Market gap mein Stop loss hit nahin karte ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market gap mein Stop loss hit nahin karte ?

    Assalamu Alaikum dear friend Jab Main Market Mein Koi aata hai to use market jump Karke next price per rukti hai vahan per hi aapka take profit aur store close it hota hai aise hi aapane agar koi battery Lagai hui hai aur usmein aapka trade Agar profit Mein ja raha hai aur market price a jump Kar Jaati Hai To aapko main fayda ho jata hai aise hi agar aap is market Mein Star Plus Lagate Hain To aapko ismein Yahan ho sakta hai ki aapko stop loss ke kareeb market jaati hai aur Market Mein lagakar net price per rukti hai to vahan per aapki trade close hoti hai isliye Humko chahie ki Ham money management ko follow Karte Rahen aur is market Mein Jab movement high volatile Hona start ho to use time Humko is Mein kamyabi mil Jaati Hai is market mein humko kamyabi tab milati Hai yah Jab Ham is market Mein mehnat Karte Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market gap mein Stop loss hit nahin karte ?

      Yes dear sahi kaha ap nay Jab Ham Koi trade Laga Dete Hain aur uske bad weekend ke bad Ham apni trade ko close Nahin karte hain aur Market Jab gas ke sath open Hoti Hai To usmein Agar Ham to profit ho raha Hota Hai To Hamara take profit limit hit nahin karta Lekin Agar Hamari trade nuksan Mein Chali Jaaye to stop class eight kar jata hai isliye Humko chahie Jab market ki koi news a rahi ho yah Is Tarah ka koi aur Ishu Ho jismein Gayab hone ke chances Ho To Ham to chahie ki Ham market ke sath khush rahe Taki ham Is Tarah Ka nuksan Na Utha Le aur apni trading ko Achcha banane ke liye koshish Karte Rahe ummid Hai Aap is Baat Ko follow Karenge
      • #18 Collapse

        Re: Market gap mein Stop loss hit nahin karte ?

        Pak forex trading online business ha or software system ha jis ki waja sy software main jab gap ata ha to auto pe ap ki trade main bi gap aata ha isi waja sy stop loss sy jump kar k jata ha to is ley stop loss hit ni hota ha or aagy nikal jati ha value or ye seconds ki baat hoti ha or usi waqat tohri he second maim stop loss ki waja sy system trade close kar data ha jis ki waja sy ziada loss ho jata ha jahan stop loss hota ha wahan sy loss ni hota ha balky jahan tak value ge hoti ha wahan tak loss hota ha is ley try karny jume ko rat ko apni sari trade close karen ta k weekend pe kisi bi news ya situation ki waja sy gap ho market main to ap ko loss na ho or ap ka account safe ho
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Jab market gap hoti hai, toh price aksar stop loss level ke upar ya neeche khul jati hai, jis wajah se stop loss trigger nahi hota. Agar market open hone par aapke stop loss price par koi buyer ya seller na ho, toh order execute nahi ho pata. Stop loss limit order lagane ka ek nuksan yeh bhi hota hai ke agar price directly cross kar jaye, toh order pending reh jata hai aur execute nahi hota. Low liquidity wale stocks ya futures contracts me gap hone par stop loss kaam nahi karta kyunki wahan trades kam hote hain. Kuch brokers high volatility ke dauraan stop loss orders ko ya toh delay kar dete hain ya reject kar dete hain, jiski wajah se execution me problem hoti hai. Agar market band hone ke baad koi badi news aaye, toh agle din price gap ke saath open hoti hai aur stop loss kaam nahi karta.
          Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain

          اب آن لائن

          Working...
          X