Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?
    World main Forex trading market kay three sessions hain aik new York, dosra Tokyo and tesra London session hay en main traders do taran ki trading kartay hain aik Day trading aor dosri Swing Trading mara ap sab respected members say yahi sawal hay k Day Trading and Swing Trading main kia farq hay wazahat karain aor en main say kon si best hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

    G dear day trading ka matlab hai kay ap nay trading sirf day mai karni hai kiyu kay trading ks time hota hai ager ap trading 24 kartye hai tu wo night bhi a jatye hai jub kay kuch log hotye hain jo kay sirf day time mai he trade lagtye hain jub kay sham mai ja kay off kar daitye hain tu ye hai day trading aur swing trading kay barye mai zayda nhi janta hun per atna khao ga kay swing shyed trade kay return ko khaitye hun gaye kiyu kay trade aik side say dusri side pay hamesha he move karta hai jisye control karna atna asan kam nhi hai tu ap usi time mai apna trade change kartye rhain jis time mai pair ki moment change hotye hai tu ap ka kam.hai kay ap forex market mai apna kam mahnet aur lagan kay sath hamesha karain aur ap ka kam hai kay ap trade lagnye say phlye hamesha market mai nazar dorain laye ta kay bad mai ap kaliye masla na banye ager ap nay trade lagnye say phlye soch liya tu ap kamyab ho jatye hain kiyu kay kam karnye say phlye he us ka hal nikalna zaroori hai bad mai us ka hal nhi nikalta hai aur ap es mai nakam ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam acha karain ta kay bad mai ap ka acha future ho jaye aur ap es mai kamyab ho jain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
      World main Forex trading market kay three sessions hain aik new York, dosra Tokyo and tesra London session hay en main traders do taran ki trading kartay hain aik Day trading aor dosri Swing Trading mara ap sab respected members say yahi sawal hay k Day Trading and Swing Trading main kia farq hay wazahat karain aor en main say kon si best hay?
      Dear brother aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Kyunki Is Tarah Ki jitne bhi question hote hain ko junior members ke liye hoti informative Hote Hain main aapko briefly day trading aur swing trading main difference Bata deta hun Unki definition Karke aur uske bad yah Bhi Bata deta hun ki ine mein kaun si trading best hoti hai.

      Day Trading:
      Dear jab aap forex market Mein Koi trade open Karte Hain aur usko Sham Tak close kar dete hain aur usmein aap yah Nahin dete ki aapko profit ho raha hai ya nuksan ho raha hai aur aap usko Har situation mein Main Raat se pahle pahle dost kar dete Hain To usko day trading Kaha jata hai day trading Mein Jab aap Koi Vishesh open karte hain to vah next day se pahle pahle aap Hazrat usko loss kar dete Hain isko day trading bahut Aata Hai

      Swing Trading:
      Dear jaise ki aapko main day trading ke bare mein bataya ki vah totally depend Karti Hai 1 din ke upar swing trading usse bahut jyada different hai aur swing trading Mein Jab aap Koi trade Lagate Hain To yah Ek week Tak bhi chal sakti hai ya multiple weeks per Tamil ho sakti hai isme Jab aap Koi trade open karte hain to uski close karne ki koi specific timing Nahin Hoti Jab aapko reasonable lagta hai aap petco close Karte Hain

      COMPARISON:
      Dear ummid hai aapko day trading aur swing trading donon mein samvad a Gaya Hoga Ki Kya difference hai aapka question yah Bhi Tha k donon mein se kaun si trading best Hoti Hai To usmein Main aapko yah Kahana Chahta Hun Ki swing trading main aapke liye Jyada yah acchi asur ki hoti hai aur aap usmein rahata fayda Hasil kar sakte hain lekin day trading mein Aapki Majburi hoti hai agar at the end of day aapko nuksan bhi ho raha hai aata hai to aapko vah trade close Karni hoti hai lekin swing trading mein aap Intezar Karte risk Le sakte hain aur aur apni Marji Se Jab aapko manasab Jagah Najar Aaye use time per trade close kar sakte hain isliye Mere Khyal Mein swing trading Jyada best hoti ha.
      • #4 Collapse

        Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
        World main Forex trading market kay three sessions hain aik new York, dosra Tokyo and tesra London session hay en main traders do taran ki trading kartay hain aik Day trading aor dosri Swing Trading mara ap sab respected members say yahi sawal hay k Day Trading and Swing Trading main kia farq hay wazahat karain aor en main say kon si best hay?
        Dear brother is market Mein kam karne ke liye aapke pass option available hote hain ki aap ismein kaun sa system select karte hain is market Mein kam karne ke bahut Sare method available hai Jinse aap jo chahe select Karke kam kar sakte hain is market mein aapane agar swing trading karni hai to aapko ismein market ke high level aur low level ko pakdana Hota Hai Uske bad aapko is market Mein trade Karni Hoti Hai ismein market Jab Apne friend Mein Matka Rahi hoti hai aur uske bad apne friend ki replacement Leti Hai To vahan se aapko 100 level pakdana padta hai uske bad aap ismein trade Lagate Hain To aapko yah pata chal jata hai ki aap is Jagah Se Mar ki kripa Chalegi aur aap use per trade kar sakte hain Aise he is market Mein Kuchh level Aise hote hain Jinse reversal confirmation mil jaati hai aur day trading mein aap jo bhi trade Lagate Hain vah aapko ek hi din ke andar close Karni hoti hai aap Subah ke time par Apna account per trades open kar dete hain aur raat ko sari trades close kar dete Hain Chahe vah profit mein ho ya loss mein chal rahi hoon sari trades close kar dete Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

          Dear forex trading mein trading k kafi option mojood hoty hain aur har trader ki apni apni trading strategy hoti hai aur ap day trading bhi kar sakty hain jo k ap trend ko follow karty hoye karty hain aur ap apni wo trade sham tak vkose kar dety hain aur aik swing trading hoti hai kyun k market hamesha swing ki soorat mein move karti hai aur ap swing ko monitor kar k swing par trading kar sakty hain is liye main ap sab tarders ko ye mashwara dena chahta hon k ap jo bhi strategy use karyn aur jo bhi trading karyn but apko apni strategy par experience hona chahiye aur apko har tarha k analysis aur indicators par aboor hona chahiye ta k apko trading mein loss na ho apko har haal mein loss se bachna chahiye aur mehnat se kam karna chahiye aur apko har tarha ki trading se profit mil sakta hai chahy long term ho ya short term ya swing trading ya ap day trading aur bhi bahut sari trading strategies hain like scalping aur hedging but apko aik he strategy par kam karna chahiye aur achi tarha seekh kar kam karna chhaiye aur apni strategy par expert ban kar profit earn karna chhaiye
          • #6 Collapse

            Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
            World main Forex trading market kay three sessions hain aik new York, dosra Tokyo and tesra London session hay en main traders do taran ki trading kartay hain aik Day trading aor dosri Swing Trading mara ap sab respected members say yahi sawal hay k Day Trading and Swing Trading main kia farq hay wazahat karain aor en main say kon si best hay?
            Dear ais market mai day trading bahot hi best hai ais mai ap jab kaam karty hai to ais mai ap ko H1 time frame mai kaam karna hota hai aus k baad ap ais mai kaam karty hai to apko ais mai ye faida ho jata hai k ap ais mai apki trades ka target atna zayda nai hota hai k ap ko target hit hony k liay kafi zayda wait karna pary ais market mai ap ne agar kaam karna hai to day trading mai apko apni trading strategy ko dekhty hoye subha k time par trade lagani hoti hai aus k baad ap ais market mai trade kar skaty hai ais market mai ap agar day trading karty hai to ap ki trades profiit mai ho ya los mai ho ap ais market mai trades ko raat k time par close kar dety hai aisy hi ais market mai swing trading karni hoti hai aus mai ap ko fibo use kar k swing point dekhna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

              Day trading strategically koi naam nahin hai agar aapko swing trading ke bare mein janna hai to yah market ki ranging situation hai jismein trading market ek specific level ke andar karti hai aur vahan se bounce back ho jaati hai agar resistance per aati hai to resistance ko touch karke dobara downword karna shuru kar deti hai agar support per aati hai to vahan per se dobara again resistance ki taraf munh karna shuru kar deti hai aisi market situation ko swing trading kaha jata hai aur isko ranging market situation de kaha ja sakta hai trading market main agar aapko intraday trading karni hai to isko day trading kaha ja sakta hai according to Pakistan standard time agar aap morning time trading start karo aur evening time and kar do isko day trading kaha jaega agaraap trading market mein complete technical and fundamental analysis lekin and hot fayda hoga
              • #8 Collapse

                Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

                Assalam walekum Pyare bhaijaan day trading ka matlab hai ki aapane trading sirf De Mein karni hai Kyunki trading ka kis time hota hai agar aap trading 24 Karte Hain To vah Raat bhi a Jaati Hai Jab Ke Kuchh log Hote Hain Jo case which date time mein hi trade Lagate Hain Jab Ke Sham Mein jaake of kar dete Hain To yah Hai dekh trading aur saving trading ke bare mein jyada Nahin Jaanta Hoon par itna kahunga casing Shayad trade ke vetan ko Kahate Hain Kyunki trade ek side se dusri side per Hamesha hi mood Karti Hai Jiska control karna Itna Aasan Kam Nahin Hai To aap Usi time mein Apna trade change karte Rahen Jis time mein ped ki moment change hoti hai to Aapka kam hai ki aap product market mein Apna Kam mehnat aur Lagan ke sath Hamesha Karen aur aapka kam hai ki aap trade Lagane se pahle Hamesha market Mein Najar dauran tar ke bad main aapke liye masala na Banai Agar aapane train Lagane se pahle Soch Liya to aap Kamyab ho Jate Hain Kyunki kam karne se pahle hi uska HAL nikalna jaruri hai bad Mein uska HAL nahi nikala Ja sakta aap ismein na kam ho Jaate Hain To aapka kam hai ki aap apna kam Achcha Karen tar ke bad Mein aapka Achcha Chor Ho Jaaye aur aap Kis Mein Kamyab Ho jaen
                • #9 Collapse

                  Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

                  Assalamu Alaikum dear friendsforex trading mein trading k kafi option mojood hoty hain aur har trader ki apni apni trading strategy hoti hai aur ap day trading bhi kar sakty hain jo k ap trend ko follow karty hoye karty hain aur ap apni wo trade sham tak vkose kar dety hain aur aik swing trading hoti hai kyun k market hamesha swing ki soorat mein move karti hai aur ap swing ko monitor kar k swing par trading kar sakty hain is liye main ap sab tarders ko ye mashwara dena chahta hon k ap jo bhi strategy use karyn aur jo bhi trading karyn but apko apni strategy par experience hona chahiye aur apko har tarha k analysis aur indicators par aboor hona chahiye ta k apko trading mein loss na ho apko har haal mein loss se bachna chahiye aur mehnat se kam karna chahiye aur apko har tarha ki trading se profit mil sakta hai chahy long term ho ya short term ya swing trading ya ap day trading aur bhi bahut sari trading strategies hain like scalping aur hedging but apko aik he strategy par kam karna chahiye aur achi tarha seekh kar kam karna chhaiye aur apni strategy par expert ban kar profit earn karna chhaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

                    Asalam o Alikum dear Forex friends and dear members main umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is main ham jitni mehnat say kam kareey gay success hasil kar sakeey gay Forex main ham 2 tarha ki trading bhi kar sakteen han
                    Day trading
                    Dear bahi jan main ap ko bata don kay day trading main ham jo trade karty han wo sirf or sirf ak din kay leye he hoti ha wo ak din main band ho jati ha or is say ham ak he din main loss ya profit gain kar lety han
                    Swing trading
                    Dear bahi jan swing trading say murad ha kay Forex main ham jo bhi trade shoro karty han wo ziada say ziada ak say lay kay different week tak apni ye trade kar saskteen han is main kam karny kay leye is main achi mehnat ki zarorat ha ham is main achi mehnat say he trade karty han or is say acha profit hasil karty han
                    • #11 Collapse

                      Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

                      market Mein kam karne ke liye aapke pass option available hote hain ki aap ismein kaun sa system select karte hain is market Mein kam karne ke bahut Sare method available hai Jinse aap jo chahe select Karke kam kar sakte hain is market mein aapane agar swing trading karni hai to aapko ismein market ke high level aur low level ko pakdana Hota Hai Uske bad aapko is market Mein trade Karni Hoti Hai ismein market Jab Apne friend Mein Matka Rahi hoti hai aur uske bad apne friend ki replacement Leti Hai To vahan se aapko 100 level pakdana padta hai uske bad aap ismein trade Lagate Hain To aapko yah pata chal jata hai ki aap is Jagah Se Mar ki kripa Chalegi aur aap use per trade kar sakte hain Aise he is market Mein Kuchh level Aise hote hain Jinse reversal confirmation mil jaati hai aur day trading mein aap jo bhi trade Lagate Hain vah aapko ek hi din ke andar close Karni hoti hai aap Subah ke time par Apna account per trades open kar dete hain aur raat ko sari trades close kar dete Hain Chahe vah profit mein ho ya loss mein chal rahi hoon sari trades close kar dete Hain shukriya.
                      • #12 Collapse

                        Re: Day Trading and Swing Trading main kia farq hay?

                        Ji han Sab Ko Kisi bhi time free Nahin Hona chahie Ham jab free Hote Hain To Hamen Forex ko use karna chahie yah Hamen yahan se kamyabi deta hai isliye Hamen Yahan per Apna Kam Karne Ki aur apne time par kam ko complete karne ki koshish Koi Nahin chahie Jab Ham koshish Karenge To kamyabi Hamen definitely milati hai isliye Yahan per Apne kam ko complete Karen aur Yahan per apni success Hasil Karen is success Sachiv karna Hamare liye jaruri hai aur apne time par Apna Kam Karen Apna bonus improve Karen bonus yippee improve Hota Hai To Hamen kamyabi milati hai isliye Yahan per Apne bonus Ki Khatir Apna Kam Karen Dil lagakar Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Forex trading mein mool khareed o farokht hoti hai jisme maqsad munafa kamana hota hai. Traders apne maqasid, risk bardasht, aur waqt ke doran apne irado par amal karne ke liye mukhtalif trading styles apna sakte hain. Forex trading mein do mashhoor styles hain, jo ke day trading aur swing trading hain.


                          Day Trading in Forex

                          Day trading ek chota-muddat ka trading strategy hai jo yeh shamil karta hai ke aik din ke andar hi currencies ko khareedna aur bechna. Day traders chhote price movement se munafa kamane ki koshish karte hain jo din ke doran hoti hain, aam taur par apne positions ko sirf kuch ghanton ya minutes ke liye rakhte hain. Day traders aksar takneekee tahlil ka istemal karte hain taake unhe chhote muddati price trends aur patterns ko pehchanne mein madad mile, aur wo jald faislay karne ke liye charts aur indicators par zor dete hain.

                          Advantages of Day Trading in Forex
                          • Quick Profits: Day trading traders ko chhote price movements se tezi se munafa kamane ki ijazat deta hai.
                          • Lower Risk: Day traders aksar apne positions sirf kuch ghanton ya minutes ke liye rakhte hain, jisse raat bhar market mein izafah hone ke waqt khatra kam ho jata hai.
                          • Flexibility: Day trading traders ko kahin bhi internet connection ke saath trade karne ki anumati deta hai, jo moqaat aur munazzam schedule ke liye flexibility faraham karta hai.

                          Disadvantages of Day Trading in Forex
                          • High Stress: Day trading mein tezi se faislay karne ki zarurat hone ke baiys, yeh zyada dabao ka baiys ban sakta hai. Is se jald faislay aur baghair sochi samjhi farokhtain hone ka khatra hota hai.
                          • Time-Consuming: Day trading mein market ko din bhar nazdeek se dekhne ki zarurat hoti hai, jo traders ke liye chunauti pesh kar sakta hai jo trading ke ilawa dosre zimmedariyon mein mashgool hain.
                          • Limited Profit Potential: Day traders aksar chhote price movements ko nishana banate hain, is wajah se maqsood munafa ko lambi muddat ke trading strategies jese ke swing trading ke muqablay mein mehdood samjha jata hai.

                          Swing Trading in Forex

                          Swing trading ek darmiyan-muddat ka trading strategy hai jo positions ko chand dinon se lekar chand hafton tak rakhe rakhne ko shamil karta hai. Swing traders un bari price movements se munafa kamane ki koshish karte hain jo trend ke daur ke doran hoti hain, aam taur par apne positions ko chand dinon ya hafton ke liye rakhte hain. Swing traders aksar takneekee aur bunyadi tahlil ka istemal karte hain taake trends aur patterns ko pehchanne mein madad mile, aur wo fazool faislay se bachne ke liye charts, indicators, aur maaliyat data par bharosa karte hain.

                          Advantages of Swing Trading in Forex
                          • Higher Profit Potential: Swing traders apne nishana banaye jane wale bade price movements se munafa kamane ki mumkinat se faizmand hote hain, jo ke day trading ke muqablay mein zyada hoti hai. Is se kamiyabi ke faide bhi zyada hote hain.
                          • Lower Stress: Swing trading traders ko positions ko chand dinon se lekar chand hafton tak rakhne ki anumati deta hai, jisse tezi se faislay par kam dabao hota hai. Is se behtareen aur soch samajh kar faislay karne ka mauqa milta hai.
                          • Flexibility: Swing trading traders ko positions raat bhar rakhte hain, jo maqaat aur munazzam schedule ke liye flexibility faraham karta hai. Ye khaas kar un traders ke liye faidemand hai jo trading ke ilawa dosre zimmedariyon mein bhi masroof hain.

                          Disadvantages of Swing Trading in Forex
                          • Higher Risk: Swing trading mein zyada arsa lagta hai, is wajah se raat bhar positions rakhne mein khatra zyada hota hai, jab market volatility bharh jati hai. Is se agar trend asani se palat jata hai to nuksan zyada ho sakta hai.
                          • Time-Consuming: Swing trading bhi traders ke liye zyada waqt aur tawajjuh talab karta hai, kyun ke market ko chand dinon ya hafton tak nazdeek se dekhna hota hai. Ye chunauti pesh kar sakta hai jo trading ke ilawa dosre zimmedariyon mein mashgool hain.
                          ​​​​​
                          Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X