take profit ko kab use kary ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    take profit ko kab use kary ?
    pochana yai hain ky market mai hamy take profit ko kabe use karna chaey ? agar market mai take profit hit ho jy to hamy kaya karna chaey ? mujy is bary mai knolwedge nahi hain. take proft ko use karny ka kaya faida hain or kaya nuqsan hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: take profit ko kab use kary ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
    pochana yai hain ky market mai hamy take profit ko kabe use karna chaey ? agar market mai take profit hit ho jy to hamy kaya karna chaey ? mujy is bary mai knolwedge nahi hain. take proft ko use karny ka kaya faida hain or kaya nuqsan hain ?
    dear aapane Jo question Kiya Hai uski jawab se aapko aur Sare junior members ko bahut jyada information mil Jayegi aur aapke Sawal ke Jawab Mein Main yah batana Chahta Hun Ki Jab aap market Mein Koi trade Lagate Hain aur uske bad aap ko thoda saaf Hona start ho jata hai to Uske bad aap ek limit apply kar sakte hain Jisko take profit Kaha jata hai aur vah aap usmein ek profit define kar dete Hain ki agar market is stage per a Jayegi to Aapka automatically take profit limit hit ho jayegi aur aapki friend automatically close ho jayegi isko take profit Kaha jata hai aur yah aap use condition per Lagate Hain Jab aap market Mein Thoda Sa profit Hasil kar rahe hote hain aur uske bad is position Mein Nahin Hote ki aap market ko regularly visit kar Saken to use condition per aap take profit facility ko utilise Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: take profit ko kab use kary ?

      my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay forex aik lajwab business ha or hum ko is ma ham ko trading ki fecility majood ha or jis ko istmal kar kay hi ham acha profet hasil kar sakty ha or is ma hum ko aik or option bhi available ha take profit or stop loss ka or ya hum ko bot bari fecility ha kay jab bhi ham trading karty ha to hum ko trading kay duran koi bhi zroori kaam aa jata ha or hum ko jana parta ha or app dakh rahy ha kay market say kuch dar bad achy results milny ki umeed ha or app apni trade par take profit ko apply kary or is say app jo bhi target set karty ha app ko agar profit hota ha to app kay lagay hovy take profit say agar cross ho raha ha to app ka app ko profit mil jata ha or jo app nay take profit ko set kia tha or us kay bad trade automatically hi band ho jaty ha
      • #4 Collapse

        Re: take profit ko kab use kary ?

        G dear ap ka kam hai kay ap jub bhi trade replace kartye hain tu ap ka kam hai kay ap sath he take profit laga diya karain aur ap ka kam hai kay ap aik limite tak rakh kay he es mai use karain tp ka kiyu kay ap nay trade laga daina hota hai es kay bad ap es mai hamesha nazar nhi rakh saktye hain us ki waja ye hai kay trade laga kay bar bar trade daikhnye mai bhi ap ka nuqsan ho jata hai tu ap ka kam hao kay ap trade kay sath he trading tool laga diya karain kos tarha take profit hai tu ap ko es mai auto pay he profit asani kay sath mil jata hai jis kay bad ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam acha karain aur mahnet kay sath kam karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatyr hain jub kay tp ka istamal aur sl ka istamal hamesha he faida daita hai tool har kam ka hota hai ager es mai daikh kay kam kartye hain tu tool ka istamal ap ko kafi faida daye jata hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: take profit ko kab use kary ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
          pochana yai hain ky market mai hamy take profit ko kabe use karna chaey ? agar market mai take profit hit ho jy to hamy kaya karna chaey ? mujy is bary mai knolwedge nahi hain. take proft ko use karny ka kaya faida hain or kaya nuqsan hain ?
          Dear brother office market Mein Jo Bhi trade Lagate Hain Uske liye aapko apni trade ke sath take profit use karna chahie agar aap is market Mein Koi trade Lagate Hain aur aapko ismein yah pata hai ki aapki trade profit Mein Jayegi to aapko ismein take proper set kar dena chahie Chahe aap market Mein available nabhi ho to aapki trade aapka targeted kar sakti hai isliye aapko tension Nahin Hoti aap Agar apni friend ke sath Ek preferred use Nahin Karte to aapko ismein yah pata nahin Hota ki aap ki trade Agar profit Mein Jayegi To Apne target Karegi ya nahin agar aap Har time market Mein available hote hain to use time to aap apni trade co manually close kar sakte hain Magar jawab Hotel available Nahin Hote to use time aap ki trade profit mein jakar to 12 last Mein a sakti hai isliye aapko chahie ki aap apni friend ke sath take property hai us Kiya Karen.
          • #6 Collapse

            Re: take profit ko kab use kary ?

            Assalamu Alaikum dear friend aapka kam hai kya aap Jab Bhi trade replace karte hain to Aapka kam hai kya aap Sath hi tech profit Laga Diya Karen aur Aapka kaam hai ki aap ek limit Tak Rakh ke hi main use Karen aapka Kyunki aapane trade laga dena hota hai Iske bad aap ismein mission Agar Nahin Rakh sakte hain uski vajah yah hai ke ped laga ke baar-baar rate Dekhne Mein Bhi aapka nuksan ho jata hai to Aapka kam hai kya aap trade ke sath hi trading to Laga Diya Karen Aur Is Tarah take profit hai to aapko ismein auto fehi profit Sani ke sath Mil Jata Hai Jiske bad aapas Mein Kamyab ho Jate Hain To aapka kam hai ki aap apna kaam ichcha Karen Aur mehnat Ke Sath Karen tar ke bad mein aap ismein Kamyab Ho jaen
            • #7 Collapse

              Re: take profit ko kab use kary ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
              pochana yai hain ky market mai hamy take profit ko kabe use karna chaey ? agar market mai take profit hit ho jy to hamy kaya karna chaey ? mujy is bary mai knolwedge nahi hain. take proft ko use karny ka kaya faida hain or kaya nuqsan hain ?
              Is market main kaam karte hue agar Ham koi bhi trade lagate Hain to Ham use trade mein take profit or stop loss ka istemal karna hota hai hamare liye fyadamund hota hai aapane dekha hoga ke market 40 sy 50 pip hamare haq mein aakar dobara wapas chale jaate Hain aur hamen pata nahin chalta jiski vajah se hamen loss ho jata hai ya FIR apne trade ko entry point k uper close karna hota hai is tarah agar Ham take profit ka istemal karte Hain tu jab market target Tak movement karegi to hamari trade automatically close ho jayegi jisse hamara profit book ho jaega isliye hamen chahie ki Ham Tak profit ka istemal lazmi mein Karen agar Ham take profit ka istemal nahin karte Hain to fir 24 ghante humein market ke upar najar rakhni padati hai aur is tarah main acche result bhi nahin milte Hain take profit ek bahut hi achcha option hai agar Ham istemal karte Hain to Ham isase bahut jyada fayda utha sakte hain aur hamen har trade mein take profit k sath sath stop loss ka istemal bhi lajmi karna chahie.
              • #8 Collapse

                Re: take profit ko kab use kary ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                pochana yai hain ky market mai hamy take profit ko kabe use karna chaey ? agar market mai take profit hit ho jy to hamy kaya karna chaey ? mujy is bary mai knolwedge nahi hain. take proft ko use karny ka kaya faida hain or kaya nuqsan hain ?
                Yes dear ais market mai ap ne jo bhi trade lagani hai aus k sath ap ko take profit use karna hai ais market mai ap ne agar trade laganai hai to aus mai ap ko take profit use karny se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar take profit lagaty hai to aus se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai apni trades k sath take profit lagana hota hai ais se ap ko ye faida ho jata hai k ap ki trades ka aik target hota hai ais market mai ap ne agar trade karni hai to ap ko ais market mai apni trade k sath target karna ho ga aus k baad hum ko ais market mai trade lagany se ye faida ho jata hai k hum ais market mai achi trade lagye gay to aus par take profit hit ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: take profit ko kab use kary ?

                  Assalamu alaikum Pakistan forex forum member aapko take profit apko tb use karna chahie jab aapko market ke bare mein understanding chitra ke liye management ke liye hamen permanent successful trading karna hogi aur uske liye aap ko samajhna hoga ki trading mein humne kaise roleplay karna hai jaisa ki aap jante ho trading ke liye independent knowledge or experience karte hue kam karna hoga agar Ham reading ke liye apni skills ko improve karenge aur aur vistrit jisko normalise karenge setting market mein hamen tab hi mil sakti hai management ke liye hai aur iske liye aapke pass aapke pass forex trading market ka technical analysis trading market maloomho to yog trading permanent improvement kar sakte ho
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: take profit ko kab use kary ?

                    Bhai agar ap forex trading mein new hain tu ap ko sab se pehly tu welcome karta hon aur is k bad apko main ye btana zaroori samjhta hon k take profit hota kya hai tu forex trading mein jab ap koi bhi trade lagaty hain tu ap pehly analysis karty hain aur apko pata chal jata hai k market apki favour mein gai tu is price tak ja sakti hai aur jo point ap select karty hain us par ap apko take profit lagana chahiye aur take profit ka apko faida btana zaroori samjhta hon k jis point par ap take profit lagayn gy tu market jab usko tuch kary hi tu auto par close ho jaye gi aur apko manually trade close ni karni hogi aur profit auto par ap k account mein add ho jaye ga
                    Tu ap ne jo pocha hai k jab take profit hit ho jaye tu us k bad kya karna hai tu ap ka take profit jab hit ho jata hai tu apki agar koi aut trade open ni hai tu ap apna profit width karwa sakty hain ya ap agar aur trade open karna chahty hain tu wo bhi ap kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: take profit ko kab use kary ?

                      Assalam walekum pyare doston aapko trading market mein knowledge or experience use karte hue technical and fundamental analysis samajh jaaye uske bad aap management ki planning karo jaisa ki aapko maloom hai ki forex trading market mein stop loss and take profit lagakar kam Kiya ja sakta hai jiske liye aapke pass agar nikal aur fundamental analysis hoga to kamyab ho sakte ho trading market main aapke pass formation hona jaruri hai aur sath mein aapko useful study ke sath Pakistan forex forum senior trading members ko apni trading ke bare mein guide Karen aur experience enhancement program start karte hue motivation ke sath kam karo aur trading member score referral program ke liye approach karke trading kar sakte ho trading market mein jab aapane take profit lagana hai to aapko uske liye proper support aur resistance ke stitches ke bare mein andha hona chahie aapane multipath timeframe use karte hue mein kam karna hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: take profit ko kab use kary ?

                        Dear membern foreign currency trading mein kamyabi Hasil karne ke liyeaapke pass trading ka mukammal knowledge Hona bahut zaruri hota Hai isiliye jaise aap Forex trading ko learn kar jaate Hain to fir aapke liye alag Lena bhi Koi Bada masla Nahin rahata. Forex trading me take profit and stoploss bahut acche to samjhe jaate Hain Agar ek trader in ko acchi tarike se istemal Kar leta hai to fir usko trading mein acchi kamyabi milati hai. Aapane apni post mein yah poochha hai ki take profit tool ko Ham kab use Karen to iske liye zaruri hota hai ki aap purane chat ko analyse Karen aur aur jis line per kafi dafa yeh nahi kiya hota hai to aapane uske hisab se take profit ko adjust kar dena hota Hai aisa karne se kya hota hai ki aap ka ek profit ho jaega lekin koshish Karni chahie ke profit zyada dur na place Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: take profit ko kab use kary ?

                          Dear forex members Pak forex forum business pay haumy kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath forex ki trading Kay sab rules aur tools istamaal karney chahiye phir hi kamyaabi hasal hoti hay forex trading may jab bhi app koi trade open kartay hay to app Kay pass experience aur knowledge hona chahiye phir market ka analysis bohat zayada important hay app jab bhi forex forum pay apni trade open kartay ho to app ko market ki movement pay nazar rakni hogi tabhi app forum pay Kam karnay Kaye sath sath apney account ko stable kartay hay aur jab app apni trade open kar Kay iss pay focus nai kar patay hay to uss level pay app take profit istamaal kartay hoye loss nai uthatay balkay take profit ka istamaal app ko faida dayta hay lehaza app ko forex trading may experience Kay saath saath forex forum ki information honi chaiye phir learning Kay sath trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal kartay hay Pak forex forum pay take profit ka istamaal app ko uss waqt faida dayta hay jab market ki movement ake level pay move karti hay aur app ki trade profit pay ja Kar automatically close ho jati hay aur take profit ka istamaal app ko faida dayta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: take profit ko kab use kary ?

                            Ji Ham Sabko Yahan per take prapt ko Lena chahie Ho Yahan per Apne time par Apna Kam complete karna chahie Apne time par Apne kam ko complete karne se hamen bhi hoti hai isliye Yahan per Ham Sabko Apna Kam karna hoga Apna Kam Karne Se Apna Naukari upyog karna ho gana dijiye bro karne se aapko andar experience aata hai aur experience milane se aapko kamyabi hoti hai isliye aapko chahie Apne time par Apna Kam complete Karen aur apne time par Apna Kam complete Karke aapko success milati hai so isliye Ham Sabko Yahan Per Dil Laga kar kam karna hoga mein chahiye Apne time par Apna Kam Karen aur Apna bonus lovely upyog karne ke continue koshish karen aur ham Sabhi Yahan per Apne time per Apna Kam Karenge To Ham Kamyab Ho Jaenge uske liye dil lagakar kam Karen mehnat Karen aur apne bonus ko improve Karya ke kamyabi Hasil karna pass ok ok Ham Positive Thinking Rakhenge to Positive Thinking se Hamen Ham yah bhi Milegi sui se Yahan per Positive Thinking ke sath Apna Kam Karen mehnat Karen Apna bonus level improve Karya ke Sachiv karne ki koshish karen Jo karne ke liye Hi Hua Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: take profit ko kab use kary ?

                              forex aik lajwab business ha or hum ko is ma ham ko trading ki fecility majood ha or jis ko istmal kar kay hi ham acha profet hasil kar sakty ha or is ma hum ko aik or option bhi available ha take profit or stop loss ka or ya hum ko bot bari fecility ha kay jab bhi ham trading karty ha to hum ko trading kay duran koi bhi zroori kaam aa jata ha or hum ko jana parta ha or app dakh rahy ha kay market say kuch dar bad achy results milny ki umeed ha or app apni trade par take profit ko apply kary or is say app jo bhi target set karty ha app ko agar profit hota ha to app kay lagay hovy take profit say agar cross ho raha ha to app ka app ko profit mil jata ha or jo app nay take profit ko set kia tha or us kay bad trade automatically hi band ho jaty ha bahot shukriya apka bahot

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X