Re: Jaiza : trading mai jaldi nuqsan ki waja hai...
Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap sb kheriyat se hon gy. Doston yah Baat to bilkul durust Hai Ke bahut se members jaldbazi Mein nuksan kar lete hain Jo ismein new members hote hain vah yah koshish Karte Hain Ki jald se jald Jyada Se Jyada earning Hasil ki Ja sake lekin Aisa karne se unhen bohet loss ka Samna karna pad sakta hai bahut se members Aisa Bhi sochte Hain Ki mehnat ki jarurat Na Ho lekin yah Bhul Jaate Hain Ki ismein Jyada Se Jyada experience knowledge.confidence ki zroorat hoti he . baghair analysis k trade open kar lety hain aur is tarha loss uthaty hain tu ye market aisi hai k agar ap is mein decisions theak ni karty tu apko nuqsaan hota hai aur apko is market mein patience k sath kam karna chahiye aur aur achi tarha se soch samjh kar aur analysis kar k market ka trend dekh kar trading karni chahiye kyun k ap ko sabar ka phal aur mehnat ka phal zaroor milta hai aur ap ko is market mein asal faida tab he hota hai jab ap k pass market ka full knowledge aur experience hota hai tu us waqt ap ko apni trading par trust hota hai aur confidence hota hai tu ap jald bazi ni karty aur sabar k sath aur planing k sath kam karty hain tu apko faida bhi hota hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим