Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

    my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay forex aik lajwab business ha or jab bi app forex market ma sab movements ko dakh kar trade karty ha to app ko jaldbazi nai karni chahyia kyu kay app is say apna account khali kar sakty ha kyu kay forex ma ham ko trading kay duran sab malomat ko dakh kar analysis ko apply kar kay market say sab news ko ssun kar or indicaters ko follow kar kay hi profit hasil ho sakta ha or agar app forex ko jova smag kar ksi bi currency pair par trade karty ha or juldbazi ma koi bi information ko nai dakhtay ha or lalchi ban kar or jazbati ho kar trade karty ha or app sab apny passy loss kar laty ha or ya sab hamary jaldbazi ka hi natija ha or is say app apan sab account khali kar sakty ha or is lyia app ko subr say kaam lana chahyia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

      Forex Main ap logo k lay treding hi aik asa marhla hy jas k lay ap ko buht zyda mahnat or active hony ki zurart hotii hy ya asa kam hy ko samjny k lay hum jatnai mahant kry time day kam hy ku k ya tachnical kam hy phr fundamentals kam hota hy market ki movement ka bilkul nii pta hota k ya kis tarf move kary gie as k badly main koi dair ni lagtii aik acha kamyab tradar kab kha tread leta hy us ko clos krta hy usy hold krta hy us k har movement ko samjta hy us main kab kha bullish candle banti hy asi tra wo besrish candle pay faoce rkta hy har lihz say wo apni tread ko dakh kr lagta hy market main suport or resistance ka amla sub say important or zurari hota hy samjna jas ki bina pay hum tread lety hy
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

        dear forex trader ap nay sahi kaha hay ham bahut si baton ko ignour karty hain jis ki waja say hamen kafi ziada nuqsan ho jata hay hamen bhut si baton ka khayal rakhna chahiay jis main Ham trade lagane mein jaldbazi karte hain aur ek acche entry-point ka intezar nahin karte Hain agar Ham ek acchi trade lagana chahte Hain aur profit hasil karna chahtey hai to hamen chahie ki Ham sabse pahle forex trading ka knowledge gain kar len aur uske bad Ham Jo kuchh knowledge se sikhate Hain Ham usko demo e account ke upar practis Karen aur practis karne ke bad hi hamen real account ke upar work karna chahie or real account ke upar jab hum koi trade laga Rahe Ho to hamen trade lagane se pahle use currency pair ka acchi tarah se analysis karna chahie technical analysis fundamental analysis aur bhi bht si wajuhaat hay jin ko samjhna zaruri hay
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

          Dear trader ap nay achi post ki bhut say log galtiyon ki waja say apna loss kr baithty hain ham makreet main retracmnt k douraan trading ko start kartay hain jub hamko us wakt aisa bilkul bhi nai karna chaye to ham makreet say lose kartay hain is liye jitna ho skata hay agar ham ko aik haftay main koi bhi tardes nai milty hain to hamko nai karni chaye aisa na ho k ham jald baazi main apna sab kuch lose main change hotay huvay daikhain aur phir makreet main entery k liye kisi say kuch udhaar laitay phirain aisa kabhi bhi nai karna chaye qk makreet main kaam karnay k liye hamko jo kuch teach kia jata hay us main yai likha hota hay k makreet main kaam karnay say pehlay isay samjhna zaruri hota hay to hamen in sab baton ka khayal rakhna chahiya aur lalach nhi karni chahiay
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
            Asskam alkum dear friends forex bsuiness mai ap kam kartye hain tu ap ko ed mai aik cheez ka pta ho ga kay ap trading mai ager jaldi kartye hain tu ap es mai sirf nuqsan hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kabhi jaldi na karain ap es mai kam hamesha aram kay sath aur daikh kay kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu jo trade ap ka open hota hai us mai ap ka kam hai kay ap waite kar kay kam karain kiyu kay jaldi mai ap ka kam hamesha he nuqsan daita hai jub kay ap es mai kam ager aram say kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka jsm hai kay ap es mai aik trade laga howa hai tu usye kava rhanye dain ager wo lose mai jata hai tu ap ka kam hai kay pher bhi es mai waite karain kiyu kay lose kay bad ap aik time pay ap ka profit ho jata hai tu ap es mai jaldi na jarain kiyu kay jaldi mai hamesha nuqsa hai tu ap nay kam ager karna hai tu daikh kay karain ta kay ap es mai kamyab ho pai jub kay trading mai kabhi jaldi mai kam na karain ager ap es tarha kam karain gaye tu ap ka kafi niqsan ho sakta hai
            JI han ap nay bil kul thek bat ki hay aor main bhai ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main trading badi soch samajh kar karni chahiay aor poori taran analysis kar kay trading start karni chahiay agar aisa na kia jay to behtar yahi hay k trading kuch time kay liay nahi karni chahiay. Forex trading ki kai khasosiat hain jin ki wajah say log esay bohat ziada pasand kartay hain jis main Forex trading aik real and profitable business hay aor poori world main sab say ziada famous and popular business hay es business main bohat kam time main thori si investment kay sath bhi bohat ziada profit earn kia ja sakta hay waghaira waghiara shamil hain en ki wajah say bohat say traders jald bazi kar jatay hain aor learning and experience kay baghair hi trading start kar daitay hain jis un ko bohat ziada loss ho jata hay es liay zarori hay k jald bazi ki bajay poori taran Forex ko sekh kar trading ki jay ta k loss ki bajay profit hasoil ho aor achi earning ho sakay.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

              asslamu alaikum bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa honga forex aik bohat hi lajawab karobar ha jis ko karna ka liya hamy bohat zyada mehnat ki zarort huti ha achi mehnat ka sath ham es ma achi kamtabi hasl kar sakta han es tara ka koi or karobar nai ha jis ma hamy aik acha profit hasl hu jis ki koi limt nai ha esi tara jab koi member es ma laprwai sa kam karta ha to es ma bi esy nusan hu sakta ha or es nuksan ki bi koi limat nai huti es liya hamy es ko karna ha to achi learning karni hu gi bohat zyada mehnat ka bad es ma achi kamyabi hasl kar sakta han es liya hamy apna pora dyhan es ma rakhna hu ga zyada tar log es ma nukasn jald kar lata han es ki bari waja jaldbazi ha q ka ham na ya suna ha ka is ma profit ki koi limat nai ha to wo es ma jald zyada sa zyada pasa kamna ma jaldbazi karta han or aik acha losse lata han hamy es sa bach ka kam karna hu ga markit ko achi tara analysis karna hu ga taky achi kamyabi ki umeed lgai jay
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

                Forex trading aik aesa kaam hy k jis me kamyab hony k liy aap ko aik achi strategy ko apnana ho ga isi sy aap aik achy trader bnny me kamyab ho skty hen isi wja sy log forex trading me jald nuksaan hasil krty hen or is bsiness sy kuch nae hasi kr paty hen agar un ko kamyab hona hy is business me to unhe zyada lagan k sath kaam krna ho ga or zyada sy zyada hard wprking b krni hogi agar wo aik best strategy bnany me kamyab ho jaty hen or aik achi profit hasil kr paty hen aesy hi agar wo mehnat jari rkhen to hi wo kabyab ho paen gy warna in ko wakey hi losses hi hon gy or wo jald is business me nakaam ho jaen gy or is business ko chood den gy ye aik aesa business hy&nbsp; ki jis me bagair mehnat ya hard working sy koe b shakhs kamyab nae ho pata hy is me kamyabi k liy hmen hard working krni hi hoti hy isi sy ham aik acha profit build up krny me kamyab ho paty hen warna hmen losses ka samna hi zyada tar rehta hy.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

                  G han dear forex members ,Forex business ek aesa business a jismy hm jitna aram r sukoon sy kam karhy gy utny ziada kamyab hon gy ,jitna ziada time hm forex trading ko day gy ,mehnat r lagan k sath kam karhy gy ,kam ke practice ko kark phr forex trading ke trf hahy gy to hm ek kamyab traders bn sakty hay r mehnat r lagan sy kam kark hm knowledge r earning dono kar sakty hay otherwise Aghr hm jaldbazi sy kam lay gy ,shortcuts use karhy gy ,greed my ha kar emotional & overtrading start karhy gy to hm KBE b kamyab nae o sakty ,kiu k jaldbazi my hm shortcuts use karhy gy to hmhy pas knowledge b nae o ga r na e hmhy kam ke kch practice o ge to is trh sy na to hm learning kar sakhy gy r na e earning ,to jb hmrhy pasyay dono cheezhay nae hon ge to hm KBE b kamyab traders nae bn sakty ,So dear forex members ,kamyab traders bnany k liay yay zaroori a k mehnat r lagan r ziada sy ziada time forex business ko dya jhy ,kiu k jaldbazi r shortcuts ka use krna hmhy loss ke trf ly kar jhy ga .
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

                    Assalam o alikum g tu dear members umeed krti hun ap sab thk hun gay trading hamesha soch smj Kar lagani chahya Bahut se log ismein loss kar lete hain jaldbazi kar lete hain ki unhen agar Kisi trade Mein loss ho jata hai to woh ismein over ho Jaate Hain aur overtrading karte hain Jiske vajah se Bahut Si trade ko jaldbazi mein open karne ki wajah se unhen loss ho jata hai lekin ine Sab chezon Ko avoid karna chahieya ta ki Ham mehnat se ismein profit Hasil kar sake.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

                      trading me jaldi nuqsaan ki bohat sari wajohaat ho sakti hai lekin mere nazdeeq sab se bari wjha ye hai k jab ham trading ko start karte hain to hamare paas trading k bare koi knowledge ya experience nahi hota hai agra ham trading ko seekhen bagair trading market me enter ho jate hai or live trading start kar dete hai to ye hamari sab se bari galti hoti hai jis se hame hamesha nuqsaan hi milta hai is ka results chahe positive ho ya negative hota nuqsaan hi hai maslan agar aap bagair experience k trading me dakhil ho jate hain our apny guess ya tukky se sell our buy ka aik order kardete hai our luckily market as your oder positive jaati hai our aap ko accha profit milta hai by chance ap profit to le lety ho magar aap over confidence ho jao ge k trading bohat easy hai bss order kis our profit mil gya is tahra aap agli trade me or zyada bara lot size lga k risk lo gy our ain mumkin hai k aap negative chaly jao our aap ki investment b loss ho jay is liye ye bohat dangerous ha k bagair experience our knowledge k market me enter ho jana
                      ab aye dosri tarfa to jab aap k pass trading knowledge hi nahi o ga our aap apni pehli he trade me apna sara ya apny capital ka kuch hissa loss kar baitho ge is tarha aap bagair experience k positive jao ya negative aap ko loss he ho ga
                      trading me aap ko kuch wajohaat par zyada nuqsaan ho sakta hai jo k mandarja zail hai

                      things which gives you loss in trading :

                      trading main kuch chize aap ko bohat loss deti hai maslan

                      Lack of knowledge :

                      lack of knowledge aap ko trading me bohat zyada nuksaan de sakta hai agr aap k pas accah capital hai lekin aap k pass accha knowledge nhi hai to aap apona capital loss kar sakte ho ku k aap k pass trading ka knowledge hi nahi ho ga lekin agr aap k pass knowledge ha capital chota bhi ho to aap apan knolwedge use kar k accha profit hasil kar sakte hai

                      lack of experience :

                      trading business me experience bohat he zyada zarori hai ku k sirf knowledge k bharose hi kamyaabi mumkin nahi ha zaroi hai k hamare pass practiceal bhi ho our ye experience ham demo trading account use kar k asaani se hasil kar sakte hai our market jo smajh sakte hai our trading main kamyaabi hasil kar sakte hai

                      Greed :

                      trading me loss ki aik buhat bari wjah greed hai maslan aik trder k paas trading capital bhi mojod hai our profit k chances bhi ho to wo small capital lga k kuch profit hasil kar bhi leta hi lekin phir wo thora lalach me ajata hai k agr wo chata to kuch zyada earing kar sakta tha ab wo dobara trade kare ga our big lot size k sat kare ga our is bar market ho skat against chali jay to buhat bara loss ho ga is trha greed insaan ko trading me bohat loss deta hai

                      Overconfidence :

                      baaz okaat over confidence bhi trading business me buhat bare loss ki wjha ban jata hai jab aik insaan kam mehant kar k bara profit hasil karta hai to wo kuch zyada over confidence ho jata hai our agr next phir wo aisa karny ki koshish kare to loss ho ga is liye hamesha market ko samjh ka our money managment k sat hi trading kana chahiye
                      Ayisha Cutey's Trading Journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

                        Assalam o alikum!forex member yah baat to bilkul durust hai ke bahut se members jaldbazi mein nuksan kar lete hain jo ismein new members hote hain woh yah koshish karta hain ki jaldi se jaldi earning hasil ki ja sake aisa karne se unhen bohet loss ka samna karna par sakta hai bhot aisa bhi soch te hain ki mehnat na ho lekin yah bhul jaate hain ki ismein jyada se jyada experince knowledge confidence ki zaroorat hoti ha.bahut se members ismein koss kar lete hain jaldbazi kar lete hain q unhen agar kisi trade mein loss ho jata hai to ismein over ho jaate hain aur overtrading karte hain jiske waja se bhot see trade ko jaldibazi mein open karne ki waja se unhen loss ho jata hain ine sab chijon ko avoid karna chahie ta ki ham mehnat se ismein profit hasil kar sake.
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

                          yes deer aapki baat bilkul theek hai aapane bahut hello acchi baat batai hai aur jo aapane evaluation proportion Kiye Hain predominant usa hundred percentage agri karta hun Kyunki primary yah chij ko personally dekh chuka hun aur isase revel in kar chuka hun Jab Bhi jaldbaji Mein Koi decision lete hain vah Hamare Liye nuksan ka sabab banta hai aur Jab Se Kam Dekhte Hain To usmein Humko bahut jyada fayda ho jata hai aur Hamare liye aasani Ho Jaati Hai Aur Aankhen Jab Bhi Ho Jati Hain isliye foreign exchange buying and selling mein agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To aapko sabse pahle chahie ki aap jald Bazi na Karen Aur Subah Se Sham bekar Hain isliye aapko Jarur bahut jyada fayda Hasil hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

                            Dear member Agar Ham trading Mein jaldbazi Karenge To Hamen bahut nuksan Hoga Kyunki jaldi nuksan ki wajah Hai jaldbazi ka kam Shaitan ka hota hai aur Shaitan Ke Har kam Mein bebarkati hoti hai agar Ham Forex trading main bhi jaldbazi Karenge To Hamen lose hone ke chances increase ho jaygy Kyunki dear member Forex trading Ek bahut hi broad market Hai yahan Koi Bhi Insan ekdum se successful Nahin ho sakta vah Log Yahan ekadam successful hone ki koshish Mein jaldbazi karte hain aur over confident hoty hain voh Yahan Se nuksan Ki Tarah Se Jaate Hain dear member Forex trading main market ki situation change hoty rahti hai To Agar Ham market ke situation Ko Nahin samjhenge aur Market ke open hote hi jaldbazi Mein trade Lagate hain to ham loss ki taraf jaenge Kyunki market k open hote hi trade Lagana bahut bari galti sabit Ho Sakta Hai Kyunki Forex trading karne ke liye market ki movement ko follow karna bahut zaruri hai agar Ham jaldbazi Se Kam lain gay To Hamen market ki movement ki samajh Nahin Hai Ki Is Tarah Hamen market ke trend ko bhi samajh Nahin Aaegi To Ham Jab movement r trend ko ignore karte hue jaldbazi Mein trade Karenge to ham loss ki Tarah Se Jaenge Aur nuksan ko hi face Karenge.Isliye Hamen chahie ki market ke open hote hi market ki situation ko Dekhen market Ko achi Tarah Se analyse Karen aur proper planning Banaya aur strategy Banaya Uske bad Har chiz ko Dekhte Hue market movement ko aur trend ko follow karke trade open Karen Is Tarah Se profit ki taraf Ja sakte hain aur nuksan se Bach sakte hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

                              G han blkl trading ma nuksan ki bari wjh jald bazi hy.trading krty wqt jld bazi sy parhaiz krni chaye blky patience or sbr sy kam lena chaye.Trading ma agr ap ko nuksan b ho rha hy to foran sy trading ko bnd ni kr lena chaye blky patience or sbr k sth trend ko dekhna chaye or us ka behtreen analysis krna chaye ,is analysis k bd ap ko cool minded ho k decision lena chaye k trading ko bnd kr lena chaye ya b phr agr ap k analysis k mutabik profit hony ki umeed hy to trading ko jari rkhna chaye.Aik achy trading profit k liye patience or cool mind sy liye gaye decisions bht kar aamid sabit hoty hen.Is k bar aqs agr jld bazi sy or trend ka analysis kiye bagher jld bazi sy decisions liye jayen gy to nuksan ho ga or kbi b acha profit ni mil sky ga.is liye trading krty wqt jld bazi sy parhaiz krty hwy decisions leny chaye ta k acha profit mil sky.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...

                                Assalam-o-Alikum dear apki baat bilkul thik hai forex main humhy soch smjh kar trading karni ho gai humhy kabi b jld bazi say kam nai lyna chiye ku k forex ik risk business haiis main humhy loss or profit dono ho skta hai agr humhy loss say bachna hai tu humhyjldbazi say kam nai lyna chiye humhy soch smjh kar or aram say trading karni ho gai forex main kamyabi hasil karni hai tu humhy jldbazi ko apny andr say khtm karna ho ga trade ko close karna hai tu phly market ki information lay lo market ki movement ko dekhna ho ga jo log market ko dekh kar aram say trade close kary gy tu humhy kamyabi hasil ho gai or hum achy trader ban sky gy jldbazi say agr hum kam kary gy tu hum kabi b kamyab nai ho sky gy jldbazi say kam karny ko avoid karo apny ander say taki kamyab ho sko

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X