RSI indicator ko use ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: RSI indicator ko use ?

    forex trading mein RSI indicator bohat perfect calculation daita hai agr esky sath EMA INDICATOR ka estamal kr lia jy tu bohat acha or profit wala result lia ja skta hai jaisy RSI 10 30 53 70 93 pr lga lein or EMA b 7 me 3 me 50 me or 200 me lga lein es tarah apko market ka up or down trend yaad rhy ga or market kb kb pull back or pull up kr skti hai wo b revise hota rhy ga js sy ap acha profit kama skty hian
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: RSI indicator ko use ?

      Forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie jis ki madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie ke forex mein hum trading se pahle market ko achi tarah se analyse karen aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie aur forex market mein hamen market ka fundamental aur technique analysis karna chahie forex hamen koshish karni chahie ke forex mein hum achi trading ke liye ache indicators ko use karen jisse forex main hum achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham mein ek ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein ache work our achi trading ke liye achi learning ka hona bahut hi zaruri hai aur forex main ache work our achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading se pahle apne experience our knowledge ko bhi increase karna chahie forex mein jitna acha hamara experience our knowledge hoga forex main hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain aur itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hamen work our trading ache confidence ke sath karni chahie jisse forex mein hum acha work kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex main trading sabar ke sath karni chahie.
      • #18 Collapse

        Re: RSI indicator ko use ?

        Dear friend Assalamu Alaikum Rs indicator Ek bahut hi Achcha indicator hai iska istemal Karke aap bahut hi acchi aur professional trading kar sakte hain Kyunki iski vajah se aap ek bahut hi hi Behtar trading is vajah se kar sakte hain Kyunki indicators ka istemal bahut hi behtar hai aur bahut Sare log syndicators Ka istemal Karke Baithe trading kar sakte hain Rs indicator aapko market ki direction batata hai ki kis Taraf market ki direction maujud hai aur kitne percent market upper level ya lower level per maujud hai Jaise ke market Jyada ab for 70% se Agar above market ho to sal ki trade banti hai aur Agar 30% se market niche ho to buy ki trade open ki Ja sakti hai agar aap sirf is indicated ka istemal karen to aap bahut hi behtarin aur acchi trading skills Hasil kar sakte hain jisse aap Kamyab aur perfect profit Hasi kar sakte hain to isliye Rs indicators ko istemal Karen aur Jyada Se Jyada benefit Hasil Karen
        • #19 Collapse

          Re: RSI indicator ko use ?

          Assalam O Alaikum dear Aap ne ek bra acha sawal kia hai RSI relative Strength Indicators hai our ye Forex main use hone wale sab se famous our good indicators main se ek hai dear friends RSI ki madad se ham market k trend our live changing price ka pata chala sakte hai our ye indicator hame market main Good entry and exit position ko show karta ha our market ki analysis main hamari madad karta hai isi waja se tamam expert trader b RIS ko apni analysis main use karte hai :)

          Click image for larger version

Name:	RSI indicators.png
Views:	25
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12335191


          Working of RSI ::

          DEAR friends RSI ki workig k 3 level hote hai jis se ye hame market k about data show karta hai hame in ka pata hona zaroori hai ta k ham rsi se sahi faida utah saken

          OverBought position :

          dear friends jRSI ki scale 0 to 100 hoti hi jis wakt RSI hame 70 se about price position show kar raha hota hai ham is halat ko over bought kehte hai our ye show karti hai k market is wakt Strong buy hai lekin over halat main hai our market kisi b wakt back ho sakti hai so hame trend side trade kane k liye b thora wait karna hoga ta k negative wave se bacha ja sake

          OverSold position ::

          dear friends jis wakt RSI hame 30 se below price show karta hai is wakat market oversold hoti hai our hame RSI batata hai k market strong bearish hai lekin trade k liye mozzon nahi hai ya to ham yaha par trend k agaist risk len ya phir wait karen

          Natural Position ::

          dear friends natural position k wakt RSI ki scale hame market mo 30 se 70 k drmayan price show karti hai is wakt ham trend par trade kar k earning kar sakte ha our RSI hame best entry signal b dta hai :
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
          • #20 Collapse

            Re: RSI indicator ko use ?

            expert ban ky RSI indicator ko use kar ky km karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex aik best business hain hum is mai agar indicator ko ignore kary gy to hamara account baned ho jy ga hum is mai apne marze sy time tbale bna kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum ismai agar lalachi ban ky kam kary gy to harma account band ho jy ga hum is mai apny boss ap he hty hain hum is mai apne marze sy tim table baana kar kam kar sakty hain hum is mai raat ma be km kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain forex ko samjan aik din ka kam nahi hain hamy market mai indicator ko kabe be ignore nahi karna chaey expert ban jaye tu ap ki trading kafi better ho jatye hai jub kay rsi ssy hat kay kam kartye hain tu ap kay kam mai faraq par jata hai kiyu kay kafi asan kam ho jata hai rsi oay ap asani kay sath kamyabo ki taraf jatye hain tu ap acha kam karain mahnet kay sath kam karain aur rsi hamesha yad rakha karain ager ap es tarha ka kam kartye hain
            • #21 Collapse

              Re: RSI indicator ko use ?

              ji market Mein different indicator hote hain Hamen chahie Har indicator ko use Karen aur indicator ki learning ke liye Hamen YouTube per lectures aur video ko study karna chahie Agar Ham Sab Yahan per YouTube per Apna Kam Karenge aur apne time par Apna Kam Karenge To Hamen kamyabi Milegi so isiliye Dil lagakar aur apne time par Apna Kam Karen Apna bonus level improve Karya ke Ham Sab Yahan Par Kamyab hote hain SO isiliye Dil Laga kar kam karna chahie mehnat Karni chahie aur kamyabi Hasil Karni chahie Agar Ham Yahan per Apne time par Apna Kam complete kar lete hain to definitely Kamyab Honge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                RSI indicator bhout acha hai. es ka use ap ko tab pata chalta hai ky jab ap es ka use sahi tarha sy karian like yeh overbought or oversold kay leye use hota hai. Ap ko cheye kay ap apni trading mai skills ko behtar karain or ap kudh es ki value ko test kar kay apny major pairs main use kar kay RSI sy acha result hasil kar sakty hain.esleye koshish karain kay ap apni trading ko behtar sy behtar kar kay faida lay sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X