Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?
    Forex market me some time junior traders ko be acha profit ho jata hay aur senior traders be bahot acha profit earn karty hey mera question ye hay key experience key elawa 1 junior aur senior traders ki trading me kia kia differences ho sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Forex market me some time junior traders ko be acha profit ho jata hay aur senior traders be bahot acha profit earn karty hey mera question ye hay key experience key elawa 1 junior aur senior traders ki trading me kia kia differences ho sakty hey?
    Dear ais market mai juniors ko trading ka atna zayda pata nai hota hai wo ais market mai jo trades lagaty hai aus par wo ho sakta hai risk zayda le ly ya koi aisi mistake kar ley jis ki waja se aun ko kafi zayda loss ho jaye magar jo senior traders hoty hai wo ais market mai trades lagaty waqat risk ko manage kar k trade lagaty hai aor her trade lagany se phly analysis kar rahy hoty hai ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai khud decide karna ho ga aus k baad hum ais market mai achi trades lagana tab sekhty hai jab hum ko ais market mai trade karny ka experience aa jata hai ais market mai hum ne agar kamyab hona hai to ais market mai hum ko leanring karni ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Forex market me some time junior traders ko be acha profit ho jata hay aur senior traders be bahot acha profit earn karty hey mera question ye hay key experience key elawa 1 junior aur senior traders ki trading me kia kia differences ho sakty hey?
      Yes dear aapki baat bilkul theek hai Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain usmein sometime Junior traders ko bhi accha profit ho jata hai aur senior status ko bhi accha profit ho jata hai loadout aapki baat bilkul theek hai lekin Jab senior trader kam kar raha hota hai to uski mind mein bahut sari chijen hoti hain aur Market ke bahut Sare factots hote hain jinko Samne rakhkar ko kam kar raha Hota Hai Jab Saiya trader kam karna hota hai to Uske mind main market patterns market analysis aur iske sath sath market Mein banne wali candlesticks Hoti Hai jinki base per vah decision-making kar raha hota hai aur iski against agar aap junior member ko Dekhen to Uske man mein yah sari chijen Nahin Hoti aur uski information Limited hoti hai aur vah use base par kam kar raha Hota Hai profit ho jana To Itni Badi Baat Nahin Hai Forex trading Mein Main chij yah hai ki aap is kam ko properly samajhkar Karen
      • #4 Collapse

        Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

        dear senior aur junior trader ki trading mein yahi difference hota hai kya jab koi senior trader trading karta Hai to Apne knowledge experience ke base per karta Hai jabki koi junior trader trading karta Hai to vah Tuky aur luck per hi karta haiaur senior trader hamesha market ke trend ko analysis karta Hai aur Puri detail lene ke bad hi koi step leta hai jub ke Junior sirf Apne luck per hi depend Karke trading karta hai
        • #5 Collapse

          Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

          my dear forex member forex trading main juniors mambers wo members hoty hain jo new hoty hain or jin ka forex trading ka business experience kam hota hai or kuch he time pahly forex ko join kiya hota hai un ko hum juniors members kahty hain un ko forex sikhny ki traf dehan chahye q k un ka experience kam hony ki wjah se u ko loss hota hai es liye wo kbhi bhi bara risk lay kar forex ki trading nahi kar skty hain
          jub k seniors trader wo trader hoty hain jo forex ka knowledge or experience zyda rakhty hain or kafi time se forex ko join kar chuky hoty hain or kafi acha tajurba leny k bad wo forex main achi earning bhi kar rahy hoty hain jub k forex main kam donu he traders karty hain laken inshort hum yah kah skty hai wo apny life experience k sath sath business k experiennce main kami zaydti hoti hai jis se wo seniors or juniors ban jaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Forex market me some time junior traders ko be acha profit ho jata hay aur senior traders be bahot acha profit earn karty hey mera question ye hay key experience key elawa 1 junior aur senior traders ki trading me kia kia differences ho sakty hey?
            Ji ap nay bohat achi bat poochi hay. Forex trading main two types kay traders work yehni trading kartay hain aik senior traders aor dosra junior traders en main jo farq hay woh darj zail hay.
            Junior Traders:
            Jo trader Forex trading ko bohat kam time main join kartay hain ya jin ko bohat kam time huwa ho Forex trading ko start kiay howay aisay traders junior traders kehlatay hain junior traders main aksar knowledge and experience ki kami hoti hay jis ki wajah say un ko trading main kafi mushklat ka samna karna parta hay aor woh knowledge ki kami ki wajah say Forex trading ko bhi achi taran understand nahi kar patay jis say woh bohat si mistakes kartay hain aor Forex trading main loss kartay hain ya phir woh koi big risk nahi laitay aor na hi koi big order lagatay hain jis say woh senior traders ki taran koi ziada earning nahi kar patay aor es kay elawa juniors ko kafi arsa tak bar bar loss bhi hota hay aor bohat time kay bad ja kar un ko kamyabi hoti hay.
            Senior Traders:
            Jo trader bohat time say Forex trading kar rahay hon woh senior traders kehlatay hain senior traders Forex trading main bohat ziada expert hotay hain aor un ka knowledge bhi bohat ziada hota hay aor un ka experience bhi bohat ziada hota hay seniors aksar trading main big risk laitay hain aor ziada tar woh big trade hi lagatay hain aor phir kamyabi hasil kar kay big profit earn kartay hain es taran un ki earning bohat ziada hoti hay aor woh market ko bhi achi taran understand kartay hain aor woh jald bazi ki bajay soch samajh kar trading kartay hain aor kamyabi hasil kartay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

              Dear forex members Pak forex forum business pay junior members aur seniors mil kar Kam kartay hay junior members new comers hotay hain jabkay seniors ko Kam kartay hoye zayada time ho chuka hota hay seniors ka Kam karnay ka experience aur knowledge ziada hota hay jabkay junior members ko forex forum ko join kiyae abhi zayada time nai hoa hota hay aur isi tarha Junior members ka experience aur knowledge uss level ka nai hota y jiss level ka Pak forum pay senior members ka hota hay aur yehi difference unkay kam may nazar ata hay Pak forex forums pay haumy kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay aur forum pay trading ka experience hona chahiye aur seniors ki trading may yeah dab nazar ata hay magar junior members ko abhi Pak forum pay trading ka bohut zayada experience aur knowledge nai hota hay ISS liye unko trading may mushkel peashe ati hay junior members ko chahiye Kaye wo fouram pay zyada time lagay sur trading ki information hasal kartay hoye trading karay to unko kamyaabi hasal hogi.
              • #8 Collapse

                Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Forex market me some time junior traders ko be acha profit ho jata hay aur senior traders be bahot acha profit earn karty hey mera question ye hay key experience key elawa 1 junior aur senior traders ki trading me kia kia differences ho sakty hey?
                Dear brother heart reader ki apni trading strategy hoti hai aur Har trader ka Apna trading Karne Ka Andaz hota hai jo is market Mein senior trader available hai unko is market Mein kam karne ka experience hota hai vah is market Mein acche se analysis kar ke ped Lagate Hain aur is market mein aasani se Kamyab ho Jate Hain Magar Jo neutron hote hain unko Itna Jyada experience Nahin Hota vah is market mein kisi Ek trading strategy ko pakad kar kaam kar rahe hote hain aur Usi Mein kam karti hui Kai dafa mistake kar Jaate Hain Jiski vajah se Unki transfer Shant ho jata hai isliye Humko chahie ki Ham is market Mein Jo Bhi trade Karen usse pahle Ham is market ke rules ko follow Karte Rahe aur sirf acchi trade lagat Rahe Jab Ham is market Mein kam se a Jaaye to Uske bad Ham aasani se is market Mein risk Le sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

                  G dear always senior trader jub bhi trade lagtye hain tu wo market mai nazar rakh kay lagtye hain aur trade hamesha replace aisye jagha say kartye hain jis mai un ka kafi faida hota hai jub kay junior trader hamesha jaldi mai kam kartye hain aur esi tarha wo trade bhi theak jagha say replace nhi kartye hain jub kay aik bar lose honye kay bad wo dubara dusra trade bhi open kar daitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai junior hain tu apna kam mahnet aur lagan kay sath hamesha karain aur ap es mai kabhi jald bazi kay sath kam na karain jaldi mai hamesha nuqsan hai aur ap ka kafi miqsan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam hamesha market kay trend lo aur market kay anylsis kay bad kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap es mai mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Forex market me some time junior traders ko be acha profit ho jata hay aur senior traders be bahot acha profit earn karty hey mera question ye hay key experience key elawa 1 junior aur senior traders ki trading me kia kia differences ho sakty hey?
                    Dear brother Forex trading Mein junior trader for senior traders ki trading mein bahut jyada difference hota hai Kyunki Ham dekhte hain ki experience traders Jo ke senior traders hote hain vah market Mein Jab Bhi Koi trade open Karte Hain To pahle market Mein acche se analysis Hasil karte hain aur Market ki movement Ko Dekhkar trade Lagate Hain aur accha profit Hasil Karte Hain Jab Ke a junior trader Jab Bhi Koi train lagaega Hua bagair analysis ke trade lagaega Aur ismein jaldbaji Ke Sath kam Karega junior trader ko bhi kabhi-kabhi accha profit ho sakta hai lekin junior traders ko loss Jyada Hota Hai Jab Ke senior traders ismein achha profit Hasil karte hain aur senior traders Sabar ke sath kam Karte Hain aur Market Mein survive Karte Hain Jab Tak ok Ham analysis Karke trade open Nahin Karenge Hamen ismein Achcha profit Nahin hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

                      Junior trader
                      Ham junior trads use kehte he jo apne trajrabe me un-trained hote he or forex me new joining karte he aur forex ka khass tajraba nhe rakhte unko forex me khas experience nhee hota unko tajraba na hone kee wajh se aksar apne trading me loss leker bethte he unko forex sekhne kelye mutwajh hona chahye jinko intna khass experience nhe hota forex trading business me wo koshish karte he forex trading ka apne seniors se.
                      Senior trader.
                      Ham senior trader use kehte he jo wo forex trading business me buhat ziadat tajraba rakhte he wo apne experience buhat ziada earning utha te rehte he unke forex trading business ke her trip ka pata hota he unko taqreeban andaza hota he ke ab figar kidar jasaktee he isse wajah se wo apne experience aur knowledge kee wajah se forex se behatar se behatar earning uthate rehte he wo forex trading me buhat kam loss uthate he takreeban faida he faide lete rehte he.
                      • #12 Collapse

                        Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

                        my dears friend ya sab ham par hi depend karta ha kay ham forex ma kitna acha knowledge hasil karty ha or agar jis kay pass information achi ha to who senior ha or jo week ha who junior trade ha
                        SENIOR TRADER
                        senior trade asay trade ha jo forex ma aik achy results ko hasil karnay waly hoty ha or forex ma perfect ha or apny loss ko kam karty ha or or trading kay duran success hasil karty ha or market ma sab information ko clear karty ha or graph ki movement ko smjaty ha or trade karty ha or achi earning hasil karty
                        JOUNIOR TRADER
                        forex ma asay trade ha jo new hoty ha ya jin ko market kay bary ma acha knowledge nai ha or jab bhi tarde karty ha or achy results nai milty ha or bonus bhi acha nai milta ha or loss karty ha information clear nai rakhty ha or lawparwai karty ha

                        • #13 Collapse

                          Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

                          Acha sawal kiya hai ap ne dear forum member ap apny sawal ka jawab forum se khud he agar post parh kar ly sakty hain jo junior trader hota hai usko forex par time kam hua hota hai tu us k pass knowledge kam hota hai aur market mein kam karny ka experience bhi kam hota hai usko market k analysis mein aur trend ko check karny mein aur chart banany mein har jaga par problems aty hain jis ki waja se wo forex tarding mein itna acha profit ni kama sakta
                          Aur agar ham bat karyn senior traders ki tu senior traders ka experience bahut zayaada hota hai us ne market ko time itna zayada diya hota hai aur knowledge aur experience itna zayada gain kiya hota hai k asani se market k trend ko check kar k acha entry point talash kar k tarde open kar leta hai aur har cheez ko achi tarha manage kar sakta hai money management aur achi planing k sath tarding karta hai stop loss aur take profit ka achy point par use karta hai
                          Tu dear is market mein mehnat karyn aur jitna time zayada dyn gy aur study karyn gy tu experience aur knowledge barhy ga aur faida hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

                            Junior tradingmembers jab trading karte Hain to unse mistake ho jati hai kyunki unke pass experience aur knowledge kam hota hai aur unko maturity ke sath trading karne ka koi andaza nahin hota hai forex trading market mein hamare pass trading ke liye best opportunity demo account hi hota hai senior trading members demo account practice ke bad real forex trading account mein open karte hain aur minimum lot size ke sath management karte hain aur trade open karte Hain jab junior trading members aapki trading ke liye aapko guide kar sakte hain aur aapko clarify kar sakte hain ki Ham kis desh per trading kar rahe hain agar Ham indicator bhi use Karen aur oscillators ko bhi use karte hue trading karenge to hamen trading market mein kamyabi mil sakti hai aur ham achcha kam karke acchi earning kar sakte hain trading ke liye hamare pass required standard ki management hona important hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Junior traders aur senior traders ki trading me difference kia hay?

                              Assalamu Alaikum dear friendPak forex forum business pay junior members aur seniors mil kar Kam kartay hay junior members new comers hotay hain jabkay seniors ko Kam kartay hoye zayada time ho chuka hota hay seniors ka Kam karnay ka experience aur knowledge ziada hota hay jabkay junior members ko forex forum ko join kiyae abhi zayada time nai hoa hota hay aur isi tarha Junior members ka experience aur knowledge uss level ka nai hota y jiss level ka Pak forum pay senior members ka hota hay aur yehi difference unkay kam may nazar ata hay Pak forex forums pay haumy kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay aur forum pay trading ka experience hona chahiye aur seniors ki trading may yeah dab nazar ata hay magar junior members ko abhi Pak forum pay trading ka bohut zayada experience aur knowledge nai hota hay ISS liye unko trading may mushkel peashe ati hay junior members ko chahiye Kaye wo fouram pay zyada time lagay sur trading ki information hasal kartay hoye trading karay to unko kamyaabi hasal hogi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X