Jaiza:Senior sy mashwara krein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza:Senior sy mashwara krein.

    Pakistan forex forum members understanding knowledge experience skills formalities fulfill karne or source knowledge Marshal karne ke liye multiple trading approach aapki important trading group ho sakti hai agar aap social groups ko trading market mein college ke liye istemal karte hain aur aap trading ke liye technical and fundamental tools use karte hue kam karoge to aapko benefit milega karnon strong hogi emotional control hasil hoga aur aap trading market ke hidden secrets ko understand karke apni skills and strategies ko improve kar sakte ho aapke pass trading market mein pending orders state execution hotels trading market mein of instant execution ke liye forex forum ke technical and fundamental analysis ke liye aapke pass different opportunities hain jinko aap use karke trading kar sakte ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza:Senior sy mashwara krein.

      Ustad ustad hota hy jnab assalam o alaikum me hu naveed Abbas sanwal or hm hyn Forex trade k aesy platform pe jahan sy malomat ka khazana ap ki jholi me dala jata hy wo bi free of cost. Lekin is ko smeetny wala ho koi. Kam koi bi ho us ka ak na ak ustad hota hy. Ustad k bagir koi kamyab ni ho skta. Wo ak madari wala waqia suna ho ga jo mo sy lohy ki salakh catch krta hy. Kisi ny pocha jnab apka is kam ka Ustad kon hy ti us ny kaha hy mera koi ustad ni or jesy dobara us salakh ko opr hwa me phaink k dobara catch kerny ki koshish ki to wo salakh us k gly sy aar paar ho gai. Phr us ny kaha k ak janwar bagla us ka USTAD hy jesy wo fish ko oper phaink k catch kerta hy usy deakh k mehnat ki or kamyab hua. Is leay ustad hazrat ka shukria jo hamin apni masroofiyat sy kch wqt dety hyn. Senior yahan ustad hyn in ko apna experience or success juniors k sath share kerni chaheay. Apna zindgi ka safar share krna chaheay ta k hmari madad ho sky shukria dosto.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza:Senior sy mashwara krein.

        Forex trading mai junior aur new traders ko apnay seniors say mashwara kertay rehna chaiye kiyu kay jabb takk apnay seniors say mashwara nahi karengay uss waqt takk trading tou ho sakey gi laikin uss trading ka reward milna bohat mushkil hota rahey ga. Forex trading mai aisi bohat si cheezain hain jo seniors ya expert traders kay mashwaray kay baghair kerna kuch mushkil hoti hain. Forex trading mai account create kerna, uss mai deposits kerna, account ki verifications kerwana, trading kerna, account say withdraw kerwana sub aisi cheezain hain jinn kay liye seniors ki guidance bohat zaruri hai aur guidance kay baghair accounts block ho jatey hain ya acha profit laina he mushkil hojata hai. Her trader ko iss baat ko samajh laina chaiye kay forex ko join kertay he koi bhi expert nahi bann Jata hai aur na he fori tore pay earnings mai aisa izafa shuru hojata hai jiss say raatoo raat ameer bana jaa sakta hai
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza:Senior sy mashwara krein.

          Assalamu Alaikum dear friend
          Ji han dosto is platform per kam kerny ke liye zroori hai keApne senior se Mashwara karna chahie is market Mein seniors ke pass is market ka Jyada experience hota hai aur vah is market Mein Achcha decision Le sakte hain Ham Jab Bhi is market Mein kaam karte hain to Humse ho sakta hai koi Aisi mistake ho rahi ho Jiski vajah se Ham Ko nuksan ho sakta hai isliye Humko chahie ki Ham is market Mein Jo Bhi trade lagaen usse pahle Apne senior se Mashwara kar len isase Ham Ko Kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham is market Mein Khud decision Lena start kar denge To Ham Ko iski vajah se nuksan uthana pad sakta hai Humko chahie kya mis market mein Main Ek Team banaa len aur usmein Milkar kam Karen tabhi Ham koi bhi trade lagaen post per Humko profit Hota Rahe Is Tarah Ham aasani se Kamyab ho sakte hain.THAN
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza:Senior sy mashwara krein.

            market mai hum jab trade karty hai to hum ko ye pata hota hai k humri trading strartgy ka ye result hai aor ais mai hum ne kon si trade lagani hai aisy hi ais market mai hum ne jo trade lagani ho apni trading strategy ko dekh kar to hum ko chaye k hum aik dafa apny seniors se confirm kar ley jin se hum trading strategy lety hai aun ko ais k bary mai zayda experience hota hai aor wo hum ko ais k bary mai acha guide kar skaty hai ais market mai hum agar acha kaam karty hai to hum ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai hum ko learning karny k baad khud kaam karna ho ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza:Senior sy mashwara krein.

              Assalamu Alaikum dear friends Hamen chahie ki Ham senior se advise len aur uske mutabiq kam Karen Agar Ham senior se advise Lenge tab Ham Achcha work kar sakte hain Jo log seniors ko ignore Karte Hain vah Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Jo Chahte Hain Ki vah Kamyab Hun To unhen chahie ki vah senior jisse Raabta rakhen senior se advice Le unko follow Karen Agar Ham unko follow Karenge tab ham Ek Achcha walk karne mein Kamyab ho sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X