candles kay break out ko kis tarha samjha jay???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: candles kay break out ko kis tarha samjha jay???

    makreet ko samjhnay k liye hamko isi bat ki ziada try karni chaye k hamain isk touch main rehna chaye,jub makreet aik he point say baar baar reject hoty hay to ham yeh samjh saktay hain k is jagha pay koi aisi support ya resistnce hay jiski wajha say makreet main aisa kuch behave ho raha hay aur jub markeet kisi news ki wjha say ya kisi aur reason say usy barray zore say break karty hay to hamain yeh samjhnay main barry asaani hoty hay k is wakt makreet nay is candle ko break karnay say yeh area break kar lia hay magar phir bhi hamko makreet main enter honay say pehlay is bat ko clear karna baaki hota hay k kia makreet nay iski break karnay k baad dubara koi return ka to nai iraada kia hay agar markeet break k baad dubraa return nai karty hay aur wahin pay still ho jaty hay to hamain aisay moukkay pay confirmations mil jaty hay ab ham barry asani say wahan pay entery lay saktay hain jis say hamko bahut strong tareekay say entry milty hay aur ham tab he kuch earn karnay main kamyab ho saktya hai shukriya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: candles kay break out ko kis tarha samjha jay???

      market zayada volatile ho or breakout kar jae to isko hum kehte hain overbought to is liye hamen cahiye ke hum is maiun sahe tarah se kam kiya karen take hum is main sahe se market ko smajhte howe he kam kar saken yeh bahut he zarori hota hae hum jitna zayada is main apne kam ko focus main rakhte hain or agar hamare pas acha experience or knowledge hota hae to hum situation ko ache tarah se handle kar he lete hain bas is liye hamne bhe cahiye ke hum is main sahe se kam karen take hum yahan se candles ko break out na hone den agar ho bhe jata hae to hamen aik ache strategy ka use karna cahiye jo ke hamen acha profit de sake bas is main mehnat karen ache tarah se take ap is main kamyab ho saken or apko yahan se kuch na kuch to gainho he sake tab he to hamen bhe ache trading kar he lene cahiye take ap bhe yahan se kamyab ho saken

      strategies ka sahe istemal he apko kamyab bana deta hae to hamen in ka use bhe ache se karna cahiye or yeh work bhe karte hain agar hum in ko use sahe tarah se karte hain to yeh ache se work bhe karte he hain bas hamne bhe cahiye ke hum is main ache tarah se is main kam kiya karen take hum is main kamyab ho saken bas tab he to hum is main kamyab ho jate he hain lakin hamen is main market ko samajhte howe koi bhe action lena cahiye kabhe he hamen is main ese he trade nhe le lene cahiye q ke yeh hamare liye nuqsan deh ho sakte hae hamen or candles ke pehchan bhe zarori hote hae take hum use mutabiq he trading strategy bana saken
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: candles kay break out ko kis tarha samjha jay???

        Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Jab Bhi market Kisi kindly ko break Karti Hai To usmein Humko market ki metro kindly ko dekhna Hota Hai Uske bad farmers market Mein trade Lagate Hain agar aap is market mein dekhna Chahte Hain Ki market kis Kendriya ko Breakout kar rahi hoti hai to aap use per kabhi bhi train Lagane market second ke Breakout ke bad close Karen aur ismein ham cost secondary ke confirmation mil jaati hai aur ham use per trade Laga sakte hain Agar Ham is market Mein Kundli ki closing se pahle hi trade Laga Dete Hain To ho sakta hai ki market bahan Se Hi Wapas a Jaaye aur Humko nuksan Ho Jaaye isliye Humko chahie ke sath kam karna hoga aur jab tak is market Mein Koi confirmation trade Humko Ko Nahin Mil jaati To Ham Ko is market Mein trade Nahin Lagani chahie isase Hamare account bhi save rahata hai aur ham ko nuksan bhi nahin Hota

        اب آن لائن

        Working...
        X