Re: JAIZA : Importants of Candlestick in Trading:
Market Ko Successfuly Trade Karny kay liy Candles kay abry main janna boat Zrori Hoa hai Ku kay jab tak aap ko market Main price kay Bary main pata nah ho ga Toh aap ko Market Main Candles kay Form hony ka Be Knowledge nahi ho ga Is Liy aap Ko pely market Main Price Ke Fluctuation kay Bary main Pata Hona Zrori hai per He aap Ko market Main Candles Kay Form hony Ka Idea Ho sakta hai iss Liy pely aap ko basics Say Start karna Chaye or per Advance Knowledge Ke taraf Ana Chaye.Market Main Candles Tw Types Ke Hoti Hain Jiny Hum Bullish Candle Or Bearish Candle Kay name Say janty hain iss Liy In ke Movement Ka Be Janna Zrori Hai..
Bullish Candle
Bullish Candle Main Uptrend Main movement Hoti hai or Market Main Price kay Up Hony ka Indication hota hai iss liy Bullish market Main price Ka Janna Be Humary liy Zroi Hai Market Main jab Ak Candle From hoti hai Toh iss Main Open Price Closing Price Say Down Hoti Hai or Closing Price Opening Price Say High Hoti Hai or By Default Iss Candle ka Color Whit Hota hai Or Aap Apni Marzi Say be is Ka Color Set kar Sakty hain..
Bearish Candle
Bearish Candle main Market Down Trend main Movement Karti hai or Is Candles main market Ke Closing Price Open Price Say Below Hoti hai or Open Price Closing Price Say Above Hoti hai is Liy Hum is Ko Bearish Candle Kahty hai Or Iss Candle Ka Color Bay Default Black Hota hai.is ko Movement Main Market ke Price Down Jati hai or Hum Market Main Down Entries Find Karty hain..
Importance Of Candles
Dear mate Market Main Candles Ke Boat Say importance hai or Candle Ke price Ko understand kar kay trading karna Boat Zrori Hota hai jab tak Humy Market Ke Movement Ka Maloom Ho ga Toh Candle ko Understand karna Easy hai iss liy aap ko Market Main price Kay Rejection Or Market Main price Kay gain Hony Ka Idea Rehta hai Toh Hum achy Say market Ko trade kar paty hain is liy Humy market main Candles Kay Important Hony ka Andaza Lgaya ja Sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим