahi hoti yehni market trend ka thek taran say pata nahi chalta es liay trade open nahi karni chahiay side way movement ki soorat main kuch log scalping kartay hain aor faida hasil kartay hain lakin bohat say new traders ko scalping ka koi knowledge nahi hota aor na hi koi experience hota hay es liay agar to ap aik expert trader hain to ap ko scalping karni chahiay aor agar ap beginner hain to ap ko scalping wala risk bil kul nahi laina chahiay aor market ki movement change honay ka wait karna chahiay.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

                      hamy market ke movement ko dakth kar is mai scalping karne chahey hamy market main kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakt hai hum is man aik din mai ai account main 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily base par kam ke limit ko pora karna chahey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hai or apne needs ko pora kar sakty ha hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is mai din main be kam kar sakty han or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hain hamy is mai meyare or information wala kam karna chahey pher he hum is mai thanks hasil kar sakty hain thanks ka extra bonus hasil hota hai hamy daily is man kam karna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

                        Forex trading mai traders ko market ki movement ko samajhnay kay liye experience aur knowledge ki zarurat hoti hai. Jo traders acha knowledge aur experience rakhtay hain unhain iss baat ki koi tension nahi hoti kay kiss waqt kon si strategies apply kerni hoti hai. Forex trading mai scalping aik aisi strategy hai jiss mai traders ko bohat ziada profit hota hai aur profit bhi bohat Kamm waqt mai ho jata hai. Scalping mai traders side ways movements ko he dono sides pay faiday kay liye use kertay hain. Scalping kay liye side ways movements ko Agar traders samajh liya karain aur achay lot size ko time say read ker liya karain tou he acha profit gain ker saktay hain. Scaling kay liye M15 time frame say ziada kabhi nahi rakhain
                        • #13 Collapse

                          Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

                          sideway movement main kam karny ky lea ap ko is market main achi scalping strategy ka hona zrori hai kyon kyon ap ko scaling karny ky lea bohut he active ho kar kam karna parta hai ager ap choti see bhi mistake karty hain tab bhi ap ko is main loss hota ha aur scalping karny say pehly ap ko demo account main practice karni chahye kyon ky jab tak ap demo account main practice nahi kaain gay ap ko scalping trade confuse kare gee jab ap sell karain agy tu market buy jay gee aur jab ap buy krain market ap ky khilaf sell jay gee jiss say ap ko is main loss ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

                            Ji Ham Sabko Yahan per sideways per Apna Kam karna hoga aur Apna Kam Karke Ham Sabhi Yahan per Kamyab ho sakte hain Sushil yah Hamen Yahan Forex Dil lagakar kam karna chahie mehnat Karni chahie aur Apna time par Apna bonus improve karna chahie bonus ko improve karne ke liye Hamen Apne time payment ke sath Apna Kam karna hoga aur Agar Ham Sab kam Apne time pass karte rahenge To Hamen kamyabi milati Rahegi so isiliye Dil Laga kar kam Karen mehnat Karen aur Apna bonus level improve Karke kamyabi Hasil karne ki koshish karen Sanu hi Kamyab hota hai jo Yahan per mehnat Khud karta hai agar aap Sar Kisi dusre par depend hoge to aapko kamyabi Nahin Mil sakti ho isiliye aapko chahie Apne time per Aana kam Karen aur Apna bonus level improve Karya ke kamyabi Hasil karne ki continue koshish karen agar aap Sabhi Yahan per Apne time par Apna Kaam Karoge To aap Kamyab Ho jaaoge isiliye aapko chahie mehnat Karen Aur mehnat Ke Sath Apna Kam Karen agar aap mehnat ke sath Apna Kaam Karoge To aapko kamyabi mil sakti hai so isiliye Dil Laga kar aur apne time per Apna Kam Karen aur Apna donon level paropkaray ke kamyabi Hasil karne ki koshish karen ISI Mein Ham sab ki kamyabi hai aur ham sabka advantage bhi ISI Mein Hota Hai so isiliye Dil lagakar kam Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen Agar Ham Insan Apna Kam ho to Karenge to Kamyab Ho Jaenge so isiliye Dil Laga kar kam karna Ham sab ke liye jaruri hai song mehnat ke sath Apna Kam Karen aur Apna bonus level improve Karya ke kamyabi Hasil karne ki koshish karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia sideways movement main scalping karni chhaye ya hai?

                              movement main kam karny ky lea ap ko is market main achi scalping strategy ka hona zrori hai kyon kyon ap ko scaling karny ky lea bohut he active ho kar kam karna parta hai ager ap choti see bhi mistake karty hain tab bhi ap ko is main loss hota ha aur scalping karny say pehly ap ko demo account main practice karni chahye kyon ky jab tak ap demo account main practice nahi kaain gay ap ko scalping trade confuse kare gee jab ap sell karain agy tu market buy jay gee aur jab ap buy krain market ap ky khilaf sell jay gee jiss say ap ko is main loss ho ga is lea ap ko meri yehi advice hai ky pehly apne experience ko behter karain phir kuch din practice karain phir he ap scalping kar sakti hain shukriya apka.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X