Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?
    Forex trading mai meta trader 4 ya MT4 trading terminal kis company ka hai? Kia yeh terminal instaforex ka apna hai? Kia her broker company ka apna trading terminal hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Forex trading mai meta trader 4 ya MT4 trading terminal kis company ka hai? Kia yeh terminal instaforex ka apna hai? Kia her broker company ka apna trading terminal hota hai?
    Dear brother ap na bahut hi informative question kia ha kunk mostly members is bt ko ni janty ka jo software MT4 trader istemal krrhy han ya ks na develop kia ha. Is Hawale sa kuch dilchasp mahloomat ma ap sa share krny ja rha hun.
    MT4 Trader:
    MetaTrader 4, also known as MT4, is an electronic trading platform widely used by online retail foreign exchange speculative traders. It was developed by MetaQuotes Software and released in 2005. The software is licensed to foreign exchange brokers who provide the software to their clients.


    ​Dear umed ha apko pta chal gya ho ga iski devoplment kabary isk ilwa ap na question ma pocha ha k kia kisi specific brokers ka ya software ha ya kei b brokers is ko use kr sakhta ha tu us k jawab main apko ya batana chahoun ga k ap js brokers pa mrzi kam kr rhy hun ap MT4 ko utilise kr k tradtrading kr sakhty han. Isma kei limitations ni ha ya yah kisi broker ka sath special attached ya linked nini ha
    Last edited by ; 23-06-2020, 05:21 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

      Dear acha question pocha hai ap ne meta trader 5 jis ko ham short mein MT4 kehty hain ye aik trading platform hai software hai ye meta quotes company ka banaya hua software hai ko poori dunia k traders isko kar rahy hain ye aik electronic sofware hai jo foreign exchange online tradimg k liye all over the world use kiya jata hai aur ue sirf instaforex broker par kam karny waly he use ni kar sakty balky tamam brokers k liye MT4 aur MT5 use ho sakty hain aur ap agar dekhyn tu meta trader 4 par hamyn bahut zayada facilities di gai hain jo k apko pata hain k different trading tools hain hamyn kitny indicators provide kiye gaye hain jin ko ham use kar k market k analysis kar sakty hain aur stop loss aur take profit use kar k ham tension free ho jaty hain automatically hamari trades close hoti hain aur ham pending orders bhi laga sakty hain jis se auto par hamari trades open bhi ho sakti hain aur meta trader 4 par hamyn demo account ki facility bhi di gai hai jis par ham practice kar sakty so dear ye aik bahut acha trading terminal hai jis k through ham market mein trading kar k profit earn karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Forex trading mai meta trader 4 ya MT4 trading terminal kis company ka hai? Kia yeh terminal instaforex ka apna hai? Kia her broker company ka apna trading terminal hota hai?
        BF brother aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai agar Ham lekin to install Forex ka login account Hamare pass aap Nahin hota hai ki Ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur raat mein bhi kam kar sakte hain Agar Ham isko time Dete Hain aur ismein Karte Hain To Ham isase Achcha bonison kar sakte hain Ham 26 Mein kam Karte Hain To Hamen kam karne ke liye bahut jyada ismein focus karna padta hai aur active mind ke sath kam karna padta hai jab tak ismein active hokar Kam Nahin Karenge Hamen is Se Koi fayda Nahin Hoga Kyunki yah Kaisa business hai jismein aap apna Jab install Forex main account banate hain to aapko ismein MT4 aur mt5 mein login karna hota hai lekin MT4 Ab Ke Liye sabse best Hai unke ismein. ismein hamare pass bahut Sare collectibles hote hain aur ismein hamare pass bahut Sare option hote hain Jinse ham Achcha trading ka istemal kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Forex trading mai meta trader 4 ya MT4 trading terminal kis company ka hai? Kia yeh terminal instaforex ka apna hai? Kia her broker company ka apna trading terminal hota hai?
          Dear forex trading main mt4 sab k ley same ha sab broker aik mt4 istamal kar rehe han ab ye confirm ni ha sab sy pehly kis ny mt4 banaya ha par ye sab istamal kar sakty han is ki waja sy trading both ahsan ho ge ap online kisi bi jaga sy kisi bi waqat kam kar sakty han is k ley k pass mobile laptop ya PC hona chae ha sath internet hona both zarori ha tab he ap kam kar sakty han mt4 humy both sy indicators or different options data ha jis sy trading or bi ahsan ho jati ha is ley sab broker maximum mt4 ko istamal karty han jab is sy latest version mt5 bi available ha par mt4 abi bi sab sy ziada istamal ho raha ha log mt4 ko ache tahra samj chuky han is ley is ko he istamal karty han
          • #6 Collapse

            Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

            G dear es kay barye mai kuch nhi kha ja sakta hai per jhan tak mera khyal hai tu ye kisi company ki he ho gaye kiyu kay ap ager forex mai kam kartye hain tu ap es mai trading kaliye mt4 ka use kartye hain aur a es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es kay barye mai zayda na janye tu better hai ap ka kam hai kay ap es mai apnye kam mai dil lagaya karain aur ap achi tarha trading kiya karain kiyu kay faida tu achi trading mai hoti hai tu ap mt4 mai har aik cheez kay barye mai ap ka kam hai kay ap es mai har aik tool kay barye mai acha kam karain aur daikh kay kam karain ager ap es mai har tool kay barye mai pta lag jata hai tu aik na aik time pay ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap acha kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ap ka kam better ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam karain ta kay bad mai ap better work kar kay kamyab ho jatye hain tu apna kam achye say acha kiya karain ta kay bad mai ap kamyab ho jatye hain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

              forex trading main mt4 aik best trading softwear hai jis main hum apni trading ko bahter traiky se kar skty hain forex main meta trader 4 main jio terminal hai wo brokers ka hai jis main ap apni trading kar skty hain or achi earning kar skty hain es liye hmain aghr forex main mt4 main ka use krna hai tu apko sub he featers ka pta hona zarori hai jis main ap asani se apni trading karen or achi eraning kar skty hain jub apko sub he features ka pta chal jata hai tu apko mt4 ka use karny main asani hoti hai es liye hmain chahye k hum aghr forex ka knowledge he ap forex main kamybhi dilta hai es liye apko achi trading karny k liye apko forex main kamyabi mil skti hai or ap kamyabi se achi earning bhi lay skty hain forex main apka knowledge he apko market ko smjhny main help krta hai
              • #8 Collapse

                Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

                hamy mt 4 ko use kar ky kam karna chahey hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is mai kamyabe hasil kar sakty hain hum is main din main be kam kar sakty hain or hum is mai rat main be kam kar sakty hain market 24 ganty he open rahte han hum is mai pair or currency main trading karty hai hamy aik time mai aik he pair mai kam karna chahey yai aik asa karobar ha jis main usa or china jasy bary bary mumlik be involve hai yai aam job ke nisbat bohat ache job hai hum gar bath kar is main kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is ko apna life time career be bana sakty hain hum is mai din main be kam kar sakty hai or hum is main rat main be kam kar sakty hai
                • #9 Collapse

                  Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

                  Dear metatrader 4 the broker Ne Apna design Kiya hota hai yah Ek open source software hai Jisko Har trader aasani se use kar sakta hai yah Ek Aisi application Hai jismein Har trader ka sarve Shamil Kiya Ja sakta hai ismein aapane agar kam karna hai to aapko ismein apna server. Karke usmein Apna account login karna Hota Hai Magar Jab aap Kisi Ke Liye metatrader 4 download karte hain to usmein aapke Apne broker ke hi sirf service ho rahe hote hain usmein aapko Kafi Jyada Aasan ho jati hai aap apna account login Karke use per trade start kar sakte hain agar aap mobile phone per metatrader 4 download karte hain to usmein aapko yah option Diya jata hai ki Aap Jo Bhi account login karna Chahe kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                    Forex trading mai meta trader 4 ya MT4 trading terminal kis company ka hai? Kia yeh terminal instaforex ka apna hai? Kia her broker company ka apna trading terminal hota hai?
                    dear brother Jay ek aisi application hai jisko har broker use kar raha hota hai metatrader 4 main humne agar trade karni hai to ismein humko yah pata hona chahie ki yah trading company ki taraf se Diya Gaya software hai jisko har broker is market se connect hone ke liye use kar raha hota hai ismein humko ek hi jaise indicators mil rahi hote hain aap jis broker per account banate hain sab main aapko ek hi jaise tools aur indicators diye jaate Hain unko use karke aap is market mein analysis kar sakte hain kyunki tamam brokers per tamam currencies ki price ek hi hoti hai aur ismein tamam signal se aise ban rahi hote hain agar aap is market mein trade karna chahte hain to aapko is market mein hote dekhna hoga ki kaun si trade acchi band hi hai aur usko dekh kar aap is market mein achcha decision Le sakte hain uske bad aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

                      hamy meta trader ky bary main information hasil hone chahey hamy knowledge or experience hasil kar ky is main mehnat or lagan sy kam karna chahey pher he hum is main acha result hasil kar sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka ya moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss ko katam karna ho ga agy barnuy ky liey forex all world mai bohat taze sy pahl cuka hain hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty ha hamy daily base par kam ko pora karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hain or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hai hum is mai aik din mai aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Meta trader 4 ya MT4 trading terminal aapliaction kis ki hai?

                        forex trading main mt4 sab k ley same ha sab broker aik mt4 istamal kar rehe han ab ye confirm ni ha sab sy pehly kis ny mt4 banaya ha par ye sab istamal kar sakty han is ki waja sy trading both ahsan ho ge ap online kisi bi jaga sy kisi bi waqat kam kar sakty han is k ley k pass mobile laptop ya PC hona chae ha sath internet hona both zarori ha tab he ap kam kar sakty han mt4 humy both sy indicators or different options data ha jis sy trading or bi ahsan ho jati ha is ley sab broker maximum mt4 ko istamal karty han jab is sy latest version mt5 bi available ha par mt4 abi bi sab sy ziada istamal ho raha ha log mt4 ko ache tahra samj chuky han is ley is ko he istamal karty han bahot shukriya.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X