Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?
    Friday trading ko traders kay liye risky trading day kaha jata hai. Agar Friday ko trading kerni hoto uss ka daromadaar kinn points pay rakhna chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Friday trading ko traders kay liye risky trading day kaha jata hai. Agar Friday ko trading kerni hoto uss ka daromadaar kinn points pay rakhna chaiye?
    Dear brother Le thoda vate market normal Matka Rahi Hoti Hai Aise Hi aapane Agar is market Mein trade karni hai to aapko yah Pata Hona chahie ki weekend ki closing Friday ko Hoti Hai is market Mein Friday waleed in market close Ho Jaati Hai aapane Agar is market Mein trade karni hai to aapko yah Pata Hona chahie ki Friday ko market kab Jyada volatile hoti hai aap is market metre Tak kar sakte hain Jab is market mein aapko friend Ka Pata Ho agar aap is market mein koi ek galat ped Lagate Hain Friday ko market Ka Bhi Jyada volatile Hoti Hai Jiski vajah se aapko ho sakta hai Kafi jyada fayda ho jaaye ya Kafi jyada nuksan ho jaaye isliye aapko chahie ki aap is market Mein Jo Bhi trade Lagaye use per aapko planning Karni hogi uske bad aapko is Mein kamyabi Milegi agar aap Friday Wale Din kam Karte Hain To ismein aapke liye Kafi Jyada recipe ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap Friday ko trade na hi karen to beta hai agar trade karne bhi hai bahut kam lot size se kam Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Friday trading ko traders kay liye risky trading day kaha jata hai. Agar Friday ko trading kerni hoto uss ka daromadaar kinn points pay rakhna chaiye?
      Dear ais market mai ap jab chaye aor jis din chaye kaam kar skaty hai ais market mai ap ko ye option milta hai jab ap ko apni trading strategy k hisab se trade mil jaye ap ais market mai trade laga dy ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai friday ko GBP sary pairs zayda tar down ward moment karty hai ais maket mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai achi trades mil jati hai friday bhi normal trading day hai ais mai ap aik routine se kaam kary ais mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karny k baad kamyabi mil jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

        Dear friend forex trading men market her Friday ko close hoti hey aur Monday ko open hoti hey aur forex trading men pooray week movement aik taraf hoti hey aur Friday ki movement aik taraf hoti hey aur Friday ko maximum pairs apni strong position pe close hotay hen iss liay Friday ko soch samaj kar trading karen kiun k Friday ko aik tu fast aur unexpected movement ho sakti hey aur bara loss bhi ho sakta hey aur phir bhi agar ap ki koi trade kam loss men ya kam profit men ho tu phir trade ko close kar lena hi behtr hota hey kiun k Monday ko kuch bhi ho sakta hey lekin agar kisi trade men ziyada loss ho tu phir trade close nah karen balkay open rakhen kiun k Monday ko market kahen se bhi start ley sakti hey aur loss jaldi recover bhi ho sakta hey iss Friday trading k liay bahut ziyada dangerous day hota hey iss liay soch samaj kar trading karen aur bilkul small lot size ko use karen aur risky pairs men trading nah karen aur koshish karen k Monday tak apnay account ko safe rakhen
        • #5 Collapse

          Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

          Dear friday ko forex market mein trading ko risky is liye kaha jata hai k week ka last day hota hai aur closing day hota hai aur market ki movement fast hoti hai otherwise ap is market mein jis time dil kary trading kar sakty hain aur ap k analysis achy hon tu ap earning kar sakty hain aur friday ko agar ap ne forex market mein trading karni hai tu apko is bat ka khayal rakhna chahiye k ap ko news ko follow krna chahiye aur apko is bat ka pata hona chahiye k kis time movement fast hogi aur apko money management k sath trading karni chahiye aur apny emotions par control rakhna chahiye aur koi is tarha ki trade open na karyn jo phans jaye apko friday ko lagai hoi trade friday ko he close karni chahiye kyun k monday ko market ka koi pata ni hota aur market gap k sath bhi open ho sakti hai aur loss ho sakta ha
          • #6 Collapse

            Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

            G dear friday ko yad rakhain kay market ka last day hota hai tu ap nay ager market mai kam.karna hai friday ko tu ap ka kam hai kay ap soch samjh kay sath aur daikh kay kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho paintu ap ka kam hai kay ap market kay trend kay hisab say trade lagain aur ap ka kam hai kay ap market mai anylsis kar kay kam.kartye hain tu ue ap ko kafi faida daita hai tu ap ka kam hai kay ap market kay hisab say acha kam karain ta kay market ap ko faida daye kiyu kay ap market mai acha kam kartye hain tu market ap ko faida daitye hai jib kay ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur trade lagainye say phlye hamesha soch samjh kay sath kam.kartye hain tu ap es mai kamyab ho jata hain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

              forex main jahn tak mera knowledge aur experience hai tu friday waly din hamain trade karny say avoid karna chahye kyonn ky friday ko market nay closing karni hoti hai jiss say aik tu market double movement karti hai up side bhi karti hai aur down side bhi karti hai jiss say ham confuse hoty hain aur uss ky bad market main aksar friday ko retracement karti hai is lea hamain friday waly din trading karny say avoid karna chahye forex main makret main kuch senior logon ka kehna hai ky jin ky pas kam experience hota hai ager wo week ky 4 din profit karty hain tu friday waly din apna sab loss karwaty hain kyon ky un ko pata nahi hota hai ky market friday ko kaisy movement karti hai is lea is main ham ko friday waly bohut he ehtiyat say kam karna parta ha.
              • #8 Collapse

                Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

                Asalam o Alikum dear Forex friend and all members umeed karta hon kay sary bahi theek hon gay Forex ka business ak bahut he lajawab or bey misal business ha is jesa koi bhi business pori duniyaa main nai ha Forex main hammy achy results gain karny kay leye is ki market kay bary main hammy achi tarha say pata hona chaheye is kay bad hammy ye bhi pta hona chaheye kay is market ki timing kia ha ye ak esa online business ha jis main 2 din choti hoti ha is ki market Friday ko closs hoti ha or pher dobary say monday ko morning main he open hoti ha Forex ki market in 2 days kay elawa 24 hours open rehti ha is main hammy is kay bary main fully education kay sath sath acha experience bhi gain karny ko milta ha jis say hammy is ki sari jan kari mukammal hasil hoti ha or hammy trade karny main asani hoti ha
                • #9 Collapse

                  Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Friday trading ko traders kay liye risky trading day kaha jata hai. Agar Friday ko trading kerni hoto uss ka daromadaar kinn points pay rakhna chaiye?
                  Forex trading aik international business hain ap ais mainju jub trade karna chahe ap ais mein trade laga sakte hain aur ek accha profit hasil kar sakte hain agar aap chahte Hain forex trading se achcha Paisa kamana to aapko chahie ki aap forex trading ko sabse pahle acchi tarah se Sikh Le uske bad forex trading mein work Karen aap ismein full time bhi kam kar sakte hain aur aap ismein part time bhi kam kar sakte hain aap is business mein apne boss khud hote Hain aap jab kam karna chahie aap iske upar kam kar sakte hain aap jitni jyada mehnat karoge aapko utna hi achcha yahan se fal milega. Humko kabhi bhi jaldbaji mein Koi trade nahin lagana chahie hamen knowledge ka istemal karte hue karni chahie lalach bilkul bhi nahin karni chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                    Friday trading ko traders kay liye risky trading day kaha jata hai. Agar Friday ko trading kerni hoto uss ka daromadaar kinn points pay rakhna chaiye?
                    Yes dear aap ne bahut hi accha question poochh raha hai Kyunki Jab Ham Friday ko koi bhi trading Karte Hain To Uske bad 2 din market Mein test hota hai aur do din ke bad Jab market open Hoti Hai To vah Kafi gas ke sath bhi open ho sakti hai aur jo aapki trade chal rahi hoti hai vah uske liye bahut jyada dangerous bhi ho sakta hai isliye Jab aap Friday ko trading karne Lagte Hain To usmein aapko discipline aur planning ke sath kam karna chahie aur kuchh chijon per focus Karke kam karna chahie main unmen se Kuchh Jaruri baten aapko batana Chahta Hoon

                    1: Short Term Trading:
                    Dear sabse pahle aapko you koshish Karni chahie ki aap Agar Friday ko trading karte hain to aapko short-term basis per trading Karni chahie Uske bad market Band Ho Jaati Hai To vah aapke liye dangerous ho sakta hai

                    2: Planning and Discipline:
                    Dear jab aap Friday ko trading karte hain to aapko properly discipline aur planning ke sath kam karna chahie agar aap apni kam Mein discipline aur planning Shamil Nahin Karenge to aap ko nuksan ho sakta hai

                    3: Guidence and Analysis Focusing:
                    Dear jab aap Is Tarah short term trading karne Lagte Hain To aapko analysis per Jarur focus karna chahie aur iske sath sath Apne senior se Gardens ki Le leni chahie iska aapko bahut fayda fayda ho sakta hai aur aap nuksan se bhi baach sakte hain

                    4: Day Trading:
                    Dear Jab ap Friday ko trade karne ke bare mein sochte hain to aapko day trading se Tamam rules and regulation ko follow karna hoga Kyunki day trading bahut hi important hoti hai agar aap friday ma short term trading karne Lagte Hain To
                    • #11 Collapse

                      Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

                      Forex trading market mein aapko maloom hai Friday and monday trading working de floor day count kiye jaate hain inmein agar news schedule na ho financial main economic news calendar se aapko maloom ho sakta hai aapko yahan per Friday wale de aapko scalping trading and hygiene trading strategy use karte hue kam karna hoga aapke liye profitable ho sakti hai trading market ke liye agar professional indicator use kiya jaaye to Friday wali de profit earning kar sakte hain aur apni trading skills to improve kiya ho jismein vah yahan se fayda utha sakta hai jis trading member ne Pakistan forex form ko join kiya aur demo account mein achcha kam keya usko earning milati hai aur vah kamyab ho sakta hai aur uske liye best reward hai trading ke liye hamen apni opportunities ko avail karna chahie aur apni quality ke according forex trading market mein planning karna hogi aur knowledge extraction karni hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

                        Assalamu Alaikum dear friend Friday ko forex market Mein trading co risky isliye Kaha Jata Hai Kabhi ka last Mein Hota Hai Aur kul closing day hota hai aur Market ki movement fast Hoti Hai otherwise aap is market Mein Jis time Dil Kare trading kar sakte hain aur aapke analysed ho to aap nahin kar sakte hain aur Friday Ko Agar aapane forex market Mein trading karni hai to aap ko is Baat Ka Khyal Rakhna chahie ki aap kaun news ko follow karna chahie aur aap ko is baat ka pata Hona chahie ki kis time moment fast Hogi aur aapko money management ke sath trading Karni chahie aur aapane emotional per control Rakhna chahie aur koi Tarah Ki trade open na Karen Jo Ye apko Friday ko laega aur trade Friday ko hi close Karni chahie Kyunki Monday ko market ka koi pata nahin Hota aur Market group ke sath bhi open ho sakti hai aur loss ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

                          Asalam o Alikum dear Forex friend and all members umeed karta hon kay sary bahi theek hon gay Forex ka business ak bahut he lajawab or beymisal business ha is ma hamy bohat mehnat ki zarort huti ha es tara ka koi karbar nai jis ma ham jab chahy kam kar sakta han trading karna ka liya hamy hafta ka 7 dino ma 5 din kam karna huta ha jis ma hamy aci kamyabi hasl hu sakti ha es 5 din ma bi hamy markit ka open or closse hota wakt koi asi trade start nai karni huti jis ma hamy losse hu jay q ka jab markit open huti ha to monday ka din huta ha or markit 2 din bad open hu rahi hoti ha es ki movment ka khuch andaza ni lgaya ja sakta es ma hamy os wakt tak koi trading start nai kar ni hu gi jab tak markit achi tara open na hu jay q ka jab markit achi tara open huti ha to wo apna tradnd badl lati ha jis sa osy bohat zyada lossse hu sakyta ha esi tara jab markit friday ka din closse hona lag jati ha to markit ma hamy apni trade ko jald band kar dan achahiyta or koi nai trade nai start karni hugi q ka markit 2 din bad open huti ha os wakt is ki direction ka khuch anadza nai lgaya ja sakt
                          • #14 Collapse

                            Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

                            As-salamu alaykum aapane bahut hi Achcha question poochh raha hai ki Kyunki Jab Ham Forex Friday ko koi bich reading Karte Hain To Uske bad do din market Mein test Hota Hai aur do din ke bad Jab market open Hoti Hai To vah Kafi gas ke sath bhi open ho sakti hai aur jo aapki trade chal rahi hoti hai uske liye bahut jyada document bhi ho sakti hai isliye Jab aap Friday ko trading karne Lagte Hain To usmein aapko aur plan aur planning ke sath kam karna hoga unmen se Kuchh Jaruri baten aapko batana chahta hun short term trading sabse pahle aapko yah koshish Karni chahie ki aap Agar Friday ko trading Karte Hain To aapko showtime basic per trading Karni chahie Uske bad market Band Ho Jaati Hai to vah aapke liye faydemand ho sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Friday trading ka daromadaar kinn points pay develop kerna chaiye?

                              Dear Agar Ham Friday ko trading karna chahte hain To Hamen koshish Karni chahie ki use Din Aane wali news ko study Karen aur Achcha indicator istemal karte hue short term trading ka analysis karne ki koshish karen aur acchi entry per trade open karke short term trading Se Accha profit Hasil karne ki koshish karen Friday ko trading karna risky hota hai lekin Agar Ham short term trading Karenge To Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain long term trading karna risky ho sakta hai lekin short term trading Mein Ham Apna profit milane ke bad trade close kar sakte hain aur aasani se apne profit ko widrawal Karva sakte hain Jo members Friday ko trading karna chahte hain unhen Hamesha koshish Karni chahie ki fundamental and technical analysis ko follow karte hue short term trading co prefer karne ki koshish karen Kyunki yah weekend ka closing hota hai aur is Din long term trading karna nuksan De sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X