chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    chart pattren ko kesy use kiya jata hai???
    helo forum members main ap sab say pochti hon kay forex market main ye chart pattren ka kiya faida hai or isy kis tarha say use kiya jata hai help kren main forex amrket main aik new trader hon ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

    forex main chart patren market ki movement ko chek karny ky lea use kiea jaty hain aur in ki help say market main chalty hoay trend ssay market ki retracement bhi jan sakty hain aur market ky trend ko jari rehna bhi jan sakty hain chart patren ko ap youtube say google say bhi search kar ky jan sakty hain aur forex main chart patren ap ki trading ko mazeed achi accuracy daity hain is lea is business main in ko sekhna bohut zrori hai forex main ap ko jitna bhi knowledge milta jay utna he ziada zrori hota hai kyon ky ap ko forex market ki har tara say achi buri movement ko samjhna chahea market kabhi bhi aik jesi movement nahi karti hai bohut he mushkil time bhi forex main ata ha jiss main har halat main market ko pridict kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
      helo forum members main ap sab say pochti hon kay forex market main ye chart pattren ka kiya faida hai or isy kis tarha say use kiya jata hai help kren main forex amrket main aik new trader hon ??
      Dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Sabse pahle Ham aapko Pakistan forexforum aur Forex trading Mein welcome Kahenge aur aapke liye neck t-shirt Apne dil mein Rakhenge aapko chahie ke aap Forex trading mein jo pattern istemal hote hain unke bare mein complete learning Pakistan forexforum aur Internet se search Karen aur isko samajhne ki koshish karen no doubt ji aapko itni jaldi samajh Nahin aaega isliye aapko thoda sa time lag jata hai lekin ya jo chart patterns hote hain ya market ki movement ko Byan karte hain aur jab Ek Dafa aapko iski samajh Jayegi to Uske bad aap chat pattern ko Dekhte hi Idea Laga Lete Hain Ki market ki movement Is Tarah ho rahi hai aur uski next moment kis Taraf expected hai

      Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	6
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12327575

      Ya harmanic pattern ki ik example apko ma na share ki ha is sa apko kuch idea ho jye ga or samjny ma asani ho ge.
      Last edited by ; 12-06-2020, 06:43 PM.
      • #4 Collapse

        Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
        helo forum members main ap sab say pochti hon kay forex market main ye chart pattren ka kiya faida hai or isy kis tarha say use kiya jata hai help kren main forex amrket main aik new trader hon ??
        Dear hum ne agar chart pattern use karny hai to aus k liay hum ko ye dekhna ho ga k hum ne agar ais market mai jo pattern ban raha hai aun ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai kun k ais market mai jo pattern ban rahy hoty hai aun ko hum ne agar trade karni ho to aus mai hum ko chart par pattern ko khud dekhna hota hai aus k baad hum ais market mai trade laga sakty hai ais k baad hum ko faida ho jata hai ais market mai hum tab kaam acha kar sakty hai jab hum patterns ko dekh k trade kary gay to hum ko ais mai faida ho jaye ga ais market mai patterns khud dekhny hoty hai aus k baad hum ko ais market mai faida hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

          Dear mamber forex trdaing main chart pattern ko use karny k boht se methods hain jin ka use kar k hum chart par kuj tools ka use kar k market ko smjh skty hain or charts ko smjhny k liye sub se pahly tu hum anlaysis ka use kar skty hain jis main hum different tools ka use kar k apni trading kar skty hain charts ko smjhna es liye zarori hota hai k hum market ko achi trha se smjh kar osi k according apni trading kar skaen or achi or miyari trading k liye zarori hai k ap charts ko achi trha se smjhna sikhen jis se hum forex main achi trading kar skty hain forex main charts par hum analysis k ilwa or boht tools use kar skty hain or market ko smjh skty hain jub tak hmari charts ko smjhny ki ability strong nahi ho jati hum tab tak achi trading nahi kar skty hain na he hmain acha profit milta hai
          • #6 Collapse

            Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

            Dear member Forex trading ek Aisa online business hai jisme aapko kamyab hona hai to fir Aap Ko mukammal taur per anil se awareness Hasil Karni hogi kyunki jab tak Ham apni tamam trades main technical analysis aur fundamental analysis Nahin lete tab tak Ham apni trade mein achcha profit Nahin Le sakte isliye tamam pida yahi advice karte Hain ki Jab bhi aap trading start karne lagte Hain to sabse pahle technical analysis liya jata Hai joki indicators aur chart pattern ki madad se liya jata hai. Charts pattern ko technical analysis bahut ahmiyat Hasil hoti Hai kyunki Ham unko mukt time frame mein Main anil ise karne ke bad Hi ek strategy develop kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
              helo forum members main ap sab say pochti hon kay forex market main ye chart pattren ka kiya faida hai or isy kis tarha say use kiya jata hai help kren main forex amrket main aik new trader hon ??
              Dear brother Jab aapke Samne Kisi bhi pattern ka valid point Milta Hai hi to use per aapko trade Karni hoti hai agar aap Dekh Rahe Hain ki koi pattern ban raha hai aur uske lihaj se intry ban rahi hai to aap is market Mein usko Dekhte Hue trade Laga Dete Hain Use Baton ke lihaj se aapko stop-loss set karna hota hai aur usi ko dekh kar aapko take profit use karna Hota Hai agar aap is market Mein Koi trade Lagate Hain To aapko yah dekhna Hoga Ki aapane Jo trade Lagai Hai usmein aapane Kitna target set karna hai agar aap is market mein Achcha tagat Hasil karna chahte hain to aur kuchh chahie ki aap is market mein main use pattern ko Sahi tarike se follow Karen aur uske liye Hath se jo trade ban rahi ho sirf hi lagaen ismein aapko Har timeframe Ka Hal karna Hota Hai Jis time frame a pattern ban raha hun uske liye Hath se target select karna Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

                G dear ager ap ki learning tezz hai tu ap es mai acha kam kar saktye hain jib kay ap es mai chart pattern kay hisab say bhi acha kam kartye hain kiyu kay chart pattren hota hai jo kay histry pay banta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain ta kay ap ka kam acha count ho paye aur ap es mai kamyab ho jain tu acha kam kay acha he result hai tu apna kam mahnet aur lagan kay sath hamesha kartye rhain aur ager ap ko es mai pattren ki samjh a jatye hai tu ap esi hisab say kam kartye rhain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu mahnet kay sath kiya gaya kam ap ko kamyabi dilata hai tu ap acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu chart patteren ka istmal mai kafi faida ho jata hai tu acha kam mahnet kay sath kartye rhaun ta kay bad mai ap kamyab ho jatye hain tu ap acha kam kartue rahin
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

                  Assalam o Alaikum bhai kesy hyn sab bhai umed krta hun ap sab theak hun gy bhai apny bht hi acha sawal kia hai es sy new members ko bht faida ho ga. Bhai sab sy pehly hamein forex k basics k bary main pta hona chye yh marketing k uper hota hai kbhi up and down yh Esy hi chalta rehta hai es main use hony wala pattern Hr bar change hota rehta hai umed hai ap smjh gye hun gy shukriya.
                  • #10 Collapse

                    Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

                    Forex trading market mein three different charts use kiye ja sakte hain first of all aapko histogram chart ke bare mein maloom hona chahie bar chart ke bare mein aapko maloom hona chahie iske alava aapko Japanese candlestick chart pattern ke bare mein acchi tarah se andaza hona chahie ki yah kaisa chart hota hai jismein candlestick chart pattern use karte ho harmonic pattern usmein hota hai iske alava usne trading ke liye aapko different support and resistance pattern samjha sakte hain trading market major breakout hota hai ab word breakout hota hai ya downword breakup breakup hota hai aapko co-ords ke bare mein study karna hoga trading market mein hamare pass indicator aur oscillator hote hain vah bhi average hoti hai aur trendlines ko use karna hota hai jab market mein trendline breakout hota hai use waqt market mein four to 500 points market munh kar leti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

                      Assalamu Alaikum dear friendForex trading ek Aisa online business hai jisme aapko kamyab hona hai to fir Aap Ko mukammal taur per anil se awareness Hasil Karni hogi kyunki jab tak Ham apni tamam trades main technical analysis aur fundamental analysis Nahin lete tab tak Ham apni trade mein achcha profit Nahin Le sakte isliye tamam pida yahi advice karte Hain ki Jab bhi aap trading start karne lagte Hain to sabse pahle technical analysis liya jata Hai joki indicators aur chart pattern ki madad se liya jata hai. Charts pattern ko technical analysis bahut ahmiyat Hasil hoti Hai kyunki Ham unko mukt time frame mein Main anil ise karne ke bad Hi ek strategy develop kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

                        Asalam o Alikum dear Forex friends and dear members Forex ka business ak bahut he acha strong or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy achi mehnat ki zarorat hoti ha ham is main jitni mehnat kay sath kam kareey gay is main utna he success hon gay Forex ki market ak international market ha hammy is kay chart kay bary main information ka hona bahut zarori ha is main hammy is ki market ko understand karna he hota ha in chart kay baghir ham apni trade shoro nai kar sakteey in chart ko samghany kay leye hammy achi hard work ki zarorat ha in market main 3 chart hoty han 1 histogram chart ,2 candle stick chart , 3 line chart in chart ki madad say ham apni trade kar sakteen han hammy in chart main say kisi ak chart pa mehnat kar kay is ko apni trade karny kay leye strong kar sakteen han
                        • #13 Collapse

                          Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

                          hum knowledge or experience hasil kar ky chart ko use kar ky kam karna chahey hamy chart ko kabe be ignore nahe karna chahey hum is main din main be kam kar sakty hain or hum is main rat main be kam kar sakty hain market 24 ganty he open rahte hain hum is mai pair or currency main trading karty hain hamy aik time main aik he pair yai currency main kam karna chahey hum is main jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy dollars main bonus dyta hain hum dollars ko apny mulik ke currency main change karwaty hain or apne zarorto ko pora karty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain is mai kam karny ky liey hamy office jany ke needs nahe hote hum is ko apna life time career be bana sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

                            Chart pattern key different types hoty hey aur chart ko different tareeqy se hi use kia jata hay ham jo be chart pattern use karny ki planing karen gey ham pehly to es chart pattern ki complete learning be karna ho gi aur study be karna ho gi es key bad hi ham kesi chart pattern ko achy aur perfect tareeqy se use kar saken gey aur es ki waja se hamari trading bahot hi profitable ban sakti hay, candlestick chart pattern ki full study aur learning karny ki waja se ham technical base par chart ki reading aur market analysis kar sakty hey aur har market ki har movement hamary ley profitable ban sakti hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: chart pattren ko kesy use kiya jata hai???

                              Achi trading ke liye chart pattern ka acha use hamare liye bahut hi zaruri hai jiska madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein koshish karni chahie k forex mein ham trading money management ke sath karen aur forex trading se pahle market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex main market ka fundamental and technical analysis karna chahie aur forex main hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamen ache aur song signals hasil ho rahe ho our forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein koshish karni chahie k forex mein ham trading fresh our active mind ke sath karen aur forex mein trading sabar ke sath karni chahie aur forex trading achi planning ke sath karni chahie aur forex mein trading achi trading strategy ke sath karni chahie aur forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen chart mein candlesticks ko bhi achi tarah se samajhna forex mein achi trading ke liye candlesticks our chart pattern ka acha knowledge our achi information hamare liye bahut hi zaruri hai jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X