Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping aur hedge trading me difference kia hay?
    Bahot se traders ko na to scalping trading key bary me maloomat hoti hay aur na hi hedge trading key bary me senior members es bary me jaiza len key scalping aur hedge trading hoti kia hay aur es me difference kia hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

    G dear scalping aur hadge mai kafi faraq hai ap forex mai kam kartye hain tu ap es mai short trading ko scalping khaitye hain jub kay account hadge ka matlab hai kay ap apna account aik he samit mai stop kar daitye hai mean kay ager al ko es mai lose hota hai tu ap ka lose atna he rhata hai jub kay ager ap ka profit hai tu wo bhi atna he rhata hai tu ap kam kartye hain market mai tu ap es mai scalping aur hadge kay barye mai achi tarha jan laitye hain tu ap acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain scalping karna kafi acha kam hai per ap ko es mai market kay barye mai knowldge hona zaroori hai kiyu kay scalping mai bhut jald he ap ko es mai lose ho jata hai aur profit bhi esi tarha ho jata hai tu ap kam ager kartye hain tu scalping theak bhi hai aur theak nhi bhi hai tu ap kay kam pay depend karta hai tu ap aik kamyab trade ban jatye hain ager ap mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap aik kamyab ho jatye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Bahot se traders ko na to scalping trading key bary me maloomat hoti hay aur na hi hedge trading key bary me senior members es bary me jaiza len key scalping aur hedge trading hoti kia hay aur es me difference kia hota hay?
      Dear brother Forex trading Mein different strategies Hoti Hai Jin per aap kam Karke Achcha profit banaa sakte hain scalping trading vah hoti hai jo aap ismein account km full lot ke sath kam Karte Hain Jo balance hota hai aur maximum Jo Laut aapki lag sakti hai aap usmein vah Laut lagakar kam Karte Hain scalping trading Ek risky strategy hai ismein bahut jyada experience ki jarurat Hoti Hai Kyunki aap Jab phulaut ka istemal karte hain to usmein aapko bilkul Thode Se pics send karne hote hain aur usmein aapka accha profit Ban Jata Hai DJ brother aur hacking vah hoti hai ki aap apne account a ki currency pair per aap usmein do trade Laga Dete Hain opposite trade Se Laga Dete Hain Jab aap ki ek trade blouse Mein Jaati Hai To dusri trade aapki automatically ismein profit Mein Jayegi hedging trading se aapka account watch Nahin Hota.
      • #4 Collapse

        Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

        dear forex main scalping trading aik short term trading hoti hai ju aik he din main ham thora thora profit lay kar market say out ho jaty hain aur apna profit akhta krty rehty hain aur hedging aik alag chez hai hedging forex main aik he pair ko sell aur buy karny ka name ha jab ap market main aik he currency ko ya kisi or pair ko aik he dafa sell karty haina ur usi ko phir buy kar daity hain jab ap ko dono pair chal rahy hoty hain tu us ko ham hedging kehty hain forex main hedging un ko he suit karti hai aur unhi ko faida hai jin ky pas big accounts hoty hain small account ky lea hedging bhi khternak hai aur scalping bhi is lea meri ap ko advice yehi jitna in say avoid karain utna he acha ho ga ap loss say bach sakain gay.
        • #5 Collapse

          Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Bahot se traders ko na to scalping trading key bary me maloomat hoti hay aur na hi hedge trading key bary me senior members es bary me jaiza len key scalping aur hedge trading hoti kia hay aur es me difference kia hota hay?
          Dear brother aapane bahut hi Achcha question kiya hai aur is question ke Jawab Mein Main aapko Bata deta hoon ke hedging strategy aur scalping mein kya difference hota hai ummid hai aap yah post padhne ke bad is position Mein Honge ki aapko Inka difference samajh a Jaaye

          Scalping:
          Dear jab Forex trading main market kisi high position ko jakar touch karti hai ya Kisi bhi down position per jaati hai aur uske bad Ham Ko Pata hota hai ki uski movement Kuchh Uske against lazmi hoti hai isliye Humko thoda sa profit ho sakta hai aur yah short term trading Hoti Hai Isko scalping Kaha jata hai

          Hedging Strategy:
          Dear yes strategies Jab aap market Mein Ek trade Laga Dete Hain aur kuchh time se baat aapki trade nuksan Mein Chalna start Ho Jaati Hai To aapko idea ho jata hai ki aapka decision galat tha FIR aap Hua nuksan cover karne ke liye Uske against Ek Aur trade Laga Dete Hain is strategy ko hedging strategy Kaha jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

            Assalamu Alaikum dear friendforex main scalping trading aik short term trading hoti hai ju aik he din main ham thora thora profit lay kar market say out ho jaty hain aur apna profit akhta krty rehty hain aur hedging aik alag chez hai hedging forex main aik he pair ko sell aur buy karny ka name ha jab ap market main aik he currency ko ya kisi or pair ko aik he dafa sell karty haina ur usi ko phir buy kar daity hain jab ap ko dono pair chal rahy hoty hain tu us ko ham hedging kehty hain forex main hedging un ko he suit karti hai aur unhi ko faida hai jin ky pas big accounts hoty hain small account ky lea hedging bhi khternak hai aur scalping bhi is lea meri ap ko advice yehi jitna in say avoid karain utna he acha ho ga ap loss say bach sakain gay.
            • #7 Collapse

              Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Bahot se traders ko na to scalping trading key bary me maloomat hoti hay aur na hi hedge trading key bary me senior members es bary me jaiza len key scalping aur hedge trading hoti kia hay aur es me difference kia hota hay?
              dear brother is market mein humne agar scalping karni hai ya is market mein humne touching karni hai yah donon strategies different hai inmein humko kam karne ke liye Inka tarike ka pata hona chahie aur yah pata Ho ki Ham kaun se time frame mein kaise kar sakte hain aur kaun sa aisa timeframe hai jisme agar Ham scalping karenge to Ham ko jyada achcha prapt ho jaega kyunki scalping hamesha chhote time premi ki jaati hai aur ismein humko lot size Bada use karna padta hai magar hai jeene mein is tarah nahin hota usmein humko chhoti lot ke sath kam start karna hota hai aur apni friends ke sath stop loss nahin lagana hota jab hamari trade masane mein jaati hai tu Kahan se hamara pending order active Ho jata hai is tarah hamare account per masjid trade likhati rahti Hain jab tak hamari tamam trades overall profit mein Na aa jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

                Dear forex members Pak forex forum trading may haum trading Kartay hoye forum pay Kam kartay hoye kamyaabi hasal kartay hay to kabhi app ko trading may profit hota hay aur khabhi kabhar app ko loss ki face karna parta hay Pak forex trading may kamyab business karney Kay liye haum bohat say tools ka istamaal kartay hay aur phir unko samjh kar trading may istamaal kartay hoye kamyaabi hasal kartay hay Pak forex forum pay scalping ka matlab yeah hota hay Kay app apni trade ko baray lot size ki laga kar jaldi jaldi profit pay close kartay hoye profit hasal kartay hay aur Pak forex trading may hedging strategy ko haum uss waqt istamaal kartay hay jab app apni trade ko open kartay hay to kuch Time Kay bad app ko feel hota hay Kay app ki trade nuksaan my ja rhi ho to app uss nuksaan ko kam karney Kay liye ya nuksaan ko cover karney Kay liye uss trade kay opposite ake aur trade laga daytay ho for example app nay apni trade agar buy may lagai hoi ho to app hedging strategy ki istamaal kartay hoye opposite may sell ki trade laga kar profit brabar Kar saktay hay Pak forex forum business pay appko ko knowledge aur information lazmi honi chahiye phir hi app trading may kamyab hotay hay aor profit hasal hota hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Bahot se traders ko na to scalping trading key bary me maloomat hoti hay aur na hi hedge trading key bary me senior members es bary me jaiza len key scalping aur hedge trading hoti kia hay aur es me difference kia hota hay?
                  Dear ye dono aleda trading strategies hai ain par hum ne agar kaam karna hai to hum ko ain trading strategies par kaam karna hai to hum ko ais market mai trading strategies ko apny account par aisy hi use nai karna chaye hum ko sirf wohi trading strategy use karni ho gi jis k rules ka hum ko pata ho ga aus k baad hum aus trading strategy ko agar use karty hai to aus par hum ko ye masla aata hai k hum aus par ghalti se trades lagaty hai jin par hum ko loss ho jata hai ais market mai hum ko trade lagany se phly ye dekhna ho ga k hum ne ais trading strategy k rules ko follow kia hai aus k baad agar trade ban rahe hai to hum ais market mai trade laga skaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

                    Dear ap ne bahut he acha sawal kiya hai ap k is question se new traders k knowledge mein kafi iazafa hoga ab ap ko main apna knowledge share karta hon
                    Hedging aik aisi trading strategy jis mein agar koi trade lagi ho aur loss mein chali jaye aur market ka trend change ho jaye tu jo trade lagi hai us k opposite trade same lot mein open kar di jaye tu account hedge ho jata hai aur wash hony se bach jata hai aur jab profit wali trade acha profit dy rahi ho aur market wapas jany lagy tu profit wali trade close kar deni chahiye aur ko loss wali trade hai uski favour mein market jaye gi tu loss kam hota jaye ga aur equity barhti jaye gi aur jab loss kam reh jaye ya khatam ho jaye tu us time wo trade bhi close kar deni chahiye but hedging wali trade kafi din ly jati hain
                    Ab apko scalping strategy k bary batata hon k ye aik short term ki trading strategy hai kafi experience se kam karna parta hai aur market mein small time frame m1 aur m5 time frame k sath analysis kar k market meim bari lot k sath trade open ki jati hai aur is k liye account balance bhi bara hona chahiye aur market k sirf 15 se 20 pips ki movement se bari lot k sath acha profit ly kar trade close kar di jati hai but is k liye acha experience aur bara account balance hona bahut zaroori hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

                      Scalping
                      Scalping trading ka ak method hy jis mn hm market ky recent trend ko follow krty hn r choty time frame m five m fifteen mn ya m thirty mn trend ky sath trade laty hn jis trf market move kr rahi hoti hy r kuch pips market sy apny accounts mn add krty hn leken y us wkt acha hota hy jb market kisi session mn move kr rhi ho r movement ho market mn r is trha hm profit kr skty hn r high impact ki news per bhi hm trading kr skty hn r profit bna skty hn. Leken is ky liy acha experience ka hona buht zarori hy.
                      Hedging
                      Hedging trading buht risky hy leken y hm us wkt kr skty hn jb hmra account khatry mn ho.
                      Hedging ka mtlb hy hm ak sath do trades ak hi pair mn open krty hn ak buy ki trade r ak sell ki trade r jb market ak trf move kr jati hy to profit wali trade hm close kr daty hn r dosri trade hold kr laty hn leken asi trades ka koi khas future ni hota r risky hota hy is liy hmy proper analyses ky sath trade krni chahy leken jb market trend mn move kr rhi ho to jb re trace krti market to hm short trend ky sath trade lay skty hn r profit bna skty hn.
                      Leken professionals asy ni krty wo trading proper methed ky sath analyses ky bad trada laty hn

                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

                        Scalping aur hedging do bohat alag alag cheezain hain. Forex trading mai traders mukhtalif techniques ko apply kertay hain jinn say achi trading ker li jaati hai aur Forex trading mai traders ko market ki movement kay hisaab say he apni techniques utilize kerni hoti hain takay traders apnay trading business say faida utha sakain. Aisa mumkin nahi hai kay traders koi bhi strategy apply liye baghair he trading say achi earnings ker lain. Scalping short term trading hoti hai jiss mai traders small trades big lot sizes kay saath laga kay short time mai acha profit honay pay trades ko close laitay hain. Hedging ka Matlab yeh hota hai kay traders ko jab kisi trade mai loss ho raha hota hai tou woh uss kay opposite aik Dusri trade open ker laitay hain jiss say loss aur profit barabar chaltay rehtay hain aur equity same he rehti hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

                          Achi trading market ki ache analysis par depend karti hai aur forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex main market ka fundamental and technical analysis karna chahie jis ki madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex trading se pahle jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko increase karna chahie kyunki forex mein jitna acha hamara experience aur knowledge hoga forex main hum utni acha work our achi trading kar sakte hain aur utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein apne experience our knowledge ko increase karne k liye demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practise karni chahie aur forex mein chart mein hamen candlesticks ko bhi achi tarah se samajhna chahie forex main achi trading ke liye candlesticks ka acha knowledge hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex main achi trading ke liye hamen ache indicators ko apni achi trading ke liye use karna chahie kyonk forex mein kuch indicators ki madad se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai aur forex trading achi planning ke sath karni chahie aur forex mein trading achi trading strategy ke sath karni chahie forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

                            ap forex mai kam kartye hain tu ap es mai short trading ko scalping khaitye hain jub kay account hadge ka matlab hai kay ap apna account aik he samit mai stop kar daitye hai mean kay ager al ko es mai lose hota hai tu ap ka lose atna he rhata hai jub kay ager ap ka profit hai tu wo bhi atna he rhata hai tu ap kam kartye hain market mai tu ap es mai scalping aur hadge kay barye mai achi tarha jan laitye hain tu ap acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain scalping karna kafi acha kam hai per ap ko es mai market kay barye mai knowldge hona zaroori hai kiyu kay scalping mai bhut jald he ap ko es mai lose ho jata hai aur profit bhi esi tarha ho jata hai tu ap kam ager kartye hain tu scalping theak bhi hai aur theak nhi bhi hai tu ap kay kam pay depend karta ha
                            forex trading may hedging strategy ko haum uss waqt istamaal kartay hay jab app apni trade ko open kartay hay to kuch Time Kay bad app ko feel hota hay Kay app ki trade nuksaan my ja rhi ho to app uss nuksaan ko kam karney Kay liye ya nuksaan ko cover karney Kay liye uss trade kay opposite ake aur trade laga daytay ho for example app nay apni trade agar buy may lagai hoi ho to app hedging strategy ki istamaal kartay hoye opposite may sell ki trade laga kar profit brabar Kar saktay hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping aur hedge trading me difference kia hay?

                              scalping or hedging main bahut farq hota hae to aj hum bat karte hain ke in dono min kiya difference hota hae to sab se pehle hum bat kar lete hain scalping ke bare main

                              Scalping
                              scalping bhe aik trading ke type hae aik ese type hae jis main hum shprt term base par acha profit hasil kar lete hain is ko hum kehte hain scalping trade or hum is main zayada tar news main trade karte hain to is liye yeh bahut he faida m,and hote hae zayada tar log scalping se faida hasil karte he hain or hamne cahiye ke hum is main hamesha he active raha karen take hum bhe scalpers ke tarah se faida ahsil kar saken or scalpers zayada tar monday wale din market se faida hasil karte hain jab jab market gap se open hote hae to wo scalping trade le lete hain jo ke bahut he kam time main un ko bahut he acha profit gain ho jata hare to is liye scalping best hae

                              Hedging
                              hedging aik ese technique jo ke account wash hone ke surat main he apke kam ate hae nhe to normal situation main isko use karna apke liye he nuqan hota hae is ka phenomenen yeh hota hae kejab apka real account wash hone wala ho or apko yeh karna hota hae ke jo bhe trades lage howe hain un ke againt apko trades open karne hote hain with same lot size to is ka faida yeh hota hae ke apke equity wahen ruk jate hae or apka account wash hone se bacha jata hae to jo ap ne against wale trade lagae the wo jab ache profit main ate hae to apko wo close kar dene cahioye or is ke bad ap wait karen dosre trades ke profit main ane ka to yeh method bhe acha hae jo ke work karta hae

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X