Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?
    Pak Forex forum pay ziada ter members ki koshish hoti hai kay unhain technical threads pay jawaab na he daina parey. Techinal threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Pak Forex forum pay ziada ter members ki koshish hoti hai kay unhain technical threads pay jawaab na he daina parey. Techinal threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?
    Dear brother is Forum per different types ke thread aahi hote hain Jin per Ham post kar sakte hain agar ismein koi technical topic per Baat share ki Gai ho to use per Ham Ko post karne ka ya fayda hota hai ki Humko is market Mein technical ke bare mein information mil Jaati Hai vaise hi ismein Ham Jis beta paper post Karte Hain Uske bare mein Humko Pata Chalta rahata Hai Agar Humse Koi Sawal poochha jata hai aur hamare pass Uske bare mein experience Ho To Ham usmein detail se apni baat ko Samjha sakte hain Agar Ham is form per new Hai To Humko chahie ki Ham Apne senior members ki post ko read Karen use Ham Ko Kabhi Jyada learning Ho Jaati Hai Agar Ham is form per time Lagate Hain To Humko ismein yah dekhna hota hai ki Ham ismein kahan se a learning material Hasil Karen Uske bad Ham ismein aasani se acche trader Ki Tarah kam Sikh sakte hain Magar ismein Humko jaldbaji Nahin Karni chahie learning ko complete time Dena chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Pak Forex forum pay ziada ter members ki koshish hoti hai kay unhain technical threads pay jawaab na he daina parey. Techinal threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?
      Dear ais forum par kuch seniors members hai jo ap ko technical par thread dety hai ap aus mai agar kaam karty hai to aus se ap ko ye pata chal jata hai k ais market mai technical ki kitni importance hai aor ais ko samjhna kitna zarori hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai technical ko samjhna hai to ap ko technical par search kar k ais type k threads par posts karni ho gi ais forum par ap agar mehnat karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais forum par ap ko learning ho jati hai ais forum par ap mehnat karty hai to ap ko ais mai faida ho jata ais forum par ap ko learning ka kafi zayda acha moka mil jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

        Dear hamyn forum par har tarha k threads milty hain jisa k kuch trader jo expert hoty hain aur technical threads dety hain tu hamyn aisy threads parh kar aur us par jo members post karty hain unko read kar k hamyn ye market ki technical movement ki importance ka pata chal jata hai aur hamary knowledge mein izafa hota hai is liye hamyn har tarha k threads ko read bhi karna chahiye aur us par post kar k apny opinions share karny chahiyn kyun k is se hamari learning achi hoti hai aur agar ham forum par regular kam karyn tu hamyn bonus bhi zayada mily ga aur forum ko ap jitna time zayada dyn gy aur jitni mehnat zayada karyn gy apki trading achi hoti jaye gi kyun k forum se hamyn bahut kuch seekhny ko milta hai
        • #5 Collapse

          Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

          G han dear ap ka har aik threads mai jawab daina zaroori hai aur muqabla mai count hota hai tu ap ka kam hai kay ap har aik threads ko achi tarha read kar kay es mai jawab zaroor diya karain ager ap es tarha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jub kay ap es mai kamyb ho jatye hain es mai ap ka acha kam tabhi count hota hai jub ap es mai acha kam kartye tu ap kafi achi tarha threads ko read kar liya karain ager ap thread ko read kar laitye hain achi tarha tu ap ka kam kafi asan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam aur muqabla mai acha jawab daye kay he ap es mai kamyab ho patye hain kiyu kay muqabla ki posts aik tu zayda likhna partye hain aur dusra es mai ye hai kay ap ka kam hai kay ap es mai acha kam tabhi kar patye hain jub ap es mai threads kay hisab say kam.kartye hain tu yaqren manye kay ap es mai tab tak kamyab hain jub tak ap es mai acha jawab daitye hain tu kamyabi hasil karni hai tu ap ka kam hai kay ap es mai soch boojh kay sath aur market ko daikh kay kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam kartye haim tu threads pay reply kar kay he ap kamyab ho jatye hain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Pak Forex forum pay ziada ter members ki koshish hoti hai kay unhain technical threads pay jawaab na he daina parey. Techinal threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?
            Dear Jo aapane Baat ki hai main use per aapse baat nahin karta inke jo bhi member is Pakistan Forex forum per kam kar rahe hain Agar vah Kisi bhi chij se Piche hathny ki koshish Karenge to vah unke liye samajhna itna hi Mushkil Hota jaega technical thread ho ya iske sath sath Kisi bhi Kishan ka Karat Ho Humko Jarur use per reply karne ki koshish Karni chahie aur atleast use thread ko study karna chahie aur uska itne bhi log jawab Dete Hain Unki jawab ko carefully study Karte Uske bad Ham Ko Ek result per pahunch Jana chahie aur ham Apna Ek Jawab Kya kar sakte hain lekin agar aap technical thread Dekhkar use per reply Nahin Karenge to isase aapki learning effect ho sakti hai aur aap technical analysis se fayda bhi Hasil nahin kar sakte isliye Meri aapko yah advice hai ki technical thread per bhi Jarur reply Kiya Karen aur Unki post ko carefully study kar liya Karen
            • #7 Collapse

              Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

              Technical trade fair reply karna best isliye hai ki ham technical data and technical analysis weak count kiye jaate hain agar humne apne knowledge ko strong karna hai to technical analysis ko importance dena hogi forex trading market mein fundamental analysis and fundamental data easily available hai aur usko understand karna itna difficult nahin hai agar aap trading market mein technical analysis ki difficulty ko samajh sakte ho aur trading market mein candlestick pattern use karna chahte ho aapko indicator and oscillator moving average trading types candlestick understand karna hoga different candlestick type hamare liye hai kamyab trading ka method ban sakti hain aur ham trading market mein acche personality wale log ban sakte hain trading ke liye aapko support and resistance management planning psychological thinking saree management karna hogi aur stop loss and profit use karte hue kam karna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

                hum tradding kar ky pasia kma sakty hain hum is mai aik din mai aik limit ky mtabik 50 posst r 4 thread bana sakty hain hamy market mai qaultiy waa kam karna ho ga hum gar maki bath karis mai kam kar skty hain is mai kam kakrny ky liye hamy kse be ofice mai jany ke need nahi hote yai iak best business hain hum is mai out off balance account baa kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary y to hamy loss ho jy ga yai aik legal business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara pasia zaya ho ga hamre mahnet zay ho jy ge hamy is liye lalach ko qabo mai rahk ky kam karkna ho ga forex jasa koi or business nai han
                • #9 Collapse

                  Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

                  Assalamu Alaikum dear friend Hamen form per Har current trend Milte Hain Iske Kuchh trade part hote hain technical trade Dete Hain To Hamen aise aur use per Jo member post karte hain unko red Karke Hamen yah market Ka Pata Chal jata hai aur Hamare knowledge Mega offer hai isliye Hamen aap ki friend ko rate bhi karna chahie aur use per post Kar Ke Samne apni share Karni chahie Kyunki is Hamari acchi hoti hai aur Agar Ham forum per regular kam Karen To Hamen bonus Bhi Jyada Milega aur form ko aap itna time Jyada Denge aur jitni bhi Jyada Karenge aapki acchi ho jayegi Kyunki Hamen bahut Kuchh sikhane Ko Milta Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

                    Technical threads pay jawab dyne say hum easily acha bonus bhi Hasil kar sakte hain aur easily Apne knowledge aur apne experience ko bhi increase kar sakte hain technical Threads mein jyada knowledge aur Jyada information Hoti Hai Hamen technical 3rd per post karte hue Jarur technical 3rd Street bhi karna chahie aur apni learning power ko strong karne ki koshish Karni chahie Jitna Jyada Ham Apne analysis ko strong karte hue learning power ko strong Karenge utna isliye Ham Forex trading business Mein Apne knowledge ko increase kar sakte hain technical analysis Se Hum easily Apne knowledge ko increase kar sakte hain Agar Ham forex forum Mein regular posting Karen To Ham easily Apne knowledge ko bhi increase kar sakte hain per Swagat Mein Kamyab ho sakte hain Hamen koshish karni hai ki Ham apni learning ko increase karte hue Forex mein Kamyab ho sakte hain Hamen Apne bonus ko increase karne ke liye aur apne knowledge to increase karne ke liye koshish karni hai ki technical trade Sab reply karen aur accha knowledge Hasil Karen Shukriya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical threads pay jawaab dainay say kia faida hota hai?

                      Dear ek baat Yad Rakhe Har Kaam Ki Koi Na Koi importance Hoti Hai Har Baat Ki Koi Na Koi importance Hoti Hai Jaisa ki aapane kaha ki technical Threads per reply karne ka yah technical Threads per answer dene ka kya fayda hai agar Ham Dekhen to Yahan per trading karne ke liye Yahan per Apne experience ko increase karne ke liye Hamen technical and fundamental donon Tarah Ke Threads ki information ko samajhne ki koshish Karni chahie Kyunki yah donon hi Hamare liye Achcha result Hasil karne mein help kar sakte hain Agar Ham technical Threads per reply Karenge To Ham senior se bahut acchi help Lene Mein Kamyab ho sakte hain aur technical Threads ke about Ham bahut acchi information Hasil kar sakte hain jo ki Hamari trading Mein Hamari help kar sakti hain Ham Jitna technical and fundamental ki importance ko samjhenge ham utani hi acchi trading co possible Bana Sakenge aur utna hi Achcha result Hasil karne mein Kamyab Ho Jaenge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X