Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?
    Pak Forex forum pay contests mai new members bohat ziada repeated threads ker rahey hain. Contests mai minimum posting ki limit honi chaiye. Contests mai agar minimum posts ki limit hoto kia faraq Parr sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Pak Forex forum pay contests mai new members bohat ziada repeated threads ker rahey hain. Contests mai minimum posting ki limit honi chaiye. Contests mai agar minimum posts ki limit hoto kia faraq Parr sakta hai?
    Ji Bhai aapane bahut hi achcha sawal Kiya hai Ham contests mein jitni post hi karna chahe hamen is mein kar sakte hain ismein minimum post ki koi limit nahin hai agar Ham ismein ek post bhi karna chahe to kar sakte hain aur agar Ham ismein Puri ki puri 50 post Jo hamara ek roj ka target hota hai agar Puri 50 post bhi karna chahe to kar sakte hain hamen ismein jitne jyada post karte Hain Ham utna hi zyada like milte Hain aur hamara bonus bhe increase hota hai Ham agar ismein achha bonus hasil karna chahte hain to hamen is mein regular kam karna hoga aur regular ismein post kar ni hogi hamen ismein ek target banakar kam karna hoga is tarah Ham contest se ek bahut hi achcha bahut achcha withdrawal bonus hassil kar sakte hain jo him ko contests sey bonus milta hai ye mukammal taur per withdrawal bonus hota hai Ham bagair kisi rukavat ke is withdrawal Le sakte hain hamen chahie ki Ham contest mein jyada se jyada mehnat Karen Taki Ham yahan se ek achcha withdrawal bonus hasil kar saken aur humko chahie ki Ham ismein rojana minimum 10 post lazmi Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

      G han dear ager ap muqabla mai kam.kartye hain kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karye rhain aur ap ka kam hai kay ap es mai apna kam kartye rhain gaye tu aik time pay ap es mai kamyab ho jatye hai per ager ap es mai posts bhi kam kartye hain tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho saktye hain tu ap ka kam hai kay muqabla mai jitni zayda posts hun gaye ap ka atna he faida hai kiyu kay muqabla mai har aik threads ka jawab daitye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath hamesha kartye rhain ta kay bad mai ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay kam threads mai ap kamyab nhi ho patye hain tu ap es mai acjye threads karain aur achi posts kartye rhain ta kay ap es mai faida ho jata hai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Pak Forex forum pay contests mai new members bohat ziada repeated threads ker rahey hain. Contests mai minimum posting ki limit honi chaiye. Contests mai agar minimum posts ki limit hoto kia faraq Parr sakta hai?
        Yes deer aapki baat bilkul theek hai ismein Kuchh new members posting kar rahe hain aur unke Jo thread Hain vah Itni quality Wale Bhi Nahin Hai Just 1 line per Unka thread depend kar raha hota hai unko chahie Ke 4 thread Lagane ke Baje Ek third Laga Den aur ki quality ko increase kar den Iske bad Jo aapane Sawal Kiya Hai Uske Jawab Mein Main aapko yah Kahana Chahunga ke contest mein jo thread Lagate Hain usmein Koi Fark Nahin Padta ismein ek month ke andar andar kam se kam 50 threads hone chahie aur Agar Sare members 50 thread se agr kam thread lagayenge to to vah contest delay ho sakta hai lekin per day 10 to 20 Threads a Jaate Hain To Is Tarah uski Jo minimum requirement Hoti Hai with in 2 to 3 days main complete Ho Jaati Hai isliye aap daily basis per beshak Ek thread Laga Diya Karen lekin uski quality bahut acchi honi chahie. Aur yah bhi Jaruri nahin hai ki aap daily Ek thread Laga Diya Karen aap pure month Mein beshak 10 thread Laga Dia krin.
        • #5 Collapse

          Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Pak Forex forum pay contests mai new members bohat ziada repeated threads ker rahey hain. Contests mai minimum posting ki limit honi chaiye. Contests mai agar minimum posts ki limit hoto kia faraq Parr sakta hai?
          Dear brother office forum ke contest Mein jab kaam karte hain to ismein aapko bonus aapke kam ki quality aur quantity donon ko dekh kar diya jata hai agar aap is form per minimum post karte hain to aapko ismein bonus thoda Diya jata hai isliye aapko chahie ki aap is Forum per Jab kam start karen to rojana ke hisab se is Mein kam Karte Rahen aur Apna Ek target chat kar len Taki aapko ismein achha bonus Milta Rahe agar aap is form per minute karte hain to aapko ismein Achcha bonus Milta rahata Hai Aise he is Forum per Jo log mehnat kar rahe hain unko ismein Jyada bonus Diya jata hai aapane agar is form per Jyada bonus Hasil karna hai to uske liye aapko ismein mehnat Karni Hogi Taki aapko Yahan per Jyada bonus mil jaaye aur aap ismein Achcha kam Karke Jyada Inam Hasil kar sake.
          • #6 Collapse

            Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Pak Forex forum pay contests mai new members bohat ziada repeated threads ker rahey hain. Contests mai minimum posting ki limit honi chaiye. Contests mai agar minimum posts ki limit hoto kia faraq Parr sakta hai?
            Yes dear ais forum par jo members aik hi jaisi post kar rahy hai wo sari delete kar di jati hai aus k baad ais forum par post ki quantity kam ho jati hai aor hum ko ais mai bonus kam milta hai ais liay hum sab ko chaye k hum new topics par posts kary ta k humra kaam acha count kia jaye aor hum ko ais forum par acha bonus mil jaye ais forum par hum agar mehnat karty hai to hum ko ais mai ye faida ho jata hai k hum ais forum par faida ho jata hai ais forum par hum agar mehnat karty hai to hum ko ais mai faida ho jata hai ais forum par humra kaam jitna zayda acha ho ga hum ko atna hi zayda faida ho ga ais forum par hum jitni mehnat kary gay hum ko ais mai faida ho jata hai ais forum par experience ko use karna ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

              Dear forum members kal contest par kafi new members ne join kiya hai aur kam kar rahy hain aur new members jo bhi threads laga rahy hain wo same laga rahy hain tu is se ye loss hota hai jab result banta hai tu contest ka result tu apko pata hai har aik cheez ko check kar k banta hai tu agar threads repeated hon gy ya post aik jaisi hon gi tu wo delete kar di jati hai aur agar kisi ka thread delete ho tu us ka ye loss hota hai k us par jo post rply hoty hain wo sb post bhi delete ho jati hai tu main apny tamam new forum members jo meri post parh rahy hain un se request karta hon k wo jab bhi koi thread lagayn tu new topic par lagayn koi aisi thread na na lagayn jo pehly laga ho kyun k repeated threads ka koi faida ni hota aur jo bhi post karyn tu khud apny pass se likhyn agar kisi ki post copy paste karyn gy tu account ban hoga aur agar kisi ki post ko dekh kar likhyn gy tu post delete ho jaye gi aur pak forex forum par ap jitna acha kam karyn gy apko faida hoga apko bonus zayada mily ga
              • #8 Collapse

                Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

                i think agar contest mein minimum posting ki limit rakh di jaye to is ka yeh faida hoga keh har contestant is chez ka paband hoga keh woh daily basis par kuch na kuch zaroor post karey is se forum mein mazeed nai nai post dekhne ko milengi lekin us ke sath sath yeh thora difficult bhi he kioun keh har banda daily basis par free nahin hota hey ya aur kam bhi bohot hotey hein jiski wjha se mere khayal mein yeh sahi nahin hey hamen maximum limit jese 50 post daily ki mili hui hein bas woh limit thek he lekin minimum koi limit nahin honi chahiye kioun keh yeh time par hi depend karta hey jab bhi kisi ke pas time hota hey woh is mein akar posting karta hey aur uske sath sath learning bhi karta hey.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

                  trading market members agar aap daily basis per apna schedule kam karte ho Pakistan Pak form mein to yah acchi baat hai aapko achcha bonus bhi mil jata hai aapko quality ka bhi khyal rakhna hai aur quantity ka bhi khyal rakhna hai low quality ki post aapko accha bonus nahin de sakti hai lekin kam quantity bhi aapko achcha nahin de sakti average quantity bahut jyada hai trading market mein isliye aapko trading ke liye complete management karna hogi aur achcha kam karna hoga trading ke liye aapke pass sab kuchh mil sakta hai lekin aap trading nahin kar sakte agar aapko technical aur fundamental knowledge ke bare mein samajh na ho ji trading members of mein batana chahta hun ki aap reading ke liye important kam karo to aap kamyab ho sakte ho remember afraiding market mein kamyabi hasil kar sakte ho lekin aapko iske alava aapko trading market mein kaam karna
                  • #10 Collapse

                    Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

                    Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex ny hamy contest ki sorat m bahtreen earning ki aik bot bari saholt di hy contest m ham monthly Kam kr k bonus hasil karty han is m dear aik minimum limit hoti hy jis k mutabiq ham daily k 50 posts or 4 thread kar sakty han ham is sy zyada posts ni kr skty agr ham is sy zyada posts karty han to wo count ni hoti balky delete kar di jati han or myry khyal sy to koi b trader mukmal 50 posts daily k ni kr sakta balky hr trader daily ka aik target bna kr us k mutabiq kam karta hy zyada sy ziada ham daily k 25 sy 30 posts kar sakty han or hamy contest m daily ka utna he kam krna chaiy jitna ham acha or mayari kar saken q k contest m kam ki quintity sy ziada kam ki quilty ka dhyan rakha jata hy agr hmary kam ki quilty achi hy to hamy bonus b acha mily ga jo k widraw able hota hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

                      dear mamber ap ki contest main kam se kam posts hain tu es ka asar yah parhta hai k apko acha bonus nahi mil skta aghr ap chahty hain k apko acha bonus mily tu apko chahye k ap apni posting work ko daily base par pora karen jis k liye ap rozana aik target set karen pher os target k sath apni posting ko pora karen jitna ap os target ko pora karengy otna he yah apko afida dega or ap forex main achi trading bhi kar skty hain forex main apko acha bonus apki posting quanitity k sath sath quality ki base par bhi milta hai jitna ap quality work karengy otna he apko acha bonus mily ga or aghr ap kam bhi thora karengy or acha bhi nahi karengy tua p ko kbhi bhi acha bonus nahi mily ga or na he apko forex main achi earning hasil kar skty hain apko achi earning k liye apny account ko strong krna hota hai osk liye apko posting karni hoti hai jis se apka account bara hota hai or ap os account k sath apni trading ko bhi bahter se bahter kar skty hain pher bary account k sath faida bhi bara milta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

                        Assalamu Alaikum dear friends deer aapki baat bilkul theek hai ismein Kuchh new members posting kar rahe hain aur unke Jo thread Hain vah Itni quality Wale Bhi Nahin Hai Just 1 line per Unka thread depend kar raha hota hai unko chahie Ke 4 thread Lagane ke Baje Ek third Laga Den aur ki quality ko increase kar den Iske bad Jo aapane Sawal Kiya Hai Uske Jawab Mein Main aapko yah Kahana Chahunga ke contest mein jo thread Lagate Hain usmein Koi Fark Nahin Padta ismein ek month ke andar andar kam se kam 50 threads hone chahie aur Agar Sare members 50 thread se agr kam thread lagayenge to to vah contest delay ho sakta hai lekin per day 10 to 20 Threads a Jaate Hain To Is Tarah uski Jo minimum requirement Hoti Hai with in 2 to 3 days main complete Ho Jaati Hai isliye aap daily basis per beshak Ek thread Laga Diya Karen lekin uski quality bahut acchi honi chahie. Aur yah bhi Jaruri nahin hai ki aap daily Ek thread Laga Diya Karen aap pure month Mein beshak 10 thread Laga Dia krin.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Contests mai minimum posting ki limit say kia faraq Parr sakta hai?

                          office forum ke contest Mein jab kaam karte hain to ismein aapko bonus aapke kam ki quality aur quantity donon ko dekh kar diya jata hai agar aap is form per minimum post karte hain to aapko ismein bonus thoda Diya jata hai isliye aapko chahie ki aap is Forum per Jab kam start karen to rojana ke hisab se is Mein kam Karte Rahen aur Apna Ek target chat kar len Taki aapko ismein achha bonus Milta Rahe agar aap is form per minute karte hain to aapko ismein Achcha bonus Milta rahata Hai Aise he is Forum per Jo log mehnat kar rahe hain unko ismein Jyada bonus Diya jata hai aapane agar is form per Jyada bonus Hasil karna hai to uske liye aapko ismein mehnat Karni Hogi Taki aapko Yahan per Jyada bonus mil jaaye aur aap ismein Achcha kam Karke Jyada Inam Hasil kar sake.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X